It's funny. The title is in English and the suggestion to visit the Facebook is in English, but I can't understand a bloody word. There aren't even any subtitles.
@@AKVTechnical yes muje lithium battery se ups chalana he & muje ups ka low voltage 10v pe tripped karta he usko change karke 9v karna he..to uske liye muje konsa resistance change karna padega?
Thank you sir mere paas bhi same ups hai but problem dusra hai uska ic jal gaya hai uske bare me aap kuch help kar sakte ho kya aap ko iske ic ke bare me pata hai to batayi ye plz
sir ups me new battery insert ki hai ,ye on to ho raha he ,load bhi le raha he lekin isme problem he ki isme ac input deta hu to 30 ya 40 minut ke baad beep sound ata he aur red led glow karti he iski kya vajah ho sakti he please reply
Sir ji mera ups line Dene par chalu rahta hai lekin line band ki to automatically band ho jata hai nayi battry hai lekin backup nahi de raha sidha sweech off hota hai Plzz help me sir
Yani ki aap ka ups kam nahi kar raha hai ye fault alag hai aap MOSFET ke get me aur source me voltage check karo get per 2 se 3 volt aur source per 12 volt hona chahiye thoda sawadhani se karna nahi to short ho sakta hai
Nitin sir thank yu hear me ad all not ic this computer ic than unfortunatly every where put this name and tv soo befre no idea ferther i tv cit put this as computer ic write coopy no ges wiin ches thanks
किसी प्रकर मेरे UPS का एसी फ्यूज का सॉकेट टूट गया था उसे रिपेयर करने के बाद जब मैं UPS को बैटरी पे चालू किया तो ups ka mosfet ब्लास्ट हो गया। उसको रिपेयर किया तो अगला दो mosfet jal gaya कर गया। क्या करे
Bhai mere pas bhi yahi kit wala pc inverter hai, jab load deta hu cut hokar band ho jata hai,,, kuch samajh nahi aaya bhai 😢😢😢😢, aur battery bhi change karke dekh liya 😢😢😢, help kare ya aapna number bagera de video throu dikhana hai
Wonderful! I got the same problem and at the exact point as shown here, the loose contact was found. Thank you verry much.....👍👍
यह तो अच्छा जानकारी मिला भैया जी
Wonderful! I got the same problem and at the exact point as shown here, the loose contact was found. Thank you.
Thanks
Thank you sir
Thank you so much sir bahut helpful video
Very nice information sir jee.
Thx bro ...great
oh good working thank you
Thank you so much sir
thank you so much 👍👍👍
aap ki work shop kahan hai
Mera koi workshop nahi hai ye meri hobby hai
It's funny. The title is in English and the suggestion to visit the Facebook is in English, but I can't understand a bloody word. There aren't even any subtitles.
Thank you sir.
Welcome
I used Lithium batterys for ups, so I want to modified low voltage 10v to 9v. Is there any way to fixed?
लिथियम बैटरी से यूपीएस को चलाना चाहते हो
@@AKVTechnical yes muje lithium battery se ups chalana he & muje ups ka low voltage 10v pe tripped karta he usko change karke 9v karna he..to uske liye muje konsa resistance change karna padega?
Yeh circuit board kaha milega
Sir ups 10 second chalta hai bad mei band ho jata hai battery voltage bhi thik dikha raha hai
Lovely
sir circuit mai insulation problem to kuchh btao
❤❤❤❤
Iska Circuit online kaise aur kahan se milega?
Ye to nahi patta online dhundhana padega
🎉
Mujhe iska H 2907 transistor kaha se mileage please help
Thank you sir mere paas bhi same ups hai but problem dusra hai uska ic jal gaya hai uske bare me aap kuch help kar sakte ho kya aap ko iske ic ke bare me pata hai to batayi ye plz
Kon si ic hai photo bhejo mere Facebook account per discription box me link hai
@@AKVTechnical ok sir and thankyou for replying me
Sir photo bhej diya hai maine plz check kar ke batao
Ok
Cut, cut, cut, cut, songs bana do iska 😂😂😂
sir ups me new battery insert ki hai ,ye on to ho raha he ,load bhi le raha he lekin
isme problem he ki isme ac input deta hu to 30 ya 40 minut ke baad beep sound ata he aur red led glow karti he iski kya vajah ho sakti he please reply
Aap ka ups ka battery charger nahi ho raha hai battery nikal kar battery point per voltage check karo
@@AKVTechnical 14.3v available
My ups is now working...
यूपीएस बैटरी सही हैं सीपीयू चालू करने पर लोड नहीं ले रहा हैं निवारण करे
Sir ji mera ups line Dene par chalu rahta hai lekin line band ki to automatically band ho jata hai nayi battry hai lekin backup nahi de raha sidha sweech off hota hai Plzz help me sir
Battery ka tarminal ko thik se connect karo
Aur iske bad MOSFET ko bhi check karo agar kharab hoga to kam nahi karega
yeh board kitne ka mile ga new
mera kharab ho gaya hai
Kyu uncle sab me loos connection ki problem aati hai kya huh???? Aur alag tarah ki aati hai
Sr problem fix nahi ho raha hai battery bhi change kr lia sare lose connection check kar liya or backup mode pr lode dene pr ups off jo ja raha hai
Yani ki aap ka ups kam nahi kar raha hai ye fault alag hai aap MOSFET ke get me aur source me voltage check karo get per 2 se 3 volt aur source per 12 volt hona chahiye thoda sawadhani se karna nahi to short ho sakta hai
Same problem
After operate on battery
Red led will glow and shut down in 3 sec
Sir,
Where can I purchase this circuit board
Discription box me link hai
Sar akhbar bip. Deke stop. Hhotahe bttari. 12=50 he
Fuse check karo
Sir same problem ups on karta samay atta hai or main on karta samaya v aata hai
Battery check karo agar battery bhi kharab hogo to is traha ka problum ho sakta hai
@@AKVTechnical sir battery seahi ha
@@dareffgamer9845 to aap sare relay aur connector ka loos connection check karo
Nitin sir thank yu hear me ad all not ic this computer ic than unfortunatly every where put this name and tv soo befre no idea ferther i tv cit put this as computer ic write coopy no ges wiin ches thanks
My ups output is low after line cut
सर बॅटरी ठीक है लेकीन चार्ज नाही हो रही है
क्या हुवा हे please बताये
Battery ko kitna din istemal kiya hai agar 2year ho gaya hai to change karo
किसी प्रकर मेरे UPS का एसी फ्यूज का सॉकेट टूट गया था उसे रिपेयर करने के बाद जब मैं UPS को बैटरी पे चालू किया तो ups ka mosfet ब्लास्ट हो गया। उसको रिपेयर किया तो अगला दो mosfet jal gaya कर गया। क्या करे
Aap jab bhi MOSFET change kare to dono tran ka pur karen kyoki agar ek kharab hota hai to oh dusre ko bhi kharab kar deta hai
@@AKVTechnical thank you sir jee. ya kuchh aur bhi hai jo mosfet ko kharab kar raha hai.
Bhai Mera ups me line supply nahi deta hai please help me
Fuse check karo aur battery ka point check karo dhila hoga
Bhai Mera bhi howa tha aisa meka nik ke pass le gaye thi unhone kharap kardi 😢😢
Thik aap thik karlo
@@AKVTechnical kharap ho gaya hai
Puri tarikh ka date hai usko kaise repair Karen video
Kya likhe ho samagh me nahi aya
অাচ্ছা কালেকশন করতে বুঝতেছিনা
Plz help me sir
Kya help karu
যদি বলতেন
Ye koi repairing nahi howa
Mosfet number sir
Jo laga hai same istamal karna hai
Meri ups main ek v mosfet na ha a v yas liya bol ratha
online kit mila ga kay link sent kar di g ya