बहुत बहुत धन्यवाद गुरु जी ये दो किताब आपने बी ए के दौरान हमें कक्षा में सुझाई थी और मैंने यही किताब पढ़ी और आज मेरी हिंदी टी जी टी की परीक्षा बहुत अच्छे अंको से पास हो गई है गुरु जी कृपया आगे भी मार्ग दर्शन करते रहना कमीशन को केैसे पास किया जा सकता है ......इस पर भी प्रकाश डाले॓ आपकी बहुत कृपा होगी 🙏🙏🙏
Namaste 🙏 sir,,,,,sir mai be.d kar li hu aur m.a karne ja rhe hu aur mai hindi ka teacher banna chahti hu 12th tak to aur mujhe nhi samjh me aa rha h ki mai kaise apne aage ki taiyare karu kon book 📙 lu mujhe nhi pta h please sir bataye ..... mujhe apne hindi subject ko majbut karna h please bataye sir
Namaste Sir sir me apne lakshya ko nirdharit nahi kar paa raha hu kabi man karta hai ias kabhi engeneer or kabhi kuch or ab aisa lag raha hai kuch nhi kar sakta sir mera jada samay ene bato per vichar karte he ho jata hai jesse mera school me study performance bhi bahut low hua hai mai kya karu or kya naa karu sir kuch samajh nahi aa raha mere sir mera margdarshan kre jes se mai kuch to nhi par ek safal insan banu
Sir agr ap ugc net ke liye video bna de to hum log ke liye itna acha ho sir please agr ho sake to ugc net ke liye video classes bana dijiye bohot acha padate h
गुरु जी में B.A का छात्र हूं। और में हिंदी साहित्य को बहुत ही बेसिक से पढ़ना चाहता हूं तो मुझे कोन सी किताब से पढ़ाई शुरू करनी चाहिए कृपया मार्गदर्शन करे धन्यवाद 🙏
Sir ek question tha mera pls ans kijiyega mera du se b.a program hai graduation m jis hindi 2 saal or tisre saal language literature and culture tha to kya dsssb hindi ke liye eligible hu
Sir main UGC net clear karna chahta huAbhi MA(Hindi) 1st year exam diya hu 2nd year me admission liya hu pls sir basic se btaye kaise start karke taki first attempt me clear ho jaye
Aap drishti publication ki hindi book, hindi sahitya ka vastunishta itihaas saraswati and Govind pande sir and paper 1and paper 2ke all pyq solve kre 1st attempt me hi clear ho jayega
@@lalitachauhan8126 bhai kya 1st paper ke unit isi book me hai ya coaching karni padti hai pls btaye ya koi online source ho to follow kru authetic ho aap ne diya hai pahle exam kya pls bhai
@1Dipendra_singh bhai ji mera abhi June cycle mai clear hua hai maine first paper ke liye last year ke pyq se concept clear kiye and second paper ke liye yutube pr hi bhasmi academy ki bhanu pratap sir ki free class se rachnao ke notes bnaye because rachna ke deep se jyada poocha jata hai and pyq jarur Krna paper ka level pta chal jayega whi yutube pr free practice set bhi krate hai bhanu sir
@@lalitachauhan8126 thanks bhai and congrats for your selection and bhai paper 1 st ke liye pyq book search kar rha tha to Youth publication ki mili hai wo theek hai na aur bhai aapne aur kuch kiya ho to bta do taki juneme main bhi clear kr jau

Priya ji aap kisi job me hai kya
Sir tgt hindi par ek video bna dijiye k uske liye kya and kaise tyari kre... Please. Apke reply ki wait rahegi.. Ya ek video ki🙏
Sir ancert ki book konsi le
धन्यवाद सर 🙏🙏
Good
Thank you sir dono hi mere pas h 😊
Sir kya b.ed running me chal rha ho to kya hmm form bhar skte h kya
Thank you sir mene book leli pr padi ni h mene thanyau sir marg darshan ke lie
धन्यवाद सर
Namaste 🙏 sir,,,,,sir mai be.d kar li hu aur m.a karne ja rhe hu aur mai hindi ka teacher banna chahti hu 12th tak to aur mujhe nhi samjh me aa rha h ki mai kaise apne aage ki taiyare karu kon book 📙 lu mujhe nhi pta h please sir bataye ..... mujhe apne hindi subject ko majbut karna h please bataye sir
Gurudev STET ke liye bta dijiye 🙏
AAP UGC net ke liye pepar 1 videos lao sir ji
Sir mujhe graduation ki acchi se Hindi honours ki course krna h , iske liye kch class ki jrurt pdegi kya aapka course available h
Thank you sir 🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Sir 2025 may me hone wale net jrf ki tayari ki visey me margdarshan kare
Thank you so much sirji
Sir ji up tgt clear ho jayega en 2 kitavo se please reply me sir 🙏❤️❤️
Yes
@@PrashantRamanRavi thanku so much sir ji 🙏🙏❤️❤️🎉🎉🎉
Namaste Sir sir me apne lakshya ko nirdharit nahi kar paa raha hu kabi man karta hai ias kabhi engeneer or kabhi kuch or ab aisa lag raha hai kuch nhi kar sakta sir mera jada samay ene bato per vichar karte he ho jata hai jesse mera school me study performance bhi bahut low hua hai mai kya karu or kya naa karu sir kuch samajh nahi aa raha mere sir mera margdarshan kre jes se mai kuch to nhi par ek safal insan banu
UGC net hindi ke liye bataye sirji
Very helpful 👍👍
Rajasthan me 1st grade ke liye upyogi h kya
Ji
❤❤❤❤
लुसेंट पुराना वाला या नया वाला खरीदना पड़ेगा
Nice information sir ji mai yahi dono kitab pad raha hu kya mera tgt clear ho jayega sir please reply
Same question ❓
Good sir 🙏🙏
❤🙏🏻
🙏 Pranam Sir, sir sudha hindi bolne ewam likhne ki acchi kitabe ki jankari de sir
🙏🙏❤
❤ शानदार
🙏👏❤️
Sir agr ap ugc net ke liye video bna de to hum log ke liye itna acha ho sir please agr ho sake to ugc net ke liye video classes bana dijiye bohot acha padate h
गुरु जी में B.A का छात्र हूं। और में हिंदी साहित्य को बहुत ही बेसिक से पढ़ना चाहता हूं तो मुझे कोन सी किताब से पढ़ाई शुरू करनी चाहिए कृपया मार्गदर्शन करे धन्यवाद 🙏
इस विषय पर जल्दी ही एक वीडियो अपलोड करुँगा।
@PrashantRamanRavi धन्यवाद गुरु जी 🙏
Sir hindi cinema ka syllabus bhi padha dijiye kyuki MA ke syllabus me hindi cinema bhi hai jo thoda tough lg rha hai
Net ke liye books bta de
Sir ye book Himachal pradesh LT Hindi ke liye enough h please reply😊
Yes.
@PrashantRamanRavi thank you sir🙏
Sir mptet verg2 k liye drishti publication ki book kesi rahegi....saraswati pandey or lucent hai mere pass...plz sir reply jarur krna🙏🙏🙏
इन दोनों से काम चल जाएगा
Sir ek question tha mera pls ans kijiyega mera du se b.a program hai graduation m jis hindi 2 saal or tisre saal language literature and culture tha to kya dsssb hindi ke liye eligible hu
Mptet ke liye bhi batay
गुरूजी तीन महीने में ही कैसे पढ़ें जिससे मेरा टीजीटी में चयन हो जाए।
Please सर 🙏
Namaste sir
Dsssb tgt hindi mcq practice ke liye best book???
❤❤🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉
😊❤🙏
Sir apse connect krne ka koi madhyam nhi h please sir apki help chahiye ugc net me
Sir ugc net ka 1pepar ke bare me kuchh video banaiye
Sir punjab master cadre ke liye ye book sufficient hai
Yes
Sir ji ugc net ke baare me btao aur uski teyari kase kre aur kon si book khareede
Sir ugc net Hindi ke baare me btao
Sir TGT biology ka bata dijiye ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
❤❤❤❤❤❤❤❤
Wah mitra
Bahut khush hoon apki sflta dekhkr
🙏🙏🙏🙏❤️❤️❤️💐💐💐🌹
सर =Ugc NEt paper -1 के लिए अच्छी किताब बताइए... 🙏🙏🙏
Madan ki
Sir main UGC net clear karna chahta huAbhi MA(Hindi) 1st year exam diya hu 2nd year me admission liya hu pls sir basic se btaye kaise start karke taki first attempt me clear ho jaye
Aap drishti publication ki hindi book, hindi sahitya ka vastunishta itihaas saraswati and Govind pande sir and paper 1and paper 2ke all pyq solve kre 1st attempt me hi clear ho jayega
@lalitachauhan8126 drishti Hindi ki book ka full name kyunki drishti ki bahut si books hai
@@lalitachauhan8126 bhai kya 1st paper ke unit isi book me hai ya coaching karni padti hai pls btaye ya koi online source ho to follow kru authetic ho aap ne diya hai pahle exam kya pls bhai
@1Dipendra_singh bhai ji mera abhi June cycle mai clear hua hai maine first paper ke liye last year ke pyq se concept clear kiye and second paper ke liye yutube pr hi bhasmi academy ki bhanu pratap sir ki free class se rachnao ke notes bnaye because rachna ke deep se jyada poocha jata hai and pyq jarur Krna paper ka level pta chal jayega whi yutube pr free practice set bhi krate hai bhanu sir
@@lalitachauhan8126 thanks bhai and congrats for your selection and bhai paper 1 st ke liye pyq book search kar rha tha to Youth publication ki mili hai wo theek hai na aur bhai aapne aur kuch kiya ho to bta do taki juneme main bhi clear kr jau
Lusent सही है लेकिन पढ़ने पार हवा नही लगा है
धन्यवाद सर जी🙏
धन्यवाद सर