Aqiqah In Islam | Aqeeqah Ka Sunnat Tareeqa | Mufti Muhammad Akmal | Ary Qtv

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 29 ส.ค. 2024
  • Watch Full Program Click Here: • Ahkam-e-Shariat - Solu...
    Aqiqah In Islam | Aqeeqah Ka Sunnat Tareeqa | Mufti Muhammad Akmal
    Official Facebook : / aryqtv
    Official Website : aryqtv.tv/
    Watch ARY Qtv Live : live.aryqtv.tv/
    Programs Schedule : aryqtv.tv/sche...
    Islamic Information : bit.ly/2MfIF4P
    Android App: bit.ly/33wgto4
    Ios App: https:apple.co/2v3zoXW
    To Watch More Click Here: aryqtv.tv
    Share your valuable views in comment box below.

ความคิดเห็น • 183

  • @sciencehill6379
    @sciencehill6379 หลายเดือนก่อน +1

    Allah ka shukar he hamare Walid SB ne hamare bacpan me hi hm SB Behan bhaion k Aqiqe kr diye thy...

  • @Syedzebavlogss
    @Syedzebavlogss 3 ปีที่แล้ว +9

    Mashaallah bahut achi or payari bate Allah ham sab ko nek hidayat den Aameen!

  • @shahinshah3424
    @shahinshah3424 2 ปีที่แล้ว +2

    Mashalla subhaanallah besaq haqq baat Hai Inshallah aameen yaa rabbullaalmeen jajakallh 👍👍💯💯💯❤️❤️❤️❤️👍👍👍👍❤️

  • @ahmedhussain9165
    @ahmedhussain9165 2 ปีที่แล้ว +8

    ماشاءاللہ اس بریلوی مسلک کے عالم صاحب نے آج امت کو بدعت سمجھایا ہے اور اس سے بچنے کی تلقین کی ہے ورنہ دوسرے بریلوی مسلک کے علماء بدعت پر کلام کرتے بہت کم دیکھا گیا ہے

    • @sarfrazashrafi1981
      @sarfrazashrafi1981 ปีที่แล้ว

      Aap kya Deobandi ho

    • @ahmedhussain9165
      @ahmedhussain9165 ปีที่แล้ว

      @@sarfrazashrafi1981 ji han

    • @ejazraza8215
      @ejazraza8215 9 หลายเดือนก่อน

      Or Tu dev k bande
      kavva kha kavva🧐🧐🧐

    • @ejazraza8215
      @ejazraza8215 9 หลายเดือนก่อน

      Hamto alhamdulillah Allah k bande h
      Or tera deobandi hona kya bidat nhi🤔
      Hagreya

    • @abidraza7930
      @abidraza7930 4 หลายเดือนก่อน

      Ha tu ziyada samjhta he

  • @saifdj
    @saifdj 3 ปีที่แล้ว +12

    Mashallah,
    short and simple.
    Precise answer ...
    Zajakallah

  • @hmz352
    @hmz352 2 ปีที่แล้ว +1

    Sallallahu alehi aalhi wa ashabhi barik wasllam SUBHANALLAH👍👍👍

  • @hamidabdul9069
    @hamidabdul9069 9 หลายเดือนก่อน

    جزاک اللہ خیرا کثیرا

  • @shaezadnooriachalpur8355
    @shaezadnooriachalpur8355 4 ปีที่แล้ว +3

    Maasha Allah

  • @aadilmadni7273
    @aadilmadni7273 3 ปีที่แล้ว +3

    MA sha Allah

  • @VillageTV
    @VillageTV 3 ปีที่แล้ว +8

    Informative Video 😍

  • @hafizmunir9272
    @hafizmunir9272 3 หลายเดือนก่อน

    Mashallah subhanallah

  • @rukhsaarpeerzade6059
    @rukhsaarpeerzade6059 2 ปีที่แล้ว +5

    Aqeeqe k mauke par koi khushi se tohfa laye toh kya hum use qubool karna jaiz hai?

  • @AyazKazmi2435
    @AyazKazmi2435 2 หลายเดือนก่อน

    Masha allah

  • @ALIHAIDER-jc2bm
    @ALIHAIDER-jc2bm 4 ปีที่แล้ว +6

    Beautiful

  • @mahrukhkiyani4173
    @mahrukhkiyani4173 ปีที่แล้ว

    Jazakallah kher

  • @karachiaanpakistanjaan.7587
    @karachiaanpakistanjaan.7587 10 หลายเดือนก่อน

    ماشاءالله ❤

  • @mdal_amin486
    @mdal_amin486 ปีที่แล้ว +1

    Best video 👍👍

  • @Alfa6688
    @Alfa6688 ปีที่แล้ว

    Thanks for clarification 😊

  • @imtiazali2573
    @imtiazali2573 3 ปีที่แล้ว +1

    Thanks for share

  • @khurramghori5303
    @khurramghori5303 3 ปีที่แล้ว +2

    Asalamwalikum... Mufti sahb plz ye Bata Dena k subhan naam rakhna kesa hai ...

  • @worldpaktv
    @worldpaktv 4 ปีที่แล้ว +1

    Good

  • @naturewise4737
    @naturewise4737 3 ปีที่แล้ว +3

    Asslam o alikum sir. Kesy hain ap?
    Sir Bari umer main aqeqah kr skty hain. choti uner main agre tofeeq na par rhai ho to bacha bara ho jaye to kiya us ka aqeeqa kr skty hain. ?

  • @SaddamHussain-dm9fc
    @SaddamHussain-dm9fc ปีที่แล้ว

    Beshak

  • @mdsaifraza4510
    @mdsaifraza4510 4 หลายเดือนก่อน

    السلام علیکم ورحمتہ اللہ ،، سوال یہ کہ طلوع آفتاب سے پہلے عقیقہ کرنا کیسا ہے ہوگا یا نہیں

  • @yaseensyed2637
    @yaseensyed2637 2 หลายเดือนก่อน

    As Salamu alaikum ghair aqeeda logo k sath kurbani mey hissa le sakte hai kya

  • @syedbaberali3609
    @syedbaberali3609 ปีที่แล้ว

    Akmar bhai ❤

  • @faizakhan8725
    @faizakhan8725 6 หลายเดือนก่อน

    Salam qari shb. Mjhe ye puchna ha k aqeqa ka maa ki aur baap ki dono families k liye hota ha ya sirf baap ki family khaye. Ye prha ha k maa baap dono k asal rishtadaro ko daina haq ha.?

  • @ahmadshah9242
    @ahmadshah9242 2 หลายเดือนก่อน

    Larky K liy agar cow main hissa dal kr aquiqa kryn to aquiqa ni ho ga kia

  • @zubairshah7910
    @zubairshah7910 3 ปีที่แล้ว +1

    Mufti sahib AGR kisi se Bacha ly k palen to us ka Name yani k Waldiyat apni likhwa sakty hn plz mujhy zarur btaiya ga

  • @muhammadnaeem-sh7vv
    @muhammadnaeem-sh7vv 3 ปีที่แล้ว +2

    salaam ... kya aqeeqa ka bakra ka 2 daant ka hona lazmi hy ?

  • @sabamustafa4367
    @sabamustafa4367 3 ปีที่แล้ว +2

    Aqeeqy ka gosht kitny din kha sakty hain ya usi din kha lyna chaye,??

    • @HasanKhan-hr6cr
      @HasanKhan-hr6cr 3 ปีที่แล้ว

      Mere bete ki musalmani nhi hui h wo ek saal ka h kya aqeeqah jaiz h

  • @ayeshamalik5950
    @ayeshamalik5950 3 ปีที่แล้ว

    Janwar kitna bara hona chaiye. Kia sdqay ka janwar b dia ja skta h aqeeqay k liye. Ya qurbani k janwar jaisa he hona zariry h. Plz guide???

  • @basitshah2242
    @basitshah2242 3 ปีที่แล้ว +1

    Plzz ek question hai , kya maa paab ka haqeeqah nhi ho to bachyy ka bhe nhi hota kya ??

  • @adnanpervaiz1086
    @adnanpervaiz1086 5 หลายเดือนก่อน

    Sir guzarish ha k aqeekay k liye bara janwar jaisa k gay ya oonth bhi kr skatay hain mutalik kou daleel quran or sunnar ki ahadees k taht q k khtay hain aqeekay main srf bakra ya bakri hi zabah kr sktay hain ... shukriya ho ga ap ka

  • @ejazrehman1653
    @ejazrehman1653 5 หลายเดือนก่อน

    ❤❤❤❤

  • @rockwell4156
    @rockwell4156 2 ปีที่แล้ว

    I want to ask agr father ka aqiqah ka naa hua ho or mother ka hua ho tu agy bety ka krskty ha ya nae? Zarori kb tk hota ha aqiqah krna? Plz explain?

  • @amirraza994
    @amirraza994 3 ปีที่แล้ว +1

    Correct

  • @azaanahmed413
    @azaanahmed413 2 ปีที่แล้ว

    Ky hm aqaqa krny k bjay ksi masjid ya ksi gareeb ko pasy day sakty hn

  • @fullinformativevlogs3005
    @fullinformativevlogs3005 2 ปีที่แล้ว

    Asslam o Alaikum
    Kia koi is Dunia se rukhsat hogya ho magar uska aqeeqa nh hua tha to ab un k Jane k bad kar sakte hn?

  • @SayedRiyaz
    @SayedRiyaz 2 ปีที่แล้ว +1

    Ager wife pregnant 🤰 hai, to pahle bache ka Hakika kar sakte hain kya..

  • @SamreenKhan-pq8sk
    @SamreenKhan-pq8sk 3 หลายเดือนก่อน

    Assalamualaikum

  • @anamkhan9119
    @anamkhan9119 ปีที่แล้ว

    Hakika krne ka srf 7 din hoty hai kia agar insan ki ghonjash na ho or wo jab paise ho tab kr sakta hai k nhi?

  • @muzafarshekh4973
    @muzafarshekh4973 3 ปีที่แล้ว

    Assalamoalaikum kaya ek gaye desakte hai??please jaldi bataye mujhe apne bacho ka aqiqa karna hai

  • @myyoutubefamily499
    @myyoutubefamily499 6 วันที่ผ่านมา

    Aqeeqa kis ky Naam ka hota hai bacho ky Naam ka ya Allah k Naam

  • @mwaseemaziz
    @mwaseemaziz 4 ปีที่แล้ว +2

    Agar kisi ke pass paise na hon tou kia kiya jae?

  • @syedtayyabanasreen4999
    @syedtayyabanasreen4999 2 ปีที่แล้ว

    Aslkm... Aqiqa me bade janwar k sharayat kya hia

  • @shaistaishtiaque3113
    @shaistaishtiaque3113 11 หลายเดือนก่อน

    Molana Sahab Mera beta Saturday ko 4.45 per Hua Tha. To sunnat ka hisab Sa aqiqa or hair Ki cutting Kis din Karna chiya..

    • @Hasnain_Allahabadi
      @Hasnain_Allahabadi 3 หลายเดือนก่อน

      Maine to aaj ap ki post dekhi
      Ab to mashallah 7 mahine ka ho gya hoga ap ka beta

  • @ehsanali3576
    @ehsanali3576 3 ปีที่แล้ว

    Apko khna chiyy tha k hamary Nabi s.a ny farmya na k apk Nabi s.a ny fmya

  • @JunaidAhmed-wm9km
    @JunaidAhmed-wm9km 4 ปีที่แล้ว +1

    Bachay ki paidaaaish k baaad kitney arsay k baaad tk aqeewqa karsaktay hain kindly define

    • @someoneunknown12
      @someoneunknown12 3 ปีที่แล้ว

      Bacche ke marte dam tak kar sakte hain

  • @nazakatkhan629
    @nazakatkhan629 11 หลายเดือนก่อน

    Aqeqa ka janwer yteem khany me Dena kasa he?plz reply.

  • @nazeerpasha2075
    @nazeerpasha2075 8 หลายเดือนก่อน

    عقیقہ اور احناف ۔
    ابو حنیفہ اور احناف کا مذہب ہے کہ عقیقہ نہ واجب ہے، نہ سنت بلکہ جاہلیت کی ایک رسم ہے
    (المغنی مع الشرح الکبیر: ۱۱؍۱۲۰
    امام ابو حنیفہ نے یہ فتوی صادر فرمایا کہ لڑکے یا لڑکی کی پیدائش پرکوئی قربانی نہیں ہوگی۔(ہدائع صنائع :ج ۵ ،ص۱۵۷)
    حافظ ابن حجر عسقلانی عقیقے کے بارے امام صاحب کا موقف نقل کرتے ہوے لکھتے ہیں:
    والذی نقل عنہ انھا بدعۃ ابو حنیفۃ وقال ابن المنذر: انکر اصحاب الرأی ان تکون سنۃ و خالفوا فی ذالک الآثار الثابۃ( فتح الباری:ج۹، ص۵۸۸
    اور جو بات عقیقے کے بدعت ہونے کے بارے نقل کی گئی ہے یہ ابو حنیفہ کا موقف ہے ، اور ابن المنذر نے کہا ہے : اصحاب الراے نے عقیقے کی سنیت کا انکار کیا ہے اس معاملے میں انھوں نے مستند
    دلائل کی مخالفت کی ہے "
    کیا اب بھی اہل تقلید کو یہ بات سمجھ نہیں آتی کہ اتباع صرف کامل انسان کی ہی ہو سکتی ہے یعنی رسول اللہ کی ؟
    ۔فقہ کی مشہور کتاب ''بدایۃ المجتہدونہایۃ المقتصد'' میں فقہی آرا کا خلاصہ ان الفاظ میں منقول ہے:
    ''ایک گروہ نے، جس میں ظاہری علما شامل ہیں، عقیقہ کو واجب قرار دیا ہے۔ جمہور نے اسے سنت کہا ہے۔ امام ابوحنیفہ اسے فرض مانتے ہیں نہ سنت۔''
    (بدایۃ المجتہد ونہایۃ المقتصد، ابن رشد، ترجمہ: ڈاکٹر عبید اللہ فہد فلاحی۱۵۶۔۱۵۷)
    عقیقہ کے بارے امام ابو حنیفہ کی راے نقل کرتے ہوے حافظ ابن قیم لکھتے ہیں:
    وَأنكر أَصْحَاب الرَّأْي أَن تكون الْعَقِيقَة سنة وخالفوا فِي ذَلِك الْأَخْبَار الكائنة عَن رَسُول الله صلى الله عَلَيْهِ وَسلم وَعَن أَصْحَابه وَعَمن رُوِيَ عَنهُ ذَلِك من التَّابِعين
    (تحفۃ المولود:س36
    عقیقے سے اتنی بیزاری اور تقلید سے اتنا لگاو کس بات کی عکاسی کرتا ہے؟ فاعتبروا یا اولی الابصار

  • @user-usman786
    @user-usman786 3 หลายเดือนก่อน

    Kiya ham dumbha (sheep) akika
    Dae saktae hae

  • @tabrezalam77
    @tabrezalam77 3 ปีที่แล้ว

    Mere father death kiye huye 2 months hui hai Kya me apni aqiqa ya apne bete ka aqiqa karsakta hun bakreid me

  • @fazalhamid4520
    @fazalhamid4520 7 หลายเดือนก่อน

    Kethnay dino me haqiqa kerna chahai jab bacha paida hojai?

  • @haleem59
    @haleem59 2 ปีที่แล้ว

    Kya lazmi h aqiqa 7vy roz hi kia jae?
    Qk aksar log gunjaaish na hone ki wjja se salon bad aqiqa krty hain

  • @buttlovely3647
    @buttlovely3647 3 ปีที่แล้ว

    Hazrat bchy ka aqeeqa taya chacha ya koi or rishtadar kat skta hai? Mehrbani jwab dejye

  • @hrbirds6373
    @hrbirds6373 2 ปีที่แล้ว

    Chandi bakon k miqdar k brabr ho ya wazn k ?

  • @ayema_fatema78692
    @ayema_fatema78692 2 ปีที่แล้ว

    Fatiha hakike ke ghost ho sakti hai kya

  • @farheenazhar3785
    @farheenazhar3785 ปีที่แล้ว

    Plz batayen bacha jbse paida hua h bimar rehta hai dawai chlti rehti h uski to kya uska aqiqa kr dena chahiye

  • @ujalaamir8561
    @ujalaamir8561 ปีที่แล้ว

    Agar aqeeqa na kia ho tou bari umar main kar sakty hain?

  • @sikandarsiakndarmughal1575
    @sikandarsiakndarmughal1575 ปีที่แล้ว

    Baby agr jab sy hua ha hospital narsri me ho 10 din k liaye to aqeqa kesy kren

  • @sheryarkhan307
    @sheryarkhan307 2 ปีที่แล้ว

    Or agar ma bap ka aqiqa na ho to bachy ka ho Sakta hai please ans me mujhe Karna hai apni beti ka Mera or mere shohar ka nhi hua ?

  • @Tarannum_Parveen
    @Tarannum_Parveen 3 ปีที่แล้ว

    Aqeeqah karene baad baal kuch dino baad mundawa sakte hai kya

  • @alimurtazanaveed9354
    @alimurtazanaveed9354 3 ปีที่แล้ว

    Sir gareeb admi apne bachon ka aqiqa nahe kar sakta khane pene main he pura ha. To kia use aqiqa kana zaroori ha. Rehnumai farmaen

  • @ayatyounis
    @ayatyounis 2 ปีที่แล้ว

    Kia 2 bakirye 1 sathi de ya barai barai 2 na sathi de sake to barai barai de sakitye hn beta ka hakik

  • @sirajkasimali5051
    @sirajkasimali5051 3 ปีที่แล้ว

    Aslamalykum moulana saab aqeeqa ka tarika ky apne date of birth ke hisaab se karna hai ya kabhi bhi karsakthe pl aap zara bhathaye Allah hafez

    • @basicknowledgeofislam3009
      @basicknowledgeofislam3009 3 ปีที่แล้ว

      Magrib ke Baad islamic din shuru hota hai.
      Ab bacha monday 7 baje raat ya 1 baje raat paida ho to woh monday phela hi din hoga

  • @zaidi6828
    @zaidi6828 2 ปีที่แล้ว

    Pedaish per aqiqa nahi ho saka bacha18 saal ka ho gaya ha kya ab aqiqa ker sacty hen ?

  • @RehmanAli-bq5dd
    @RehmanAli-bq5dd 2 หลายเดือนก่อน

    Or agr koi sahaby istiyat na ho bkra krny me to phir kis chiz ka aqiqa kiya jai

  • @iqraahmad4210
    @iqraahmad4210 ปีที่แล้ว

    Kya mamu apne bhanja ya bhanjika aqiqa kra sakty hn?

  • @shafiqkhan9317
    @shafiqkhan9317 4 ปีที่แล้ว

    Aslmo alikom Kya haqeeqa krny say phly hqeeqay k jnwar ko bachy ka hth lgwna zarori hai Kya? plz BTA day...

  • @mohsinyousuf8619
    @mohsinyousuf8619 3 ปีที่แล้ว +1

    Dislike krne wale bhut gumrah han

  • @sadiarahim4624
    @sadiarahim4624 ปีที่แล้ว

    baad mn kiya ja skta hy?

  • @usmanchandpasha6395
    @usmanchandpasha6395 2 ปีที่แล้ว

    Aslmk kiya sunat karne se pehle
    Aqeeqa ho sakta he agar kar diya ho to kiya karna chahiye

  • @fazalqadeersultani3448
    @fazalqadeersultani3448 2 ปีที่แล้ว

    bare janwer ka aqeqa krne me kitne hisse ho ge

  • @mohammadimtiyajkhan6645
    @mohammadimtiyajkhan6645 3 ปีที่แล้ว +1

    meri beti tkribn 2saal ki hai to mai aqiqa kr skta hu p/z btai

  • @aashiquehussain1810
    @aashiquehussain1810 12 วันที่ผ่านมา

    Bachche ka baal pahle hi din utarna chahiye ya satwan din

  • @afsarunnisa4070
    @afsarunnisa4070 2 ปีที่แล้ว

    Assalamualaikum, meri beti ab 7 years ki hai aur uska aqiqah karna chahti hun to baal nikaalne ka kya sharai hukum hoga? Plz reply

    • @salmanraza1760
      @salmanraza1760 10 หลายเดือนก่อน

      Nahi baal utarna ab zaruri ni

  • @aneelasiddique6686
    @aneelasiddique6686 3 ปีที่แล้ว

    Ager twins bachay houn to dono ka sick ail bakra let saktay hain

  • @khanshireen988
    @khanshireen988 3 ปีที่แล้ว

    Mera beta h or humko aqeqa karna tha kisine ye kaha h ki beta h to kya hua bakri bhi h bete pe or agar itna ni h to ek bakri kar sakte h bete pe ..kya ye sahi h? Plz answer kare

  • @ayeshanaz6029
    @ayeshanaz6029 ปีที่แล้ว

    Kia pakri py aqiqa hosakta hai

  • @masoomali6088
    @masoomali6088 ปีที่แล้ว

    Agar aqqiqa ka ghoist koi kafir kha le to kya fir se aqqiqa karna hoga

  • @taiburislam6869
    @taiburislam6869 2 ปีที่แล้ว

    Mera abhitaak Akika nhi ho paya I'm 25 years old. Garibi k karon Abbu-Amma log Aqika Nhi ho paya kya mein abhi khudka kamaise de sakta hu?

  • @rafikulislam2288
    @rafikulislam2288 2 ปีที่แล้ว

    Mrne walu ke nam por aqeeqa de sekta hai ya nehi

  • @nakiiiibkhan
    @nakiiiibkhan 3 ปีที่แล้ว +1

    What is mean by aqikaah???

  • @alam9029
    @alam9029 3 ปีที่แล้ว

    Aap bataiye ham pure pariwar me haqika nhi hota hai log mar jate h kese fir haqika krege piz bataiye me bahut paresan hu

  • @babartechofficialjcd2233
    @babartechofficialjcd2233 3 ปีที่แล้ว

    Kiya hum ek bakra lr sakte hain

  • @sabirraza8710
    @sabirraza8710 2 ปีที่แล้ว

    Apne frmaya ke lrke ke liye do bkra to kiya ek bkra jayz nhi lrke ke liye

  • @faizakhan8725
    @faizakhan8725 6 หลายเดือนก่อน

    Dosra sawal ye ha k. Kya shohar ko ye kehna jaiz ha bv ko k tm rkhny k kabil ni.bchy us sy paida kry. Kam ghr k kry.sara khandan ko smabhaly.likn agr bv koi baat boly ya mashwara ka boly usko galliyan di jain.islam k hawala dy k mehrbani krain jawab dain.islam ma aurat ka kya value ha aur ik maa ka apny bchy p kitna haq ha.kya sirf maa ka kam bchy k kam krna ha???

  • @abuzarabulhasan8798
    @abuzarabulhasan8798 2 ปีที่แล้ว

    Kya hum ek dfa lrke ka ek bkra haqiqa kr sakte hn?

  • @salimuddin1461
    @salimuddin1461 2 ปีที่แล้ว

    Aqika ka janwar kisi ojese bec liya bad is pysese dusra korid kor aqika de sakta hy

  • @saiyadhussain6518
    @saiyadhussain6518 3 ปีที่แล้ว

    Aqika me milad kar sakte hai ya gunah hai

  • @sadiarahim4624
    @sadiarahim4624 ปีที่แล้ว

    agr 7th day na kr sken to???

  • @Naatstatus96
    @Naatstatus96 2 ปีที่แล้ว

    Jum,ah ki tisri azan bhi bid,at hai

    • @UsamaAkhter
      @UsamaAkhter 11 หลายเดือนก่อน

      Jummah Mein Do Azan Hoti Hai Teen Kahan Se Ayi.

  • @Naatstatus96
    @Naatstatus96 2 ปีที่แล้ว

    20 rakat taraweeh bhi bid,at hai

    • @goldstar9905
      @goldstar9905 8 หลายเดือนก่อน

      😂😂

  • @zaidi6828
    @zaidi6828 2 ปีที่แล้ว

    Kya aqiqa gae men ker sucty hen

  • @azharigurup4386
    @azharigurup4386 ปีที่แล้ว

    Mard ka aqiqa bakri pe ho jayega ke nahi

  • @zakriyasolangi9315
    @zakriyasolangi9315 3 ปีที่แล้ว

    bakry ki age kia hona chahy

  • @aatifsayyed3762
    @aatifsayyed3762 3 ปีที่แล้ว

    Agar bakra nahi le sakte to koi aur upai hai kya

  • @imranqayyumg6678
    @imranqayyumg6678 3 ปีที่แล้ว

    عدت کے بارے میں بتاے عمر کی کوٸی حد ھوتی ہے بوڑھی عورت 60 کی عمر میں بھی عدت پوری کریں گی یہ نہیں

  • @syedazekriya9471
    @syedazekriya9471 3 ปีที่แล้ว

    Bina aqeeqah karre bacche ke bachpan ke haircut karsakte hai.