Asalam o Alaikum bhai! Mere aik do sawal hain 1) Kya sab fork lifter aisa hi hoty hain ya kisi aur trha ka lifter bhi hota hai? 2) kya issay chalanay ka liya alag license chahiya ya phir Car wala license par chala skty hain? 3) Iski maintainence ka upar bhi aik video banaye please!! Sab sawalon ka jawab alag alag dijay Allah apko khush rakhay or aur kamyabi de. ameen❤
Wa Alaikum slam Bohat ache swal kiye aap ne. 1. G bhai sb forklift aise hi hote hain sirf wazan ka frq hota hai jis forklift ka size chota ho ga uss ke wazan uthane ki capacity thori ho gi jis ka size bada uss ki capacity zyada. Aik main frq main ne dekha hai ke hmare wala forklift 6 tariqay se move krta hai yaani blades ko aagay, peeche, upar, neeche aur daain, baain move krta hai. Kuch forklift dekhe hain jo sirf 4 triqay se move hote hain upar, neeche, aagay aur peeche bass. 2. Saudi Arab main to Forklift ka koi license nhi hota kiun ke yeh company ke andar chalta hai. Mujhe 14 saal ho gaye hain aaj tk kisi ne nhi poocha license ka yahaan tak ke hmare jo forklift operator hain woh pehle labor ka kaam krte the aur labor se hi forklift main shift hue hain kiun ke hmari company ne 2015 main forklift liye the jb ke labor yeh bande 2010 se kaam kr rhe the. Ab un bandoon ke pass na car ka license hai na forklift ka. Unhoon ne yahaan store main hi seekha tha. Koi license nhi chahiye. Haan company main new job lene ke liye har company ki demand alehda ho skti hai jaise ke woh forklift training ka certificate ya deploma maang skte hain. Baqi Govt ne aaj tak nhi poocha hum se. Full detail main aaj khud google se search kr ke agle comment man likhoon ga. 3. Maintenance pe b InshaAllah video bnaun ga. Asal main in ko zyada maintenence ki zrurt nhi parti. Hum har 400 ghente baad iss ka oil change krwate hain, grease lgwate hain air filter change krwate hain. Aur kisi workshop b nhi jana parta. Phone hote hain workshop ke un ko call krte hain woh khud aa jate hain maintenance krne hmare store main hi. Kiun lamba safar nhi kr skta forklift aur agr bada masla ho jaye aur workshop door ho yo chalaa kr le jane ki bjaye wintch par rakh kr le jana parta hai Forklift main kilo meter nahi balke ghente ginay jaate hain. Baqi bhai aur kuch b poochna ho to comment kr dain Achi baat hai meri agli video ke liye ideas mil jain gay.
Aap ka sawal license wala ka chota sa jawab yeh hai ke koi license nhi chahiye hota. Car ke license se forklift ka koi twaluq nahi. Sirf certificate chahiye hota hai jo ke apne mulk se kisi training centre se milta hai jis main safety wagaira ka b sikhaya aur likha jata hai. Aap google pe search kr ke centre se thori c training aur certificate le skte hain.
@@faizbhatti7008 boht shukriya itna time dena ka🙏🏻❤️ Baki iska ilawa koi sawal hoga tou zaroor poochunga Karachi Pakistan ma fork lift training ka koi certified institute tou suggest kardein aap mujhy! Google par mil hi nhi raha
جی بھائی اوپر اٹھاتے وقت ایکسیلیٹر دبانے سے اسے پاور ملتی ہے۔ 2 طریقے ہیں یا تو بریک اور ایکسیلیٹر اکٹھے دبا لیں ، یا نیوٹرل میں ڈال کر ایکسیلیٹر پریس کریں تاکہ فورک لفٹ چلنے نا لگ جائے ۔ لفٹر کا سارا کام ہائیڈرولک ہوتا ہے اس لئے ساری پاور انجن سے ملتی ہے اس لئے ایکسیلیٹر دبانا ضروری ہے
Bhai I am very sorry Hamari choti c company hai aur jis jaga main kaam kr rha hun wahan sirf aik hi forklift hai 2 operator hain jin main aik labor ka kaam krta hai aik aur doosre din doosra krta hai. Main aap ke liye dua kr skta hun bhai Allah pak aap ko acha sa rozgaar de Allah pak aap ko kamyab kre aameen
بہت معذرت کے ساتھ بھائی یہ آپ کو گوگل پہ ڈھونڈنا پڑے گا خود کیوں میں تو سعودی عرب میں ہوں۔ اپنی کمپنی کے فورک لفٹ کی طرف دیکھ کر ویڈیو بنانے کا خیال آیا
@@faizbhatti7008 bai mei b fork lifter opretor hu jaddah mei. but job nhe mil rahi. pakistan pepsi mei job krta tha. 10 days howy hain saudi arabia ay.
Bhai aap ne aate wqt contract nhi kia tha company se ? Sorry yaar hmari choti c company hai aur yahaan agr bnda chahiye b ho to Pakistan ya India se direct bnda mangwate hain woh bhi bht kam salary pe. Sorry bhai agr kuch bn ska to btaun ga. ALLAH pak aap ki madad kre ameen
@faizbhatti7008 mei azad visa pr aya hu. vehicle mechanic hu. or fork lifter operator b hu.pepsi Mei 10 year ka experience hy. Thanks agr phr b kuch ho saky
بھائی اپ معلومات دے رہے ہو ٹھیک ہے لیکن اپ ٹریننگ سینٹر کا نام یا اڈریس پتہ نہیں بتاتے ہو پھر اپ کو ویڈیو بنانے کا کیا فائدہ ویڈیو دیکھ کر تو کوئی کاری کاریگر نہیں نہ ہو سکتا ویڈیو دیس دیکھنے سے کوئی فورک لفٹر اپریٹر بن جاتا ہے تو پھر تمہاری ہر بات میں ویڈیو دیکھتا
بلکل صحیح کہہ ہرے ہیں بھائی۔ میں جس لمپنی میں کام کرتا ہوں یہ فورک لفٹ وہاں کا ہے۔ میں روز دیکھتا ہوں کہ فوک لفٹ والا لیبر کے مقابلے پیسہ بھی زیادہ کماتا ہے اور سکون بھی زیادہ ہے۔ اس لئے ویڈیو بنانے کا اور آگاہی دینے کا خیال آیا۔ باقی واقعی بھائی ٹریننگ سنٹر کا واقعی نہیں پتا۔ گوگل سے اپنے قریب ترین ٹریننگ سنٹر کو سرچ کیا جا سکتا ہے۔ سوری بھائی
Good work 👏 Bhatti SB
Thank you so much Sehyoun Taj saahib. Its gave me much power
G Sir ma Waseem form Sargodha
I want to training forklift
@SehyounTaj Welcome Waseem bhai
Next week I am going to Islamabad for training
Very Nice Video Sir. Thanks ❤❤
Thank you ❤️
Nice 👍
Very good work
Thank you so much Hafiz saahib اللہ پاک آپ کو ڈھیروں خوشیاں عطا فرمائے۔ آمين ثم آمين🤲🏼🤲🏼🤲🏼
Very good and detailed video
Bahi keep it up
Thank you bhai
اسلام علیکم
وعلیکم السلام
Doing Great work.
Thank so much Waheed bhai
Very good ❤❤❤❤❤❤❤🎉🎉🎉🎉
❤❤❤❤❤ his 🎉
Asalam o Alaikum bhai!
Mere aik do sawal hain
1) Kya sab fork lifter aisa hi hoty hain ya kisi aur trha ka lifter bhi hota hai?
2) kya issay chalanay ka liya alag license chahiya ya phir Car wala license par chala skty hain?
3) Iski maintainence ka upar bhi aik video banaye please!!
Sab sawalon ka jawab alag alag dijay Allah apko khush rakhay or aur kamyabi de. ameen❤
Wa Alaikum slam
Bohat ache swal kiye aap ne.
1. G bhai sb forklift aise hi hote hain sirf wazan ka frq hota hai jis forklift ka size chota ho ga uss ke wazan uthane ki capacity thori ho gi jis ka size bada uss ki capacity zyada. Aik main frq main ne dekha hai ke hmare wala forklift 6 tariqay se move krta hai yaani blades ko aagay, peeche, upar, neeche aur daain, baain move krta hai. Kuch forklift dekhe hain jo sirf 4 triqay se move hote hain upar, neeche, aagay aur peeche bass.
2. Saudi Arab main to Forklift ka koi license nhi hota kiun ke yeh company ke andar chalta hai. Mujhe 14 saal ho gaye hain aaj tk kisi ne nhi poocha license ka yahaan tak ke hmare jo forklift operator hain woh pehle labor ka kaam krte the aur labor se hi forklift main shift hue hain kiun ke hmari company ne 2015 main forklift liye the jb ke labor yeh bande 2010 se kaam kr rhe the. Ab un bandoon ke pass na car ka license hai na forklift ka. Unhoon ne yahaan store main hi seekha tha. Koi license nhi chahiye. Haan company main new job lene ke liye har company ki demand alehda ho skti hai jaise ke woh forklift training ka certificate ya deploma maang skte hain.
Baqi Govt ne aaj tak nhi poocha hum se. Full detail main aaj khud google se search kr ke agle comment man likhoon ga.
3. Maintenance pe b InshaAllah video bnaun ga. Asal main in ko zyada maintenence ki zrurt nhi parti. Hum har 400 ghente baad iss ka oil change krwate hain, grease lgwate hain air filter change krwate hain. Aur kisi workshop b nhi jana parta. Phone hote hain workshop ke un ko call krte hain woh khud aa jate hain maintenance krne hmare store main hi. Kiun lamba safar nhi kr skta forklift aur agr bada masla ho jaye aur workshop door ho yo chalaa kr le jane ki bjaye wintch par rakh kr le jana parta hai Forklift main kilo meter nahi balke ghente ginay jaate hain.
Baqi bhai aur kuch b poochna ho to comment kr dain
Achi baat hai meri agli video ke liye ideas mil jain gay.
Aap ka sawal license wala ka chota sa jawab yeh hai ke koi license nhi chahiye hota. Car ke license se forklift ka koi twaluq nahi. Sirf certificate chahiye hota hai jo ke apne mulk se kisi training centre se milta hai jis main safety wagaira ka b sikhaya aur likha jata hai. Aap google pe search kr ke centre se thori c training aur certificate le skte hain.
Please jo b aap ke zehan main hai agle comment main zroor likhna. Kiun ke meri new video main woh saare sawaal kaam aain gay.
@@faizbhatti7008 boht shukriya itna time dena ka🙏🏻❤️
Baki iska ilawa koi sawal hoga tou zaroor poochunga
Karachi Pakistan ma fork lift training ka koi certified institute tou suggest kardein aap mujhy! Google par mil hi nhi raha
Very nice ❤❤❤❤❤❤❤
Very nice video
zabardast
Very very nice
❤❤❤
اوپر اٹھا تھے وقت ایکسلیٹر پریس کرنا پڑے گا کہ نہیں❤
جی بھائی اوپر اٹھاتے وقت ایکسیلیٹر دبانے سے اسے پاور ملتی ہے۔ 2 طریقے ہیں یا تو بریک اور ایکسیلیٹر اکٹھے دبا لیں ، یا نیوٹرل میں ڈال کر ایکسیلیٹر پریس کریں تاکہ فورک لفٹ چلنے نا لگ جائے ۔ لفٹر کا سارا کام ہائیڈرولک ہوتا ہے اس لئے ساری پاور انجن سے ملتی ہے اس لئے ایکسیلیٹر دبانا ضروری ہے
❤❤❤
sab theek hai magar apki awaz kam arahi thi....
G bhai awaz ka issue tha waqai
Mic ke begair live recording kr rha tha sath forklift ka shor bhi tha
Sorry for that
Lhr my kahan sy sikhyn forklift
Yeh to aap ko bhai khud google pe search krna ho ga.
Main to Saudi Arab hun
Bhai mic lagao phir ap ki voice clear ho gi
Yar ma fork lifter operater a alreDy sodiya azad visa pahli dafa aya yar paraya mari koi madad kar fork lifter job wasta
Bhai I am very sorry Hamari choti c company hai aur jis jaga main kaam kr rha hun wahan sirf aik hi forklift hai 2 operator hain jin main aik labor ka kaam krta hai aik aur doosre din doosra krta hai.
Main aap ke liye dua kr skta hun bhai Allah pak aap ko acha sa rozgaar de Allah pak aap ko kamyab kre aameen
Aap forklifts ye Kaha Chala tw hai ji Aap Calais bhi dete hai Kay ji mei UAE Abu Dhabi mein huh mei Calais Lena Chahta huh Kitna hai 1 hours how much
Sorry main Saudi Arab hun
Aur class nhi deta sirf job krta hun yahaan
Video bnane ka maqsad sirf logoon ko agaah krna hai ke koi na koi hunr seekhain
Yar palese
Allah pak asaanian paida kre. AMEEN
@@faizbhatti7008 thanks
پاکستان کہاں سے سیکھیں اور کتنے پیسے اور وقت لگے گا
بہت معذرت کے ساتھ بھائی یہ آپ کو گوگل پہ ڈھونڈنا پڑے گا خود کیوں میں تو سعودی عرب میں ہوں۔ اپنی کمپنی کے فورک لفٹ کی طرف دیکھ کر ویڈیو بنانے کا خیال آیا
Yar ap log q phone no nahi dety hai
kis city mei ho.
Unaizah . Saudi Arab
@@faizbhatti7008 bai mei b fork lifter opretor hu jaddah mei. but job nhe mil rahi. pakistan pepsi mei job krta tha. 10 days howy hain saudi arabia ay.
@@faizbhatti7008 koi job mil sakti hy kya
Bhai aap ne aate wqt contract nhi kia tha company se ? Sorry yaar hmari choti c company hai aur yahaan agr bnda chahiye b ho to Pakistan ya India se direct bnda mangwate hain woh bhi bht kam salary pe. Sorry bhai agr kuch bn ska to btaun ga. ALLAH pak aap ki madad kre ameen
@faizbhatti7008 mei azad visa pr aya hu. vehicle mechanic hu. or fork lifter operator b hu.pepsi Mei 10 year ka experience hy. Thanks agr phr b kuch ho saky
بھائی اپ معلومات دے رہے ہو ٹھیک ہے لیکن اپ ٹریننگ سینٹر کا نام یا اڈریس پتہ نہیں بتاتے ہو پھر اپ کو ویڈیو بنانے کا کیا فائدہ ویڈیو دیکھ کر تو کوئی کاری کاریگر نہیں نہ ہو سکتا ویڈیو دیس دیکھنے سے کوئی فورک لفٹر اپریٹر بن جاتا ہے تو پھر تمہاری ہر بات میں ویڈیو دیکھتا
بلکل صحیح کہہ ہرے ہیں بھائی۔ میں جس لمپنی میں کام کرتا ہوں یہ فورک لفٹ وہاں کا ہے۔ میں روز دیکھتا ہوں کہ فوک لفٹ والا لیبر کے مقابلے پیسہ بھی زیادہ کماتا ہے اور سکون بھی زیادہ ہے۔ اس لئے ویڈیو بنانے کا اور آگاہی دینے کا خیال آیا۔ باقی واقعی بھائی ٹریننگ سنٹر کا واقعی نہیں پتا۔ گوگل سے اپنے قریب ترین ٹریننگ سنٹر کو سرچ کیا جا سکتا ہے۔ سوری بھائی
Bahi sab I need ur phone no
❤❤❤❤❤❤
❤❤❤❤
❤❤❤