Ola s1 x plus bike chalu he 15 din se display band he service to nhi he ola ki har mahine kuch na kuch problem aati hi rahti he ..hero Vida le leta to khush rahta
Bhai Achcha Yahi Rahega service centre se belt kharido aur jakar apne pass wale Mistri se change Kara Lo, service centre Mein dalna To bekar Hai Gadi Ka satyanash Ho Jata Hai😮😮😮
Ev scooter khreedne se pahle Jaan lijiye Spare parts nahi milenge All are Chinese products... China ev scooter to banata hai...magar spare parts nahi... Jab tak bharat me manufacturer ing nahi hoga...Aisa hi chalega...
Maine OLA 8000 km chala liya sirf 2 baar chhota problem aaya hain, maske ki tarah chal rahi plus itne saare features plus sabse lowest price range main mil rahi
U are luckyest.... bharat me e scooter ko 24 baras ho gaye...magar 10 customer bhi nahi milenge jo 10 baras se e scooter successfully chala rahe ho....😅😅😅
Ola service center vale bevkoof bnate hai meri ola me break pad ka issue ho gya tha monsoon me 2000 kms me 4 baar change krva diye the bahar se maine.mai service center gya unhone mujhe Bina check kiye bola ki master cylinder khrab hai 3500 ka aega or apko wait bhi Krna pdega 10 din ka.monsoon khatam hote he dobara 180rs. Ke break pad lgvaye mast chal rhi h Bina dikkat ke
एथर Is Best......👌👌👌
what is the reason to buy ola
Not buy ola chetak buy now
Wait for honda ev scooter....
Agar khali time hai or time pass Na ho raha ho to ola kharidlo kyoki har hafte baad service centre visit karna padega
Meri 17000 chal gyi breakpad avi bhi 70% h ...q ki m reverse kr k rokta hun gaadi ko...... break ka use imargency use hota h..ya achank rokne k me
Ola s1 x plus bike chalu he 15 din se display band he service to nhi he ola ki har mahine kuch na kuch problem aati hi rahti he ..hero Vida le leta to khush rahta
Don't worry hero pe taale lag gaye hain...spare parts not available....😅
Bhai ye to kam hai goa mai ek ek service center me 300..300 shooty service ke liye pade hai.
ओला का झोला 😅😅😅😅😂😂😂
हो गया......
Mare Ola s1 pro g2 21000 chali ha no problem
Bhai Achcha Yahi Rahega service centre se belt kharido aur jakar apne pass wale Mistri se change Kara Lo, service centre Mein dalna To bekar Hai Gadi Ka satyanash Ho Jata Hai😮😮😮
2023 model okinawa 54000 km chali hai no problem
@@israelmahali-sr1zh I disagree with you bro itna mat feko ki hazam hi na hove 54000 km means?
Dharti k 2 chakkar se bhi jyada 😂😂
Jaipur ka video hai kya bhai
Ha
@@ajofficialrj14 bhai me bhi boht pareshaan hu es ghatiya ola scooter se
Mere pass gen2 hai 2500km pe hi break pad khatam
Please all ola customers jo pareshan hai sab apni videos bana kar ola ko tag Karo aur negative comments karo in all social media post par😢😢
Right
Bhai purana channel Kyu band kiya
Us channel p kuch problem aa rhi hai
#BANOLA
Ev scooter khreedne se pahle Jaan lijiye
Spare parts nahi milenge
All are Chinese products...
China ev scooter to banata hai...magar spare parts nahi...
Jab tak bharat me manufacturer ing nahi hoga...Aisa hi chalega...
Maine OLA 8000 km chala liya sirf 2 baar chhota problem aaya hain, maske ki tarah chal rahi plus itne saare features plus sabse lowest price range main mil rahi
3rth class ola west off money government not given costom fever?
Me bhi jaipur se hu bhai
Tvs iqbe bajaj chhatak best h
Ola ki service bekar hai
Fake review, muze to 6 month ho gai lakar , koi problem nahi aai...
Abhi kuch dine bad rona hi padega bahut kam life hai inke parts ki 2 saal ke bad ek ek karke har part kharab hone lagta hai
Mera to 10500km me hi belt tut gaya
U are luckyest.... bharat me e scooter ko 24 baras ho gaye...magar 10 customer bhi nahi milenge jo 10 baras se e scooter successfully chala rahe ho....😅😅😅
Mere pass gen 2 S 1 pro hai 16000 chali bina koi problem
Ola best ❌chor company✅
Unke part bhi Jada mahenge hai
Our service 00000000
Bhai ooo. Ola mat kharido.😢😢😢😢😢😢
Ola service center vale bevkoof bnate hai meri ola me break pad ka issue ho gya tha monsoon me 2000 kms me 4 baar change krva diye the bahar se maine.mai service center gya unhone mujhe Bina check kiye bola ki master cylinder khrab hai 3500 ka aega or apko wait bhi Krna pdega 10 din ka.monsoon khatam hote he dobara 180rs. Ke break pad lgvaye mast chal rhi h Bina dikkat ke
Plz koi iss gadi ko mat lena
Jab feedback accha nhi hai, to lete kyu ho, aur v brand h scooty ki india me
Pta he ola me Problem ati he fir kyu do li, ather450x lete
Man toh krta hai saala aag lga du roz roz ki tention h ola scooter
Ola ki service chirkut hai
Pura film bana dete ek hin chij ka bakwas kiye ja raha hai
Sarvis bekar
Ola mat lo nahi to rona hi padega Ola doobne wali hai sab gadi kharab ho rahi hai
Ola sab se raddi hai 😢
Fake review, muze to 6 month ho gai lakar , koi problem nahi aai...
Bhai reality ha ye