Mere yaha service centre pe ek bande ne aisa hi kia, sidhe scooter andar le gya, sir pe chad gya, mahol garm kar dia, fir technician ne check kia aur kaha bhaiya jo bhi aapke scooter me parts dalne hai usme se Sare kal hi khatam ho gye aap 2 3 din me fir aa jana, aur uske jate hi mujhse bola ke shyana kutta 2 bar goo khata hai 😂
Ye sare dikkat tohh har scuty me hain .isme difference kya hain. Mera ntorq hain 3 saal me mera ntorq ka dimension kharB ho gaya . Engine se bullet jIsa awaz niqalne laga hain . Shocker me v problem aagaya . Tire 7000 me hi tvs wala change karke mrf laga li . Battery ek bar down ho chuka khol ke dubara charge dena pada . Self bina clutch dabaye start ho jata hain . Brackpad to free me nhi mil raha ... Brack pad 27k km me sYed 6 times change kar suka hu .

Congratulations 1 sal chal gaya
😂😂😂
Midnight blue colour se jet black colour kaise ho gya 😅😊😢
Laminated
RSA se bhejh sakte h kya
A scooty ko showroom par
Blue se black kese ho gyi 😂😂😂
2 ola hai 😁
Bhai care Plus ka koi fayda nahin hai kyunki unke pass parts hi available nahin hai to care Plus ka kya fayda bro
Bhai ghaziabad me side stand mil jayega kiya
Bhai Ola ka shocker 6 month se nhi aa raha, noida, ghaziabad me
Scooter blue se black colour kraya warranty khatam
Aapne kon se service centre pe karaya
Ghaziabad hub
Lamination ka cost kitna pdda
800₹
800₹ मे सारी
सर्विस के मामले में भारत की सबसे निम्न स्तर वाले कमिटमेंट वाली झूठी इलेक्ट्रिक स्कूटर कंपनी ओला।
Ola best hai❤
No use of care + plan
Mera site stand tuta warranty mein nahin badla Gaya mujhe pay karna pada
Nhi bro esa nhi h
Insurance claim nahi hoga colour change krne pe scooter ka rc pe blue hi likha hua hai
No problem bro lamination hai
Bhai mere ps care plus plan hai tb bhi usne brake pad ka 800, 700 rupees liye. Hai 😮
Abe kyo de diye pese fir care + ka fayda lya
🙏🙏❤❤🙏🙏😍😍👌👌
Scooter changes from blue to black
Belt 1 time only
😮
Fack video guys 😅 don't trust
@@HanuDara no fake real h bhai
Koi meri scooty sahi krega mechanic ka number
But aapki scooter to blue thi black kaise ho gayi
Lamination kra lo
@@IndianCarSikho is ka video kab ayega
Ghanta nhi hone wala itna jaldi
Ev scooter sab bakwas ha mera pass bhi vida ha bakwas ha patrol best ha
Right
Vul karvi na Lana ola