Bhai aapne yt par kaha se math kiya or gk kaha se kiya woh btaado ek video bana kar thoda help ho jayega me aapka 90 days wala plan follow kar raha hu acha result hai or yeh btaao 30 days first me reasoning or english me kitne din me revision karu week me
maths aditya Ranjan sir playlist and gk ki marathon videos from diffrent diffrent teachers like gvwit mover sir history, polity geography and from many teachers . you can do revision on daily basis or weekly basis according to your comfort and capability.
Hello bhai mene is sal 12th pas kiya hun mujh ssc cgl 2028 dena hai kaise tyari kru pehle sal me kin do subjects ko lekar chalu taki exam ate ate sab yad rahe strategy batao bhaiya 🎉🎉🎉❤❤
ye badi acchi baat hai ki aapko itni jaldi ye PTA hai ki aapko 2028 me CGL dena hai. CGL me 6 cheeze hain maths, English, reasoning, gk, computer aur typing . inn sabka pahle to basics clear Karo, dheere dheere syllabus complete Karo, aur notes bhi banaao saath- saath, taaki aap unn notes ko revise karte raho samay samay par. taaki ye saare subjects aapko humesha ke liye aa jaaye aur humesha yaad rahen. abhi ek ya do CGL ke mock test dekar dekho, aapko pta chal jaayega ki ye kitna asaan aur kitna mushkil rahega aur aapko kitni aur kis subject par pahle mehnat karne ki jarurat hai. phir apne intrest aur jarurat ke hisaab se koi bhi do subjects lekar chal sakte ho. aapke pass time kaafi hai , to aapko saare subjects acche se aur details me seekhne chahiye. taaki aap competition me humesha aage raho.aur Haan , typing jitna jaldi seekh loge, utna hi accha rahega aapke liye. All the best.❤️👍🎯🙋
@@sscmentor thanks sir for guidance I have only two option in my life ssc cgl karke officer bane ya upsc de aur officer bane mera me bachpan se officer ki qualities hai aur luck bhi mere sath hai filhal abhi me math ka calculation par kam kar rha hun aur english reading and understanding pr through the short stories like panchtantra etc
Bhai mene Aditya ranjan sir ka vod batch ka course end kiya hu and unki sheets bhi practice hui hai concepts allmost clear hai and mai unki CGL warrior book se practice bhi karra hu and unki currently 51 days marathon for cgl uski bhi practice kar raha hu so ye sab enough hoga for CGL? I was very weak in maths after completing course concepts clear hue but mocks me maths me panic hota hai even sab concepts aate hai questions ban bhi jate hai please help bro
ye badi khushi ki baat hai ki aapne maths almost complete kar liya hai, bas ab jitna ho sake practise Karo aur mocks lagao, speed aur accuracy to badhegi hi saath saath saare concepts parmanent tarike se aapke dimaag me feed ho jayenge. bas practise Karo iske alwava kuch karne ki jarurat nahi hogi maths me. All the best.❤️👍

bilkul sahi kar rhe ho. All the best.👍❤️❤️❤️