1-Hebarmas ne Public sphere se arth btaya k us jgah se h jhan pr log apni life se Judi problem happiness sbhi pr vichar vimarsh krte the jo janta k sabha hoti thi.. But pujivadi chhetra me sarvjanik chhetra ka patan ho gya aur pujivad viksit ho gya.. Hebarmas ne kaha k agar hme puna sarvjanik chhetra ko Lana h to pujivadi samasyaon k samadhan k liye sarvjanik chhetra ko fir se jivit krna padega... 2-Hebarmas ne pujivadi samaj aur postivisim science k aalochna apni books Legitination crisses me k.... 3-Hebarmas ne Instrumental reason k bare me btaya jisko Hebarmas ne waber k sadhya sadhan vivekikaran se liya tha..aur kaha k Sadhan aise hone chahiye jinme hmara uddeshya pura krne k kushalta ho... 4-Hebarmas k theory ka base communication tha.. Hebarmas ne kaha k bina sanchar k koi bhi planning nhi ho skti
I had an entrance where it was asked who is a prominent figure of critical theory. In the options both the names of Habermas and Herbert Marcus was there along with 2 others. What is the right answer, plz tell. I know Habermas is a figure of critical theory but so is Marcus too. Only difference is Marcus is from Frankfurt school. I'm confuse regarding the right answer
Mam Habermas meko itne tough lgta the aaj maine bck to bck four time ye vedio suni tb meko sb clear hua... thanku sooo much mam bda confusion tha habermass aur suitz k life world concept me... mam habarmass ka communication se related cocept ko b clear lr dijiye plz 🙏🙏
1...Hebarmas ka manna tha ki punjiwad k wjh se sarvjanik khetra samapt ho gya hai 2...enhone gyan ki 3 vavstha ki theory di thi 3.....inka manna tha ki abhi ka jo technical society hai wah hmari sbhi prbm ko solve kr dega....jisko ki inhone upkaran karan kha hai
Habermas ke anusar poonjiwad ke vikas se sarvjanik kshetra samapt ho gye hai ... Ab in kshetro ki jagha adhikari tantr ne le li hai ....isse adhikari tantr to majboot hua par vyakti ki swantantra kam ho gyi hai... 2. Inhone gyaan ki vyavasthao ka sidhant diya ...jisme inhone gyaan , hit or sadhan ke beech sambadh btaye hue gyaan me 3 prakar anubhavik , etihasik or vivechanatmak btaye hai ... 3. Legitimesion crisis me inhone vartaman vyavastha me sankato ko btaya hai ...
1-Hebarmas ne Public sphere se arth btaya k us jgah se h jhan pr log apni life se Judi problem happiness sbhi pr vichar vimarsh krte the jo janta k sabha hoti thi..
But pujivadi chhetra me sarvjanik chhetra ka patan ho gya aur pujivad viksit ho gya..
Hebarmas ne kaha k agar hme puna sarvjanik chhetra ko Lana h to pujivadi samasyaon k samadhan k liye sarvjanik chhetra ko fir se jivit krna padega...
2-Hebarmas ne pujivadi samaj aur postivisim science k aalochna apni books Legitination crisses me k....
3-Hebarmas ne Instrumental reason k bare me btaya jisko Hebarmas ne waber k sadhya sadhan vivekikaran se liya tha..aur kaha k
Sadhan aise hone chahiye jinme hmara uddeshya pura krne k kushalta ho...
4-Hebarmas k theory ka base communication tha..
Hebarmas ne kaha k bina sanchar k koi bhi planning nhi ho skti
You are absolutely right. The student should have trust in their teacher.
Jiske pass knowledge hota hai wahi itana achaa padate hai mam aap super super
👍
Great knowledge, हिंदी में हर कोई नहीं बता पाता बढ़िया
बहुत बढ़िया ।।
You are best and intelligent.
easy to understanding sociological concept... Thank you Mam
Very informative session mam thank u so much
Thank you so much mam.....
Use ful video👌👌👌👍👍🙏
I had an entrance where it was asked who is a prominent figure of critical theory. In the options both the names of Habermas and Herbert Marcus was there along with 2 others. What is the right answer, plz tell. I know Habermas is a figure of critical theory but so is Marcus too. Only difference is Marcus is from Frankfurt school. I'm confuse regarding the right answer
Mam aap bahut easy way me concept ko clear karti hain thanku...😊🤗
God bless you
Questions session kha pr hota he mujhe join krna he
Aap par poora yakeen h thank you so much aapne humari problem solve kar di.. Dil se dhanyawad ma'am 🙏
Your videos are very helpful mam.
Habermas k jivan jagat k opniveshikarna par tippni samjaye
thanq soooooooo much mam for making it easy for us ☺
You are a good teacher ma,am
Maim aap bhut achha phati h. Apke concept bhut clear hote h. Thanks 🙏
Guru ke baat kabhi jhoti nahi ho sakti...🙏🏽
Hlo....ma'am mujhe bhi net qualify krna h to pls hume bhi guide kre
Dil se dhanyawad
Ma'am your lacture is really awesome it's clear all concept , Mam please share your telegram channel link,
Thanks ma'am very helpful video 🖒🖒🖒
Aarti didi
Mujhe NET JRF CLEAR krna he
Help me.
madam we are also your students , how is possible we read ur content it is Hindi character, please write in English, watching from Pakistan
Mam......Aapne apne score btaye the.....Us time aap btate btate emotional ho gyi thi.....Sach thi aap tbhi👍👍👍......
Isiliye maine kabhi aapka score card nahi manga.....
Bcoz mujhe aap par pura believe tha.......
🙏🙏🙏👍👍👍👍👍
Thanks deepak.
Thnks mem jo aap hindi me pdate ho varna hm aapko miss kr dete
Mam Habermas meko itne tough lgta the aaj maine bck to bck four time ye vedio suni tb meko sb clear hua... thanku sooo much mam bda confusion tha habermass aur suitz k life world concept me... mam habarmass ka communication se related cocept ko b clear lr dijiye plz 🙏🙏
👍
Mam first paper bhi start kre please mam
Please give MCQ type questions
Thanks u ma'am.
And thank you so much mem🙏🙏
Very nice
Thank you mam
Thank you mam thank you so much 😌🥰
1...Hebarmas ka manna tha ki punjiwad k wjh se sarvjanik khetra samapt ho gya hai
2...enhone gyan ki 3 vavstha ki theory di thi
3.....inka manna tha ki abhi ka jo technical society hai wah hmari sbhi prbm ko solve kr dega....jisko ki inhone upkaran karan kha hai
Thankyou di
Mam paper 1 ki video banayiye😊
Mam u r so intelligent☺️ May god always with u❤️❤️
Very Nice
Habermas ke anusar poonjiwad ke vikas se sarvjanik kshetra samapt ho gye hai ... Ab in kshetro ki jagha adhikari tantr ne le li hai ....isse adhikari tantr to majboot hua par vyakti ki swantantra kam ho gyi hai...
2. Inhone gyaan ki vyavasthao ka sidhant diya ...jisme inhone gyaan , hit or sadhan ke beech sambadh btaye hue gyaan me 3 prakar anubhavik , etihasik or vivechanatmak btaye hai ...
3. Legitimesion crisis me inhone vartaman vyavastha me sankato ko btaya hai ...
Yes Ma'am You Are Right
Mem iska althuher ka vedio
1st paper bhi karaiye mam
Thank you so much mam
Maam aap phd kar rahi hi kya
Abhi apka gyan bahut uncha hai
Mem I respect you 🙏🙏
Right ma'am.. Respect for u..
Thanks mam..
Thanks mam
Congratulations..
👌👌👌👌👌👍
🙏
Videos clear nahi hai bilkul
sphere to thik kare
Mam can you tell in English mam.it will help to South Indian students mam
Try krungi but video me koshish krti hoon ki jyadater words English ke hon jisse Hindi and English medium dono ko benifit rhe.
Ok thanks for your reply.i amazed by your marks mam it just wow.
@@rohinikrishnan7026 ☺️👍
Nic video mam or lecturer sunnana hia jo or writer hia
@@priyankagoel3301 channel per Jake playlist me check kriye please wahan aapko sare lecture mil jayenge.
aap thodi hyper ho gaye bt i like ur videos
Thanks mam for sharing marks
👍👍👍😊
Right mam
👌👌
mujhe notes chahiye
Teligram chanla ka link
Sociology dot net
prepare for ugc net and higher education and other govt. exam with help of this channel.subject sociology
t.me/artiakki
Its Legitimation Crisis
Madam questions dijiye
sister aapki knowledge bolti h iske liye proof ki zarurat nahi h
Thank you ☺️
mam kha sai ho aap
Up Sitapur
Helo mam
And thank you so much mem🙏🙏
Right mam