1-Michael fuko ne discource k bare me btaya k jaise koi vastu h uske bare me logo ka vichar hmara vichar ek ho jo samanya dharda ko bnata h... Example for- Television TV ko lekr hmari soch h k ya hme entertain krta h aur Hm kisi dusre person se puche wo bhi yhi btaye k Hm TV Se entertain hote h to mera aur samne wale k dharda same h to fuko ne isko hi discource kaha.. 2-Fuko ne apni theory me 3 points ko jodne k liye jeevan bhar jute rhe Gyan -shakti -vyakti 3-Fuko ne Micro politics of power k bare me btaya k shakti ka apna alag se koi astitva nhi h wo samajik sambhandho me pai jati h ek bal k roop me chalti rhti h kriyanvit hoti h.. Fuko khte h shakti ka sambhandh kisi na kisi sanstha se hota h.. 3-Fuko Archaeology of knowledge me gyan K vimarsh ko puratatva k madhyam se smjhana chaha k ateet me logo k gyan ka vimarsh kya tha? Puratatva se pta chala k vastunishtha me logo k jo ruchi thi wo ab dheere dheere bdal gai log vyaktinishthta k or mud gae Ab gyan ka roop objectivity se htkr subjectivity k or chala gya h...
Mam ap thode se hi time me ap bahut aca samjha deti h ,mam apka bahut bahut dhanyawad
Thank you thank you thank you so much
Meri bhut help hui h apki video dekhkar.....thanks again.
Aap bahut kam time km leti hai👌👌👌koi bhi concept smjhane me👍👍🙏🙏🤗🤗🤗🤗
Thank you so much
बहुत बढ़िया समझाया है
Mam aap pls first paper ka experience and knowedge bhi shair kijiye na hamare sath pls pls 🙏🙏
Mind blowing explanation....👏👏👏
Very nice video thanks 👍👌👌
Herbart blumer pe video banaye
Ma’am. Aap ab class nahi karvate
Bahut bahut dhanyvad mam
Adhi cheejein to ap btati hi nhi mam pls sare siddhant explain kr diya kre
1-Michael fuko ne discource k bare me btaya k jaise koi vastu h uske bare me logo ka vichar hmara vichar ek ho jo samanya dharda ko bnata h...
Example for- Television
TV ko lekr hmari soch h k ya hme entertain krta h aur Hm kisi dusre person se puche wo bhi yhi btaye k Hm TV Se entertain hote h to mera aur samne wale k dharda same h to fuko ne isko hi discource kaha..
2-Fuko ne apni theory me 3 points ko jodne k liye jeevan bhar jute rhe
Gyan -shakti -vyakti
3-Fuko ne Micro politics of power k bare me btaya k shakti ka apna alag se koi astitva nhi h wo samajik sambhandho me pai jati h ek bal k roop me chalti rhti h kriyanvit hoti h..
Fuko khte h shakti ka sambhandh kisi na kisi sanstha se hota h..
3-Fuko Archaeology of knowledge me gyan K vimarsh ko puratatva k madhyam se smjhana chaha k ateet me logo k gyan ka vimarsh kya tha?
Puratatva se pta chala k vastunishtha me logo k jo ruchi thi wo ab dheere dheere bdal gai log vyaktinishthta k or mud gae
Ab gyan ka roop objectivity se htkr subjectivity k or chala gya h...
👌👌👌
Thankyou mam
Mam uttar aadhunikatabad aur utter sarachanabad pe v video banaye
Aap mam topic wise previous aaye huwe questions bhi dal diya kro to mst ho jayega
mam m is bar ugc net de raha hu sirf apke video Dekh raha hu
I think apke video ugc net crack karne ke liye sufficient h
Thank you so much arti ji. 🙂❤🙏
How to join telegram
Mam please jacques Derrida k deconstruction per video banaaye
Nice claasss mammmm💕💕💞🙏🙏💕💕🧠🧠🙏
Thanks ma'am
Thank you so much mem🙏🙏🙏
Thanks a lot Mam👍👍👍
Sab Clear nai dikh raha.
Thanks mam
Mam culture Ko explain karen
Unit 3 playlist check kriye culture wali video hai
Thanks di
Plz mam rply jrur kijiyega