Building Construction site pe kitne AMPERE ka MCB lagega - **steel cutting machine, wood cutting machine, drill machine, vibrator etc.** Load ke liye C25 chalega kya?
Hi, sar gharme b aur c type ki mcb to use karte he par washing me aur refrigerator me konsi mpr ki lagye vo bataye ,c 10 ki washing machin me trip ho jati he
Mera ghar ma inverter+washing machine+fridge+1hp motor+5fan+15led,,,,konsa MCB thik rahega,,,Havells 32A MCB bar bar burn hote aur trip v nahi karte,,,,ghar k connection=change over>MCB>stabilizer>inverter,,,plz suggest
Sir mere Ghar me 20B aur 25C MCB hai lekin 25C trip ho ja Rahi hai jab water tank me rod ko start kar Raha hun Pani garm karne ke liye. Kya 25 B vali laga dun. Thank you
Bhai hmko jann na hai 1 ton ac 1.5 ton ac 2 ton ac kitna load legi Gyser kitna load lega Ceiling fan kitna load lega In sab me kitna apmere ka mcb lagega or kon sa wire use hoga
Main supply main kaun sa Type aur current .B or c type. ghar pe 1 HP ka centrifugal pump laga hai. Pump main plug top lagaye hai abhi kya mcb laga sakte hai aur kitne ka
dear sir mere yaha hamesha light halka halka jalta rahta hai , raat me barabar dikhai deta hai , matlab power band bhi rahta hai tab bhi supply milti rahti hai, mujhe mere computer ke liye board banaya hu , usme single switch & plug hai , ek hi line cut of hoti hai , mujhe aisa switch chaiye jo dono fase & nutral cut off ho jye , kaya laga sakte hai , aur kaya switch ke jagah pe dual core mcb laga sakte hai - to kitne ampire ka laga chaiye aapka kaya raya ha
Aap ke Ghar me jo wiring hai us wiring ka connection board me galt ho sakta hai agar nutral switch me laga hoga our phase direct socket me to ye problem aa sakta hai yak baar pahle check kariye agar aise hai to phase ko switch me lagaiye our nutral ko socket me
@@ElectricalAmit1 ok sir ek banda ek bara kuch thik karne aaya tha tabse aisa hogaya hai , sir mere ghar me , 45 year pahle ki wiring hai , heater ,geazer , matlab heavy load ke liye ,alag aur light , fan ka alag line , is prakar se wiring hui hai , matlab agar ghar ka connection mainswich band kardo to bathroom wagera ki light nahi katti hai , aur dusara line band kardo to , ghar ki suply chalu rahti hai , sayad naya banda samaj nahi paya , naya kamara banwaya tha tab usne kuch gadbad kiya wiring me tabhi se aisa hai kuch bataiye sir
Bhai mere ghr me kaam ho raha tha mechanic welding machine use kr raha tha mcb trip ho raha tha baar baar uske baad mere MCB niche me work kr raha h upr krne pr nhi ho raha kya problem h
Niche me lagane se MCB se koi matlab nahi hai oo direct supply se laga hai is liye kaam kar raha hai uper me MCB se supply jaye ga isliye MCB kharab hone se ya kam range ka MCB hone se trip kar raha hoga
सर मेरे घर में 6 सिलिग फेन और 16 बल्ब 9 बाट के TV और 1hp मोटर और इन्वर्टर है और 3 कूलर एग्जास्ट के है और इंडक्शन हैसिर बताओ कोन सी MCB लगाए plz plz plz plz help me sir ji
@@ElectricalAmit1 SO'CHIEA AK LINE MA 4 LED JAL'RAHA I AUR CONNECTION DIRECT MAIN SWITCH SA LAGA'HUAA I JAB TAK AK LAMP KAT JATA SATH SATH FLORA MAIN SWITCH KAAT JATA I FIR TAAR NIK'ALKA KIT KAT KO JOR'NA PAR'TA I A JHA'MAA'LLA HATA'NNA KO LEAA M C B LA'GA'NA CHA'HA'TA HAY I M C B KA NOM'BAR KIT'NAY LA'GAA'GA ??
5 LED LAMP KA EK LINE .MAY .JAB BULB KAT JATA LINE FUSE HO JATA I AUR SATH SATH .*FLORA MAIN SWITCH KAT JATA I *SWITCH JOR NA PARTA* I MAYE AK M C B LAGA'NA KA LEAA CHINTA KAR RAHA HU. I LA KIN USKA .NOMBER THICK NA KAR PAYA. AAP .PU'CHI'YA NOMBER ( M C B) KIT'NA .HO'GA 5 × 15. Watt KA LI'EA I
1. 5 kv stablizer hai uspe 14 ampiar ka load hai to hame b16 ya c16 konsi bali ka use kare
2. Isme 14 amp pe 10amp ki bhi chal payegi ya nhi
बहुत बढ़िया सर जी
Tq
Thanks sir I am full support ❤
Tq
very nice. thanks
Tq
Very nice
Many many thanks sir.
Building Construction site pe kitne AMPERE ka MCB lagega - **steel cutting machine, wood cutting machine, drill machine, vibrator etc.** Load ke liye
C25 chalega kya?
Ha C20 bhi chale ga aapka machine ka size kay hai o to aapko pata hai
Hi, sar gharme b aur c type ki mcb to use karte he par washing me aur refrigerator me konsi mpr ki lagye vo bataye ,c 10 ki washing machin me trip ho jati he
Sir kya c25(3000) mini trip mcb par iron chala sakte hai.
Mera ghar ma inverter+washing machine+fridge+1hp motor+5fan+15led,,,,konsa MCB thik rahega,,,Havells 32A MCB bar bar burn hote aur trip v nahi karte,,,,ghar k connection=change over>MCB>stabilizer>inverter,,,plz suggest
kun sa type h B ya C
C type
B mile to acha h nahi to C 32 thik h aap MCB me wire acha se tite kariye our MCB ke baad yak rccb bhi laga dijiye
भाई तुम C40 amp का mcb लगाओ
C32 sahi hai
Which is the best B type or C type?
Nice Learning
Sir mere Ghar me 20B aur 25C MCB hai lekin 25C trip ho ja Rahi hai jab water tank me rod ko start kar Raha hun Pani garm karne ke liye. Kya 25 B vali laga dun. Thank you
Bhaiya ji mera poultry farm mai 3000 w lode solta hai ,mai B32 mcb lagaya , koiy problem hoga kay
Jada range ka MCB hai aap b 10 use karne se acha hai
Bhai hmko jann na hai
1 ton ac 1.5 ton ac 2 ton ac kitna load legi
Gyser kitna load lega
Ceiling fan kitna load lega
In sab me kitna apmere ka mcb lagega or kon sa wire use hoga
Sir 12 v 12 amp battery par cut off ke liye konsi m c b istemal kare ?
Nice
Tq
Main supply main kaun sa Type aur current .B or c type. ghar pe 1 HP ka centrifugal pump laga hai. Pump main plug top lagaye hai abhi kya mcb laga sakte hai aur kitne ka
ha B6 ho to lagaiye nhi to C6
@@ElectricalAmit1 aur main pe kitne ka MCB
aapka total lode kitna h
Sir आप ने B टाइप का सिंबल बता दिया C और D टाइप का सिंबल कौन सा है
Video start after 2 minute
Sirji new connection Lena hy ,service wire kitna sqmm ka lagana hy
Kitna amp ka lode rahe ga
dear sir mere yaha hamesha light halka halka jalta rahta hai , raat me barabar dikhai deta hai , matlab power band bhi rahta hai tab bhi supply milti rahti hai, mujhe mere computer ke liye board banaya hu , usme single switch & plug hai , ek hi line cut of hoti hai , mujhe aisa switch chaiye jo dono fase & nutral cut off ho jye , kaya laga sakte hai , aur kaya switch ke jagah pe dual core mcb laga sakte hai - to kitne ampire ka laga chaiye aapka kaya raya ha
Aap ke Ghar me jo wiring hai us wiring ka connection board me galt ho sakta hai agar nutral switch me laga hoga our phase direct socket me to ye problem aa sakta hai yak baar pahle check kariye agar aise hai to phase ko switch me lagaiye our nutral ko socket me
@@ElectricalAmit1 ok sir ek banda ek bara kuch thik karne aaya tha tabse aisa hogaya hai , sir mere ghar me , 45 year pahle ki wiring hai , heater ,geazer , matlab heavy load ke liye ,alag aur light , fan ka alag line , is prakar se wiring hui hai , matlab agar ghar ka connection mainswich band kardo to bathroom wagera ki light nahi katti hai , aur dusara line band kardo to , ghar ki suply chalu rahti hai , sayad naya banda samaj nahi paya , naya kamara banwaya tha tab usne kuch gadbad kiya wiring me tabhi se aisa hai kuch bataiye sir
मैंने 16B mcb लगाई है
To koi problem hai
🎉❤
1 kilowatt motor
pankhe hain aur char panch light hai to kaun sa MCB lagaye Kitna load ka
Bhai mere ghr me kaam ho raha tha mechanic welding machine use kr raha tha mcb trip ho raha tha baar baar uske baad mere MCB niche me work kr raha h upr krne pr nhi ho raha kya problem h
Niche me lagane se MCB se koi matlab nahi hai oo direct supply se laga hai is liye kaam kar raha hai uper me MCB se supply jaye ga isliye MCB kharab hone se ya kam range ka MCB hone se trip kar raha hoga
Hello sir which brand MCB are best for house electric circuit?
Which brand RCCB are best for House electric circuit? Please reply as soon as possible.
Reply sir please
L&T,Anchor and luminous MCB or Rccb sahi rahe ga
Sir, mere ghar par 4 fan 6 led bulb 1 motor laga hai maine c16 Schneider ka mcb lagaya hai.short circuit hua to wire jal gayi lekin trip nahi hua kyo?
Mccb me 10kA,likha hai ,ketna lod dena chahiye,
Sir Agar Dubble Face Light aa Jaye. Achanak Uske liye kon se lagaye ji
Dekhiye ye kewal MCB lagane se nhi hoga aap MCB ke sath rccb bhi lagaiye our neutral ka earthing bhi kariye
Sir agar b tape 10 amp MCB par 11 amp load padjaye ga too yeh MCB kitne second baad trip hoga please reply
1amp kam jada hone se jaldi trip nahi hoga
Full lode me continue chalne se MCB jaldi kharb ho jaye ga
Sir mera question tha kitni samay baad trip hoga
Bhai 1amp badhne se jaldi trip nahi hogi jab voltage up daun hoga usi time MCB pe full lode hone se lode our badhe jaye ga our MCB trip ho jaye gi
30sec se 1m tak time lage ga agar barabr 11amp legi tab
एमसी में साइड पेंटिंग जो होती है उसमें क्या करें कि अच्छा पेंट आए और चीता ना आए इसके बारे में जानकारी दो अगर आपको मालूम है तो
सर मेरे घर में 6 सिलिग फेन और 16 बल्ब 9 बाट के TV और 1hp मोटर और इन्वर्टर है और 3 कूलर एग्जास्ट के है और इंडक्शन हैसिर बताओ कोन सी MCB लगाए plz plz plz plz help me sir ji
Aap 16A ya 20A ka DP Mcb use kariye main ke liye
MOTAR PAR ALAG MCB. C TYPE KI LAGAO BAKI PAR B TYPE KI LAGAO 16 AMPR KI
Motor par C type ki mcd use kariye aur bulb wagaira ke liye B type mce use kariye
À@@abidsabi174
B25 a
Your going to electronic class, better to explain short
1.5 ton ac mai kitna amp ka mcb lagega ? B series ka
Inverter Ac hai
To 10 amp
25 A - 32 A
Mujhe aap say kus puchna h
C ka batai ye sir
1500 watt heater ke liye konsa lgaaye
6 amp
@@ElectricalAmit1 thanks vhi me bhi sochra tha 😊
10 amp ka MCB use kare
S.BANERJEE
KOLKATA.
Below C6
What Number is available
In MCB for 4 or 6 no of 15 W
LED lamp.
aapke paas 4 h to lagaiye nhi to B6 acha rahe ga
@@ElectricalAmit1
SO'CHIEA AK LINE MA 4 LED
JAL'RAHA I AUR CONNECTION
DIRECT MAIN SWITCH SA
LAGA'HUAA I
JAB TAK AK LAMP KAT JATA
SATH SATH FLORA MAIN SWITCH
KAAT JATA I FIR TAAR NIK'ALKA
KIT KAT KO JOR'NA PAR'TA I
A JHA'MAA'LLA HATA'NNA KO
LEAA M C B LA'GA'NA CHA'HA'TA
HAY I M C B KA NOM'BAR KIT'NAY
LA'GAA'GA ??
5 LED LAMP KA EK LINE .MAY .JAB
BULB KAT JATA LINE FUSE HO
JATA I AUR SATH SATH .*FLORA MAIN SWITCH KAT JATA I
*SWITCH JOR NA PARTA* I
MAYE AK M C B LAGA'NA
KA LEAA CHINTA KAR RAHA HU. I
LA KIN USKA .NOMBER THICK
NA KAR PAYA.
AAP .PU'CHI'YA NOMBER ( M C B)
KIT'NA .HO'GA 5 × 15. Watt KA LI'EA I
Aap kha se hai sir ji
bihar
@@ElectricalAmit1 bihar mai kha se
Are bhai thoda dhire Samjavo
Ok
@@ElectricalAmit1bro.. 1 ton ac keliye B ya C type mcb lagana chahiye pls reply ?
Aap ka number send kar na sir