Clear example of corruption and lobbying. Gurgaon (Haryana) doesn't want it to get constructed because if it gets constructed then Gurgaon real estate bubble will burst. People will start investing in Noida/G. Noida/Ghaziabad. Fir DLF 7 crore ka flat 3 saal me 35 crore ka kaise bechega?? Sab haramkhori hai
its fantastic news. achha ek baat bataiye... ghaziabad rrts se right lekar jab aap aae...usi road par Jewar rrts from ghazoabad bhi proposed hai....uska bhi soil testing chal rahi thi.... Siddhartha Vihar me station bhi bannna hai uska....then wo bhi Delhi meerut expressway cross karegi... ab aapne kaha ki ye bhi Delhi meerut expressway cross karegi....Siddhartha Vihar to hotspot banne wala hai?
Can you also provide link to the news report from where you got to know ki- NHAI ne apne paas le liya hai project and dpr ke liye tender nikala hai? Kahin bhi kuchh news to hai nahi?
@@JPSRocks ye news article paid bhi hote hain... inka bharosa nahi....Jan ki hi news hai...uske baad koi update nahi... itni bari news ko koi na koi bara news paper jaroor cover karta... Koi bharosa nahi hai... kis company ko tender mila hai kuchh pata hai?
@@JPSRocks main iss theory ko believe karta hoon ki Gurgaon ke property market ke wajah se Noida ko develop nahi karne de rahe hain, waise bhi faridabad Noida se connect ho hi jaayega through jewar faridabad expressway, aur majhawali bridge
Sab kuch bekar h Faridabad m devleopment na munkin h kaamse kaam 100 saal laag jainge jaa jake aache roads ache expressway achi industry or faridabad gurgaon metro banegi ye hone m kaam se kaam 100 saal laag jainge jaab jaake is project ka kaaam pura Hoga
Achi jankari di apne
Wah, very authentic and latest video. Best video on FNG
🙂🤟🙏
Kudos to your efforts- thanks for arranging complete information for us.
🙂🤟🤟
Clear example of corruption and lobbying. Gurgaon (Haryana) doesn't want it to get constructed because if it gets constructed then Gurgaon real estate bubble will burst. People will start investing in Noida/G. Noida/Ghaziabad. Fir DLF 7 crore ka flat 3 saal me 35 crore ka kaise bechega?? Sab haramkhori hai
🤟🤟
sir ji faridabad m road bhi bn n wala h october tk start hora h faridabad side s
Thanks for update 👍
Faridabad me kaha se? Manjhavali ki baat kar rhe ho?
Thank you for your efforts, you've explained it beautifully, we Indians have been lining in hope. I just hope for the best, since NHAI is in!
🙏🙂🤟
Very nice update
🙂🙏🤟
its fantastic news.
achha ek baat bataiye...
ghaziabad rrts se right lekar jab aap aae...usi road par Jewar rrts from ghazoabad bhi proposed hai....uska bhi soil testing chal rahi thi.... Siddhartha Vihar me station bhi bannna hai uska....then wo bhi Delhi meerut expressway cross karegi... ab aapne kaha ki ye bhi Delhi meerut expressway cross karegi....Siddhartha Vihar to hotspot banne wala hai?
RRTS ground par nahi pillars par chalegi..
At Dividers
250 crore Noida Devlp. Ath. ne pass kiye they Chijjarsi Elevated road ke liye
But ab new DPR ke baad ee final hoga
Can you also provide link to the news report from where you got to know ki- NHAI ne apne paas le liya hai project and dpr ke liye tender nikala hai?
Kahin bhi kuchh news to hai nahi?
Koi news article h ya aise hi khus khabri suna di aapne sir?
Source news from Navbharattimes.Indiatimes.com Haryana news
@@JPSRocks ye news article paid bhi hote hain... inka bharosa nahi....Jan ki hi news hai...uske baad koi update nahi... itni bari news ko koi na koi bara news paper jaroor cover karta...
Koi bharosa nahi hai...
kis company ko tender mila hai kuchh pata hai?
m.tribuneindia.com/news/haryana/fng-expressway-seven-bids-received-for-dpr-consultant-594536
Abhi 50 saal aur lagenge
😂😂 Ye India hai kuch bhi mumkin hai
U.p mai expressway par expressway ban raha hai aur ye expressway 60 saal sai ban raha hai
Ab NHAI par ee trust hai
Kalindi Kunj per bahut tagada Jaam lagta hai usse bahut pareshani Hoti Hai toll tax ke pass
Aapke video ko 6 mahine ho gaye, phir bhi koi update nahi hai dpr pe
7 bids aaye they February 2024 mei DPR ke liye.. uske baad kya hua koi news ee nahi abhi tak
@@JPSRocks mujhe nahi lagta koi bhi iss project ko lekar serious hai
@@souvik609
I agreed iss baar bahut excited tha ab kuch hoga. But.. nothing
@@JPSRocks main iss theory ko believe karta hoon ki Gurgaon ke property market ke wajah se Noida ko develop nahi karne de rahe hain, waise bhi faridabad Noida se connect ho hi jaayega through jewar faridabad expressway, aur majhawali bridge
FNG ko GFNG ker dooo.
Gurugram faridabad Noida ghaziabad
Itani gandagi kyu hai or Lighting Nahi dikh rahi video me
FNG nahi banega kabhi.
Never loose hope... this year FNG par kuch toh new hoga
FNG banega jarur banega. I can bet NHAI is committed to this project now.
@@pradumnbansal4073
Bahut hua.. Election ke baad ab NHAI ko FNG par officially takeover karna ee hoga
now not to vote bjp kp gurjar
FNG is not viable so it will not be completed,it will be scrapped,it is already scrapped
Hope.. NHAI iss expressway ko banwa de
Kuch bhi update nahi hai
Kabhi nahi banega kahne bale aise baat kar rahe hain jaise ve trikaal darshi hon
NHAI aur Nitin Gadkari ji par ee trust hai ab.. shayad ye expressway bnn ee jaye
Sab kuch bekar h Faridabad m devleopment na munkin h kaamse kaam 100 saal laag jainge jaa jake aache roads ache expressway achi industry or faridabad gurgaon metro banegi ye hone m kaam se kaam 100 saal laag jainge jaab jaake is project ka kaaam pura Hoga
NHAI ee iss expressway ko banwa sakti hai..
Aisa koye news nahi hai.. kuch bhi bol raha hai
News source from Navbharattimes.indatimes.com/Haryana news
january ki hi news hai... uske baad koi update nahi....fake news lag rahi h
m.tribuneindia.com/news/haryana/fng-expressway-seven-bids-received-for-dpr-consultant-594536
mediocre quality ka infrastructure hi banra hai aajkal.
🤟🤟
Ye kabhi nahi banega
Elections ke baad.. hope
Kya road h yr. Or sab modi modi krte rhte h .. vote or tax le le kr sab kha gye..
Sarkari kaam aise ee hote hain
Iska to bhagwan ji jaane kab banega