bhaisahab aapane bahut acha video banaya hai itana knowledge to koi hajaro Rupayo ki class lekar bhi nahi deta hai thanks a lot sir me umesh kumar sharma mene abhi high court drver ka exam pass kiya hai abhi trail baki hai yah video us trail me mere liye upayogi hai
Sar aapse ek request hai hai ki aap engine ke parts ke name Jara vistar se bataen aur Hindi mein bataen bahut se log Aise Hain ki aapki English ko samajh nahin paate hain to please Sar aap se request Karte Hain ki aap Sare parts Ke Naam Hindi aur regular do Ham apni bhasha mein use Lete Hain vah bataen
Sir agar koi hamari car ke engine se filter net or Greece dust nikala de to hamari car main kya problem ayigi or car kitne time tak chale gi plz sir bata de bbhut jrur hai
You are right jaldbaji me mene throttle position sensor ko map sensor bol diya actually mujhe apni galti video upload karne k baad pata chali to mene video k description me is galti ko mention kiya hai aur apni galti bhi maani hai
Bhai meri aap se ek request hai , meri car me ek falt aa gya 7,8 mistrio k dikha li par thik nhi hui , meri gadi 2007 santro hai . Mne gadi hundai me dikhai par unhone bhi koi bahana laga diya . Aur muje bahar cng k mistri ko gadi dikhane k liye bol diya . Agar aap meri help kar sako to . Meri gadi ek jinda lash ban k rah gyi . Mistri kahte hai ki asi problem to hum pahli baar dekh rhe hai
bhaisahab aapane bahut acha video banaya hai itana knowledge to koi hajaro Rupayo ki class lekar bhi nahi deta hai
thanks a lot sir
me umesh kumar sharma mene abhi high court drver ka exam pass kiya hai abhi trail baki hai yah video us trail me mere liye upayogi hai
Thanks For Watching ❤
❤
Tanks Bhai bhut badiya
very nice videos
thank u bhai mujhe umid hai ki aap ki ye video mere driving test m kaam aaye ||
Nice video Bhai
Nice information bhaishaab 😎
#keepitup
Very good bhai ji
i like ur all videos
Very nice information
Thanks sir help kerne ke liye diesel
Thank you Sir for your hard work.
Nice
Nice explain bhai
Hit like for car point hindi😍
Very nice
Veri goods video
बहुत-बहुत धन्यवाद
Very hard working bhai thank you
Good knowlage
Sar aapse ek request hai hai ki aap engine ke parts ke name Jara vistar se bataen aur Hindi mein bataen bahut se log Aise Hain ki aapki English ko samajh nahin paate hain to please Sar aap se request Karte Hain ki aap Sare parts Ke Naam Hindi aur regular do Ham apni bhasha mein use Lete Hain vah bataen
Great
Veri good video
Nice sir
Thanks bro
,👌👌👌 video
Very nicely explain
Nice explain love yu brother 😘
Mere ko kam kar na he
Sir ap kya use karte hain shining ke liye
Absolutely nice information, well mentioned.
Thanks bhai Nolej dene ke liye
Super
Good Information 🌹🤲❣️
Good but apne dynma ko bijli ka box btaya
Hello sir your video are very help full sooo keep doing it....
It's all right where is self motor
Sir sensor ke baare me bhi bataiye ek video me Aapne bataya h but Usme confusion h aap fir se ek or video banao. Please
Already banay hua hai
@@CARPOINTHINDI sir proper pata nahi chal raha h usme confusion h.
Please dusra banao
Bhai mere ko rakho gi ki
Please DBR ke bare me bhi bataiye sir
Hi sir hame puri gaadi ka knowledge dijiye ga
चूहे ने इंजन और abs, sterring, हैंडब्रेक के वायर काट दिए है। किस कलर का किस socket पिन से जुड़ेगा ये भी दिखाएं। नई वैगन र 2019 मॉडल
Sir ye sabse ooper peela gol gol kya h aur isaka kya kam h
Gass gadi ka bare me bataea...
Ahmad
Sir jitne components ke name bataye o maine yaad kar liya ab kam se kam aur bhi car ke components ka video bando sir
Tq sir
All Hose pipe ke bare me btaiye or naam bta kr
Kam karna hai bhaiya mujhe
Gajab yr
Sir agar koi hamari car ke engine se filter net or Greece dust nikala de to hamari car main kya problem ayigi or car kitne time tak chale gi plz sir bata de bbhut jrur hai
Good
The air intake temperature sensor located prior to throttle body serves the purpose of maf sensor.
You are right jaldbaji me mene throttle position sensor ko map sensor bol diya actually mujhe apni galti video upload karne k baad pata chali to mene video k description me is galti ko mention kiya hai aur apni galti bhi maani hai
Please advise me village ke leye Best car Wagner ya Alto K10
New wagonr 1.2 alto k10 se jyda behtar car hai
Please confirm ,is it a maf sensor or TPS sensor?to my knowledge this car does not have a maf sensor,
I learn this course, and your address
Car ke engine ke bare me sikh na he to iti me konsa course karna chahiye plz batao
Iti kijiye automobile se
Eagan etina cleen kaisa rahkta hai and car ko Kaise wash karta hai
Hello sir mechanical engineering Mehta kya kar ki repairing
Ok
Bhai meri aap se ek request hai , meri car me ek falt aa gya 7,8 mistrio k dikha li par thik nhi hui , meri gadi 2007 santro hai . Mne gadi hundai me dikhai par unhone bhi koi bahana laga diya . Aur muje bahar cng k mistri ko gadi dikhane k liye bol diya . Agar aap meri help kar sako to . Meri gadi ek jinda lash ban k rah gyi .
Mistri kahte hai ki asi problem to hum pahli baar dekh rhe hai
Kya problem aa rahi hai?
❤❤
Bhai subi cars k parts ahse hi hote hai
Bhai kya A.c chlane pr car alto800 ki milege kam ho jati hai
Ji haan sbhi cars ka ac on karne par 5 se 10 percent mileage kam ho jata hai
@@CARPOINTHINDI aisa kyo bhai
Because ac compressor engine se chalta hai jisse engine par extra load padta h
Humko bhi vahan per kam mil sakta hai
Video should be 1 hours minimum
Mujhe ripering Sikha naa hai bhaii
Kisa khana he please
Steering right mai turn krne par halka sa awaz aa rha kya ho skta sir?
Front suspension need replacing
Sir aap kaam kya kartai ho
Sir cabin main water ata hai driver side
accilator ke pass
Is pr bhi vidio bnaye
Ac chane par aa raha hai?
बारिश के टाइम आता है
Clutch के उपर साइड से
टपकता है
सर मैंने लगातार रांची से राजस्थान लेकर गया था और लगातार बारिश आ रही थी
बारिश के पानी बोनट साइड से कोई होल होता है क्या जो ब्लॉक हो गया हो
जिससे पानी केबिन मैं आ रहा हो
जबकि आउट साइड एयर वाला खांचे को बंद कर रखा था
Car name
Body SE enginn बहरकौसेनिकले
Sir car ke tyres bearing ko grease kab krana chahiye
30000km
Sir I'm maknik
Ahmad
Sir aap exhaust system word bole the ya exoss system please uska spelling batado sir
Bhai tum jyada pade likhe ho isliye gayan dene k liye dhanywad
@@CARPOINTHINDI
Sir car ko kitne km me kitne gear dete hai please iska ek video banado taki car me expert ban saku
th-cam.com/video/SxKUOM6mdR0/w-d-xo.html
Click this link and watch this video
👍🧡💕💙
Sir khol ke dikhye na sir
Sir app kaha sa ho app apna number do
I am from Gwalior m.p.
0 kar mein Aisa kaun sa part hai nikal din se aur nahin chale
Khol ke dikha samjh Nahi Aaya
Good inelegant knowledge
Nice
Thanks brother
Good
Good