Unveiling the Mystery of Ashab-e-Kahaf and Ashab-e-Raqeem: The Israeli Connection | Episode 2

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 21 ก.ย. 2024
  • In this episode of the Quran Podcast, we delve into the intriguing stories of Ashab-e-Kahaf and Ashab-e-Raqeem as mentioned in Surah Kahf (Ayat 9-18). Discover the connection these historical figures have with Israeli traditions and uncover the profound lessons we can learn from their tales. Join us on this enlightening journey as we explore the depths of Quranic wisdom and its timeless relevance.
    #AshabeKahaf #AshabeRaqeem #SurahKahf #QuranPodcast #IslamicHistory #IsraeliConnection #QuranicStories #SpiritualWisdom #FaithJourney #IslamicPodcast

ความคิดเห็น • 11

  • @ShahidaHabib-pm3it
    @ShahidaHabib-pm3it 23 วันที่ผ่านมา

    MashaAlla first time itna tafseel say pata Chala salamat rahan

  • @asmazehra27
    @asmazehra27 หลายเดือนก่อน

    Aur bhi bahut saari bate hai jese aesi kaun si jagah hai Dunia me ap zra globe lekar dekhiyga jaha per Suraj jidhr se nikle aur udhar hi se doob bhi jay tab ja kar ghaar me raushni nahi jaygi directly lkein Dunia me ye wo jagha nahi hai jaha is tarha se Suraj guzrta hai .

    • @QuranPodcast
      @QuranPodcast  หลายเดือนก่อน

      Please watch Episode 2 as we answered your question in that episode

  • @asmazehra27
    @asmazehra27 หลายเดือนก่อน

    Beshak 2 groh the aur jab wo jage the to ap batay Agar kuch unk aas paas ki environment change nahi mili thi na hi wo khud tabdeel huy the na hair , nails, aur kuch bhi nahi change hua tha to unhe kya zarurat thi ek dusre se sawal karne ki ki kyu hum kitni Der soy hongy jab ki ye koi normal question nahi ap solar uthne k baad ye nahi puchhengy ki hum kitni Der soy hai.
    Jab tak waqt ki tabdeeli zyada na ho jay.

    • @QuranPodcast
      @QuranPodcast  หลายเดือนก่อน

      Please watch Episode 3 as we answered your question in that episode.

  • @asmazehra27
    @asmazehra27 หลายเดือนก่อน +1

    Ap in sabki tahqeeq ko Sach kese Maan skate hai jab ki ye sab to asal me apne Masih ka wait karrahe hai jise dajjal kahte hai

    • @QuranPodcast
      @QuranPodcast  หลายเดือนก่อน

      Please watch Episode 3 as we answered your question in that episode

  • @asmazehra27
    @asmazehra27 หลายเดือนก่อน

    Assalamu alaikum
    Emad bhai ap ye batay apne Ye kis tarha se tashrih ki ki Allah tala ne unk kaan per Thapki di , jab ki ye ek sound ki technology lagti hai . Aur apne kyu ye kaha ki unki ek aakh khuli aur dusri akh band thi . Jabki tarjuma se ye samjh Ata hai ki wo kisi aesi movement the jise Allah farmata hai ki Agar tum dekhte to aesa lagta ki wo jaag rahe hai jab ki wo so rahe the aur tum unhe dekhte to khauf se bhag jaate . Ab ap ye batay ki soye huy logo ko dekh kar koi kese darta hai balki jisse dar ho bhi wo Agar so raha ho to to darr kam ho jayga.

    • @imadhussain5674
      @imadhussain5674 หลายเดือนก่อน

      Walekum assalam wrwb...
      Jazakallah khair sawaal k liye ...
      Ji ek aankh khuli aur ek aankh band ye Tafseer Ibn e kaseer rahmatullahi alaihi ne ki hai ...jisko ham refer kar rahe hain
      Ap k sawalat bhut acche hain ... Ham chahenge k ap live session hamara join karien aur usme hamse sawaal karien taake ek bhut hi healthy discussion ho sake insha allah
      Aur ye sab jo ham paish kar rahe hain ye hamari research hai aur research par open questioning aur discussion ki gunjaish hoti hai ....
      Allah ham sab ki koshish ko qubool kare aur Qur'an se sabaq lene wala banaye ❤️

    • @imadhussain5674
      @imadhussain5674 หลายเดือนก่อน

      *Fazarabna ala aazanihim*
      Iska tarjuma thapak kar sulana
      Moulana israr Ahmed saheb ne aur moulana Maududi saheb se tarjuma kiya hai ...
      Isi ko hamne paish kiya ..

    • @QuranPodcast
      @QuranPodcast  หลายเดือนก่อน

      Please watch this episode for the answer th-cam.com/video/GiTzhKM6ZYA/w-d-xo.htmlsi=VbUYqSkBVwGvc9VA