Sir aapne sahi kaha...hmari battery ki gravity km ho gyi thi to shop wale ne usme acid dala tha....backup badha lekin 3 months k andar battery puri tarah kharab ho gyi thi...
दीपक जी आपने बहुत ही अच्छी जानकारी दी है। मेरे पास लूम सोलर कंपनी के 12 volt 50 Watt के Mono Crystline 10 सोलर पैनल और UTL Gamma Plus 12 Volt Inverter है। 150 AH की C10 अर्थात सोलर बैटरी को चार्ज करने के लिए Pannels Parellel Connected है। दिन में बैटरी चार्ज के अलावा और कोई लोड नहीं चलता है। कृपया मुझे बताएं कि प्रॉपर् एंगल से 6 घंटे अच्छी क्लीयर धूप मिलने पर मेरी बैटरी कितने समय में फ़ुल चार्ज हो जानी चाहिए।
Sir mere pass double battery ka set h. 3 saal hone ko hain bas par abhi 1 battery warrenty me change ho gai hai. Aap batayein please 🙏 ki us nai battery ko purani k sath lga du ya dusre b nai le ke lgaun? Please suggest me. Mere pass 1 kw ka solar b lga hua h
Thank you very much for such valuable information. But I have already done a mistake just 20 days before as I topped up with 1250 gravity acid to restore gravity that went down to 1130. Now should I take out the acid again and fill it with distilled water again ? Again, my inverter takes the battery voltage to 27.9 at max. Why can't it take the voltage to 29v? I have 2 390w half cut nexus and 2 monoperc luminous panels.
Use special chargers... gravity cannot be increased by normal inverter or solar controllers...take SMPS and adjust voltage as 2.7v/cell and adjust current to 10% ...charge battery for at least 20hrs continuously with battery vent open.
Mere pass luminous ki solar c10 battery aur mppt charge controller hai usme Equalizer mode hai useka max voltage aur amp kitna rakhana hoga? V/amp setting karne ka option hai charge controller mai please reply.
Hello sir, mene ek solar inverter liya hi jisme shopkeeper ne solar battery na deker normal inverter battery centria silver 180ah dedi, Jo backup achha nahi de Rahi hai, Dukandar ne mere sang cheeting kihai,, ab me back up badhane ke liye kya karoo।
Equilization mode ke bare me video banaye. Nexus pcu me is mode ko kab on rakhna chahiye or kab off rakhna chahiye. Plus battery healthy rakhne ke do's and don'ts bhi bataiye
Sir namaskar meri bty late vakt palt gai thi or Sara acid or Pani nikal Gaya h or bty Puri Khali h ab mei USS mei 1220 gravity ka Pani dal sakta hun kya .pl ans
Sir battery deadhone wali hai,ismein khane wala soda bhi dal sakte hain kya,ac.wala Pani bhi dal sakte kya,pahle Pani,phir soda aur phir charg ,please reply. Thank you so much
Sir ji mere pass 12 volt ka ak 1100 inverter hai aur 150ah ki ak battery hai 12 volt ki 2 panal hai 165 watt ke ak panal 400 watt ka hai. Kya kare jis se 12volt ki singal battery charge kr sake
Hiiii Kya haal hai aapke Deepak ji Aapse jankari Lena thi Ki mujhe night back up Lena hai Mere paas 1.5 tone ka ac 4 fans ka night back up 7 ya 8 hour chalane ke liye kitna battery system lagaye jaye
Sar Mere inverter ke sath ki battery K mines ki taraf 1 Sal mein garbhvati 1150 k something a rahi hai aur plus wali side mein sabse fast number kis Sal Mein gravity 1200 a rahi hai battery ke andar Kaisa fault hai aur isko Mein Kaise theek kar paunga
Plz nexes 2.5 kva mppt model 2020 par lithium battery 24v 200ah support karegi chuki lead acid nexes battery 200ah+200ah lagi thi, jo bahut good work kar Rahi thi. Parantu heat hone k Karan company ko replace k lia gai ha.
सर पहले मेरे पास सिंगल बैटरी 150ah ki thi jo ki ek hp ki motar 35 mint tak chlati thi jyada backup k liye mene double battery inverter lgaya or dusri battry 200 ah ki लगाई और पहले वाली 150 ah ki thi lekin fir bhi buckup sirf ek hp ki motar 35 mint hi chla reha h kya soulation h iska plz replay🤔
I have connected exide el 150 battery whose electrolyte gravity is 1280 with sukam falcon 900 plus inverter. I have one more exide 150 ah battery with electrolyte gravity 1100. Can i connect this battery in paralles with el 150 battery for charging as I have no charger?
good morning sir sir ak maheene ki nayee battry hai jo ak maheene me teen bar grevaty atomatik utar gayee hi yahi prosess chal raha hi esase bachane ka upay batyee pleas
Deepak Sir New Bty mein Jo acid dukan wale bottles mein dete hain use bty ki life maintain rhegi Na kyonki kuch videos mein barish ka pani ya RO plant ke pani dalne se bty ki life badti hai kya yeh theek hai yaan plz aap suggest kro ki New Bty ko kaise maintain kren jisse uski life bade
सर आपने बैटरी की लाइफ के लिए बहुत ही अच्छी और यूज़फुल जानकारी दिया है इसके लिए आपका बहुत-बहुत धन्यवाद
Sir my battery is. Working now thanku somuch
Sir aapne sahi kaha...hmari battery ki gravity km ho gyi thi to shop wale ne usme acid dala tha....backup badha lekin 3 months k andar battery puri tarah kharab ho gyi thi...
From iam nepal sir very perfectly 100% working iam very happy now thanku sir my battery very good work ing 5 6 hours workings now
काफी जानकारी मिली आपकी वीडियो से।।।
आपका समझाने का तरीका एकदम सटीक है
Thanks❤
sir aapka video nhi dekhta to mai tzaab badal deta
nice video sir
Your knowledge is very much nice sir and i really like your sweet talking style God bless you
Bilkul sehi jankari ditti veer ji.... 🙏👌
Very very very very very very very very nice information Deepak sar I am happy
आप बहुत समझ दार है वीडियो अच्छा है बड़ा भी बना दो
Thanks ekdm satik idea.........
bahut achhi our sateek knowlige di apne
Bhai thanks etni jankari ke liye
Sir aap ne bahut achche se samjhaya
Thanks sir bahut achhi trah smjhaya
You are right ,our battery still working last 9 yrs perfectly 💪 gem tubular h
Very good explanation for the lead acid battery maintainace,...thanks Deepak sir,please keep it up..
Excellent information sir ji Thanks.
Gajab ki jankari👌👌👌
सर बहुत बहुत बहुत बडीया वीडियो हैं सर
दीपक जी आपने बहुत ही अच्छी जानकारी दी है। मेरे पास लूम सोलर कंपनी के 12 volt 50 Watt के Mono Crystline 10 सोलर पैनल और UTL Gamma Plus 12 Volt Inverter है। 150 AH की C10 अर्थात सोलर बैटरी को चार्ज करने के लिए Pannels Parellel Connected है। दिन में बैटरी चार्ज के अलावा और कोई लोड नहीं चलता है। कृपया मुझे बताएं कि प्रॉपर् एंगल से 6 घंटे अच्छी क्लीयर धूप मिलने पर मेरी बैटरी कितने समय में फ़ुल चार्ज हो जानी चाहिए।
Bahut accha discuss kiye ho
जय हिन्द सर
मेरे लिए एक नई जानकारी धन्यवाद जी
You are correct sir. I added battery acid to my car battery, in 3 months, battery said tata bye bye.
Excellent💯👍 information video.
You are the best .
Sir mere pass double battery ka set h. 3 saal hone ko hain bas par abhi 1 battery warrenty me change ho gai hai. Aap batayein please 🙏 ki us nai battery ko purani k sath lga du ya dusre b nai le ke lgaun? Please suggest me. Mere pass 1 kw ka solar b lga hua h
Very helpful video 👍👍
Sir aapki muskurahat lajawab h
Bahut hi sandar vido👍
धन्यवाद चौधरी
बहुत बहुत धन्यवाद🙏🙏सर
Sir battery backup nahi milta hai
Sir lead acid battery me per cell volt kaise chack karte hai plz video provide me 🙏🙏🙏🙏🙏
Sir koi plalist banaia sir bohot achha knowledge hai apki
Ok
right sir❤❤❤❤🙏🙏🙏🙏
Thank you very much for such valuable information.
But I have already done a mistake just 20 days before as I topped up with 1250 gravity acid to restore gravity that went down to 1130. Now should I take out the acid again and fill it with distilled water again ?
Again, my inverter takes the battery voltage to 27.9 at max. Why can't it take the voltage to 29v?
I have 2 390w half cut nexus and 2 monoperc luminous panels.
ज्ञानी बाबा कुछ हिंदी भाषा में भी भेज दिया करो
बेंट्री बारे जानकारी
Use special chargers... gravity cannot be increased by normal inverter or solar controllers...take SMPS and adjust voltage as 2.7v/cell and adjust current to 10% ...charge battery for at least 20hrs continuously with battery vent open.
@@piyushkumar-iy4vd which brand ? Please answer
@@soumya230774 any brand...or just directly connect battery to 12v solar panel and charge for twice its capacity
Very very good Sir
Very good information.
Thanks deepak bhaiya
48 voc ke panel se 12 volt battery gravity ko uthaane me koi problem hogi kya
Sir purani Betty ka puni dal skate hai
Sir ,Mera eriksha battery ka niche chhad hogaya, ek sell ka tejab pura nikal gaya. Chhad ripar kiya hu, laken kitna grabidi tajab dalke charge karna poraga.plise answer?
Mere pass luminous ki solar c10 battery aur mppt charge controller hai usme Equalizer mode hai useka max voltage aur amp kitna rakhana hoga? V/amp setting karne ka option hai charge controller mai please reply.
Good nolej sarji 👍👍
Thanks sir gi nice video ab tak ki
Thank you choudhary ji
Bhai sahab lfp battery banate hai kya aap hame service ke liye ya fir new gadiyon me dalne ke liye chahiye thi
C10 or C20 maximum charging discharging ampere nhi hota kya?
Hello sir, mene ek solar inverter liya hi jisme shopkeeper ne solar battery na deker normal inverter battery centria silver 180ah dedi, Jo backup achha nahi de Rahi hai,
Dukandar ne mere sang cheeting kihai,, ab me back up badhane ke liye kya karoo।
Best information sir
sir ager Betty ka pehle wala tezab bilkul khatam ho jae to phir b distilled water he dalen?
Luminous 150ah Rc 18000 PRO ki gravity kitni hoti h
Equilization mode ke bare me video banaye. Nexus pcu me is mode ko kab on rakhna chahiye or kab off rakhna chahiye. Plus battery healthy rakhne ke do's and don'ts bhi bataiye
Aami bhalo aachi go
Sir namaskar meri bty late vakt palt gai thi or Sara acid or Pani nikal Gaya h or bty Puri Khali h ab mei USS mei 1220 gravity ka Pani dal sakta hun kya .pl ans
Sir meri betri k 2 sel weak hi kitna pesa lagega sir pleases tell me
Sir, kya jis plate me jyda gravity hai usme se kam gravity wale plate me dal sakte hai kya ?
Please reply me 🙏🙏🙏soon
Yes
Kya condenser lagakar Jo sharp AC charger banate hain usse battery charge kar sakte hain
Sir kya haal hai ji sir luminous inverter ki charging voltage kitni honi chahiye 160 amph ki battery ko charge karne ke liye
Sir ji prnam sir do Kolar 24 howr chalane ki lie kitne panel kitne ah ki battri lagani hogi margdarsan jrur kare
Hamain kaise pata chalega K jo bhi distilled water hamm khareed laae hain vo sahi hai ya hamm khudd ghar par kaise distilled water bana sakte hain
Sar battery girne ki vajah se agar acid gir jaaye to kya kare?
Iske upar ek video
Market me bettry water milta hai o dal sakte hai ya sempal water dale
Sir battery deadhone wali hai,ismein khane wala soda bhi dal sakte hain kya,ac.wala Pani bhi dal sakte kya,pahle Pani,phir soda aur phir charg ,please reply. Thank you so much
You can try
Thanks sir more information 🙏
mere pas 40 ah ki battery hai uske 5 chhed me 1250 hai or 1 me 1200 hai wo bhi mainas wale me kayse theek kar plz help me
Very informative sir. Excellent information.
Agreed but dear high gravity ko normal kaise karain?
Sir ji mere pass 12 volt ka ak 1100 inverter hai aur 150ah ki ak battery hai 12 volt ki 2 panal hai 165 watt ke ak panal 400 watt ka hai.
Kya kare jis se 12volt ki singal battery charge kr sake
Sir mera inverter smarten ka hai 24v ka. But wo lagatar 3amp se battery ko charge kiye ja raha hai. Battery kharab hai ya inverter.
Sir battery liye 10 months huye hai gravity kam ho gai to company repair karegi
Hiiii
Kya haal hai aapke Deepak ji
Aapse jankari Lena thi
Ki mujhe night back up Lena hai
Mere paas 1.5 tone ka ac 4 fans ka night back up 7 ya 8 hour chalane ke liye kitna battery system lagaye jaye
kitny ampare per battery chagre krain gravity pori krny k liya?
Sar Mere inverter ke sath ki battery K mines ki taraf 1 Sal mein garbhvati 1150 k something a rahi hai aur plus wali side mein sabse fast number kis Sal Mein gravity 1200 a rahi hai battery ke andar Kaisa fault hai aur isko Mein Kaise theek kar paunga
Deep discharged battery ko mene dukan me charge karne ko diya he....kinta din me ho jayega....180 Ah Exide battery
सर बॅटरी औंर Inver के बीच diode लगाने से बॅटरी चार्जिंग होगी क्या
Plz nexes 2.5 kva mppt model 2020 par lithium battery 24v 200ah support karegi chuki lead acid nexes battery 200ah+200ah lagi thi, jo bahut good work kar Rahi thi. Parantu heat hone k Karan company ko replace k lia gai ha.
Kya computer k SMPS se 12 volt battery ko charge kar sakte hain
Sir inverter me High charging settings karne pr gravity shi ho jayegi
180ah ki battery se maxxi chanane se kya hoga 5 mint chalate hai ghar par
Sir you great
Sir meri UTL ki battery me ek cell me gravity 11 hai baki 5 me 12 and 12+ hai gravity kaise thik karun
Mera battry me 2 sel ka Pani bar bar khatm ho jata h kya karu (luminous 220 ah) tez 48 months kya Karu backap nahi de raha hi?
Can we fill with mixture, sir you are not mentioned about mixture
सर पहले मेरे पास सिंगल बैटरी 150ah ki thi jo ki ek hp ki motar 35 mint tak chlati thi jyada backup k liye mene double battery inverter lgaya or dusri battry 200 ah ki लगाई और पहले वाली 150 ah ki thi lekin fir bhi buckup sirf ek hp ki motar 35 mint hi chla reha h kya soulation h iska plz replay🤔
Thank you very much sir for giving such wonderful information👍👍
I have connected exide el 150 battery whose electrolyte gravity is 1280 with sukam falcon 900 plus inverter. I have one more exide 150 ah battery with electrolyte gravity 1100. Can i connect this battery in paralles with el 150 battery for charging as I have no charger?
बहुत बहुत धन्यवाद
Sir plz answer me battery m Kuch Chala jaye to andar plastic Ka koi dikkat ho gu
Sir humlog ka invaiter mein charge nayi ho pa raha hai kese karenge jise charge ho
good morning sir
sir ak maheene ki nayee battry hai jo
ak maheene me teen bar grevaty atomatik utar gayee hi yahi prosess chal raha hi esase bachane ka upay batyee pleas
sir ye e rikshaw estmane battry 135 ampiar hi
Deepak Sir New Bty mein Jo acid dukan wale bottles mein dete hain use bty ki life maintain rhegi Na kyonki kuch videos mein barish ka pani ya RO plant ke pani dalne se bty ki life badti hai kya yeh theek hai yaan plz aap suggest kro ki New Bty ko kaise maintain kren jisse uski life bade
0 TDS ka DM water use kre usse aapke battery ke helth maintain rahege
Thanks Deepak Sir , 0 TDS water k sath acid yaan battery wala pani mix Krna hoga ya nhi
Bahut sundar sir g 👍
Very informative video. Great work keep going.
Thanksgiving Sir...
Bhai hm ko 2 lithium betri chahiye jra enke bare me btaye
Bai God bless you beutiful
Meri battery full charg me 13.8 dikhata hai light katne ke turant baad 12.8 dikhane lagta hai meri battery thik hai ya nahi ek bar bata do sar ji
Sir aj maine nya inverter lia h
Uski gravity 1150 h toh kya Karun btao