Aap hamesha har baat me saadgi apnaate. Hamesha haajatmando ko madad karte. Zyada waqt ibaadat wa riyaazat me guzaarte. Aap hamesha Sunnat e Rasool par amal karte. Aap farmaate the ke ‘Sunnat e Rasool se hi Ghausiyat aur Qutubiyat hai. Jo Sunnat par amal na kare wo kabhi wali ho nahi sakta.’
Ghadiyali wale baba dargha vadodara aur Ghadiyali wale baba dargha pe watches bhaut hai Alhamdulillah muje bhi sab dargah ki history malum hai aur Hazrat Sayyed Rizqullah Shah Qadri al-Jilani kodinar sharif Gujarat 9000line ki history hai Alqaab Ṡaaliṡ Mohiy-ud-deen, Siraaj-ul-Auliya, Shehanshah e kodinar sharif Hazrat ki bahut sari karamat hai Par Hazrat Sayyed Rizqullah Shah Qadri apne musalle par baithkar samundar me safar kar rahe the. Ek jadugar ne Aap ko dekhkar aap ko rokne ke liye jaadoo kiya. Us ne baar baar koshish ki magar Aap ka musalla dooba nahi aur aap kinaare par tashreef laaye. Aapko short history bataya aur kodinar sharif mein bahut darghas hai Hazrat Khwaja Sayyed Jamaal-ud-deen Daana Shaah rahmatullāhi alaihi ki bahut karamat hai par Baadshaah Akbar ke zamaane me Akbar ke beta Daaniyaal Burhanpur ka governor tha. Us ka bete Taimoor sakht beemaar ho gaya. Tajurbakaar hakeemo ke ilaaj ke bawajood wo theek na ho saka aur us ka inteqaal ho gaya. Hazrat apne bade saahabzaade Khwaja Muhammad Haashim ke saath waha pahunche to Daaniyaal ne Teimoor ki laash ko aap ki god me rakh diya aur zaar o qataar rone laga. Aap ko raham aa gaya aur shehzaade ki laash par haath phera to ALLĀH ke fazl se wo zinda ho gaya. Yeh dekhkar tamaam haazareen aap ke qadmo me gir pade aur pure Burhanpur me khushi ki leher daud gai. Short history bataya aapko Hazrat Sayyed Muhammad Khaalid Shaah Chishti rahmatullāhi alaihi Hazrat ki wiladat Ajmer mein huwi thi par hazrat ka mazar Watville Benoni (South Africa) mein hai Hazrat Soofi Sayyed Haaji Muhammad Shafi Qaadri rahmatullāhi alaihi ki dargha una sharif Gujarat mein hai dargha ki history 14000lines ki hai Hazrat Khwaja Muhiy-ud-deen Abu Yousuf Yahyā Chishti Madani rahmatullāhi alaihi ahmedabad Hazrat ki wilaadat 1010 Hijri (1601 A.D.) me Ahmedabad (Gujarat) me hui. Alqaab Shaikh-ul-Mashaa'ikh, Qutb-e-Madeena. Par hazrat ki dargha sharif Jannatul Baqi, Madeena munawwara me hai. 5000lines ki history hai
Ek bar Aap apni zauja ke saath baithe hue the. Ek peer-zaada kamre ke andar tashreef laaye aur aate hi behosh ho gaye. Hosh aane ke baad Hazrat ne puchha ‘Are bhai! Be-hosh kyun ho gaye?’ Us peer-zaade ne kaha ‘Main jab andar aaya to aap ke saath Huzoor Rasool-Allāh sallallaāhu alaihi wa sallam ko tashreef farma dekhe. Un ka jamaal dekhkar main be-hosh ho gaya.’ Aap ne muskurakar farmaaya ‘Bas ek hi jhalak me yeh haal hai?’
Assalamu alaikum bhai mai Mohammed Yusuf bol raha hun bhai mai aap log sabse bahut Bahar 1 Sal se pahle se mai aap se bol raha hoon Mere Liye bhi Dua Karo aap itni acchi acchi Dargah Sharif per Jaate Ho Mashallah Mere Liye bhi darkhaast laga do mere pass Itna budget nahin hai ki mein bhi jakar Kise kisi awliya ke Darbar Mein hajri Laga Hoon tum meri Aankh Se Ek Iltija hai gujarish hai ki Mere Liye Dua Karo to Tumhen Kahin Bhi rahun Mere Karobar Mein Khoob Barkat ho mere pass karobaar Nahin rahata Hai Mein Mai bahut Pareshan HAL rahata hun bhai to please please Mere Liye Dua Kar Do ho sakta hai Kisi Kidhar Se Meri Dua Qabool Ho Jaaye Allah Pak ke bare mein
AAP bahot khush nasib ho jo AAP ko babaman urf akamal Hussain ki bargha me hajri ka sarfe hasil huwa( log aksar Vadodara aata hai par yaha Wahi aate hai jise Sarkar bulate hai)
masha Allah mujhe pure darghas ki history pata hai india ke darghas ki South Africa ke darghas aur saudi ke darghas ki sab dargahs ki history main malum hai Mujhe aur main aalim hu faazil hu mufasir hu aur business bhi karte hai sab ko pada dete hai deeni talim mein sab kuch hadees masile aur deeni talim mein sab kuch aur Hazrat Sayyed Azeem-ud-deen Mahmood Noorullāh Qaadri al-Jilani rahmatullāhi alaihi Alqaab Azim e milat Hazrat Sayyed Azeem-ud-deen Mahmood Noorullāh Qaadri al-Jilani rahmatullāhi alaihi Yeh dargha pe nahi gaye aap aur bahut sari darghas pe nahi gaye aap aur meer qutubuddin hazira makbara pe gaye khanqah e refiya mein gaye aur hazrat muraad shah Qadri ki dargha pe gaye aur hazrat bawa maan ki dargha pe gaye
Mein aapka subscriber hun aap Mangalore Bandar Mein Aaye The na jo purani Masjid Bata rahe the na Mein idhar hi rahata hun Aap Aaye mere ko Maloom bhi nahin Pada
Aap ki 9 saal ki umr me Aap ke waalid ka inteqaal hua. Is ke baad aap ki waalida ne Aap ki parwarish ki. Aap ki waalida mushkil haalat me bhi kisi rishtedaar ki madad nahi maangti thi, sirf ALLĀH ta’ala se madad ke liye dua karti thi. Apko Bachpan se Hi Kashf E Quboor Tha Aur Qabr walo k Ahwal ap Par Zahir ho jate the. Baaz Sabiqin Auliya E kiram Misl Hazrat Peer Jaleel Lakhnawi Alaihir rehma Aur Hazrat Akhi Jamshed Rajgiri Rahmatullah alaih Ki Mazar Par Jab bhi aap Hazir hote to Buzurgan e Deen Aap Par Rashk karte aur Kahte k Kash Tum Hamare Silsile or Gharane me hote
Ek baar Hazrat Ghulaam Ali Dehalwi Saahab rahmatullāhi alaihi ne Aap ko dekhkar masarrat ke saath farmaaya ki ‘Ye wo Noor hai jo mashriq se maghrib tak ko roshan kar dega.’
Ek martaba Huzoor Rasool-Allāh sallallaāhu alaihi wa sallam ne tashreef laakar Aap se 2 rak’at namaaz ada karne ke liye farmaaya. Aur Aap ne Huzoor Rasool-Allāh sallallaāhu alaihi wa sallam ke saath 2 rak’at namaaz ada ki. Aap us maqaam (musalle) par kabhi baithte nahi aur kisi ko baithne bhi nahi dete. Haal me us maqaam par Aap ka mazaar mubarak hai.
Aap ne Bahr-ul-uloom Maulana Mohammad Noor saahab Firangi-mahali se dars e nizaami aur dusre uloom ki ta’aleem haasil ki. Hazrat Maulwi Haidar Ali Shaah rahmatullāhi alaihi ke mashware par 1221 Hijri (1806 A.D.) me Aap Delhi jaakar Hazrat Khwaja Muhammad Aafaaq Shaah Mehraulwi rahmatullāhi alaihi ke mureed hue.
hazrat aap ghogha jaa rage TO vahase 200 km ke karib - una sharif - ghoghla sharif- diu sharif - kodina sharif - veraval sharif- junagadh sharif me bahor sare vali aaram farmaa he ummid he aap jarur jaye inshallah
Ek baar Bachpan mein ek bhediya ek chhote bache ko uthaakar bhaag raha tha. Log bache ko bachaane ke liye us bhediye ke pichhe bhaage. Jab wo bhediya Hazrat ke saamne se guzra to aap ne us bhediye ko ghoorkar dekha. Foran wo bhediya bache ko wahi chhodkar bhaag gaya. Us waqt Hazrat ki umar 5 saal se kam thi.Ap Jab Bhi Khanqah k Bahar Nikalte to Charind O Parind aapko Gher liya karte thay.
Apko Hazrat Maa Khatun E Jannat Bibi Fatimatuz Zahra Alaihis Salam ne Apne Seene Mubarak se Lagakar Apke Sar Par Dast shafqat Pherkar Apna Ruhani Beta Kaha tha Aur Kayi Dafa Mukhtakif Mauko Par Bibi Zahra ne Alam E Zahiri mein Khuli Ankho se Apko Apna deedar karake Apna Fatimi Faiz ataa kiya aur Fatimi Faqeeri se Bhi Nawaza.
Jab aap Delhi tashreef laaye tab Khwaja Muhammad Aafaaq Shaah ne pehle se hi apne mureedo ko Aap ke istaqabaal ke liye bhej diya. Jab Aap Khwaja ki baargaah me tashreef laaye to Khwaja ne Aap ko seene se lagaaya aur farmaaya ki ‘Ek roz tum dunya me sooraj ki tarah chamkoge.’ Bai’at karne ke baad apne saath apne ghar le gaye aur apni saahabzaadi aur daamad Hazrat Maulana Shaah Abdul Gani rahmatullāhi alaihi se farmaaya ‘ALLĀH ne khaas karam se inhe hume ata farmaaya hai. In ka hume bahot intazaar tha. Tamaam aalam in ke darya e faiz wa rahmat se sairaab hoga.’
Bus mein itna hi Chahta Hun Ki mere pass Karobar ki Kami Na Rahe Mein kam karne se nahin bhagna hun bhai may pop for ceiling ka kam karta hun main mehnat Karke Kamana chahta hun Magar Mere Karobar Mein Barkat Nahin rahti mere se Piche Piche log Mashallah Humse aage Ho Gaya Mai Piche hi Rah Gaya pata nahin Allah Pak kaun sa Imtihan le raha hai mujhse
Bhai mere pass karo Baki bahut Kami rahti hai mera kam bante bante Bigad jata hai Jahan Bhi Jata Hoon Mere Yahi Mushkil Hai kaam Aate Aate Chale jata hai mere hadse mein pop for ceiling ka kam kar raha hun bhai vah bhi Karnatak Mein Manglore mein rahata hun
Apko Hazrat Ali Karam Allahu wajhul Karim Ki Ruhani Majlis me Baccho ki Tarah Bila Ijazat aane jaane ki Ijazat thi Aur Ek Dafa jab Aapse Pucha gaya ke Aap to Kitaabe bhi Nahi dekhte Aur Kisi bhi Masle ka hal Fauran Bata dete hain, To Aap Hazrat Ne Farmaya Ke Mujhko Maula E Kainat pahle hi Bata dete Hain.
Karaamat : ‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾ ♦ ALLĀH ta’ala ne Aap ko Aesi Hukumat Ataa farmayi thi ke Haiwan to kya Parinde, Jinnat Or Chaand Suraj bhi Aap ka Hukm maante the.
Jab Hazrat Shah Abdul Aziz Dehalvi Sahab Dars K dauran Hazrat Fazle rehma se puchte ke Kya tumko Sabak Samajh me Aaaya to Ap Farmate Mujhe Ye to Pahle se Hi Maloom hai. **************** Phir kuchh arse tak apne Peer ki baargaah me rehkar faiz haasil kiya. Phir 1242 Hijri (1826 A.D.) me apne Peer ke farmaan par Gunj-muradabad tashreef laaye. Aur puri zindagi khidmat e deen karte rahe
Aap paida'ishi wali the. Ramazaan me paida hone ki wajah se paidaish se hi din ke waqt me doodh nahi peete the, sirf maghrib ke baad raat ke waqt doodh peete. Bachpan me aap khelna pasand nahi karte the. Dusre bache puchhte to aap kehte ‘ALLĀH ne mujhe khelne ke liye dunya me nahi bheja hai.’ 3 saal 6 maah ki umr me Aap ne ek baar Hazrat Maulwi Haidar Ali Shaah rahmatullāhi alaihi se puchha ‘Aap akṡar gardan jhukakar kya karte hain?’ Unho ne farmaaya ‘Beta! Main Zikr e Ilāhi kiya karta hu.’ Aap ne arz kiya ‘Main bhi Zikr e Ilāhi karna chahta hu. Aap mujhe bhi sikha den.’ Hazrat ne Aap ko Zikr e Ilāhi ki taaleem dena shuru kiya. Chand mahine me Aap ki Zikr e ilahi ki Riyazat itne Aala darje par Pohoch gayi k iski Ruhaniyat Hazrat Haidar Ali Shah R. A ke Ahaate se Bahar Hone lagi .
Hazrat Maulana Shaah Fazl-e-Rahmān Gunjmuradabadi rahmatullāhi alaihi : Alqaab : ‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾ Owais-e-Dauraan, Ghauṡ-e-Zamaan, Qutub-ul-Aqtab Mehboob E Rabbani Mujaddid E Waqt **************** Aap ki wilaadat 1 Ramazaan 1208 Hijri (1794 A.D.) ko Subah saadiq ke waqt Sandeela (Uttar Pradesh) me hui. Aap ke waalid ka naam Hazrat Makhdoom Shaikh Ahllullāh bin Mulla Mohammad Faiyaaz aur waalida ka naam Baseerat bibi binte Sayyed Rahmatullāh Shaah hai. Aap Hazrat Abu Bakr Siddeeq radiy-Allāhu ta’ala anhu ki nasl se hain. Aap ki Walida Dadihali aur Nanihali Janib se Hassani Hussaini Sayyad hain.
Aap ke waalid ke Peer o murshid Hazrat Maulana Abdur Rahmān Lakhnawi chishti rahmatullāhi alaihi ne aap ki wilaadat ki bashaarat pehle hi se Aap ke waalid ko de di thi
Aap ki umr jab 6 saal ki hui to ek din aap ke waalid Aap ko apne saath apne Peer o murshid ke paas le gaye. Maulana Abdur Rahmān Lakhnawi ne Aap ko dekhte hi farmaaya ke ‘Ye ladka Hindustan ka Qutub hoga.’
Apke Bachpan ka Zamana tha ke ek Shakhs ki wafat hui to Aap unki Qabr Par gaye aur dekha to maloom hua ke woh apni Londi Par kabhi dhool Dhabba(Bad-sulooki) kar diya karte thay phir Ap unki londi ko Qabr Par Le gaye aur batlaya ke yu kaho ke, "jo kuch inhone humse be-adbi ki hai.. Humne maaf kiya".Phir aapne us londi se kuch padhkar Bakhsh dene ko kaha to us londi ne bakhsha aur us shakhs ka haal Acha ho gaya.
Jazak Allah khair
ماشاءاللہ اللہ کریم حاضری قبول فرمائیں اور ہمیں بھی ان اولیاء کرام کے صدقے حاضر کی توفیق عطاء فرمائے
Ma sha allah bahut accha lga..allah pak aap ko salamat rakhe har musibat balawon se dur rkhe..aamin
Aameen jazakallah
🌹 MASHALLAH 🌹 MASHALLAH 🌹
💐
Masha Allah Subhan Allah
Mashallah subhanallah dargah bhaijaan dargah
💐
Aap apna no den Mai Aapke chahanewalahun
Assalam alaikum Amer bhai ❤ mashallah ❤
Walekumussalam
Subhan Allah
Masaallha bahot bahot sukriya dua ki darkhas hazrat.
Insha Allah
Masha Allah 🤲🤲🤲 Subhan Allah 💐
💐
Subhanallah subhanallah 🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹
💐
MASHA ALLAH SUBHAN ALLAH AAMEEN SUMMA AAMEEN
💐
Masha Allah duva me yaad
Insha Allah
Assalamu alaikum bhai Masha allah
Asslumulkum. Mashaallah.
Walekumussalam
Masha Allah Subhan Allah Aamir Bhai
💐
MASHAALLAH❤...
Subhanallah mashallah 👌
Subhanallah bhatije bahut achcha lag raha hai aapko aise dekh kar
Subhanallah Mashaallah
Subhanallah Mashaallah
Subhanallah Mashaallah
Subhanallah Mashaallah
Subhanallah Mashaallah
💐
Aap hamesha har baat me saadgi apnaate.
Hamesha haajatmando ko madad karte.
Zyada waqt ibaadat wa riyaazat me guzaarte.
Aap hamesha Sunnat e Rasool par amal karte.
Aap farmaate the ke ‘Sunnat e Rasool se hi Ghausiyat aur Qutubiyat hai. Jo Sunnat par amal na kare wo kabhi wali ho nahi sakta.’
Masha allah saubhnallah 👌 💚💚💚💚💚👍
💐
Subhanallah... ❤
subhanallah masha allah
Masha Allah
💐
Masha Allah
❤❤❤❤❤
💐
Ghadiyali wale baba dargha vadodara aur Ghadiyali wale baba dargha pe watches bhaut hai
Alhamdulillah muje bhi sab dargah ki history malum hai aur Hazrat Sayyed Rizqullah Shah Qadri al-Jilani kodinar sharif Gujarat 9000line ki history hai
Alqaab
Ṡaaliṡ Mohiy-ud-deen, Siraaj-ul-Auliya, Shehanshah e kodinar sharif
Hazrat ki bahut sari karamat hai
Par Hazrat Sayyed Rizqullah Shah Qadri apne musalle par baithkar samundar me safar kar rahe the. Ek jadugar ne Aap ko dekhkar aap ko rokne ke liye jaadoo kiya. Us ne baar baar koshish ki magar Aap ka musalla dooba nahi aur aap kinaare par tashreef laaye.
Aapko short history bataya aur kodinar sharif mein bahut darghas hai
Hazrat Khwaja Sayyed Jamaal-ud-deen Daana Shaah rahmatullāhi alaihi ki bahut karamat hai par Baadshaah Akbar ke zamaane me Akbar ke beta Daaniyaal Burhanpur ka governor tha. Us ka bete Taimoor sakht beemaar ho gaya. Tajurbakaar hakeemo ke ilaaj ke bawajood wo theek na ho saka aur us ka inteqaal ho gaya. Hazrat apne bade saahabzaade Khwaja Muhammad Haashim ke saath waha pahunche to Daaniyaal ne Teimoor ki laash ko aap ki god me rakh diya aur zaar o qataar rone laga. Aap ko raham aa gaya aur shehzaade ki laash par haath phera to ALLĀH ke fazl se wo zinda ho gaya. Yeh dekhkar tamaam haazareen aap ke qadmo me gir pade aur pure Burhanpur me khushi ki leher daud gai.
Short history bataya aapko
Hazrat Sayyed Muhammad Khaalid Shaah Chishti rahmatullāhi alaihi
Hazrat ki wiladat Ajmer mein huwi thi par hazrat ka mazar
Watville Benoni (South Africa) mein hai
Hazrat Soofi Sayyed Haaji Muhammad Shafi Qaadri rahmatullāhi alaihi ki dargha una sharif Gujarat mein hai dargha ki history 14000lines ki hai
Hazrat Khwaja Muhiy-ud-deen Abu Yousuf Yahyā Chishti Madani rahmatullāhi alaihi ahmedabad
Hazrat ki wilaadat 1010 Hijri (1601 A.D.) me Ahmedabad (Gujarat) me hui.
Alqaab
Shaikh-ul-Mashaa'ikh, Qutb-e-Madeena.
Par hazrat ki dargha sharif Jannatul Baqi, Madeena munawwara me hai.
5000lines ki history hai
Say MashaALLAH ❤
💐
🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹 mashallah
Subhanallah mashallah Allah Allah yahan ya Mannan ya Allah 🕋🕋🕋🕋🌹🌹🌹🌹💚💚💚💚🌹🌹👑👑👑🤲🤲🤲🌹🌹💚💚💚💚🌹🌹🌹
💐
Assalamu alaikum mashallah subhanallah
Walekumussalam
Hazrat khawaza Jald Nawaz Dargah ki video banaye
Insha Allah
Ek bar Aap apni zauja ke saath baithe hue the. Ek peer-zaada kamre ke andar tashreef laaye aur aate hi behosh ho gaye. Hosh aane ke baad Hazrat ne puchha ‘Are bhai! Be-hosh kyun ho gaye?’ Us peer-zaade ne kaha ‘Main jab andar aaya to aap ke saath Huzoor Rasool-Allāh sallallaāhu alaihi wa sallam ko tashreef farma dekhe. Un ka jamaal dekhkar main be-hosh ho gaya.’ Aap ne muskurakar farmaaya ‘Bas ek hi jhalak me yeh haal hai?’
mashallah 🤲🤲🤲🤲❤❤❤❤💚💚💚🕋🕋🕋🕋
💐
Dargah Hazarat Nizam Shah Nandodi Sarkaar Rajpipla Gujarat vadodara ke baju mein hai rajpipla
मोडासा गुजरात में। हजरत तशरीफ़ फरमाए
Assalamu alaikum bhai mai Mohammed Yusuf bol raha hun bhai mai aap log sabse bahut Bahar 1 Sal se pahle se mai aap se bol raha hoon Mere Liye bhi Dua Karo aap itni acchi acchi Dargah Sharif per Jaate Ho Mashallah Mere Liye bhi darkhaast laga do mere pass Itna budget nahin hai ki mein bhi jakar Kise kisi awliya ke Darbar Mein hajri Laga Hoon tum meri Aankh Se Ek Iltija hai gujarish hai ki Mere Liye Dua Karo to Tumhen Kahin Bhi rahun Mere Karobar Mein Khoob Barkat ho mere pass karobaar Nahin rahata Hai Mein Mai bahut Pareshan HAL rahata hun bhai to please please Mere Liye Dua Kar Do ho sakta hai Kisi Kidhar Se Meri Dua Qabool Ho Jaaye Allah Pak ke bare mein
Walekumussalam insha allah zaroor dua karenge
Subhanallah mashallah
💐
Mashallah 🤲🤲🤲🤲🤲🤲🤲
💐
AAP bahot khush nasib ho jo AAP ko babaman urf akamal Hussain ki bargha me hajri ka sarfe hasil huwa( log aksar Vadodara aata hai par yaha Wahi aate hai jise Sarkar bulate hai)
MASHALLAH ❤️❤️❤️❤️❤️
💐
KGN Hafiz aamir kadari shahab maiaap ki Ahmedabad ki tamam vidio dekhi bahohi achha laga kyun ki mai khud bhii yahaan ka rahene wala hoon gujrat ka
Jazakallah
Mashallah ❤❤❤❤❤
💐
Assalamu alaikum bhai Jaan sufi shaheed ra ka vlog banau yemmemadu dargah
masha Allah mujhe pure darghas ki history pata hai india ke darghas ki South Africa ke darghas aur saudi ke darghas ki sab dargahs ki history main malum hai Mujhe aur main aalim hu faazil hu mufasir hu aur business bhi karte hai sab ko pada dete hai deeni talim mein sab kuch hadees masile aur deeni talim mein sab kuch aur
Hazrat Sayyed Azeem-ud-deen Mahmood Noorullāh Qaadri al-Jilani rahmatullāhi alaihi
Alqaab
Azim e milat
Hazrat Sayyed Azeem-ud-deen Mahmood Noorullāh Qaadri al-Jilani rahmatullāhi alaihi
Yeh dargha pe nahi gaye aap aur bahut sari darghas pe nahi gaye aap aur meer qutubuddin hazira makbara pe gaye khanqah e refiya mein gaye aur hazrat muraad shah Qadri ki dargha pe gaye aur hazrat bawa maan ki dargha pe gaye
ASSALAMU ALAYKUM V. V. KYAA AAP BHARUCH BHI AANE WALE HAI KYA ?? AUR AAP BHAVNAGAR SE KAHA JANE WALE HAI ???
Walekumussalam Baroda aur Ahmedabad
MASAH ALLAH SHUBHA NALLAH
💐
Bhai aap delhi ke sheikh Salim chisti r.a ki dargah jaaiye jaha badshah akbar bhi jaate the ❤❤❤
Insha Allah
Assalamu alaykum HAJRAT DUVA MEN KHAS YAD RAKHNA
Walekumussalam insha allah
Plz visit sarkar azime millat it is the one of the famous dargah in baroda
Amin.summ.amin
MashaAllah
Bhai app surat ek din ruke ek din aur rukye dhrgha viog banwo
Mein aapka subscriber hun aap Mangalore Bandar Mein Aaye The na jo purani Masjid Bata rahe the na Mein idhar hi rahata hun Aap Aaye mere ko Maloom bhi nahin Pada
Baroda mi Juma masjid for halol near champaner jama masjid
💐
Aap ki 9 saal ki umr me Aap ke waalid ka inteqaal hua. Is ke baad aap ki waalida ne Aap ki parwarish ki.
Aap ki waalida mushkil haalat me bhi kisi rishtedaar ki madad nahi maangti thi, sirf ALLĀH ta’ala se madad ke liye dua karti thi.
Apko Bachpan se Hi Kashf E Quboor Tha Aur Qabr walo k Ahwal ap Par Zahir ho jate the. Baaz Sabiqin Auliya E kiram Misl Hazrat Peer Jaleel Lakhnawi Alaihir rehma Aur Hazrat Akhi Jamshed Rajgiri Rahmatullah alaih Ki Mazar Par Jab bhi aap Hazir hote to Buzurgan e Deen Aap Par Rashk karte aur Kahte k Kash Tum Hamare Silsile or Gharane me hote
Ek baar Hazrat Ghulaam Ali Dehalwi Saahab rahmatullāhi alaihi ne Aap ko dekhkar masarrat ke saath farmaaya ki ‘Ye wo Noor hai jo mashriq se maghrib tak ko roshan kar dega.’
Ek martaba Huzoor Rasool-Allāh sallallaāhu alaihi wa sallam ne tashreef laakar Aap se 2 rak’at namaaz ada karne ke liye farmaaya. Aur Aap ne Huzoor Rasool-Allāh sallallaāhu alaihi wa sallam ke saath 2 rak’at namaaz ada ki.
Aap us maqaam (musalle) par kabhi baithte nahi aur kisi ko baithne bhi nahi dete.
Haal me us maqaam par Aap ka mazaar mubarak hai.
Aap ne Bahr-ul-uloom Maulana Mohammad Noor saahab Firangi-mahali se dars e nizaami aur dusre uloom ki ta’aleem haasil ki.
Hazrat Maulwi Haidar Ali Shaah rahmatullāhi alaihi ke mashware par 1221 Hijri (1806 A.D.) me Aap Delhi jaakar Hazrat Khwaja Muhammad Aafaaq Shaah Mehraulwi rahmatullāhi alaihi ke mureed hue.
Marsha. Allah
💐
Gujarat ke liye dua kar tu Mari bhai Rahane ke liye
Mashallah
💐
अमीन.सुमम.आमोन
hazrat aap ghogha jaa rage TO vahase 200 km ke karib - una sharif - ghoghla sharif- diu sharif - kodina sharif - veraval sharif- junagadh sharif me bahor sare vali aaram farmaa he ummid he aap jarur jaye inshallah
Insha Allah next time
Ek baar Bachpan mein ek bhediya ek chhote bache ko uthaakar bhaag raha tha. Log bache ko bachaane ke liye us bhediye ke pichhe bhaage. Jab wo bhediya Hazrat ke saamne se guzra to aap ne us bhediye ko ghoorkar dekha. Foran wo bhediya bache ko wahi chhodkar bhaag gaya. Us waqt Hazrat ki umar 5 saal se kam thi.Ap Jab Bhi Khanqah k Bahar Nikalte to Charind O Parind aapko Gher liya karte thay.
Assalamu alaikum
Walekumussalam
Apko Hazrat Maa Khatun E Jannat Bibi Fatimatuz Zahra Alaihis Salam ne Apne Seene Mubarak se Lagakar Apke Sar Par Dast shafqat Pherkar Apna Ruhani Beta Kaha tha Aur Kayi Dafa Mukhtakif Mauko Par Bibi Zahra ne Alam E Zahiri mein Khuli Ankho se Apko Apna deedar karake Apna Fatimi Faiz ataa kiya aur Fatimi Faqeeri se Bhi Nawaza.
Jab aap Delhi tashreef laaye tab Khwaja Muhammad Aafaaq Shaah ne pehle se hi apne mureedo ko Aap ke istaqabaal ke liye bhej diya. Jab Aap Khwaja ki baargaah me tashreef laaye to Khwaja ne Aap ko seene se lagaaya aur farmaaya ki ‘Ek roz tum dunya me sooraj ki tarah chamkoge.’
Bai’at karne ke baad apne saath apne ghar le gaye aur apni saahabzaadi aur daamad Hazrat Maulana Shaah Abdul Gani rahmatullāhi alaihi se farmaaya ‘ALLĀH ne khaas karam se inhe hume ata farmaaya hai. In ka hume bahot intazaar tha. Tamaam aalam in ke darya e faiz wa rahmat se sairaab hoga.’
Assalamualaikum Anushka hot dargah Khwaja Mansoor Chishti vahan ka block banaaiye Gujarat mein
Walekumussalam insha allah
Assalamualaikum hazrat kabhi aap tekmal aaye adress India Telangana medak distk tekmal koshish karne
Walekumussalam insha allah
@@WeLoveIslam Mashallah mujhe badi khushi hui aap ne jawab diya
HIMMATNAGAR BHI AANA HAZART YAHA BHI ALLAH KE PYARE WALI HAI
Insha Allah
ઓર હા ભાઈ ( બરોડા સે (65. K. m ) ઓર અમદાવાદ સે (75.K.m ) (ડાકોર શહેર સે 4.k.m) કાલસર ગાવં હૈ ( સોને કે કલશ વાલે દરગાહ હૈ + હ. જ. દાદા ગુજરશાહ સરકાર)
Parivahan ka kissa ke liye video clip mulakat
❤️❤️❤️❤️❤️
Bus mein itna hi Chahta Hun Ki mere pass Karobar ki Kami Na Rahe Mein kam karne se nahin bhagna hun bhai may pop for ceiling ka kam karta hun main mehnat Karke Kamana chahta hun Magar Mere Karobar Mein Barkat Nahin rahti mere se Piche Piche log Mashallah Humse aage Ho Gaya Mai Piche hi Rah Gaya pata nahin Allah Pak kaun sa Imtihan le raha hai mujhse
Allah karam
Superior
💐
Bhai mere pass karo Baki bahut Kami rahti hai mera kam bante bante Bigad jata hai Jahan Bhi Jata Hoon Mere Yahi Mushkil Hai kaam Aate Aate Chale jata hai mere hadse mein pop for ceiling ka kam kar raha hun bhai vah bhi Karnatak Mein Manglore mein rahata hun
Allah karam farmaye
Apko Hazrat Ali Karam Allahu wajhul Karim Ki Ruhani Majlis me Baccho ki Tarah Bila Ijazat aane jaane ki Ijazat thi Aur Ek Dafa jab Aapse Pucha gaya ke Aap to Kitaabe bhi Nahi dekhte Aur Kisi bhi Masle ka hal Fauran Bata dete hain, To Aap Hazrat Ne Farmaya Ke Mujhko Maula E Kainat pahle hi Bata dete Hain.
Karaamat :
‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾
♦ ALLĀH ta’ala ne Aap ko Aesi Hukumat Ataa farmayi thi ke Haiwan to kya Parinde, Jinnat Or Chaand Suraj bhi Aap ka Hukm maante the.
Jab Hazrat Shah Abdul Aziz Dehalvi Sahab Dars K dauran Hazrat Fazle rehma se puchte ke Kya tumko Sabak Samajh me Aaaya to Ap Farmate Mujhe Ye to Pahle se Hi Maloom hai.
****************
Phir kuchh arse tak apne Peer ki baargaah me rehkar faiz haasil kiya.
Phir 1242 Hijri (1826 A.D.) me apne Peer ke farmaan par Gunj-muradabad tashreef laaye.
Aur puri zindagi khidmat e deen karte rahe
Kuch bhi samajh mein nahin aaya bhaiya shukriya
Aap paida'ishi wali the.
Ramazaan me paida hone ki wajah se paidaish se hi din ke waqt me doodh nahi peete the, sirf maghrib ke baad raat ke waqt doodh peete.
Bachpan me aap khelna pasand nahi karte the. Dusre bache puchhte to aap kehte ‘ALLĀH ne mujhe khelne ke liye dunya me nahi bheja hai.’
3 saal 6 maah ki umr me Aap ne ek baar Hazrat Maulwi Haidar Ali Shaah rahmatullāhi alaihi se puchha ‘Aap akṡar gardan jhukakar kya karte hain?’ Unho ne farmaaya ‘Beta! Main Zikr e Ilāhi kiya karta hu.’ Aap ne arz kiya ‘Main bhi Zikr e Ilāhi karna chahta hu. Aap mujhe bhi sikha den.’ Hazrat ne Aap ko Zikr e Ilāhi ki taaleem dena shuru kiya. Chand mahine me Aap ki Zikr e ilahi ki Riyazat itne Aala darje par Pohoch gayi k iski Ruhaniyat Hazrat Haidar Ali Shah R. A ke Ahaate se Bahar Hone lagi .
Yh video muje pasd nhi ai hai Hazrat kamaludin sarkar ke sath jo bat Hui apne vh history cut kyo ki agr history nhi batani to video mat dalo
Aye Abdullah! ye history video nahi hai. Ye tour vlog hai. Aur dono me bahut farq hai
Hi ( મેરા નામ શેખ મોહમ્મદ આસિફ ( પેન્ટર ) હૈ મે ( કાલસર ગાવં ) કા હું ઓર હમારે ગાવં મે ( સોને કે કલશ વાલે ( હ. જ દાદા ગુજરશાહ સરકાર ) કી દરગાહ હે આપ આએ જીયાત કરે ઓર વીડિયો કે સબ કો જીયાત કરવા ઐ (ઐતિહાસિક હૈ દરગાહ શરીફ)
Hazrat Maulana Shaah Fazl-e-Rahmān Gunjmuradabadi rahmatullāhi alaihi :
Alqaab :
‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾
Owais-e-Dauraan, Ghauṡ-e-Zamaan, Qutub-ul-Aqtab
Mehboob E Rabbani
Mujaddid E Waqt
****************
Aap ki wilaadat 1 Ramazaan 1208 Hijri (1794 A.D.) ko Subah saadiq ke waqt Sandeela (Uttar Pradesh) me hui.
Aap ke waalid ka naam Hazrat Makhdoom Shaikh Ahllullāh bin Mulla Mohammad Faiyaaz aur waalida ka naam Baseerat bibi binte Sayyed Rahmatullāh Shaah hai.
Aap Hazrat Abu Bakr Siddeeq radiy-Allāhu ta’ala anhu ki nasl se hain.
Aap ki Walida Dadihali aur Nanihali Janib se Hassani Hussaini Sayyad hain.
Assalamualaikum warehmatullah wabarakatahu hazrat Aap Is dargah Sharif ko explore kare
Mai Aapko dargah ke bare mein information comment kr Raha hu
Aap ke waalid ke Peer o murshid Hazrat Maulana Abdur Rahmān Lakhnawi chishti rahmatullāhi alaihi ne aap ki wilaadat ki bashaarat pehle hi se Aap ke waalid ko de di thi
Aap ki umr jab 6 saal ki hui to ek din aap ke waalid Aap ko apne saath apne Peer o murshid ke paas le gaye. Maulana Abdur Rahmān Lakhnawi ne Aap ko dekhte hi farmaaya ke ‘Ye ladka Hindustan ka Qutub hoga.’
Apke Bachpan ka Zamana tha ke ek Shakhs ki wafat hui to Aap unki Qabr Par gaye aur dekha to maloom hua ke woh apni Londi Par kabhi dhool Dhabba(Bad-sulooki) kar diya karte thay phir Ap unki londi ko Qabr Par Le gaye aur batlaya ke yu kaho ke, "jo kuch inhone humse be-adbi ki hai.. Humne maaf kiya".Phir aapne us londi se kuch padhkar Bakhsh dene ko kaha to us londi ne bakhsha aur us shakhs ka haal Acha ho gaya.
Aap bade bade awliya Allah Ke Mazar Sharif per Jaate Ho Mere Liye Har Darbar Mein darkhaast laga do
Insha Allah zaroor
Mashallah 💖
Masa allah ❤
💐
Amin.summ.amin
❤️❤️❤️❤️❤️
Masha allah❤❤❤❤❤
❤❤❤
💐
Masha Allah ❤