Mashallah bahut achaaa banaye lakin bawarchi ko bolo ke jab khana banate to tapela(bhagawna) thoda bada liya karo karke kyu ke usmai kabgir ny chalti or Puri akhni niche girti hai jab chawal itna banate hai to 30 kg capacity ka tapela layna chaye .....
Mashallah bohot hi useful Rahi aapki yeh recipe hum bohot baar koshish karte hai bilkul bawarchi jaisa banane ki lekin nahi ban paata hai to thankyou mam
Masha allah
Thanku soo much recipe share krne ku
Mashallah bahut Jabardast banaa pulao
Mai kal se sirf aap k hi video dekh rahi hu jab se channel mila very interesting tips n trick...
Well done...
Thanks 👍
Asslam alaikum ji mujhe aap ke sab vedio pasdn hau❤❤❤
Jazakallah aapka ishadi k ghar me to fursat hi nahi rehti aur aapka uspe video banana mashallah allha aapke chenal ko kamiyabi atafarmay ameeen❤🎉😊
Thank you so much Nazmeen 👍
Mashallah bahut achaaa banaye lakin bawarchi ko bolo ke jab khana banate to tapela(bhagawna) thoda bada liya karo karke kyu ke usmai kabgir ny chalti or Puri akhni niche girti hai jab chawal itna banate hai to 30 kg capacity ka tapela layna chaye .....
I love this pulao which always in haldi mahendi we get to eat. It is super tasty. ❤❤❤
Thanks
Aap ye batao k 1 pale me ketan kg use karna plz
Ma sha allha . Zbardast .
Allah ap ki bahen ko Apne susral ma Khush o Khurram rakhe , amen
Thankyou Khalid... Ameen
Mashallah bohot hi useful Rahi aapki yeh recipe hum bohot baar koshish karte hai bilkul bawarchi jaisa banane ki lekin nahi ban paata hai to thankyou mam
Most welcome and please stay connected 😊
How much water have to add ?
Thank you for sharing pulao receip
Welcome 😊😊 Yasmin
Garam masala kaun sa liya tha
Ap kuwa biryani ki recipe do bht kay kay kerti ho😅 😂
ak nambar recipe 👍👌
Thanks
Shadion wala keema share krein mam plzz jo har shadiyon mein green colour ka matar kr sath bana hota hai woh or shadi wali daal bhi plzz
Sure
3:52 jaifal aur javetri kyu skip kar rahe ho?
Kya Yeh Biryani banane wale bawarchi kaa phone number mil sakta hai......bohot aachi biryani banayi...hai.....❤
Please share more starters recipe different different
Hi Sabiha... Ramzan se pehle sab Starters upload hojaige Insha Allah
Di chawal pura hone ke baad upar se oil dala ya fir oil dalne ke baad bhi dam pe rakha tha
Oil ka tadka ...daalne k baad dam per rakha tha thoda time...
good
Thanks
Online there is two type of kolam surti and tandul which one should we buy for pulac
Noooo Tandul , Only Kolam Surti Minimum price 60 Rs Kg , usme pulav khile khile bante hai
Thank you so much ..Eid Mubarak May Allah give you lots of success, happiness, good health .
Eid Mubarak apko bhi
Wada kolam is better than surti
Thanks
Mam very tasty 🎉🎉🎉
Thanks 👍
Di aisi hi 10 12 kg chiken korma ki making mile to dalna
Insha Allah
Mam bhatyari se khichde ki recipe shoot kijiyena.plźzzzz
Insha Allah
Patila thoda sa Bada Hona chahie tha
Yes u r right...he made a mistake
Namak (Ajinomoto) tha kya
Nahi that was salt only, Ajinamoto hota toh I would have said...
Rice is too much in tapela caterer should take a bigger size tapela taki d barabar khule n chawal b barabar fule...
We literally shouted that guy .. for this things.
@@ZainabCookHouse ok mam...
Khushboo nahi ati bhat yaara style jaisa
Very soggy and sticky pulao... They used so much ginger/garlic paste and curd.... Starch should be remove properly from rice while washing
पानी झाड़ा डालडिया ओर चावल बि टुठगाय है
Ghar per banwaya tha Kuch function tha.. barabar nahi banaya , taste acha tha look nahi.
Pulav ki shakal usne itni danger kardi
🤣
Badi deg le lete bhaiyya
Ekdum Sahi kaha, upar se function tha .. band bajaya usne.
12 kgs rice for 100 people? and you say it even served 130? Is it because there were other items also like starters and other side non-veg dishes etc?
Aap ka naam zainab h. Aapne assalamu walekum (assalamualaikum) bola h. if u r Muslim and making blunder mistake.
Hi Niyaz , Have you been to Arab countries ever???
bawarchi ko itna pata nhi ki bartan kitna bada lena h sari yakhni .bhagar niche gir raha tha.
Sab log inta smart nahe hota hai
Bawarchi ka contact number milega kya please