Adjusted amount ka matlab hai ki aapko koi subsidy ya bill me koi rebate etc. di gayi hai. And Net payable amount means aapko exact kitna amount pay karna hai.
bhai sahab...apki iss video me die gayi jaankari ne humaari kaafi madad kiya hai.....hume ye batae ki KW or KVA ME KYA ANTAR HAI....OR commercial meter ki reading kis prakar hoti hai...yeh bhi hume bate
Adjusted amount ka matlab hai ki aapko koi subsidy ya bill me koi rebate etc. di gayi hai. And Net payable amount means aapko exact kitna amount pay karna hai.
Arrear m 14500 dikha kr total payable 12507 mein subsidy add kr ke 13500 k lgbhag dikha rha h aur fr net bill payable 0 dikha rha h kya mtlb j is sab ?
MDI - Maximum Demand Indicator Generally MDI Sanctioned load se niche rahta hai. But agar MDI ki value sanctioned load se badh jati hai to aapka Sanctioned load badh jayega.
@@MSeriesByMANISHGupta ha sir mera bdd gya h or likha h ki as per derc order the highest of average of mdi readings recorded as per billing cycle covering any four consecutive calender during the financial year, mar would be would be adopted to revise the sl in next financial year Iska mtlb kya hua sir
Sir hamare bill mein -632.87 net current amount hai aur subsidy -632.87 hi di hai to sabsidi total itni milegi account mein ya nhi ya fir kya hai sir sabsidy total amount confused sir please reply🙏🙏
Sir hamare shop ka commercial meter hai aur us meter mein se 2 shop ki light use hoti hai hamne shop mein submeter lagwa rakha hai aur jo bhi units aati hai use hum 13rs per unit k according bill ka amount dete hai honour ko but confusion ye hai hi jo bill mein charges aate hai use kaise devide kre kyuki hamari units hi kam aati hai aur dusari shop ki unit bahot aati hai toh bill ka charge kaise devide kre kyuki humari units kam aati hai toh charges bhi kam honi chahiye plz help😰
Bijli ke bill me mainly 2 charge hota hai. Ek to running charge jo ki aap kitna units consume karte hai us par depend karta hai. Aur dusra fixed charge + taxes. To aap apne shop ke consumption ke anusar running charge ko calculate kariye, fixed charge ko half kar lijiye (agar dono shop ka load ek saman hai) and taxes ko apne consumption aur fixed charge ke according calculate kar lijiye.
bhai sahab...apki iss video me die gayi jaankari ne humaari kaafi madad kiya hai.....hume ye batae ki KW or KVA ME KYA ANTAR HAI....OR commercial meter ki reading kis prakar hoti hai...yeh bhi hume bate
Well explained and so informative video👍
Thanks!
Bahut badiya लगा video, thank you!!
Adjusment charge ke baare me janne ke liye video dekh raha tha, bas vahi nahi bataya aapne.
Adjusted amount ka matlab hai ki aapko koi subsidy ya bill me koi rebate etc. di gayi hai.
And Net payable amount means aapko exact kitna amount pay karna hai.
Good 😊
bhai sahab...apki iss video me die gayi jaankari ne humaari kaafi madad kiya hai.....hume ye batae ki KW or KVA ME KYA ANTAR HAI....OR commercial meter ki reading kis prakar hoti hai...yeh bhi hume bate
सर बहुत अच्छे से समझाया थैंक यू सर
Thanks for appreciation!
bhot bdiya sir g
Thanks for your appreciation!
Thank you sir 😊
Sir, thanks for ur information and explanation but how to know ki subsidy 200 units pr mili hai yaa nhi
Adjustments charges aaya h kya hotta h woh?
Watch this to know more: th-cam.com/video/StOLj9tvVC8/w-d-xo.htmlsi=sTlLYy_YOOKPW69F
What is "adjustment" charge in lowest part of line?
Please comment
What is adjustment change in bottom
Adjustment mai 900 ka charge aya h kyu
Mera bhi @@ashokpal9984
Very nice video bro
Thanks for your appreciation!
Bhai Adjustment charges Kay kya hai ??
Adjusted amount ka matlab hai ki aapko koi subsidy ya bill me koi rebate etc. di gayi hai.
And Net payable amount means aapko exact kitna amount pay karna hai.
Good information Bhai
Thanks for appreciation!
PPAC on fixed charges or differential PPAC on fixed charges ka kiya mtlb hai.
Dono difference kia h or kis basis pe le rahe hai?
Mst vidio h yr
Thanks for appreciation!
Billing address pr f/f and s/f ka matalab kia hoga matlab floor no. Kese pata chalega aik ghr ke zyadah bill
Thank you sir👌
Thanks for appreciation!
What is adjustment in this bill
Non energy charge kislie aata g uspe ek video bnay
Bro ye sanction load single phase m bhi kva m aata h kya?
KW me rahta hai generally
Ye load par depend karta hai
Ok bro btw nice video
Sir commercial bill ke bare mein bhi bataye aur sir 1 unit ka price kaise nikalte hai ish pr bhi video banaiye 😔
Next video coming soon.
Arrear m 14500 dikha kr total payable 12507 mein subsidy add kr ke 13500 k lgbhag dikha rha h aur fr net bill payable 0 dikha rha h kya mtlb j is sab ?
Send your bill on email.
Differntial ppac bhi lgg rha h sir mere me ye kya hota h
Or current mdi exceeded the sanctioed load(sl)
Iska mtlb kya hota h sir pls batye
Current MDI exceeded the sanctioned load ka matlab hai ki aapka sanction load ab badh jayega.
MDI - Maximum Demand Indicator
Generally MDI Sanctioned load se niche rahta hai.
But agar MDI ki value sanctioned load se badh jati hai to aapka Sanctioned load badh jayega.
@@MSeriesByMANISHGupta ha sir mera bdd gya h or likha h ki as per derc order the highest of average of mdi readings recorded as per billing cycle covering any four consecutive calender during the financial year, mar would be would be adopted to revise the sl in next financial year
Iska mtlb kya hua sir
Aapka sanctioned load increase ho gaya hai
@@MSeriesByMANISHGupta accha or ye retro revision ka adjustment add hua h 40rs mere bill me alg se ye kya h
Sir hamare bill mein -632.87 net current amount hai aur subsidy -632.87 hi di hai to sabsidi total itni milegi account mein ya nhi ya fir kya hai sir sabsidy total amount confused sir please reply🙏🙏
NDMC ka commerical bill bhi smjhao bhai
Tata power ka bill pe miter number kaha hota hai sir
Bhai ji jo 35 x 6 ra laga bho q lagata hai or ye din step m q reading hotti hai or rate bhi alag assa q please batao
Nice
Thanks for appreciation!
Sir hamare shop ka commercial meter hai aur us meter mein se 2 shop ki light use hoti hai hamne shop mein submeter lagwa rakha hai aur jo bhi units aati hai use hum 13rs per unit k according bill ka amount dete hai honour ko but confusion ye hai hi jo bill mein charges aate hai use kaise devide kre kyuki hamari units hi kam aati hai aur dusari shop ki unit bahot aati hai toh bill ka charge kaise devide kre kyuki humari units kam aati hai toh charges bhi kam honi chahiye plz help😰
Bijli ke bill me mainly 2 charge hota hai. Ek to running charge jo ki aap kitna units consume karte hai us par depend karta hai.
Aur dusra fixed charge + taxes.
To aap apne shop ke consumption ke anusar running charge ko calculate kariye, fixed charge ko half kar lijiye (agar dono shop ka load ek saman hai) and taxes ko apne consumption aur fixed charge ke according calculate kar lijiye.
If you can send me and show me your electricity bill then mail me on welcome2mseries@gmail.com
Sure sir
Sir, I have sent the mail.
@@geetika6236 Check your email.
Bahi ye niche lpsc ke option mai nera 1.95 likha hai or Paisa bhad gaya hai bahi ye kya hai please help
What is adjustment in bill
How ppac is calculated?
PPAC is decided by DISCOM. No rule for PPAC.
I have taken your question in this video.
Watch this to know more: th-cam.com/video/StOLj9tvVC8/w-d-xo.htmlsi=sTlLYy_YOOKPW69F
Sir enrgy charge mai alg agl unit mai alg alg kyu lgaate hai
Wo tariff slab hota hai
Electricty per unit fluctuate kyu hota hai ???? kabhi 10/unit kabhi to 13 kabhi 15 ....aisa kyu ???
Inflation
Sir yah adjustment ka mtlb kya h hmara bill m 2000 rs adjustment Aya h
Check last bill details
In which circumstances i can avail the subsidy of 200units? My sanction load is 2kw,units consumed in a month is 591,BYPL.
Less than 400 units in one month
Good
Thanks for appreciation!
Keep learning and keep sharing!
Bhai ji sabhi bill me arrears show karta hai.kyu?
Meter number konsa hai?
Electric bill me sabse upar likha hota hai
@@MSeriesByMANISHGupta is video m konsi digit se likha hai please tell
Watch at 6:40
@@MSeriesByMANISHGupta thank you so much
You're most welcome!
Minus electric bill kya hota hai
Koyee subsidy nhi mil Raha he sb jhoot he 200 se mera bill km phir bhi 400 ka bill aya he subsidy lene ke baad bhi
Ye security deposit phir se mang rhe h
What is arrears
Any due amount
What is the meter no in Electricity bill
Same question
Sir mene 43 unit consumed ki h fir bhi bill 660 rupee ka aya h kya kyu ?
Koil arear ya fir kuch due pahle ka add ho sakta hai.