2 se 4 laga sakte ho 1*1 feet ke grow bag me wo aap par nirbhar karta hai ki aapko gobi badi chahiye ya chhoti chhoti jyada chahiye agae badi chahiye to ek hi lagao agar chhoti 4 chahiye to 4 lagao
Tnqqq very much terrace gardening channel deepak bhaiya for giving us such a great information about how to grow cauliflower vegetables in our terrace garden at our home bhaiya 👋😃👍👍👍👌👌👌🇮🇳🇮🇳🇮🇳🌹🌹🙏🙏💐💐
Ek baar gobhi harvst Karne ke baad donara bhi aati hai ya plantation karni padegi.... poori winter's gobhi milti rahe iske liye kitne podhe aur kitne time gap per tayaar kare
mai bhi 2 3 saal say gpbhi chhat par lagaati.hun abhi lagi hai badi badi ho rakhi hai fuul mane bhi lagaye hain karib 2 inch ho gaye hain raat say shad may dala hai kiyun ke nili ho rahi hai bhai g ye nili kiyan ho rahi.hai aap ke he trah gobhi ho rakhi hai mane chhat par lagayi hai or bhi kaafi podhe hain tamatar payaaj methi paalak bagun podina aadi
Sir ji namaskar. Jab gobhi ko hum ek bar harvest karte hain to phir woh poudhe nikal dene chahiye ya phir us mein hi continue phal, gobi milti rahegi, please explain.
Hello Dipakji namaste. I'm from Odisha SriJagannath dham. I'm not conversant with Hindi properly. I'm an retired engineer but have interest in gardening.I like your explanation In gardening but I dont want to introduce bone powder to soil which you very often say in your statement for better harvesting. Pl. tell the substitute of it for more production in vessels or land gardening. In cauliflower gardening how to get best seed. Bye with blessings. mksurendra, social activist. Thanku.
Wonderfull sir ye bata day 1 gamle kitni gobhi ayegi. Or uske bad gamle ko khali kar day ya nahi jab gobhi ko nikal lene kay bad
2 se 4 laga sakte ho 1*1 feet ke grow bag me
wo aap par nirbhar karta hai ki aapko gobi badi chahiye ya chhoti chhoti jyada chahiye
agae badi chahiye to ek hi lagao agar chhoti 4 chahiye to 4 lagao
Monsoon m lgaayi jaanne waali sabjiyo ka video
Bahut achha knowledge for kitchen gardning
Thank you so much 😀
Kab Lagan he esko
Sir aapne bahut hi acchi jankari di hai Dhanybad ❤️😊🙏
Kya ful gobi ke paudho ko transplant karna jaruri he
Ise direct final gamle me nahi ugaya ja sakta ?
Nice information😊
Video bahut acha laga aapka sir
Ek bar fruit tod liya to kya firse fal bnega ya nahi??
Plant ko rkhna h ya uska time pura ho chuka h??
😂
Tq sir for the valuable information Chennai its summer season I will try in winter
All the best
Hello deepak ji deepak ji kichin west Jo kiyary se banaya h use kab istemal kar sakte h ya us kiyary m hi dairekt seed dal sakte h
Thanks deepak ji
You’re welcome 😊
Thank you your way of teaching is very nice very informative video
It's my pleasure
@@TerraceGardening bhai sab plz apne no.do mujhe bahut shok ha garden ka pr koi nolej nhi de rha plz bhai
Like
@@TerraceGardeningnow seeds
Monsoon m konsi Sabji lga skte hai....ispe video bnaye
Sir ji kya direct seeds se phool gobhi uga sakte hai??
Namaste Deepak sir nice video
Thank you so much 😀
अच्छी जानकारी दी है धन्यवाद
1 paudhe me keval 1 hi baar gobhi aatega kya?
Tnqqq very much terrace gardening channel deepak bhaiya for giving us such a great information about how to grow cauliflower vegetables in our terrace garden at our home bhaiya 👋😃👍👍👍👌👌👌🇮🇳🇮🇳🇮🇳🌹🌹🙏🙏💐💐
April mahine m gobhi lga skte h kya
Abhi fab month me laga sakte hain kya seed
Happy gardening 🎉🎉
Gobi ki narsary kab tyar karna chahiye abhi seed dal sakte h
Sir 6 inch ghare growing bag m bhi laga sakte h kya?
Sir kya iske paudhe cocopeat aur vermicompost k mixture mei laga sakte hai???
Ek 12*12 ke grow bag mein 2 broccoli ya gobhi ke plants lga skte hain?
Ek baar gobhi harvst Karne ke baad donara bhi aati hai ya plantation karni padegi.... poori winter's gobhi milti rahe iske liye kitne podhe aur kitne time gap per tayaar kare
Ek baar gobhi harvst Karne ke baad aapko dubara naya paudha lagana hoga
Super DEEPAK bhai 🏝🏝🏝🏝🏝
Thank you so much 😀
10 inch me lga skte kya 👍
Monsoon par gobhi Laga sakte hain
Yes you can
Mirch ko cutting ko pani me root develop hone ke liye rakh sakte hai
Mene lapse gobhi ke beej magnaye the bahut achhe lage per abhi phool bikhre huye aa rahe hai kon si organic khad du usme taki phool gatha hua aaye
Sir kya hum barish me Gobi uga sakte hai or uski care kaise kare
Meine to jan ke 1st week mei beez lagaya hai..kya gobhi form hoga?
Direct jgh mai niche nhi uga skte kya kyuki mere paas jgh h
Ghobi ko likalna kese hai tasli say bataye...
Best information
शुक्रीया जानकारी के लिए
Deepak g kya ghobhi ke patte tod sakte hai ghobhi lagne se pehle
Sir haldi ke liye potting mix bataye pls kyonki maine dala tha usmai nikalne lagi hai shift karna hai bataye pls?
th-cam.com/video/hsSxBO0qMNE/w-d-xo.html
Sir Abhi to June hi
Kya abhi gobgi lgaa sakte hai ???
Rainy season me nai laga sakthe kya
yes you can
Sir ek Tel ke tipe me 2 gobhi Ka pavdha LGA skte h ky
Bahut achha!
Thank you so much 😀
Sir gobhi mein lagne vale roag or upchar bataye
Kya aab hm gobhi uga skte h
Yes you can but best time October hota hai
@@TerraceGardening tq for reply
Sir gobhi ke patte ki bhi sabji banati h kya
Yes
Sir apne ye video june me banal hai ya september KO hai
september
Ok iska MATLAB September me iski seedling prepair krni hai??
Nice work sar Gobhi boi hai to uske podhe shukh rahe h kya kare kya dale Usme .12 din ho Gaye h.
Gobi ki seedling december may karsaktay hsny
yes you can
Kya hum ek bar main he bade gamle main uga sakte hai
Sir Tel ke tipe me LGA skte hai ky gobhi ko usme ache se grow ho jyga ky gobhi
Kya iski 2 bar repot karna hota hai?
ek bar repot kiya jata hai mene chhote paudhe hone ke karan 2 bar repot kiya hai
Ab lga deni chahiye kya gobi ke beez??
Yes you can
Useful jankari sar 👌🙏
Kya summer season mein laga sakte hai
nahi winter aur rainy season me sahi grow hoti hai
@@TerraceGardening Thankyou
mai bhi 2 3 saal say gpbhi chhat par lagaati.hun abhi lagi hai badi badi ho rakhi hai fuul mane bhi lagaye hain karib 2 inch ho gaye hain raat say shad may dala hai kiyun ke nili ho rahi hai bhai g ye nili kiyan ho rahi.hai aap ke he trah gobhi ho rakhi hai mane chhat par lagayi hai or bhi kaafi podhe hain tamatar payaaj methi paalak bagun podina aadi
Acha seed koun sa hotta ha
Bhaiya , grow bag ki cost kya hoti hai batayenge ?
Sir.kon se mahine me Gobi ka bij lagaye?
October November
Sar aapka yah video humko full update ke sath bahut achcha Laga 😇
You’re welcome 😊
thank u sir nice teaching I like your video
Sir kya hum bhindi ke beej abhi laga sakte hai kya?
Yes you can
Ak ful katne ke bad usi podhe ke upr or gobhi bnegi kya
Nahi
Wow Very Nice👌👌👌👌👌
Thank you so much
Sardi k kon SE mahino me hm LgA skte h beej iske
Lauki, Turai ka fal chota hota hain phir pila pad k sukh jata hain to kya kare PLZZ reply
Sir gobhi ko abhi lga sakte h
Yes you can
Sir fungus lag jata hai please iska ek video bnao
Please reply, kya hum gobhi ko jamin me beej se uga sakte hai, without transplant??
Ha bilkul mene ugai he
@@mannatkushwah9840 thnx ji
sir kya 4 hours ki dhoop me gobhi ug skti hai ??
Yes
Nice sharing Like 👍
Thank you! Cheers!
Gobi aur broccoli Kya Ek Bar Mein Hi Bade gamle Mein Hoga sakte hain please bataen
1 beg me 1 plants aaygaa. Ya 2
Hello sir, Maine gobhi k podhey Lagay the Lakin usme keeda lag gaya tha pls batay keeda na lage iske liye hum Kya Kare pls reply
Mere gobhi ki podh mei phool nahi Banna start nahi ho raha hai. 45 din ho gaye hai podh lagaye hue
Deepak ji last year gobi lgayi thi wo khulne lg gayi thi shuru se esa kyu. Plz reply
Plz reply 🙏
Sir root ko damage hone se kaise bachaye
jaise mene transfer kiya hai vaise transfer kijiye
Usk biz kaise kha se laye gobime biz kha hote hai sir😮muje nhi pta😢😊
Sir tab jab aap thermoform pots mein paudhe lagate hai
You are always great sir
Thank you so much 😀
Good information Bhai thanks 🥰
Sir gilki ke beej kaise lagaye
Will upload soon
Sir pudina me kide hoge k karu
Abhi nah Laga sakte kya?
Yes
Barsat m grow kar sakte gobhi
Yes you can
Sir ji namaskar. Jab gobhi ko hum ek bar harvest karte hain to phir woh poudhe nikal dene chahiye ya phir us mein hi continue phal, gobi milti rahegi, please explain.
ek bar gobhi harvest karne ke bad paudhe nikal dene chahiye
@@TerraceGardening MATLAB EETNI MEHNAT KE BAD SIRF 1 HI GOBHI MILEGI ?
@@sapnaraj607 Sochiye kisan kitni mehanat karta hoga ek gobhi ke liye?
Very nice
Hello Dipakji namaste. I'm from Odisha SriJagannath dham. I'm not conversant with Hindi properly. I'm an retired engineer but have interest in gardening.I like your explanation In gardening but I dont want to introduce bone powder to soil which you very often say in your statement for better harvesting. Pl. tell the substitute of it for more production in vessels or land gardening. In cauliflower gardening how to get best seed. Bye with blessings. mksurendra, social activist. Thanku.
Nice video
Thanks
Nice information 👍
Thanks
Much needed video
Thank you so much 😀
Sir maine kitchen waste se compost banaya to usme kide ho gaye hai ab me kya karu plz reply
sukhi cheejen daliye
Sir seeds ki packet dikhaya Karo hame bhi pata chale
Thanks I will try
Great video...!
Thank you so much 😀
kaunse mahine MEIN lagana chahiye
Agar ham gobi ke Bij ko direct Bag me lagaye to kya hoga
tab bhi gobhi ho jayegi
@@TerraceGardeningThnkyu
Mujhe gobhi lgaye one month ho gya lekin abhi tk usme only two leafs hi aai he or wo grow bhi nhi kr rha
thank for information 🙏
Sir aap mitti aur khad Kaha se late hi