Tb may be ho skta he ki ghar ke kisi ke number me apne my jio app ya jio money app me apna pan card dala hoga , better support ke liye customer care se baat krke dekhiye
Bhai sahab ab her koi apke jaise padha likha to nahi hoga aur na hi pan card ka physical copy hoga to agar apko dikta nahi video kyc ke karan to iska matlab ye nahi ki kisi ko problem nahi hoga , apko banking points jana hi pdega agar apka airtel account ko hold pe dala jata he to , samjhe bhai sahab
@AsadMiddya-eo3ce Airtel banking ponit me cash withdrawal aur deposite ki faciliti ny mikegi ya fir charge katega aur irctc me transcaion ny kr payege dusra kuchh Cashback nahi milega bt mere isab se koi kaam ka nahi he ye facility
Sirf ek upay he ,apko apke najdiki ippb ke branch me jake apna documents ke sath jana pdega Xerox adhar pan wahi se close ho payega account aur koi dusra option mahi he jaha tk mujhe pta he
@@Dostified thanks bhaiya but at the time of account opening I submitted only aadhar not pan card. It means that my account will not close because there is no nearest branch with me
I am not sure bt you can send your documents by post and they will close your account, do one things just send your documents to main branch by post and if they don't close your account then just complain to nodal office they will help your account
My favourite Airtel Payment Bank Jio Payment Bank Fino Payment Bank And NSDL Payment Bank 😊
Jio payment Bank me 5000 k upar ka amount imps kr skte Hain ??
Ha
@@Dostified Max kitna kr sakte Hain IMPS ?
Nsdl Payment Bank Ka Server problem hota hai kya ?
Bhaiaya Nsdl Khol ne keliye soch rahe hai
Open kar le Bhai Maine kal hi open Kiya 5 min Mai hogaya aur ye safe hai ❤
Koi issue nahi hoga hm pichhla 4 saal se use kr rahe he
Bhaiya me jab jio me apna account khol rhahu to bata rha hai ki your pan is already veryfy onother bank account😢😢
Apka pan card already used dikha raha he kya
@@Dostified ha bhaiya
Pahle sayad apne apna pan card use kya hoga kisi dusre number me jio money me isiliye aisa isue aa raha he , apne number change kya he kya 2016 se
@@Dostified Nhi mene nhi change kiya hai
Tb may be ho skta he ki ghar ke kisi ke number me apne my jio app ya jio money app me apna pan card dala hoga , better support ke liye customer care se baat krke dekhiye
Bhai, sirf UPI ke liye konsa app best rahega?
Bcz Paytm bank nahi hai ab
Jio ya nsdl
Video KYC Hai, to bank point ki rat kyon lagaa rakhi hai.
Bhai sahab ab her koi apke jaise padha likha to nahi hoga aur na hi pan card ka physical copy hoga to agar apko dikta nahi video kyc ke karan to iska matlab ye nahi ki kisi ko problem nahi hoga , apko banking points jana hi pdega agar apka airtel account ko hold pe dala jata he to , samjhe bhai sahab
Airtel payment bank money add krne ko bol rha h saving account open krne ke liye😢
Matlab
@@Dostified bro can I contact you on telegram or Instagram
Kya Paytm bank jaisa koi bank hai jo Sms charges nahi lagata hai,
Jio payment bank only
@@Dostified Thank you Bhai for reply
Nsdl payment bank kaise banaye ??
NSDL jiffy app ko play store se download krke
Best government bank saving account please 4 nam boleiye
Sbi pnb bob indian bank
@@Dostified sbi mein he vai
Bob and indian bank is dono mein kons best hai
@@Dostified pls bataye
Indian bank
Union Bank@@AsadTheSolider
Mere anual charge kat gya kyu airtel payment bank
Airtel me katta he lekin app customer care se baat karke is charge ko band krwa skte he
@@Dostified kya facility nehi milega mujhe agr band kar diya
@AsadMiddya-eo3ce Airtel banking ponit me cash withdrawal aur deposite ki faciliti ny mikegi ya fir charge katega aur irctc me transcaion ny kr payege dusra kuchh Cashback nahi milega bt mere isab se koi kaam ka nahi he ye facility
To bhai konsa koru online upi transection ke liye
Jio and nsdl me koi ek
India post payment bank sbse bakwas bank
1 April se hi April fool bnya he iska upi server sbkoi
Paytm ki tarah sahi se kam kon krega yani money fasta nahi ho
Nsdl and airtel me issue jayda tr nahi ata he
Jio is same like Paytm but server error problem is often so decided by yourself
Bhaiya sirf upi chalana hai kaun sa best hoga
Nsdl aur jio
@@Dostified but bhaiya aadhar me mobile no.doosra link hai
Online account open krne ke liye same nuber hona chahiye , ap aadhar updates krwa lijiye
Bohot acchi video hai bhaiya, banaate rahiye
Thank you
video Kyc K liya Agent log video p connect nhi hora temperaly not available baata raa hai
Try krte rahiye sayad technical error hog aur nahi ho to ek baar app ko reinstall krke try kijiyega
bhai nsdl payment bank surname ke bina nhi open kr rha kyuki surname hai nhi documents mein
aur nsdl mein daily limit kitni hai money receive karne ki
Daily limit 2 Lakh recive ka aur swift account hoga to next day fir se 2 Lakh
Airtel payment Bank ko PF withdrawal ke liye use kar sakte h kya.
Kr skte he ,bt accpet hoga ki nahi ye nahi bta skte he
Indian postal payment bank mein paisa transfer mein kya problem hai
Bahut baar fail ho jata hw network issue ke karan
Apne bahut hi achche se explain Kiya hai
Thank you
Best Fino payments Bank
Sala 420account he😂
Koi charges hai kya jaise sms alerts or virtual debit card wagera?
NSDL me sirf sms alerts 5.90 paisa per month he
Epson l8050 mobile se pvc card kese print karna cahiea ak video dijiea plz plz plz plz
Hello bhaiya please upload a video on how to close IPPB premium account
Sirf ek upay he ,apko apke najdiki ippb ke branch me jake apna documents ke sath jana pdega Xerox adhar pan wahi se close ho payega account aur koi dusra option mahi he jaha tk mujhe pta he
@@Dostified thanks bhaiya but at the time of account opening I submitted only aadhar not pan card.
It means that my account will not close because there is no nearest branch with me
I am not sure bt you can send your documents by post and they will close your account, do one things just send your documents to main branch by post and if they don't close your account then just complain to nodal office they will help your account
@@Dostified okay thanks bhaiya I will definitely do this
Under 18 batao
India post payment bank only
Bhai Mera man to jio or Airtel ka tha is video ko dekhe ke bad but ippb only give under 18 so no choice thanks for your supportive information 👍👍
Nice video
Thanks
NSDL पेमेंट बैंक और जियो पेमेंट बैंक के हिडन चार्ज के बारे में विस्तार पूर्वक बताइए।
Sirf sms charge he nsdl me aur jio me koi charges nahi he abhi tk , agar nsdl me physical atm lete he tb apko atm charge bhi lagega
एमेजॉन और स्विगी आदि से डिस्काउंट ऑडर पर 29 रुपए लिए जाएंगे। अब ये क्या लूट है।
@@pankajibs3861 ye chij band ho chuka he bhai abhi , abhi sirf 5.90 paisa per month sms charges he bs
Good morning ❤
Good morning