Sir, agar main better sound quality ke liye LMT speaker (Ahuja SCM 15T) ko Ohm mein connect kar dun to koi problem hoga?? Amplifier is 60 Watt, Used in Classroom
Au 40 ..ohm wala ya LMT wala ...agar ohm wala hey toh 6 nehi 4 hi lagaye parallel karke com & 4 ohm may ....agar LMT au 40xt model hey toh 6 bhi laga sakte ho parallal com & 100v may...
Ahuja ssa 250 dp kharida. Lekin speaker nehni liya hai. Room Mera Chhota hai. Corona se mein Sangeet Safar Kiya hai. Sikhta hun. Computer chhodke sare tamam key board, tabla, chhau dhol,, Stranger cube 40,stranger 40 PM , 12 microphones stranger MM 6 mere pas hai. Singing ke sath instrument play karta hun. 15" Ahuja 220 kharida chahta hun. Kya achha rahega. Mein Bhubaneswar based hun. Group A cadre noukari Kar raja hun. Appki suggestion whatsapps me dijiye Sir.
Sir mere comment ka jawab jarur dijiye ga Mere pas ahuja ssa 160dp amplifier he isme mujhe 2 speaker 100+100watt ke or 1LMT 40watt UNIT chalana he Koi problem to nahi hoga please bataye
Sir ek baat puchh rha hun agar mixer ka line out ko amplifier ke line out me daal dene se Ampli ya mixer me problume hoga kya maine daal diya tha jaldbaazi mein
Phir se ek samasya amplfier me direct bajane se full sound bajta hai par mixer me bajane se thoda thoda awaaz nikalta full volume karne par bhi studiomaster ka mixer hai banjo bajata hoon banjo jack pin mixer ke line me dalta hoon aur mixer ke line out ko amplifier ke line in ya aux me dalne par bhi nhi aata kya hua hai bataiye na kharaabi kisme hai
Bhai mere gav ke #masjed_me_ahuja_ka _60_watt ka_amplifier hai mai #40xt_ka_2_unit_use_kar_raha_hun umse jo taper hota hai 5 10 20 30 ya 40 to mai usko kis pe rakho #please_bataye
Sir com ,100v input (audio )middle sabhi amplifier me nahi deta hai to kya Kare? Kya middle amplifier me com ,100v input karne ke baad horn ke badle speaker(8ohm) par chala sakte hain?
Input audio signal apko dena hoga..chahe aap line in may do ya aux in may ya 0. & 100v input may (jis amplifier may option hey) ..audio nehi denge toh speaker may kya bajega..
10 watt par 35 horn 15 watt par 23 harn 20 watt par 17 horn 30 watt par 12 horn chalenge 100 v line lmt use karne par lmt ke wattage ÷ hote hain amplifier ke wattage se unit ke wattege calculate nhi hote ...manlo aapke 350 watt amplifier par 20 watt par 17 horn chal rahe hai amplifier kharab ho jaye aap 175 watt amp.lagana hai connection ko 100 v ki jagah 70 v p laga do lmt ke wattege automatic 10 watt ho jayega kyoni 70 v half watt ke liye hota hai youtube par aapko poori jankari nhi mil sakti
1)Agar AU-35 Ka 4 Lagana chahe to kaha lagaye 2) Box aur horn ek sath nhi laga sakte wo to samajh me aaya pr transformer aur bina transfarmer ke horn ko ek sath kyo nhi chala sakte?
सॉलिड वीडियो बनाया सर आपने unit जानकारी के लिए बहुत अच्छा वीडियो था
Aap hamare liye kitani mehanat karate hain, sham ko question subah jawab, bahut bahut Dhanywad
Thank u
Sar ji aap bahut achha batayen hain
Sar stranger ka pbt 701 amplifier ma ky 12 inchi ka 300 watt ka 4 speaker cala saktaha
Ha
Tanx sar
Sir ssa amplifier aur dpa amplifier me kuch farak hota hai kay
Nehi
Mast video super
thank u
@@a1creativesstudio ok sir
Sir, agar main better sound quality ke liye LMT speaker (Ahuja SCM 15T) ko Ohm mein connect kar dun to koi problem hoga?? Amplifier is 60 Watt, Used in Classroom
Bahut achha knowledge
P audio 400watt bm char spekar chalana hai kaun sha amplifier sha hi rahega
ahuja BTZ 10000
Thanks sir
Mukesh Kumar stranger spb3k
@@ratandjmalti6616 thanks
Great! It was very helpful for me.
6 horn AU 40 Kitna oms me lagana hoga ahuja ssb250watt me
Au 40 ..ohm wala ya LMT wala ...agar ohm wala hey toh 6 nehi 4 hi lagaye parallel karke com & 4 ohm may ....agar LMT au 40xt model hey toh 6 bhi laga sakte ho parallal com & 100v may...
Very best information bro super thanks
thank u plz like & share
Sr dj ke liye konsa drive unit lena chahiye..
Lmt
Ek amplifier me ohm owala and LMT owala driver ek sath me lagana jata hay ki nehi?
Nehi..ha agar two zone wala hey toh laga sakte hey
Ohm owala driver unit, box nehi. Tabvi?
Com /100v connection me lod calculation keisa Kore. ????
250w ki amplifier may 40w *6=240w or 60w*4=240w
LMT driver laga sakte ho..jitna watt utna hi driver.
Kaise middle me amplifier add krna hai..ak video bana k dijiye
ok
Haa g sir jarur banaye
👍🏿A1 video ❤️bhai ji🙏
Ahuja ssa 250 dp kharida. Lekin speaker nehni liya hai. Room Mera Chhota hai. Corona se mein Sangeet Safar Kiya hai. Sikhta hun. Computer chhodke sare tamam key board, tabla, chhau dhol,, Stranger cube 40,stranger 40 PM , 12 microphones stranger MM 6 mere pas hai. Singing ke sath instrument play karta hun. 15" Ahuja 220 kharida chahta hun. Kya achha rahega. Mein Bhubaneswar based hun. Group A cadre noukari Kar raja hun. Appki suggestion whatsapps me dijiye Sir.
Ha achha hey
Sirji lmt driver unit long distance lagane se unit ka 40 volt ka 30 or 20
karne padta hai ya sab unit 40 volts rakkhenge please answer me.
Kam karna padta hey
Sir crossover lena hai kaun sa le jo chalane me ashan ho plz sir bataye
Dbx ka lijiye
Sir do unit driver ek jagah our do unit driver thora dur dusre jagah lagayenge to kaise parallel connection karenge please answer.
pahele wala se lijiye
Sir Lt unit chalane ke liye power ful jyada sound wala 500watt amplifier kaun sa hai
Sir mere comment ka jawab jarur dijiye ga
Mere pas ahuja ssa 160dp amplifier he isme mujhe 2 speaker 100+100watt ke or 1LMT 40watt UNIT chalana he Koi problem to nahi hoga please bataye
Aap isme 2 speakers hi chalaye..achha hoga..ek saath speaker LMt na chalaye
Dj Gadi par konsa unit achha hai xt ya ohm
Xt
Sir apne btaya ki 100m ke bad dusra amplifier lgaye wo kaise beech m lgega amplifier connecte to stage pr rkhe amplifier ke hote h
Nice information 👌👌👌👍👍👍 sir
thank u..plz like & share
शुकरीया सर🙏🙏
AU-40XT 100V 20 piece stranger 501 amplifier mein chal sakta hai kya please Sar comment Karke bataiye
Sir aapne bahut video banaya par Kabhi ye Nahi bataya ki ek amplifayar par Om wale 12 unit chalega ya Nahi agar chalega to kaise chalega
Wattage hey toh chalega..series parallel connection karke ohm match karke ho sakta hey
Sound craft epm 8 me usb interface hai kya air phantom power
Usb nehi hey ... phantom power hey
Sir ek baat puchh rha hun agar mixer ka line out ko amplifier ke line out me daal dene se
Ampli ya mixer me problume hoga kya maine daal diya tha jaldbaazi mein
Kuch nehi hoga
Phir se ek samasya amplfier me direct bajane se full sound bajta hai par mixer me bajane se thoda thoda awaaz nikalta full volume karne par bhi studiomaster ka mixer hai banjo bajata hoon banjo jack pin mixer ke line me dalta hoon aur mixer ke line out ko amplifier ke line in ya aux me dalne par bhi nhi aata kya hua hai bataiye na kharaabi kisme hai
Sir ji ssa 250 watt ahuja amplyfr me lmt unit 5 sala sakte he
Swx 2100watt bass ke liye best amplifier kaun sa rahega ahuja me please bataiye ...a
1000watts amplifier me 100volt ke 8 unit omh wale chal sakte h kya
Sir kon sa LMT driver unit best hai 50xt ya 40xt 100v line pr
Dono hi achhe hey..50watt more powerful
Sir mere pass 100 watt ka mega company ka amplifier hai par usmai horn or cabinet switch nahi hai. Kya kare ? Dono attach kar sakte hai ?
Koi ek lagaye
क्या हम एक ही एम्पलीफायर पर कुछ स्पीकर बॉक्स ohm और कुछ 100 Volts में लगा सकते हैं?
Lagana nehi chahiye…uss keliye two zone amplifier lijiye jese ahuja TZA 200,BTZ 5000 etc
Sir 160 amplifier pe lmt 40 ke 6 unit laga sakte he ya nahi
Ha lag sakta hey par LMT ko 30 w set kare
@@a1creativesstudio thanks
Excellent video
Mera ek 150 waat ka amlifar h 12 inch ka 4 ispikar lagasakte h kiya
Very nice sir good news
Ahuja ssa250m-200+200spekar=400 or 40+40unit=80 total 480watt com8omh bajatahu koi problem hoga?
Nehi hoga agar apka ohm matching sahi hey toh
Sir LMT dj me lga sakte hai
Ha
Bhai mere gav ke #masjed_me_ahuja_ka _60_watt ka_amplifier hai mai #40xt_ka_2_unit_use_kar_raha_hun umse jo taper hota hai 5 10 20 30 ya 40 to mai usko kis pe rakho #please_bataye
Middle se kaise amplifier ko lagayenge ya connect karenge
Sarji linemaching trinsformer ka co nection unit aur ampli ke sath kise lagaey digram dijiye extra line mathing trinsformer kharede haiy
Sir kon sa Amplifier best Ahuja SSA 5000EM but Ahuja SSA 350 kon sa best hai?
Dono toh ahuja hey
Lmt driver unite au 50xt ko kitna watt pe set Kare unite ke piche me jo ha
Nice video Dada
Kya lmt horn aur oms dono ko sath me laga sakte hai kya
Sir Au60 unit re sound kn pain low asuchi
Amplifier watt kete achhi
Ssa250
Au60 4pic load
lmt diaphragm normal diaphragm isme kya anter he or lmt unit me normal diaphragm transformer nikal kr chala sakte he kya?
Lxa ka kaun sa model main bina crossover ke subwoofer chalane ka system he,please reply....
Sir com ,100v input (audio )middle sabhi amplifier me nahi deta hai to kya Kare?
Kya middle amplifier me com ,100v input karne ke baad horn ke badle speaker(8ohm) par chala sakte hain?
Input audio signal apko dena hoga..chahe aap line in may do ya aux in may ya 0. & 100v input may (jis amplifier may option hey) ..audio nehi denge toh speaker may kya bajega..
A1 CREATIVES STUDIO thankyou sir
Stranger pbt 1000 watts Horn chalane ke liye kaisa rshega
Nice video
Au 50xt. 10pic kelia kitana watt ka amp chiya???
500w
Ahuja.tza.4000.pe.kitna.lod..de.sakte.hai
400w se 600w tak
@@a1creativesstudio thank u
6.pandraka.ohms.meching.ka.vidio.banaye
LMT wala unit use kare…ohm matching karna nehi padega com & 100v may lagaye
sir mara ssb 60 wala om lile me do unit lagaya 40 w 60w ku ch din chala abhi nahi charaha hai
Sir ahuja ssa 5000em me kitne ohm kitne lmt bala unite chala sakte
Sir ..One line 30mitar se jyada nahi laga sakte,volt line me kitane mitar tak laga sakte hai?Ye to bataiye hai nahi,
Jitna dur chahe lag sakte ha..up to 500 mtr
Sir lup kise kare ...??
Aap ko LMT lagana hey kya ya ohm wala driver
Sir kansa unit achha sound hai L m t na ohm
Kya 40 watt aur 60 watt horn ko sath me laga sakte hai
Sir au 40 ka aawaj door jayega ya au 50xt ka
Ahuja ssa 500 me Ahuja 250dxm ka 4 box bajane ka wearing bataye
Very nice
350 watt ke amplifier main kitna lmt unit laga sakte hain
60watt ka 6 nos
10 watt par 35 horn 15 watt par 23 harn 20 watt par 17 horn 30 watt par 12 horn chalenge 100 v line lmt use karne par lmt ke wattage ÷ hote hain amplifier ke wattage se unit ke wattege calculate nhi hote ...manlo aapke 350 watt amplifier par 20 watt par 17 horn chal rahe hai amplifier kharab ho jaye aap 175 watt amp.lagana hai connection ko 100 v ki jagah 70 v p laga do lmt ke wattege automatic 10 watt ho jayega kyoni 70 v half watt ke liye hota hai youtube par aapko poori jankari nhi mil sakti
Sir sabse aacha amplifier kon sa ha unit bajane k leye
BALAK GOPE ahuja
Sir LMT Ko series me lagte hai ya..detect line Connection kre
Sir ohm bale unit alag se taransfarmar kaise set kare
Sar do lmt aur do ome line laga sahte hai
Ha par tza amplifier may
Sir good mornig,30 hornke ak jo amp ko keise lagaenge uski input kaha laenge sir pilij boliea,,,
Samajh mein nahin aaya.
Aaj ka video dekhiye aayega 5 km may 500 horn lagaye
लूपिंग के लिए अंप बताइए
Thoda detail may bataye
Ask amp se 40 LMT unit kon se amplifier chala sakte hai aap bataae
Nadik wala 5. 10. 15 kitna mey denge aur dur wala kitna mey rahega
Sir ahuja ssa- 250m me 16ohm k option to hota nahi to 16ohm ki driver unit kaha lagae
Sar gi harn ka awaj dur tak kaise jayega 2 se 3 kilomitar tak
Amplifier ka e facility kon kon sa amplifier ma hota ha plz batao
ahuja spa 10000 may hey
sar कोई मोसपेट आती है एलएनटी यूनिट के लिए बताएं सर
LMT ko Pa amplifiers may hi chalaye...sasta rahega..
Out ke liye amplifier batao vidio banao
Sir lmt drive units 40xt Kharab kyon Ho raha reason bataiye setting bataiye
Sir 40w me jyada aawaj aayega ya 100w me
Sir mera Qone ka 18"1000 watt ka buffer h par bass kam deta h pls soulation
वायर कौन सी used ki Jaaye
Sir mai new setup lene ja raha hu. Mera badget 2lakh ka he. Ajhuja setup kesa rahega. Aur kya ye 2lakh me possible he
Sir 500 watt ke amplifier pe kitne lmt lagaye
40w ka 12
50 ya 40 xt unit 4 nag konse ohm lagana he
Sir Lupe Kaise kera
Watch today video
Sir om wale 8 unit lagane se awaz to Kam nahi padegi our sir unit series connection lagana chahiye ya. Nahi
300 watt amp main
1)Agar AU-35 Ka 4 Lagana chahe to kaha lagaye
2) Box aur horn ek sath nhi laga sakte wo to samajh me aaya pr transformer aur bina transfarmer ke horn ko ek sath kyo nhi chala sakte?
1..com and 4ohm may lagana hey parallel karke
Load kitna hey bataye and aap ka amplifier kitna watt ka hey bataye..baki ahuja may aap kuch bi lagalo ho jata hey..
lmt ko ohms me lagade to kya chalega bhai jawav dijia
Sir mei aahuja 500 waat me 3 horn chalana chahta hu horn katega to nahi
Sir 100 mtr Se jayda home per Amplifier luping Kai se kare Sir ek video banaye sir lmt driver unit per sir please 🙏🙏🙏🙏🙏 Sir
ok
Thanks sir
Thanks sir
Lmt driver ka nonpoler capasitor open ho gaya kya kare mil nahi Raha hai ?
8ohm 30w ka amplifier hai, kitana ohm watt ka speaker lagega.
Up to 50watt 8 ohm ka
LMT युनिट 100वाट में ज्यादा आवाज देगा या 40वाट में
100watt
Super sir
150w amplifier kitne drivr unit lagana he or 70 100