Lagaya sir lekin 100 watt ka unit stranger 501pbt pe aawaj wahi kuch dur me rah ja rhi hai batao sir kya kre stranger ka mixer hai 12 channel ka kitni volume machine se de 500watt se horn ke liye horn lohe wala hai jo purane wale aate the 50foot ke range me hai horn machine se wire 14/76 laga rakha hai sahi se bata dijiye sir aapja bahut aabhari rahunga abhi naya hi unit laye hai fir bhi aawaj me dam nhi hai
Sir kya hum horn aur box dono use ker sakte hai ake hi amplifierSSA-250 DP per Yeh morning assembly ke liye hai bache apx 1000 hi stage ke ander v stage ke baher ke liye speaker suggest kere
आप आहूजा srx 120dx के चार बॉक्स ले लीजिए ।दो स्पीकर अंदर की तरफ और दो बाहर की तरफ साइड से लगा दीजिए सुपर साउंड क्वालिटी मिलेगी । Amplifier par load to ज्यादा हो जाएगा पर स्कूल के हिसाब से कोई दिक्कत नही अच्छा चलेगा क्योंकि कम समय ही चलना है ।
अच्छा है आवाज सिकुड़ती तो नही इसकी मिक्सर का प्रेसर ठीक है अभी की गायब है ।क्योंकि इनमें यही प्रोब्लम आने लगती 2 साल बाद । यदि मिक्सर 2साल से ज्यादा पुराना हैं तो सप्लाई चेक कराएं इससे आवाज दबने लगती है ।ढोलक का बास फटने लगता है ।वोल्टेज का ध्यान रखे 220 से250, के बीच चलाएं 10kw स्टेपलाइजर ka use jaroor Karen studiomaster ka । Yadi aap 3 se 7kw ka लोड देते हैं तो ।
Mere pas ahuja Ssa250 par ek au 60xt chalana hai to 1)70 vat par lagaye kya 100 v 2)or us untit per setting kya rakhe 10w ki 20 w ki 40w ki 50 w in me se kider setting rakhna hai
50xt KO 40 par set Karke com or 100 par lagakar master 4or 5 ke beech bass 20% treble 60% Rakho Bhai thoda jaroorat ke anusar aage peechhe Kar sakte ho
Hmare amplifier me only 8ohm tak gai . To kaise karen single ke liye Connection+ 3 karna hai to kaise karen. Hmare yahan Ahuja 160M machine hai jisse humein 3 unit 80watt ke chalane hain. Machine me only common, 4ohm, 8ohm option hai
Mughe 4 driver yuniy chahiye 120 ya 250 wat amplifier chahie jo ke best 2 🎤 chahiye qwality bali Sir sath me price. Bhi likh dena Mandir masjid ke karyekiram ke liye Plz
Masjid ke liye Ahuja simple wali yadi 4 hi chalana hai to permanent ke liye amp 120 watt Ahuja Com or 4 par parallel karke .price amp 11000 . 4 unit lagbhag 3600 .ok
Ya fir 2-2 Ka series perelal combination me Bhi ya 4-4 Ka parallel series combination chal Jayega . 100 meter tak perelal hi chal Jayega to koi risk Lene ki jaroorat hi Nahi .
Emplifire 250 V Ka Hai Aur 50 V Ke Char Unit Chalate Hai Base BHI Sirf 20% Kholte Hai Fir Bhi Unit Jal Jate Hai To Master Volume Kitna Rakhe Iska Sahi Samadhan Bataiye Sir
1unit ke liye Kam se kam 40 watt Hona Chahiye . Jitni unit chalani ho Uske total watt se kam Ka amp Nahi Hona Chahiye jyada watt Ka amp chalega par Kam watt Ka amp Nahi ok bro ❤️
Sir, lmt driver unit ko agar omm me connect kar diya to kya hoga?or bajega ya nhi? Or lmt driver unit 4440 se chalega ki nahi? Please reply kariyega....
501 stinjar pe 3haran chalana hi Bina tasfarmar ek tasfarmar wala hi ka kesmi jori sir ap ko ek amplifier par samjana chaiaa sir box wala mi kanikasan karna hi ke haran wali pi esmi do apsan hi
Aapki mehanat ke liye salute ....
Thanks 🙏🙏🙏🙏 &welcome to our channel .
बहुत ही बढ़िया जानकारी दी है आपने सर जी 🙏🙏
Thanks 🙏🙏 welcome Bhai ji ❤️🙏
simple and good lecture. Thank a lot
Thanks Bhai ❤️❤️
Bahut shandaar sir
Thanks bhai jii
yah video begainer ko bhi baht helpful hogi
Thanks
Aapka bahut hi aabhar bykt karta hoo.
Thanks for your support
आपने बहुत अच्छी तरह से समझाया है।
Thanks ❤️❤️
बहुत बढ़िया बेहतरीन जानकारी दिया है आप आदरणीय जी
Thanks ❤️ 🙏
bahut achcha sir
Thanks
4 unit 3 unit 100wolt me lgadeve toh mene chalaya h sir kuch ni hua bht baar
Very nice sar .....bahut hi jyda important jankari
Thanks bro
Master mind sir her videos me..🔥⚡⚡😎
Thanks bro ❤️❤️
Namasker sir janakari keliyedhanyabada
Thanks 🙏🙏🙏🙏
Sar aapki is sandar jankari ke Liye Aapka bahut bahut dhanybad sar
Thanks Bhai ❤️🙏
Really its video very helpfull
Thanks
Very nice information sir ji
Thanks brother 🙏
Bahut badiya sir
Thanks Bhai ❤️🙏
Good morning 🎆🎆
Good evening 🙏
Very good maching
Thanks bro❤️❤️❤️❤️❤️
Nice information
60 watt ka unit hai 8pis hai to es ka
2 oms hoga
480 Watts ho raha hai to 500watt par use hoga
2 oms par use hoga sir please🙏🙏🙏🙏 bateye
Ha Bhai bilkul right पैरेलल में सभी 8 ड्राइवर 2ohm par use hoga
Sir unit katega nahi n sir please🙏🙏🙏🙏🙏 bateye
Bhai amp Ka masters 4 se aage or amp Ka bass Ka volume 2 se aage mat rakhna Kabhi Nahi katega . Or treble 6 par rakhna matlav 60% ok
Ahuja ke unit 4 lene h kitne waat ka le please 🙏 reply ❤❤❤
50xt ahuja
@@Rawatsoundsolution viar ligth copor bali 1 mm ki long time ke liy thik rahegi kya
Ha Sahi hai
digital delay dd3t best Hai Sir Lena chahie ya nahin
Best delay lekin ab dd8 Lena
DD 3 Lena चाहो तो वो भी ले सकते हो पर थोड़ा रेट का अंतर पड़ेगा तो नया वर्जन लेना ही ठीक है ।
Thank you so much
Bhai adio ka amplifier ke bare me banana
एम्प्लीफायर तो सभी ऑडियो के लिए होते है पूरा नाम बताएं amplifier ka ok
@@Rawatsoundsolution dj series mx12000 watt audio BanDan Kalr
@@Rawatsoundsolution ahuja Tza 4000watt apilifayr vidio Banana
Ok bhaiya ji
@@Rawatsoundsolution पक्का बनाना
super sir
Sir 501 amplifier me ohm wala kitna unite laga sakte hai please reply 🙏😔
16 unit 40watt wali
Agar 2/3 unit lagaye to kitna watt Ka lagana paraga ?
TQ bahi information
Thanks ⚘️ नमस्ते sir 🙏
Welcome ❤️ नमस्ते भैया जी ,❤️
Guruji ye unit 40watt,50watt,60watt inme se konsa best hai
Dj ya live
Dono bata do sir
Live k batao na bhaiya aur kaunsi company ka unit best hogi
Live ke liye 40,XT ya 50XT। यही dj me bhi use kar sakte । Ya fir simple wali 60 watt bhi dj me यूज कर सकते हो
आहूजा के अलावा कोई भी यूनिट कोई फ्री में भी दे तो भी मत लेना । या फिर ओरिजनल captal का भी यूज कर सकते हो ।
Hello sir kasa ho
🙏🙏🙏🙏
Nice video sir
Thanks Bhai ji ❤️❤️❤️🙏👍
❤❤❤
छान सर
🙏
Thank you sir
Shandar
Lagaya sir lekin 100 watt ka unit stranger 501pbt pe aawaj wahi kuch dur me rah ja rhi hai batao sir kya kre stranger ka mixer hai 12 channel ka kitni volume machine se de 500watt se horn ke liye horn lohe wala hai jo purane wale aate the 50foot ke range me hai horn machine se wire 14/76 laga rakha hai sahi se bata dijiye sir aapja bahut aabhari rahunga abhi naya hi unit laye hai fir bhi aawaj me dam nhi hai
Channel ki video dekhte rakhiye jab bhi time mile aap sab kuchh seekh jayege channel par 200 video dali hai . Jo aapko bahut help karengi
Kya guru g ye farmula dj speker pr yahi rahega
Ha bhai bilkul
Thonsk sir ji
Welcome
Hi
Yes bro
Welcome to our channel ♥️♥️♥️♥️
Sir 3 unit ko hm 4ohm me lgaye to koi problem nhi aaye gi
Chalega
thank u sir g🙏
Thanks bro ♥️
Nice sir
Thanks bhaiya ♥️👍 ♥️
Bhai jaise aapn bataya maine waise hi chalaya lekin phir bhi patte ud gay help me sir
Please call me kal 9 baje se 10 baje tak .AAP se detail me baat karna hogi mujhe .tab solution ho payega .so please call
sir speaker konse best aate hai is par ek acha sa video banaye
Ok bro
sir line unite ka connection parallel me ya series me dur tak awaj koun jayega
Line unit ka connection parallel me hi kiya jaata hai. Serirs me ke simple unit ka jaroorat padne par kar sakte hai
8 line horn ahuja machine 250m aachha quality awaj dega
Ha Bhai
com our 70 ya 100 par
120 Amplifier mai 4 unit jod sakte hai kya ? Please reply
हा भैया जोड़ सकते है, 40 वाट वाली 4 यूनिट. 60 वाट वाली 2 यूनिट best रहेगी.
8:41 sar pelr kneksn me kharab (fuk)jate hi sar🎉
Nahi kuchh Kami setting kee aap kar rahe hain
Tq sir 👍
Thanks dear ♥️
300 watt ka macine main 60 ka kitna unit laga sakte hain ya to load de sakte hain
5 unit
Bhaiya ji mujhe 20 unit chalana Hai kaun se amplifier thik rahega
Ahuja spa 500
Sir kya hum horn aur box dono use ker sakte hai ake hi amplifierSSA-250 DP per
Yeh morning assembly ke liye hai bache apx 1000 hi stage ke ander v stage ke baher ke liye speaker suggest kere
आप आहूजा srx 120dx के चार बॉक्स ले लीजिए ।दो स्पीकर अंदर की तरफ और दो बाहर की तरफ साइड से लगा दीजिए सुपर साउंड क्वालिटी मिलेगी । Amplifier par load to ज्यादा हो जाएगा पर स्कूल के हिसाब से कोई दिक्कत नही अच्छा चलेगा क्योंकि कम समय ही चलना है ।
Bhai ji Kam se kam kitne watt ka driwar unit lgana chiye
40xt आहूजा
Thanks bro
Mera Samadhan kijiye guruji aapka bahut ahsaan hoga
जरूर
Studio master air 16 channel with eco hai iske liye kya hai
Sir ji
अच्छा है आवाज सिकुड़ती तो नही इसकी मिक्सर का प्रेसर ठीक है अभी की गायब है ।क्योंकि इनमें यही प्रोब्लम आने लगती 2 साल बाद । यदि मिक्सर 2साल से ज्यादा पुराना हैं तो सप्लाई चेक कराएं इससे आवाज दबने लगती है ।ढोलक का बास फटने लगता है ।वोल्टेज का ध्यान रखे 220 से250, के बीच चलाएं 10kw स्टेपलाइजर ka use jaroor Karen studiomaster ka । Yadi aap 3 se 7kw ka लोड देते हैं तो ।
Sir ham band ke liye capital 80 watt ki unit ko series me connection krte hai ye sahi hai ya galat
सीरीज हो या पैरेलल मैचिंग सही हो बस
Mere pas ahuja Ssa250 par ek au 60xt chalana hai to
1)70 vat par lagaye kya 100 v
2)or us untit per setting kya rakhe 10w ki 20 w ki 40w ki 50 w in me se kider setting rakhna hai
Plz plz reply
50xt KO 40 par set Karke com or 100 par lagakar master 4or 5 ke beech bass 20% treble 60% Rakho Bhai thoda jaroorat ke anusar aage peechhe Kar sakte ho
Kya isi prakar ke connection me 500 watt ki amplifier me v kar sakte hai
Ha Kar sakte hain amp koi bhi ho
Bahi kay hall hay.
Mary paas lmt drive unit hay wo sound nhi day rha (sonya compny ka)
Ahuja ya capital ka leejiye local mat liya karo bhai yahi problem kuchh din chalne ke baad aati hai
Ahuja AU60 2 speaker hai dono speaker ko parallel kitne ohm pe lagana hai
2 को parallel मे 8 ओम पर
@@Rawatsoundsolution love you ♥️♥️
Agar 12 unit chalana hai to parralal connection me kon sa amplifier use kare jo ki dur tak aawaj jaye
Strenger me 501 me
@@Rawatsoundsolution ahuja 500watt amplifier se 12 unit chalane me unit hit hoke band ho ja raha please reply me kya kare ki sahi ho jaye
Ahuja 120w amplifier 70v par 4unit Ahuja ke chala sakte hai
Yes
Sir agar ek unit 8 ohm Ka ho or hamara Pas 6 unit hon Tu pir amplifier pa connection kasa hon gy
1 unit 16 ohm ka hota hai aap bataiye aapko kitne unit chalane hain to uska connection main aapko bata dunga
Sir unit k upper 8 ohms Likha ha or muja 6 unit chalana han
Sir 16 pis 40 watt ohm wali unite ka connection btao na please 🥺🥺
8 -8 unit parallel fir series 4ohm par चलाओ
Hmare amplifier me only 8ohm tak gai . To kaise karen single ke liye Connection+ 3 karna hai to kaise karen.
Hmare yahan Ahuja 160M machine hai jisse humein 3 unit 80watt ke chalane hain.
Machine me only common, 4ohm, 8ohm option hai
4 ohm par chalana padega fir to koi option nahi
Sir maray pass ahuja 160 watt amplifier hai aur 4 horn speaker hai 60 w, 50w, 35w aur 35 w. Kya mai 4 ohm bai rakhu ya 8 ohm pai
4 ohm
10 horn fitting bata o sir 🙏🙏
Ok
Bhaiya ji 200 ke speaker ko सीरिज में या पैरल कौन अच्छा है
Parallel
Jab hamare pass matching na ho rahi ho tab series Karna Chahiye
मतलब नहीं समझ पाया
8 स्पीकर को pbt 701से chalne hai to paairel me चलाए
Sr 200 mtr ki duri ke liye driver unit lagani ho to kese lagaye
जैसे बताया है
Mughe 4 driver yuniy chahiye
120 ya 250 wat amplifier chahie jo ke best
2 🎤 chahiye qwality bali
Sir sath me price. Bhi likh dena
Mandir masjid ke karyekiram ke liye
Plz
Masjid ke liye Ahuja simple wali yadi 4 hi chalana hai to permanent ke liye amp 120 watt Ahuja Com or 4 par parallel karke .price amp 11000 . 4 unit lagbhag 3600 .ok
Aapka shop kaha par he
कही नही
500 वाट की मशीन पर 4 यूनिट चला सकते हैं कि नहीं
Kisi bhi amp par chala sakte ho
No problem , bass jyada mat Dena
Jaise 13 14 unit Lagani hai to Kolkata wala stranger machine mein Kaise lagaen
सिंपल वाला या ट्रांसफार्मर वाला यूनिट संख्या fix बताएं उसी के हिसाब से इंपीडेंस होगा ।
@@Rawatsoundsolution 15 unit chalani he bina teransfarma ke
Nhi 13 unit 2 lnt
2 ohm par parallel hi chalega pbt 501 par bachi 2 lmt to unko com or 100 par chalao .
Ya fir 2-2 Ka series perelal combination me Bhi ya 4-4 Ka parallel series combination chal Jayega . 100 meter tak perelal hi chal Jayega to koi risk Lene ki jaroorat hi Nahi .
Video banane ke lia kaha ta lekin tumne nahi banaya ssa100 ahuja apilifayr and tza. 400 watt apilifayr ahuja ka Banana Bai
इसमें क्या जानना चाहते हो बताइए में बता दूंगा ।किस बारे में जानकारी चाहते हो भैया।
6 unit chalane ke liye 250 wat bahut hai
40 wat ke 6 unit kitne 250 wat bhi to Kafi Hai Sar
ok bai
👍👍❤️
Dashare ke pahle lena hai Ramleela mein lagana
Rinku bhai live me quality hi chalti hai । Iska dhyan rakhna । Kahi galat jagah Paisa mat laga dena ।
Set liya tha aapne kon sa liya tha or kaise chal raha bhai
Sir mere paas 100 watt speaker ke 2 column hai or 120 watt ka ahuja ka amplifier hai
Amplifier or speaker ke connection bata dijiye sir please
प्लीज कॉल 6394704457
Emplifire 250 V Ka Hai Aur 50 V Ke Char Unit Chalate Hai Base BHI Sirf 20% Kholte Hai Fir Bhi Unit Jal Jate Hai To Master Volume Kitna Rakhe Iska Sahi Samadhan Bataiye Sir
Line in me lagayen to best rahega in me lagayen to quality bhi milegi horn ki jalne ki problem 80% tak kam ho jayegi
Thanks sir 👍
10 20 या 40 यूनिट का कनेक्शन कैसे करे सर
Next video me
Best
Thanks bro
Amp kitne watt ka rahega 1unit ke liye
1unit ke liye Kam se kam 40 watt Hona Chahiye . Jitni unit chalani ho Uske total watt se kam Ka amp Nahi Hona Chahiye jyada watt Ka amp chalega par Kam watt Ka amp Nahi ok bro ❤️
Parellal connection me agar koi ek unit ki coil jal Jaye to kya sab unit se awaj aana band ho jayega ??????
पैरेलल में जो जल जायेगी वही बंद होगी सभी नही। ये तो सीरीज में होता है
Good sir
But 3 unite using ohm sir send me sir
5.3 ohm hoga 3 unit driver ka. 4 ohm par use kar sakte ho .
Tq sir
वेलकम
Sir, lmt driver unit ko agar omm me connect kar diya to kya hoga?or bajega ya nhi?
Or lmt driver unit 4440 se chalega ki nahi? Please reply kariyega....
Kahi Bhi lagaoge bajega par red wale par lagaoge to Sahi bajega ohm wale par slow bajega thoda . Ohm wala lmt ke liye Sahi Nahi hota hai
LMT com 70 100 par hi lagana chahiye . Ohm wale ko ispar lagaoge to jal Jayega . LMT ohm par lagaoge to jalega Nahi lekin kam bajega ok
Apne bataya nahi ki 4440 se lmt chala sakte hay ya nahi?
And reply dene ke liye apka bohot bohot dhanyebad🙏🙏🙏
Hello bhai plzz help me unit k patte ud jate hain kya karen
Please call
Apna number send kren sir
Ahuja speaker DX 12 do chaukhat do double 12 Ahuja 2 xpa 2 Uba500. Ahuja 250
Uba 500 गलत है लाइव में । पर काम चलेगा ।सेटिंग सही से करनी पड़ेगी।
30यूनिट लगाते है तो हमको कितने वाट का एम्प्लीफायर लगाना चाहिए
Spa 1500 ahuja
Ahuja 1800 watt ki machine hai double channel hai es par 4 unit bajega 1 channel 900 watt par
Ha bajega no problem
Bhai mujhe 25 horn lgana hai duri hai 200 miter to kite wat ka amplifier hona chahiye
250 se bhi chalega bhai no problem , wire copper ka 1 mm
501 stinjar pe 3haran chalana hi Bina tasfarmar ek tasfarmar wala hi ka kesmi jori sir ap ko ek amplifier par samjana chaiaa sir box wala mi kanikasan karna hi ke haran wali pi esmi do apsan hi
Transformer wale ko com 100 par or Bina transformer wale ko com or unit kee matching ke anusar ki aap kitna unit use kar rahe ho
Sir 250 amp me kitne horn chalaye
6
Sir tza2000 me 16 om ka option nhi hai to ek unit kaise chalae, kaha lgaye
Do chalao simple 8 par lagakar, nahi to Lmt use karo no problem.
Lmt ka samya hai old me problem nahi hota to Lmt kyo banaya jaata. Samya ke sath badal jaana jaroori hota hai
500 वॉट पर चार बॉक्स हमें चलना है कैसे चलाएं कृपया बताएं अभी
सिंपल वाला 4 unit parallel me com or 4 ohm par
Me 3 unit 300 mitar dur Laguna h kya Sahi chalega
सुपर no problem Bhai 👍
Sir 1 amplifayar 2 Mike kaise chalaun
Mike volume max 4 master max 4 rakhna Thik rahega
Pbt 501se kitne horn chalega 🙏
12 best
सीरिज में या पैरल
यदी मशीन में 4ओम और 8ओम ही हैं उसमे एक ही हॉर्न चलाना है तो क्या करे?
8 ohm पर चलाते रहिये और क्या हो सकता है. जलने काटने की हलकी फुलकी समस्या आएगी तो वो मैनेज keejiye.
2 unit ko maine ek sath paidler lagaya lekin unit 1minat ke ander hi awaj kam aur jyada aawaj aa rha hai Stanger pbt 501 se eska video banaker bataiye
Yesa Kabhi Nahi hota Bhai Jaan
Yadi yesa ho raha Hai to amp chek karaiye।
8 ohm par lagaya ya or Kahi
Sir apki shop kha par hai
8 0m 4 0m को एक साथ कैसे लगाए
Kitne speaker lagaye aapne bataiye bhai । Char char ohm ke teeno speaker hai ya ek speaker 8ohm ka or ek 4ka bataiye ।
एक एक स्पीकर है 8 om 4 om एक साथ कैसे लगाए
Strenjar 501 me 8 unit 80watt ke kese chalaye sir pelase reply to video sir
अच्छा चलेगा भाई चला सकते हो
Om matching mein volte dekhna padta hai Hf ka
Watt Ka Bhi dhyan rakhna padta hai . Ki matching ke sath power output Bhi milna Chahiye tabhi best rahta hai.
मेरे पास युनीवरस मसीन है इसमें 40का युनिट है वो मन्दिर मे कैसे लगाएं
Com or 16 par .
Sir Ahuja 250 me 8 unit laga sakta he
हा लगा सकते हैं