SBI online Account opening explained. Debit card,passbook,cheque book,net banking.Yono sbi.
ฝัง
- เผยแพร่เมื่อ 29 พ.ย. 2024
- #sbi #sbionline #yonosbi #yonolite #aadhaarupi #debitcard #passbook #internetbanking
Sbi ghar baithe khata khole
sbi naya debit card kaise mangaaye
online account me debit card kaise lein
sbi online account passbook kaise milegi
sbi new account debit card
sbi cheque book kaise milega
sbi online account
sbi me ghar baithe khata kholein
Sir, Online account khulwane ke bad branch me passbook ka form submit karte time bank employee insurance lene ke liye force kare to kya kare ?
@@untitled_v mnaa kr lo unka adhikar nhi hai
Passbook issue hone me kitna tym lagta h form fill krte hi de dete h ya time lgta h
Sir online account open kr diya hai toh rupay card aayega? Yaa branch jaake hee lena padèga?
ghar aayega card
Online account khola hey to ye vaala atm card se ham atm pr pese pe sakte hey na
Mera to kyc ke bad अकाउंट ka केवल last ka 6digit hi dikha raha hai
agar offline new account khola hai tb debit card automatic ata hai ya fir apply krna padega branch mei
Please reply urgent hai
Bhai maine sbi mein account kholne ke baad apna home branch change kar liya tha toh mujhe passbook lene purane branch mein lene jana hoga ya naye branch mein?
naye me
Thanks bro
Bro mai banglore me sbi branch me jakr open kraya tha or mera aadhar card me address bihar ka tha wo bs pan card or aadhar card mnga koi form fill nhi krna pra or mera usi time account open krke passbook de Diya pr mujhe 1 confusion h mera ATM or chequebook mere aadharcard pe jo address h usi pe ayega
Agar physical debit card nhi chaiye to kya karna pdega, 200+ gst nhi dena ho to, kewal virtual debit card chahiye ho to kya karna pdega
Video kyc mai call kat jaati hai baar baar branch pr visit karkey kyc ho jaaegi yaa ghar baithey hee waps koshish karu ❤❤
Kya iss account pe offline branch pe cash deposit kar sakte hai?
Aur maximum balance kuch bhi hai? Kahi par likha tha 1L ya phir 2L maximum balance tha.
Sir mei Hyderabad mei account khola tha avi mein hometown mei branch transfer kiya to kya mera passbook homebranch par milega ya Hyderabad par milega batayiye pls........
Sir online account open kiye he or branch me ja kar passbook le sakte he
Online ac me aeps se paisa nikalta hai kya bhaiya ji
is account me credit card milega ki nahi in future apply karne par
temporary username kitne din baad milta h..?
Sir video kyc ho gya, account open ho gya, pr username, password nhi mila sirf account number ka mail mila, ab username kese pta kre.
Mera bhi same problem he
Bhai video kyc ke kitne din baad account number mila ?
@@a.e2turant 2 ghante baad mila, 1 din baad activate ho gya
Video KYC ke baad Turant Mil Jayega Account No
@@Jaydeep11.1 bhai paise bhi jama kiye the kya
Sir kal online ac open kiya hai mujhe adhar seeding karna hai toh aaj chala jau passbook lene or adhar seeding karne;:??
Hello sir maine insta saving account mein online saving account open kiya or kyc bhi kiya lekin Mujhe account details nhi mila
Thank you sir 🙏🏻 your video is really helpful for me ❤
Online account khul wane ke baad check book or debit card kitne din me aata hai???
7-10 din
@@techpressure SBI trading and demat account me koi charge lagta h kya vo bank walo ne open kardiya hai?????
@@India_techno1000/- rupay har saal katega band karwa lo
@@India_techno 1000
Sir
Me yadi new account kholta hu online
Then atm card ke liye kuch apply karna padega kya
Aur kuch fees chahiye kya atm card ke liye
Ya accounts ke opening ke 7 8 din bad aa jayega atm card
automatic aa jayega,koi charge nahi dena
Sir branch wale bol rhe ki 6 month baad milega kyc krke 😢😢
E Kalyan me de sakte h zero blance account ko
bilkul
Sir Branch se Open krayege to usme Zero Balance rakh skte hai kya
bilkul
Bahi me ne branch jakar Frome fill kiya hai or de diya par muje bol rà hai he ke account chlu hoga tab call karenge tb aa na
is it compulsory to take debit card while opening insta digital a/c
not mandatory,but bank will send it to your address and if not need, don't pickup the parcel.
@@techpressure When I went to Branch to take debit card they were saying that charge will be debited from a/c.I signed the register but did not take
@@beautifulstatus8698 sir kyc ho jane ke baad paise kaise jama hoga passbook kaise milega ?
@@techpressure Agar physical debit card nhi chaiye to kya karna pdega, 200+ gst nhi dena ho to, kewal virtual debit card chahiye ho to kya karna pdega, agar delivery reject kr dengee to kya 200+gst katega
@@techpressure SBI sends active debit card. If you use it or not charge will be debited from your account. And you have select Debit Card type to proceed your application. But if you don't need debit card then just block it.
Bhai sach batana passbook miligi ya nahi online account open karne se nahi milti hai toh branch ja kar hi open karvata hoon
Rupay debit card nahi chahiye, visa, master ya discover ka card chahiye sir, to fir kya karein ❔❔
Weha pe ek option ayega card select karne ka per shayad extra charges hai. Or ager option nahi aa reha to yono sbi se different card banwa sakte ho.
@@Preetamjeengar bhai maine to visa mastercard dala hai vohi aayega na?
SBI ne Trading or demat account open kardiya hai usme koi charge to nhi lagega??????
@@India_techno 499₹+18% GST lgega
Sir maine aaj morning main account create kr liya tha but sir mera net banking user name or password nhi aaya sms k through kya kru sir plzz reply
Cheque book or ATM card aa chuka hai to passbook kitne din ke andar Lene ja sakte hain Bank mein
Online account open kiye 2 week se jyada ho gya lekin ab tak na debit card mila hain na account number ka pata chala
Account no bhi nhi mila kya
😢
@@HimanshuRaj-sw8cr same here
Bhai aab mil gaya kya
भैया टेम्प्रोरी यूजर id कितने दिन मे मोबाइल पर आता है
Vedio call ke bad account number a gaya but not active aya active ke liye bank visit karne ke duration kitna hote he
Bro video kyc ke baad kitne din baad account khula aapka or account number kaha se mila ??
Q-1 Mera home branch door hai to passbook apne ghar ke nearest branch se le skte hai kya ?
Q-2 meri age 18 years 3 month hai to kya mujhe bhi debit card milega?
Debit card mil jaayega aur Rahi baat passbook ki to home branch jaana hoga. Nahi to aap yono sbi se apna account nearest branch me transfer kar lo,fir passbook mil jaayega
Hallo sir mana kal he open keya hai mujhe pasaboke kab tak mil sakta hai
Sir apko branch visit kake passbook Lena pare ga
@@MUJAHIDULISLAM-s6papko mill gyi passbook.. or kaise mili.. branch se ya Ghar p
@@Gaurav_Kumar_824 branch se
Account open krne me koi problem to ni aati?
@@dilipnishad4510 nahi bas video call hoti hai usma pancard aur adhar card dakta hai aur 5 mint mai open ho jata hai
Bhai gugle pyment recv kr skte hai kya online account me ?
yes
Chekbook apply nahi ro raha hai kya kare
Hloo sirr.... Mne yono sbi se account open karya or uske saath check book ko options m yes krdiya toh aap yeah batao kii mera account zero balance pe hii open huya h kya...?
bilkul zero balance hai
Sir account open karate hai chekbook option close. Kar diya tha ab apply nahi ro raha hai
agar adhar card ka address bank ka address sa alag hai to kya debit card konsa address pa jayga
jo aapne bank ko diya hoga.
Brother insurance ka har saal ek hazar katega kya
SMS charge kitna rupees katta hai?
Sir jis number se account open kr rhe h usme recharge jaruri h kya
otp aana chahiye,agar jio hai to bina recharge ho jaayega
Mai aaj account khulwaya to bank wale ne kuch 11 digit ka number diya aur bola isme 1500 transfer krdo aur passbook kal aake le lena to ye 11 digit number mera account number hai kiya? Please reply
@@sufiyanraza-6 ye bank wale se he pucho bhai
Sir, agar debit card nhi chahiye to kya kare?
Mobile number update kaise hoga online khata mein
Emitra wale account open ke kitne pese lete he
Hi Sir, User ID kitne din me milti hai, mera 4 din pehle account khul gaya abtk User ID nhi mila, ATM card dispatched ho chuka hai, but User ID nhi mila hai abtk
forget user id se net banking chalu karein
Sir me branch Jake firse kyc karna padheta hai kya,bank wale kah rahe the ki kyc ke bad passbook milega?
online account me aisa nhi hota hai
waise passbook to branch se hi milega , to aadhaar pan ka photo copy de dijiye agar maang Raha hai to
@@techpressure ok sir thank you
Same, mujhe bhi kah rha hai kyc karao aur koi policy kholne ko kah rha tha
@@AdityaKushwaha-r5l apko passbook kaise diya?
Me bhe online open Kiya hey aaj bank jakar par ek bat bata do aap jo online address dala hey use address par atm aayega ya aadhr crad ke address par
@@ShivSree-xu5dk jo online address dala hh
Jandhan yougena wala account kise open kare online
yono app mein baar baar registration karna padh raha hai..do sim ke wajah se hai kya?
Aisa to nahi hota hai
Sir, why did we do the online video two days ago but the account number has not come yet?
Please reply
Sbi mini bank or sbi me kya antar he
Yono sbi not working please next video banow
Sir Maine video kyc complete kiya tha meri pas message nhi aya😢 please thoda bataa du na sir 🙏🙏
Aaya aapka message kya bad me
Sir mera sbi mai full kyc ho chuka h but account no. SMS nhi aaya mai kya karu
Bhya app for got kar loa
Bhai ji mera bhi full kyc ho gaya hai 3 din ho gaye par abhi tak na to message aaya hai or na hi email, abhi tak account number nahi mila ,, aapko kitne din baad mila bhai or kese mila ??
Hm same problem 😢
@@a.e2Aapka account number kitne din bad mila
Very informative video.
Sir saving account kholne ke baad check book aur debit ke liye apply kaha kre
debit card khud aapke address par aa jayega aur cheque book net banking se apply kar sakte ho
@@techpressure ok sir thank you
Sir mera sbi kiosk me account hai kya me us account ko bada kese karva sakta hu
Account ko close kara le Bhai fir new kholwa lena.
Bhai, please tell me,,meri video KYC to complete ho gyi,,but mujhe abhi tk account number nhi mile or na hi koi SMS aaya. Yono app se resume application dekhne par technical issue hi show ho rha h,,,kab tk mera account open ho jayega,🙏🙏🙏🙏
Password to pata hai user name kab tak ayega sir ?
Passbook kese milega
Transction nahi ho rhaa hai kich bhai na atm na upi paisaa depoaite kiya atk gaya kya kare online khola thaaa
Online kab khola tha ?
@@techpressure july end
@@techpressure kya branch visit se transction chalu hogaa
@@Thakriking Nahi ,aisa nahi hota . customer care ko call kariye 18001234 par
@@techpressure kiya oh bol rahe hai sahi hai phir bhi transction fail ho rha hai un logo ne bola ek baar branch visit karso
Passbook ka bhi charges hai kya..??
nahi, lekin dusra passbook lene par 150 lagta hai
Bhai branch vale passbook nahi de rahe kya karu complaint karu kya manager k pas
@@mustakim2012 bhai apko passbook mila?
Account no. message to turant aa gaya but user id ka message nahi aya hai ?
Ab aya kyaa?? Mere sath bhi yhii hua hai
@@vipulkumar7834 aya kia?
Hamko ATM card nahi chahiye to kya kare??
Atm lekar 1 saal use kariye ,fir band kara dijiye
Atm ko kitiny bar use kar saktey h
Passbook ke liye kitne rupay lgenge
Agar passbook ka page khatam ho gaya hai, to naya passbook free milega
@@techpressure nhi mene new account bnaya hai atm card tho mil geya pr passbook nhi mila
@@Official_Bigg_Boss bhai maine account khola hai par paise transfer nhi hote usse
Sir SBI mein account open karne par passbook aur atm kab milega
atm 10 din me ghar par aa jaayega. aur passbook hatho hath milega ,agar branch se account khulega to . lekin online account me passbook lene branch jaana hoga ,atm to ghar par aa hi jaayega online account me bhi
@@techpressure one more thing ki SBI saving account open karne ka Kya charge h
1000@@jubaidabbasi7414
Thanks bro
Video keyc complete huye 3-4 din ho gya abhi Tak message nhi aaya hai ab kya kru
upi app me bank add karke dekhiye
@@techpressure add ho gya hai
Ab Atm card Kab Tak aayega /
Temporary user ID password kaha se milega ..
Mara vi temporary User ID nahi aya sms par
@@heyhb1 bhai I'd username aaya kya??
upi id creat hoga is account k sath
yes
temporary username kab tak aata hai
Video KYC ke bad turant Aata hai 😊😊
@@SunilKashyap-iv6ki muje to nahi aya
@@Spacex_43 wait karlo
Thank u❤
👌👌👌👌👌👌
Username kaha se milega sms ni aaya h????
temporary username vkyc ke 2 din baad aata hai
@@techpressure 6 din ho gye ni aaya h koi sms
@@ritzsharma apka debit card aa gaya??? Maine visa mastercard dala hai yehi debit card aayega??
Mera card ghar par aya tha zero balance vale aacount ka. Lekin maine online jakar band kar diya galti se.
Dubara online kaise mangau, Usme ek error aata hai. Card bhi ni nahi raha, aur ab manga bhi nahi sakta. Solution batao kuchh. Bank me to jaa nahi sakta, Unko kuchh nahi pata. Kuchh help nahi karte ho log
*Mujhe Physical debit card nhi chahiye kya karu, only Virtual debit card chahiye*
Bhai kuch pta chla kya