Sir vo circuit board mere pass available nahi he but app isme koi or company ke sealing machine ka circuit board bhi Laga sakte ho. Jyadatar seme hi hota he.👍
Sir machine me shorting ki problem hogi. 1. Pahle app machine ka pura wiring dekha Lijiye ki koi Wire machine ki body se touch to nahi ho raha. 2. Second App dono transformer ko check kar Lijiye ki usme shorting ki problem to nahi he. 👍
Dekhiye press kar ne ke badd cut-off nahi ho raha hai to potentiometer se timer ko kam karke dekhiye, agar vo kam nhi ho raha hai to timer circuit me problem hoga.
Machine on ho rahi hai,beep sound bhi aa raha hai, auto cut kaam nahin kar raha hai. Cut honte hi fir se chalu ho jata hai. Micro switch aur timer switch dono sahi hai. Kya karna hoga.
Sir me apko batau us tarike se step by step check kar lijiye problem solve ho jaye ga 👍 Step 1 - pahle to app jo heat control ka jo potentiometer he use check kre vo kharab hoga to ye problem ho sakta hai Step - 2 uske bad jo machine ka timer circuit he use check kare usme bhi problem ho sakti he. Or circuit me potentiometer laga hota he use set kar ke dekh lijiye. Setp - 3 last dono Transformer me continuity test kar lijiye. 👍
Sir apke sealing Machine me jo heating element he vo tut Gaya hoga ya kharab ho Chuka hoga to use Change kar Dijiye apka sealing machine Firse work karne lagega 👍
Heating element pe kuch second ke liye volt atta hain chahe kitana bhi time badhavo time badhane pe beep our led ka time extand hota hain but hit nahi hota hain
Sir app machine ka Jo heating element he use check kar Lijiye ki vo kharab to nahi ho gya, or vo sahi ho to jo bada vala transformer he use ak bar check karlena 👍
Sir Is Machine me 2 Transformar lagane Ki vajah kya hai? Dusare sare machine me ek hi Transformar hota hai…😢 Is machine ki Start se end tak Ki wireing ka vedio banaiye Please
Sir, is Machine me jo Chhota Transformer he vo sirf Circuit Ko start karne ke liye hota he jisse bade Transformer me Power jati he or hamara machine work karta he. is liye sir isme 2 Transformer ate he 👍 Wireing ka video apko jald hi mil jayega, Thanks for watching sir ❤️
Kyuki sir jyadatar transformer me red wire vali side hi Primary winding hoti hai.or aise pata na chale to app multimeter ki madad se dono winding ka ohm yani ki resistens check karna, jis winding ka ohm jyada aye vo Primary winding or jiska kam aye vo secondary winding. 👍 Kyuki ye step down transformer rahta hai 🙂
super bro
Thenk you bro , Please keep supporting the channel like this.❤️
One of the best of best video.
Thank you
GOOD TICHING KARTE HO AP THANKS 👍👌👍👌👍
Thank you sir 🙂
Bhai dill se thankes
Potesial miter bhi change kar diya
Mera machine bhot jyada heet ho rha hai slow karne par bhi what's problems
Sir is tarah ki problem most of circuit kharab ho ja ne ki bajse ati he. To app circuit Ko ak bar check kar Lijiye. 👍
Regulator change karo
मशीन चालू होती है पर सीलिंग नही करती है मेने सब चेंज करके देख लिया
Mera bhi aesa hi hai
superb👍🏻
Sir mera 8inch shovan company ka machin pcb bord depth hogiatha, bord change hoga?
Yes sir 👍
@@SWEsciencewithelectronics sir price kitna
Sir vo circuit board mere pass available nahi he but app isme koi or company ke sealing machine ka circuit board bhi Laga sakte ho. Jyadatar seme hi hota he.👍
sir dusra company ka bord set hoga to, dusra company ka mother bord price kitna?
If you still need it please share your contact details
Esi machine stripes chaise kaha milega
Apka soldering iron ka nam kya ha ??
Thanks so much
You're welcome! 😀
Or bhi technical videos bano
Ok Bhai.
Adress kahan per hai Adityapur mein
Konsa adress sir ?
Super bro 👌
Transformer mei kaise canection sealer machine
plz ya bata deen ka main Transformer ika in put to 220 v hota hain out5 voltage kitna hota hotan aur watt bhi.
Sir jo chhota transformer he vo 12 volt & 1 Ampere ka hota he.
thanks ya bhi bataeen kamain transformer ki out put kitna volt hain aur amp
Machin me hitting nhi ho rha h hendl down krne pr bhi
Sir Mene video me bataya us tarah se app sabhi part Ko check kar Lijiye or kuchh samaj me na aye to Muje Batana sir 👍
Sir kya ye mashin low voltage me chalti nhi h kya hmare yha 180 voltage aata h to run nhi ho rhi lekin jaha pr 220 h
Wha run kr rhi h
Ji sir, machine me lage hue bade transformer Ko chalne ke liye 220v ki jarurat Hoti he esliye apko ye problem a rhi hogi.
Supar bro
Beef athi hain Phir bhi seal nahi hothi hain toh kya karna hain
Heat control nhi ho rha h
Plastic bag sealing machine ke handle ka kapda kaise badle
Machine me seal karte samay tester me light dikha rahahe?
Sir machine me shorting ki problem hogi.
1. Pahle app machine ka pura wiring dekha Lijiye ki koi Wire machine ki body se touch to nahi ho raha.
2. Second App dono transformer ko check kar Lijiye ki usme shorting ki problem to nahi he. 👍
हमको आपसे मशीन ठीक करवाना है आप अपना पता बताओ
Sir continue beep ki awaz AA rhi hai kaise sahi kare
Sir aap machine ka switch hai use check kariye , agar vo shi hai to timer circuit ka problem hoga.
Sir mera machine casting Nikal Gaya usko kaise please bataiye
Hamare machine ko daba te samay duaa nikal ths hai or aavaj bhi athi hai band nhi hoti.
Dhuaa kaha se nikal ta hai ? Element mese ya fir muchine ke andar se.
Dekhiye press kar ne ke badd cut-off nahi ho raha hai to potentiometer se timer ko kam karke dekhiye, agar vo kam nhi ho raha hai to timer circuit me problem hoga.
Sar Mera indicator show ho raha hai Lekin deep awaaz nahin ho raha hay .
Hard seal bhi nahin ho raha hai.
Mai kya karu?
Sir app dono Transformer ko check kar lijiye. Agar transformer sahi he to circuit bord me problem hoga 👍.
Machine on ho rahi hai,beep sound bhi aa raha hai, auto cut kaam nahin kar raha hai.
Cut honte hi fir se chalu ho jata hai.
Micro switch aur timer switch dono sahi hai.
Kya karna hoga.
Sir me apko batau us tarike se step by step check kar lijiye problem solve ho jaye ga 👍
Step 1 - pahle to app jo heat control ka jo potentiometer he use check kre vo kharab hoga to ye problem ho sakta hai
Step - 2 uske bad jo machine ka timer circuit he use check kare usme bhi problem ho sakti he. Or circuit me potentiometer laga hota he use set kar ke dekh lijiye.
Setp - 3 last dono Transformer me continuity test kar lijiye. 👍
Part milega kiya sir
Hello mera machine main beep ki Aawaz aa rahi but bag seal nahi ho rahi
Sir apke sealing Machine me jo heating element he vo tut Gaya hoga ya kharab ho Chuka hoga to use Change kar Dijiye apka sealing machine Firse work karne lagega 👍
Heating element pe kuch second ke liye volt atta hain chahe kitana bhi time badhavo time badhane pe beep our led ka time extand hota hain but hit nahi hota hain
Sir app machine ka Jo heating element he use check kar Lijiye ki vo kharab to nahi ho gya, or vo sahi ho to jo bada vala transformer he use ak bar check karlena 👍
Sir
Is
Machine me 2 Transformar lagane Ki vajah kya hai?
Dusare sare machine me ek hi Transformar hota hai…😢
Is machine ki Start se end tak Ki wireing ka vedio banaiye Please
Sir, is Machine me jo Chhota Transformer he vo sirf Circuit Ko start karne ke liye hota he jisse bade Transformer me Power jati he or hamara machine work karta he. is liye sir isme 2 Transformer ate he 👍
Wireing ka video apko jald hi mil jayega,
Thanks for watching sir ❤️
Transformar kitne voltage ka
सर लाईट होल्ट्स कम होने की कारण मशीन सील नहीं कर रही है
क्या डबल फेस पर चला सकता हू
Nahi sir, agar app is machine Ko dabal fes me chalaoge to, is machine ka transformer kharab ho sakta he.
Scieling patti kum ho gai he
Sir can you provide me plastic sealer machine circuit so i can provide iny other machine. I will be thank ful to you.
Bhai tumne to earthing wire hata diya tumne
आप कहा से हो
Gujarat , Devbhoomi Dwarka district
Pp cut ho Raha hi sir
Sir timer circuit me jo potentiometer he usse timer ko kam kar dijiye.
CBSE mein current maar raha hai uske liye kya karna padega batao iske liye mere ko video hona jaldi turant
Thanks
Bro meri masin jhatka mar rahi he
Sealer machine transformer canection
Aapne kaise find kiya ki red wire Primary winding hai, and yellow wire Secondary winding hai...?
Kyuki sir jyadatar transformer me red wire vali side hi Primary winding hoti hai.or aise pata na chale to app multimeter ki madad se dono winding ka ohm yani ki resistens check karna, jis winding ka ohm jyada aye vo Primary winding or jiska kam aye vo secondary winding. 👍 Kyuki ye step down transformer rahta hai 🙂
लाइट जलता है मगर सीलिंग मशीन काम नहीं करता।
Heating element ko check kare vo kharab ho sakta he, agar wo sahi he to transformer ko check kare 👍
Please number
Sir kya main Apse bat kar sakata hu to please muje apna contact number dijiye