sir , please reply my question , I m struggling which is the best ayurvedic medicine for vata dosha , i have (digestive issues, insomnia ,chapped lips )
Hello sir namaste sir ji 🙏🙏 Please please help me sir jji mujhe problem he ki kaafi mahino se kuch khaya peya nhi he Or ab paani peene me bhi dikkat hona lagi or pahle mere gardan ke pas akdan or jakdn tha wo Sahi hua to ab gardan ke aage beech me dard rehta hai to ye sab problem ke liye homeopathy me treatment le rahe thi to kal ammi ne mere problem ke aurvedh ki dawa le aayi to ye aurvedh ki dawa se merí samasya ka samadhan ho jayega kya or ye medicine kab tak asar karegi Aurvedha me 2 sisi aayi hai subah Sham peene ki lekin naam nahi bataya 15din pahle aaye the dàkh kar bole tumko CP problems he or tumhare liye dawa banane hogi to 10 dín me milegi to 10 din baad ammi gayi le aayi hai or ab unhi ki dawa istemaal kar rahe hai to aurvedh ki dawa kab tak asar karegi Aurvedha ke paarhj me 1 2 time chaye or 2 2 time ensure vanila dhod pawdr paani me ghol kar or 3 1 time mung ki daal ka paani or . 4 2 time shahad Ko ye sab aurvedh k paarhj me le sakte hai kya sir ji Baajar ki mithi dahi le sakte han kya sir ji to ye medicine se meri samasya ka samadhan kab or kaise hoga sir ji please
Tumko sukun nhi chiye kya bhai? Anyways vaattaa bandhana hai to pura din ac mai baitho , pani kam se Kam piyo aur khaneke upar piyo pani specifically, raat ko jago ulluki tarha, garmagaram pani se nahao , mobile pe lagge raho, overthinking Karo bhut jyada, ghee aur fats maat Khao, I think bus hogaya welcome to vatta 😂
Meri umar 17 sal thi tab hi muze vat ki shikayat hi aur mere hath ki unglìya dhili pad gai fir maine u_tube pe yah rumatol capsule, rumatol oil and livcon capsule ke bare me jana. Yah dwa khane se meri tedi aur dhili padhi ungliya ab sidhi ho gai. Yah dwa maine flipkart se mangwai hai.
सर मेरी स्किन बहुत ड्राइव है समझ में नहीं आता पित्त की वजह से है या बात की वजह से,क्योंकि पेशाब पीला आता है और मेरे पैरों में चीरे बहुत लगते हैं चमड़ी खराब हो रही है ड्राइ हो रही है, ऊपर के लिए खराब हो गई है तो आप जो तिल का तेल बता रहे हैं खाने के लिए उसको सब्जी में तेल छौंक की तरह यूज करना है या कच्चा भी खा सकते हैं कि जैतून का तेल तो बहुत महंगा है
Jai Hind sahab gardan me stiffness pain chuphan chat chat chu chu aur kadk kadk ki aabaj aati he aur headache bahut hota he har smay Kya krna chahiye stimaan kafi smah se medicine lerahe he relief nhi mil RHA he
Dr sahab aap ke channel par students ke videos ke alawa aap kuch bimario ke bare me jaise vata,pitta,kapha ke jitne bimariya hai aur unko kaise hum apne aap ko bacha sakte hai ayse kuch videos leke aye take har aadmi apni sehat ka khayal rakh paye allopathy ke bade bade hospital ke chakkar me Paisa barbaad na ho.
th-cam.com/video/uxggu_el8aw/w-d-xo.html
वात- पित - कफ - Kaise Pata lagaye ? Sharir ki प्रकृति ? शरीर कैसे ठीक करे
Bahut acche se bataya apne
Thank you
Vata Balance Capsules have helped me feel more centered and focused. My mind is calmer, and I can concentrate better.
What's the name of the capsules?
Name?
Bahut he nice information, thanks ❤
धन्यवाद सर, आपने बहुत अच्छे से समझाया।
Dr. Sab, Would you please advise about consumption of curd, milk & buttermilk to cure vaat.
You are the best sir 🙏
Thank you for all the guidance
Shukriya sir jankari Dene ke liye
Bahot shukriya sir
Vaat pitta dono sath me ho to kya karein. Plz help sir.
Please tell me about exercise for vaath
Very imp information thanks
Millet khane se mera vat ka problem jyada hota hai,
Plz guide me sir how to address this problem .
Thank you
Vat prakriti ke sath diabetes bhi ho, wazan bahut kam ho gaya ho to kya kiya jaye ? Please guide
Very nice information
Hello sir plz tell me which body oil best for body massage for vata dosh and kb karna massage??
Bath se pehle
Very good knowledge... Thanx for sharing 😊
Thank you
Thank 🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Thanks
Welcome sir and thank you for the support 🙏
Mera dosha vaata ha Jo ap bta rahy ho sb use krti hun but stomach aur ziada upset ho gya ha is sy 😢
Thanks verry much
Thanks sir 🙏🙏🙏
Sir please tell me ki kisi b khane wale cheez ki taseer ka pta kaise chlta h ??
Hi - I was hoping to hear this in English. 💛💚👌
Yes sure
Thank u sir
Vaat ke liye alovera ka juice pi sakte hai kya
sir , please reply my question , I m struggling
which is the best ayurvedic medicine for vata dosha , i have (digestive issues, insomnia ,chapped lips )
See there are many medicine related to vata dosha ,but what is needed for you that can be decided after proper diagnosis
@@Tulsi_ayurveda can I book appointment of online video call with doctor
@@vijayshankarjaiswal1047 yes
@@Tulsi_ayurveda how ? tell me the process
@@vijayshankarjaiswal1047 kb se ho rha hai
Sir please bams pg sear ketani he gujarat me college wise
Ok
Very nice video , dr daheb g
Thanks and welcome
Sir mujhe hyperthyroid hai Mujhe Kya Karna chahie please help me sir
Aap apni appointment book kar sakte hai
What about if patient have high cholesterol tendency
Exactly I am facing this.
I need to eat fat to come out of vata but I have high cholesterol and gallbladder issue.
Good
Do vat piit vayu all act simultaneously in body or the individual they remain as it is in a individual body?
Dry hair or hairfall dry eyes dry skin & thyroid bhi tu kya kre ?
Sir mere bete ko vaat proble hai jis se uski body me stiffneus aa gye hai usko chlne me problem hai toh kya kru??
Apni appointment book kar sakte hai humare sath, taki apke bete ko sahi treatment mil sake
Hello sir namaste sir ji 🙏🙏
Please please help me sir jji
mujhe problem he ki kaafi mahino se kuch khaya peya nhi he
Or ab paani peene me bhi dikkat hona lagi or pahle mere gardan ke pas akdan or jakdn tha wo Sahi hua to ab gardan ke aage beech me dard rehta hai to ye sab problem ke liye homeopathy me treatment le rahe thi to kal ammi ne mere problem ke aurvedh ki dawa le aayi to ye aurvedh ki dawa se merí samasya ka samadhan ho jayega kya or ye medicine kab tak asar karegi
Aurvedha me 2 sisi aayi hai subah Sham peene ki lekin naam nahi bataya 15din pahle aaye the dàkh kar bole tumko CP problems he
or tumhare liye dawa banane hogi to 10 dín me milegi to 10 din baad ammi gayi le aayi hai or ab unhi ki dawa istemaal kar rahe hai to aurvedh ki dawa kab tak asar karegi
Aurvedha ke paarhj me
1 2 time chaye or
2 2 time ensure vanila dhod pawdr paani me ghol kar or
3 1 time mung ki daal ka paani or .
4 2 time shahad Ko ye sab aurvedh k paarhj me le sakte hai kya sir ji
Baajar ki mithi dahi le sakte han kya sir ji to ye medicine se meri samasya ka samadhan kab or kaise hoga sir ji please
koi medicine ya herbal tea hain vata control ke lye?
Sir nonvege kha skte hai doctor ne mna nhi kiya h
Nice👍👍
वात बढ़ने पर तो सभी ने वीडियो बनाई है लेकिन वात मे कमी पर किसी ने अभी तक कोई वीडियो नही बनाई मैने बहुत सारी वीडियो देखी है
Vaat me kami se koi nuqsan nahi hota bulke vaat badne se sab bimaryan hoti hai .
Sukhar manao vaat nahi Hain tumhe. Vaat mein kitna kast hota Hain nahi jante tum 🥺
Vata Kam hona means kapha badhna ....they are inversely proportional..go check increased kapha vdos
gurh, khajur khao
Tumko sukun nhi chiye kya bhai? Anyways vaattaa bandhana hai to pura din ac mai baitho , pani kam se Kam piyo aur khaneke upar piyo pani specifically, raat ko jago ulluki tarha, garmagaram pani se nahao , mobile pe lagge raho, overthinking Karo bhut jyada, ghee aur fats maat Khao, I think bus hogaya welcome to vatta 😂
Aloo kha skte hein
Sir mujhe cinemai or pet me bahot vaat hota hai sir plz help sir
Chana , oats, dry fruits kya karta hai
Meri umar 17 sal thi tab hi muze vat ki shikayat hi aur mere hath ki unglìya dhili pad gai fir maine u_tube pe yah rumatol capsule, rumatol oil and livcon capsule ke bare me jana. Yah dwa khane se meri tedi aur dhili padhi ungliya ab sidhi ho gai. Yah dwa maine flipkart se mangwai hai.
Bhai Aram mila kya
Fruits for breakfast chalta hai? Ki garam he ho a chaiye?
found the root cause of my gas and bloting , saw changes from the day one
Sir vaat aur pitta ki preshaani hai kaise theek hoga
Sir vat Rog se bahut jyada pareshan hu
Does Makhana (Lotus Seed ) comes under dry nature food like murmure ?
Yes makhana can cure gas
Sir plz btaye ki agr hum ayurveda hi practise krna chahte hai uske leye allopathic hosp krna jururi hai kya
Aapke knowledge me or practice me improvement k liye jaroori hai
Sir sarire me ek said sir se pero tk pain hota h jakden bhi rheti h and need bhut km aati h please sir btayega😒😒😒😔😔😔😔
yaar meri toh Puri jindagi kharab hui hai .. dryness , body pain , mental stress , less sleep and concentration bhi
@@vnc445 yhi problem h bhai mere ko bhi sitli pranayam kro bhut aaram milta h try kro
You can book your online appointment and start your treatment www.tulsiayurvedaclinic.com
Beens ki sabji khaye ya nhi
Sar meri body bath prakriti ki hai abhi main sare jahache kaarvayi chachi normal I lekin mujhe bahut jyada mein Pan hota
Em do Itembatanye sey kya samjh aayega rice oats shakar bata rahe ho... Rice toh watt increase karta h
Meri age bohot km h 20 aur mera vaat imbalance ho gya me yoga krti patanjali medicine leti kya kabhi thik ho paega??
Aise nhi honge apko propr treatment ki jarurat hai
konsi medicine aacchi hoti hai@@Tulsi_ayurveda
Can u use coconut oil for massage??
Yes even you can dry massage
How do I get this in English? :P
vata dosha me sarso ka tel upayog kar sakte hai
No
@@Tulsi_ayurveda Konsa tell use kare body me phir or kb bataiye plz sir
Murmure khana hai ya nehi
No
Fruits??? Aren't they cold in nature???
Mere chest may Sone ke band jhataka aata Hai Pura shrir garm Hota Hai bechini badhTi Hai Ninde nahi aati
Is achar good for vata dosha
No
3:30
I have vaath and I am fat (more then 65)give me some point
You can book your appointment online www.tulsiayurvedaclinic.com
One knee pain very
Aap description me diye gaye no. Par call kar sakte hai ya apna appointment book kar sakte hai
हेलो सर मेरी उम्र 30 साल है मुझे बात की प्रॉब्लम है मेरे घुटनों में बहुत दर्द रहता है
जिसे आम वात की समस्या है, क्या उन्हें 'अमरुद ' खाना चाहिए क्यों कि अमरुद का तासीर ठंडा होता है ?
सर मेरी स्किन बहुत ड्राइव है समझ में नहीं आता पित्त की वजह से है या बात की वजह से,क्योंकि पेशाब पीला आता है और मेरे पैरों में चीरे बहुत लगते हैं चमड़ी खराब हो रही है ड्राइ हो रही है, ऊपर के लिए खराब हो गई है तो आप जो तिल का तेल बता रहे हैं खाने के लिए उसको सब्जी में तेल छौंक की तरह यूज करना है या कच्चा भी खा सकते हैं कि जैतून का तेल तो बहुत महंगा है
Vaat problem hai. Til ka tel pakane ke liye, ghee kaccha kha sakte hain.
@@PrernaPG ji thanks
Jai Hind sahab gardan me stiffness pain chuphan chat chat chu chu aur kadk kadk ki aabaj aati he aur headache bahut hota he har smay Kya krna chahiye stimaan kafi smah se medicine lerahe he relief nhi mil RHA he
Abhi ap theek ho
Hello sir, can i get stipend after doing bams from private college?
Sir plsss reply.......
No
Dr sahab aap ke channel par students ke videos ke alawa aap kuch bimario ke bare me jaise vata,pitta,kapha ke jitne bimariya hai aur unko kaise hum apne aap ko bacha sakte hai ayse kuch videos leke aye take har aadmi apni sehat ka khayal rakh paye allopathy ke bade bade hospital ke chakkar me Paisa barbaad na ho.
Bilkul sir, bhut sari videos aise hi aane wali hai
Yes sir
@@Tulsi_ayurveda yes
Yes sir 😢
Olive oil massage karna
Sir appointment kaisi milegi
You can book your appointment online www.tulsiayurvedaclinic.com
😊
Vaat bada hua hi dikat karta hai bahut 😢
Hlo sir g
अजवाइन हैल्प करेगी?
Yes you can try
First you should describe what is pitta, cough and vaat in our body and how it functioned in our body. Then after you should deliver a suggestion.
Not properly explained...
Bekaar video
Thank you sir
Welcome
Thank you sir
Thanks sir🙏