electric geyser safety valve full detail.geyser me Igi extra pipe kis liye hoti hai
ฝัง
- เผยแพร่เมื่อ 24 ธ.ค. 2024
- electric geyser safety valve full detail.geyser me Igi extra pipe kis liye hoti hai
!!geyser safety valve!!
hello doston is video mein Maine bataya hai water geyser mein safety valve Laga hota hai vah kaise kam Karta hai doston aap meri video last Tak dekhoge aap acche se samajh jaaoge safety valve kaise kam karta hai
Your Queries👇👇
geyser safety valve
geyser safety valve repair
geyser safety valve installation
geyser safety valve function
geyser safety valve setting
geyser safety valve leaking
geyser safety
geyser safety tips
geyser safety valve use
geyser safety valve leakage
Geyser me safety valve kaise kam karta ha
Instagram link
/ vishaltechnician4
Thanx for watching
#geyser#safety_valve
Thnk you so much and one more subscriber
Shukriya bro
Good thanks
Good
@@mdabdulaziz5476 thanx
Brother valve leak kar raha hai kya karu jaise hi inlet on karta hu leak karne lagta hai
Photo bejo Instagram par kaha sa leak kar raha ha
Vishal_electrician18 id
Bro insta I'd bolo
Some problem h brother
@youtuber.shakib3279 vishal_electrician18
Valv ko kitna tait kare
Valve Ko itna tight karogi spring bahar ki taraf Na aaye
Es pipe se pani leak ho rha h bhai ,, kya kre
geyser ko check karo uska thermostate ja auto cut kahi kharab to nahin Ho Gaya Jahan uska safety valve kharab ho gaya hai use change kar do Jahan safety valve ka nut ko thoda tight karo or isma ek PVC washal Hoti hai vah kharab ha
geyser ka auto cut kharab ho gaya hai isiliye over temperature hone ke Karan is pipe se Pani bahar a raha hai valve change kar lo aur iska auto cut aur thermostate bhi change kar lo