Zakat Koun De Aur Kitni De - Who Should Give Zakah & How Much By

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 23 ธ.ค. 2024

ความคิดเห็น • 323

  • @IRCTV
    @IRCTV  4 ปีที่แล้ว +20

    Video Se Related Koi Sawal Ya Masla Ho To Call Karen +91-80-5545-5545.
    Hamare Is Kaam Me Madad Kare Apni Zakat Sadqaat Aur Donation Ke Zariye UPI ID : IRCEWT@SBI

    • @nasreenatiya2086
      @nasreenatiya2086 4 ปีที่แล้ว +2

      Assalam alikum wa rahmath ullah wa berkathahu

    • @nasreenatiya2086
      @nasreenatiya2086 4 ปีที่แล้ว

      Gher per sirf donu husband. And wife rahthay namaz husband k peechay pedsakthi?

    • @nasreenatiya2086
      @nasreenatiya2086 4 ปีที่แล้ว

      Pls reply jazakallah qair

    • @nabilnawaz9332
      @nabilnawaz9332 4 ปีที่แล้ว

      @@nasreenatiya2086 unhun ny nmbr dia hai ap call kar lain

    • @call__me__rehan7221
      @call__me__rehan7221 3 ปีที่แล้ว

      13567890.abhxt9ffjof..👍😚👄👄😅

  • @rezvanashaikh5334
    @rezvanashaikh5334 7 ปีที่แล้ว +66

    assalamo alekum faiz bhai shukriya mere murda dil ko zinda karne. mere zahen ko roshan karne. aap k bayaan sun kar to meri ruhu ko sukun milta hhai shukriya mujhe sahi din samjane

  • @umamamariyam7421
    @umamamariyam7421 6 ปีที่แล้ว +2

    Bahut acha hai lecturesne last year bhi suna tha.Eman taza hota hai.

  • @sanakhursheedkhursheedahma5047
    @sanakhursheedkhursheedahma5047 6 ปีที่แล้ว +7

    Allah ham sab ki magfirat frama.

  • @smarttaurian30
    @smarttaurian30 3 ปีที่แล้ว +2

    Best lecture until now in my life. Jazakallah.‘inshaAllah I’ll start now

  • @fatimamaryam150
    @fatimamaryam150 3 ปีที่แล้ว +1

    Savings 355 days nisab -
    Sona ➡ aaj ka 8½ tole & isse zyda pe 2.5% zkth 10tole = 100g 2.5g
    Chandi ➡ saade bawan tola - paanch sau pachassi gram - iski qmth se stock ka b nisab plot bank balance etc
    Chawal gehun khajur etc salana zkth - nisab 725 kilo

  • @mussafamirjat5241
    @mussafamirjat5241 วันที่ผ่านมา

    Very informative keep continue shaikh faiz sayyed

  • @idrisali1617
    @idrisali1617 7 ปีที่แล้ว +18

    Easy understandable lecture mashallah.

  • @I.Khan-xi6sl
    @I.Khan-xi6sl 3 ปีที่แล้ว +2

    Mashallah.. Allah aap ko or ilme deen sekhne ko toufeek de. Taki ham aap ke zariye se or seekh sake

  • @zakirishma472
    @zakirishma472 6 ปีที่แล้ว +6

    Faiz bhai... May allah shower all happiness to you...

  • @fatimafarheen7438
    @fatimafarheen7438 6 ปีที่แล้ว +7

    assalamalikum. Iam in debts. for God's sake give some zakat to me so that I live in peace .God bless u all.

  • @abdurrehmankhan5844
    @abdurrehmankhan5844 6 ปีที่แล้ว +2

    JazakAllahu Khairan

  • @sanakhursheedkhursheedahma5047
    @sanakhursheedkhursheedahma5047 6 ปีที่แล้ว +2

    Jazakallahu khaira.
    Mashaallah 9 lakh s zeyada subscribe ho chuke.inshallah Allah apne Deen ko is tarah logo Tak hmare faiz Bhai k zariya logo Tak phuncha raha h .Allah aapko sehat or lambi umer de.or Allah sab ko hidayet de ki wo Islam ko samjhe or imaan laye.ameen

    • @iftikarmushtaq
      @iftikarmushtaq 6 ปีที่แล้ว

      sana khursheed khursheed ahmad uu77

  • @habeebullahm2323
    @habeebullahm2323 5 ปีที่แล้ว +3

    ماشاءاللہ بارک اللہ فیکم

  • @naturesbeauty651
    @naturesbeauty651 4 ปีที่แล้ว +3

    Assalamu Alaikum kya girwi rakhe sone par zakat dena hai

  • @mdshahnawaz9871
    @mdshahnawaz9871 4 ปีที่แล้ว +1

    Jazak Allah bhaut bhaut sukuriya faiz Bhai

  • @khanamfahmida7187
    @khanamfahmida7187 3 ปีที่แล้ว +1

    Assalamualaikum warahmathuallahi wabarakatuhu mashallah faiz Bhai bahut behtreen our Assan explain Haha jazakallah hu khair

  • @Arslanbayg
    @Arslanbayg 7 ปีที่แล้ว +4

    MASHALLAH faiz bhai nice view nice setup sunnane aor dekhnay dono mein sakoon aa rha... treat for eyes :) thankx for such great knowledge

  • @mdmuzammil4008
    @mdmuzammil4008 4 ปีที่แล้ว +3

    Zakat yearly saving pe ada karni chahiye ya total saving pe

  • @ayeshasyed7330
    @ayeshasyed7330 7 ปีที่แล้ว +2

    jazakallah khair faiz bhai u r great aalah aap ki hifazat kare ilm me izafa kare u r my real hero.

  • @rizwannaeem4502
    @rizwannaeem4502 5 ปีที่แล้ว +3

    Ameen

  • @parwezmalik2903
    @parwezmalik2903 6 ปีที่แล้ว +1

    Jazak Allah hu khairan

  • @shoaibalam8946
    @shoaibalam8946 ปีที่แล้ว

    Adv. Faiz Syed
    Gold and silver ko mela kar zakat Dena sunnat sai sabit nahe h
    To gold and saving ka kya masayel h ???
    For example 8 tole gold and 20000 saving h to es condition mai kya karna h ??
    Please guide

  • @shaikmahboobbasha4224
    @shaikmahboobbasha4224 2 ปีที่แล้ว

    Assalamualaikum warahmatullahi wabarakatuhu jazakallah khair Sheikh sahaab

  • @syednaveed2867
    @syednaveed2867 4 ปีที่แล้ว +1

    Jazak Allah khair bhai

  • @zaaviaansari8237
    @zaaviaansari8237 2 ปีที่แล้ว +2

    I have heard from various ulema that Rasullallah never gave zakat bcoz he never saved He was always giving can you provide authentic Hadith plz Zubair from USA

  • @mnn6377
    @mnn6377 7 ปีที่แล้ว +1

    mashallah mashallah awesome lecture faiz bhai 👍👍👍

  • @amnashaheen202
    @amnashaheen202 7 ปีที่แล้ว +3

    aslam o alaikum ..mojy bus ye pochna h k insan ki dhari rhkny ki sonnt kya h or monchen rakhny ki b koi suunt h???jesa k ap ki dhari b h or mounchen b...shokria bhi

  • @masterofeditors1035
    @masterofeditors1035 7 ปีที่แล้ว +2

    assalamualaikum kya kya karate mein sar jukhana shirkh hai

  • @zainuqureshi7000
    @zainuqureshi7000 2 ปีที่แล้ว

    Mashallah allah apko lambi umr de

  • @saimaali5051
    @saimaali5051 4 ปีที่แล้ว +1

    Assalamualaikum wrwb
    Hm pr kafi karz bhi h jo k business me loss ho jane ki wjh se hua...Mere pas never bhi h ti kya hme isper zakat deni hogi jb k bank me kuch bhi saving nhi...Hme kya krna chahiye ..Pls jldi jawab dijiyega.

  • @Unknow_22246
    @Unknow_22246 7 ปีที่แล้ว +5

    suban allah👍☝️🙋‍♂️

  • @muazahsaif6858
    @muazahsaif6858 3 ปีที่แล้ว

    Mere pass 5 töla ya Isse kuch kum göld h tö kya mujhe zakat denı högı
    Isme b hm kya chand i ka nısab k mutabıq söne kı zakat denge

  • @khajamiya6069
    @khajamiya6069 2 ปีที่แล้ว

    From, 5:45 to 6:48 Mai nai samjha, please koi samjhayijiye

  • @uzmakhan8372
    @uzmakhan8372 6 ปีที่แล้ว +2

    Salaam sir mujhay ye poochna hay k kiya hum apnay rishtedaro me zakat unlogo ko deskty hay jo job krtay hay bt itni salary nhi k sb apna ghr ka acahy se krlay

  • @Sabrshukr786
    @Sabrshukr786 3 ปีที่แล้ว +1

    Bhut shukriya bhai

  • @truereligionislam.1362
    @truereligionislam.1362 6 ปีที่แล้ว +4

    mashaallah

  • @masarrathafatima3423
    @masarrathafatima3423 7 ปีที่แล้ว +2

    Allah ta ala apku jaza e khair de ....sir

    • @islamkingdom6731
      @islamkingdom6731 7 ปีที่แล้ว

      Calculate your zakat in: www.islamkingdom.com/en/Zakah-Calculate

  • @wahidakhan4400
    @wahidakhan4400 5 ปีที่แล้ว +3

    MashaAllah

  • @zulaynoor2869
    @zulaynoor2869 ปีที่แล้ว

    Assalaamu alaikum....aap batayen ki jaise mere paas 4 and 1/2 tola gold hai aur 3lakh cash h to iska jaqat niklega ya nhi? Ya kaise niklega?

  • @ranaarman9330
    @ranaarman9330 2 ปีที่แล้ว

    Jis ky pass apna ghar na ho rent ky makan main rehta ho or pesa jama kr rha ho ky apna ghar ly sky to us jma kiye howy pesy pr jaqat deni hai ya nhi please inform

  • @samimans864
    @samimans864 2 ปีที่แล้ว +1

    Assalam.aap income per gold silver per to batate hai zakat ka nisab per yeh nahi batate k jis property yani dukan le le dukan ki income per to ham dete hai per kya dukan ki value ka bhi zakat Dena hai

  • @last_massanger.
    @last_massanger. 7 ปีที่แล้ว +1

    asw bhai mera dost bhot mushkil say kuch paisay jma kiye or on paisso k profit say dukaan ka mal bhertey or bhot mushkil hai zakat nikal pana or hum dusre ki zakat letey hai or on paisso say dukaan ka mal bhertey hai mera sawal ye hai k hum zakat ley sakte hai ya nhi or hum per zakat nikalna ferz hai kya

  • @mariamakhtar6049
    @mariamakhtar6049 7 ปีที่แล้ว +1

    Agr 2 plots hain to kia dono ki ikathi zakat deni h ya alehda alehda....plz rply

  • @faisalsiddiqui6937
    @faisalsiddiqui6937 4 ปีที่แล้ว +3

    Assalamo alekum faiz bhai,
    Agar mere pass cash, gold and silver sab mila kar 6 lakh hai aur mere per SBI ka 7 lakh (including interest) hai, jiski monthly EMI 14000 deta hun, to is condition me kya main zakat dunga ya nahi, or agar dunga to kitna amount zakat ka banega? Indly reply asap

    • @oceanworld1383
      @oceanworld1383 2 ปีที่แล้ว

      Ask iic mumbai channel on there given number

  • @MuhammadHanif-bn6ne
    @MuhammadHanif-bn6ne 2 ปีที่แล้ว

    19/4/2022منگل17رمضان 1443ھجری 3:45pm
    چاندی 1520 روپے تولہ
    نصاب زکوۃ بحساب چاندی 52.5 تولہ 79800 روپے
    سونا خالص 24 قیراط 133300 روپے تولہ
    صرافہ بازار میٹھادر کراچی پاکستان-اسےشیئربھی کردیں-

  • @mohdtaher4612
    @mohdtaher4612 7 ปีที่แล้ว +1

    mashallah bhai zabardus hai aapka bayain

  • @zoyahaya9077
    @zoyahaya9077 3 ปีที่แล้ว

    Kya hum Rozina maall phentey haina useymilakar zakath dena hai..

  • @SKLCreation
    @SKLCreation 6 ปีที่แล้ว

    Assalamwalaikum faiz bhai mera dusra sawal hai ki ek saal guzar jane k baad zakat farz hai to kya pichhle us ek saal ko bhi joda jayega ya nahi mere nikah ko 3 saal ho gaye hain to 3 saal jodun ya 2 saal bataiye plz

  • @faizrakhangi3846
    @faizrakhangi3846 4 ปีที่แล้ว +1

    Wsalamaalekum
    Koi aadmi retired hai aur us source of income koi ghar ho jo Usne rent pe diya hai to kya us ghar pe usko zakat dene hogi

  • @zarnazusmani7745
    @zarnazusmani7745 4 ปีที่แล้ว +1

    Assalam o alikum warahmatul lahee wabarakatuhu janab meherbani ker k yeh bataen k use me rahne wale zewar per zakat hai ya nahee

    • @nilofarnaaz5846
      @nilofarnaaz5846 3 ปีที่แล้ว

      Is video ki 35:00 se 40:00 tak suniye

  • @nagmaara9673
    @nagmaara9673 4 ปีที่แล้ว +1

    IRC TV
    Asalamalekum faiz bhai...
    Faiz bhai...pls muje a bath clear kar de...
    Jo kharzdar he uske pas sona bohat he but o kharzdar he...n he has good earnings but still o kharzdar he to kya o zakat de sakte he?

  • @mohdkhalid6671
    @mohdkhalid6671 5 ปีที่แล้ว +2

    Mashallah bhai

  • @sabanaz499
    @sabanaz499 3 ปีที่แล้ว

    Assalamualaikum faiz bhai mujhe ye puchna h ke mere paas 6tola gold h to uspar zakat banegi ya nahi

  • @mohammadaftabalam4708
    @mohammadaftabalam4708 7 ปีที่แล้ว +2

    sahab Maine gusl kiya lekin ye video dekhne ke baad Maine naak me ungli daali to sukhi gandagi nikli to kya main sirf naak me 3dafaa paani chadhalun ya pura gusal karun

  • @manzarali1986
    @manzarali1986 7 ปีที่แล้ว +1

    Assalamo Alaikum Question :Agar koie shakhs makaan banaia aur us ko keraia par laga dia kia us ke upar zakat hai ?

  • @shakirafatima66
    @shakirafatima66 6 ปีที่แล้ว

    Kya let ke koi bhi dua pardh sakte hai....???

  • @mohammadjeelanmohammadjeel9763
    @mohammadjeelanmohammadjeel9763 7 ปีที่แล้ว +1

    Masha Allah

  • @MrMujju-jm4hz
    @MrMujju-jm4hz 2 ปีที่แล้ว

    Mujhe kuch puchna hai zakat ke baare me agar zakat maine shabe qadr ki shab ke baad 27 28 29 shab tak zakat taqseem kiya to woh zakat ada ho jayengi na kahi woh zakat zaya to nahi hongi meri madat kijiye aur meri comment ka jawab jald se jald dijiye

  • @msalmanlko
    @msalmanlko 3 ปีที่แล้ว +1

    Jazakallah

  • @salmameraj1886
    @salmameraj1886 7 ปีที่แล้ว +1

    Ma sha Allah

  • @nasrinakhtar3804
    @nasrinakhtar3804 3 ปีที่แล้ว

    Asslam alaikum
    Mera apna ghar nai hai 1 saal pahle kist me tempo liya hai kist abhi tk chal ri hai kya mujhpe zakat farz hai

  • @raziyaimtiyaz7802
    @raziyaimtiyaz7802 5 ปีที่แล้ว +1

    Asalamualikum warahmatullahi wabarakathu MashaAllah Alhamdulilah barak Allahu fee Alhamdulilah Alhamdulilah Alhamdulilah Alhamdulilah

  • @ayeshataj6152
    @ayeshataj6152 ปีที่แล้ว

    Jazakallahuqara

  • @pinkongkidspoemsandstories7430
    @pinkongkidspoemsandstories7430 3 ปีที่แล้ว

    Par wo plot ki kimat kese lagaee jab ke property k rate fix ni h

  • @farhanaz1996
    @farhanaz1996 ปีที่แล้ว

    Kya girvi rakhe jwellry par zakat niklegi ya nhi

  • @Raistar-vs5ty
    @Raistar-vs5ty 3 ปีที่แล้ว

    Zairaat par agr aik par zakaat degayee ho. Kia phir be har saal aur daini hogi

  • @humerahshaikh6236
    @humerahshaikh6236 2 ปีที่แล้ว

    Mere shohar ki behen ki dono kidney fail ho chuki hai taqreeban 8 saal se or maali aitbar se bohot khasta hai un k pas na hi koi zevar hai or na hi khud ka ghar hum sare khandaan wale unko zakaat dete aaye hai pr abhi teen mahina pehle hi mere shohar k abba ki virasat ki taqseem huyi hai to un ki har ek behen k hisse me 6 lakh rupaye aaye hai to us raqam se meri dialysis wali nand ne heavy deposit pr ghar le liya hai to ab aise me kya ab wo zalat k mustaheeq hogi?

  • @rehanahmad7594
    @rehanahmad7594 2 ปีที่แล้ว

    Girve raqam pe zakat bnti h ya nai

  • @azimbalbale9064
    @azimbalbale9064 4 ปีที่แล้ว

    Mera sawal hai ki 7 tola gold ya ussi zada hone p uski zakat farz h to wo 7 tola kaise count hoga example mere pass mere property me 5 tola hai or wife k pas uski property mr 7 tola hai to 1 k pass to 7 tola nahi hui to dono mila k jitna sona hoga uspe zakat hoge ya srf wife k pass hai uspe

  • @RiyazPathan
    @RiyazPathan 7 ปีที่แล้ว +5

    as salam o alaykum faiz bhai
    ji ek property dealer ke pas plot or buildings hoti hai unhe bechne ke liye or wo uske pass ramzan tak rahe to kya un par bhi zakat hogi

    • @khutejafatima949
      @khutejafatima949 3 ปีที่แล้ว

      Haan agar wo aap ke khudke ho....toh zakat dena zaroori hai....aur gar becha hai...to profit ke sath zakat deni padegi

  • @khadeerahamedkhadeerahamed2055
    @khadeerahamedkhadeerahamed2055 3 ปีที่แล้ว

    Shukriya

  • @shifalishi7481
    @shifalishi7481 5 ปีที่แล้ว +1

    Thanks

  • @tinkujia2925
    @tinkujia2925 7 ปีที่แล้ว +2

    assalamalekum Faiz bhai. mere ek choti Nani h jinko apna aulad nhi h Ur us Ko sohriyt hak Mila us Ko uski sotela beta ne chori se bech Dala. wo Akeli h us Ko ghr ka kharch ke Lia presani hoti h to kya use jakat do ja skti h.

  • @SMTECHNO-MEP
    @SMTECHNO-MEP 3 ปีที่แล้ว

    Please check, nabalak baccha par zakath nahi hoti

  • @hasimulaziz4875
    @hasimulaziz4875 ปีที่แล้ว

    Excellent

  • @samahmed9935
    @samahmed9935 6 ปีที่แล้ว

    Mere pas 7 tola gold or 3 lakh cash hai kya dono ka alag alag zakata hai ya sirf cash par zakat gola par n hai

  • @farhanalam9182
    @farhanalam9182 6 ปีที่แล้ว +1

    kiya ek hi asset par har saal zakaat dena parega?

  • @ibrarahmad6159
    @ibrarahmad6159 7 ปีที่แล้ว +6

    Is there zakah on a plot on instalments while 15 out of 45 installments are remaining?

  • @samarvinter8600
    @samarvinter8600 4 ปีที่แล้ว

    bank mai girwi rake huwe sone par zakath wajib. Aur Liya huwa karza business ke liye nahi Hai balke Ghar ke kharch ke liye Hai tho please ap iske upar apni raaye bataye.

  • @waquarfaisal7704
    @waquarfaisal7704 6 ปีที่แล้ว +1

    Asalam walaikum bhaijan jamwaro ka kitna zakat nikalna hai kaise pata kre ?

  • @younusuddinmohd7839
    @younusuddinmohd7839 4 ปีที่แล้ว

    Assalamualaykum faizbhai mera sona jo last September se Rehan hai toh kya zakat ban ti hai pl bataiye

    • @mechziseries3077
      @mechziseries3077 4 ปีที่แล้ว

      Rehan pr sona rkhna haraam h.. Kyonki us pr sood dena pdta h....
      Maloom nahi tha to ab kya kre.
      Agr rehan p sona rkha h iska mtlb paiso ki zroorat h koi saving nahi h.. To pehle to sona utha k laoo... Us k bad dekho k sona 85 gram se upar h aur uspr 1 saal ho gya h tb 2.5 % zakaat do.. Sone ki ya usko bech kr k utne hissee ki
      Ya agr krza lekar sona wapas utha k laaye ho tb pehle jeetna krza liya h utna krza us sone se bech kr waps kro... Phr dekho sona abhi bhi 85 gram se upar h tb zakaat do.. Agr utna nahi bchta h to nahi h.
      Aur rehan pr rkhne k liye Allah se toba kro...
      Paiso pr ya kisi bhi cheez pr sood lene wala.. Dena wala.. Uska likhne wala.. Aur uska gawah bnne wala.. Charo gunah gar h...

  • @truereligionislam.1362
    @truereligionislam.1362 6 ปีที่แล้ว

    salam faiz bhai mere pas sirf 6 tose se kam gold hai.to kya iski zakat dena hogi? or kitne parsant? plzz zarur bataye.

  • @thahaseenkousar4965
    @thahaseenkousar4965 5 ปีที่แล้ว +2

    Sir iam married 4 years completed iam suffering for child wat we are earning that we are putting to doctor and we are paying rent and my husband have some problem so we are taking treatment fist time we fail in treatment again we are taking treatment this time we are taking lone we are not saving any thing so we have give zakath or wat please reply sir

  • @mohammadarshad7227
    @mohammadarshad7227 4 ปีที่แล้ว

    *سوال ۔جوب کرنے والو کا جو ہر مہینا P.F جما ھوتا ہے ۔اسکا زکات کیسے نیکالنا ہے* ؟
    1)ہر سال PF مے جما رکم کا زکات نکلنا پڑیگا ؟
    یا فر
    2)جب PF کا پورا ٹوٹل رکم ہمے مل جائے تب ؟
    یا فر
    3)ہر سال نکالا جائی اور جب ہمے پورا رکم مل جائے اس وخت بھی نکالنا پڑیگا ؟

  • @salman.m.d.6778
    @salman.m.d.6778 3 ปีที่แล้ว

    Kya hame leased ghar ke advance par zakat dena he

  • @zoyahaya9077
    @zoyahaya9077 3 ปีที่แล้ว +1

    Assalamu alikum

  • @khanisrar4825
    @khanisrar4825 6 ปีที่แล้ว +3

    (34:39 - 34:41)

  • @talibshah8172
    @talibshah8172 ปีที่แล้ว

    Chandi ka cash me nahi btaya apne for example 520 gram chandi ka 520×77=40040 means 40040 rs jiske pass cash hoga uski zakat deni padegi ya nahi

  • @noorunnisa4032
    @noorunnisa4032 3 ปีที่แล้ว

    Assalamualaikum mai kharazdaar hoon kya zakaat dena zaroorihai mera soona bhi bank mehai

  • @sahebhussain3527
    @sahebhussain3527 5 ปีที่แล้ว

    Assalam walekum faiz bhai
    Kya mai agar koi gulf me hai to kya zakat ka paisa rakh sakta hai aur jab wo apne mulk aye to fakir ya miskin ko dhunkar de pls reply faiz bhai kyoki jo zakat I mamle me "ALLAH"ne hame batayaye hai isliye apna zakat dhundkar garib logo ko diya jaye pls faiz bhai mera dought clear kijiye

  • @dilawarshaikh1628
    @dilawarshaikh1628 6 ปีที่แล้ว

    faiz bhai meri 2 dukan hai uske keraye say mera ghar chalta hai saving nahi hai kya ise pe zakat deena hoga

  • @kaleemullah1804
    @kaleemullah1804 6 ปีที่แล้ว +1

    Asalam alekom faiz bhai ,, ek mera masla hai quraan wa hadees se hal kerke bataye '' Mae koi aamer nahi hon meri kammae khane me qatam ho jaati hae yane kam kamata hon zayada kamane ki mere paas taqat nahi hae lekin mere paas zaati ghar hae aur 9 toule soona meri biwi ke pass hai lekin meri kamaae daily100/200 se zayada nahi hae ab hum log chahaye hain ke wo gold bech ker ghar ki pakki tamir kerwaye jabke gold 10 saal se hain aur 10 zakat nahi deye 10 saal ki zakat nikale tou taamir nahi ho paye gi ab kya kerna chahiye

  • @noohiyakhan5215
    @noohiyakhan5215 3 ปีที่แล้ว

    Agar gold gerave ho to zakat daina hai ya nahe

  • @raniparween4164
    @raniparween4164 5 ปีที่แล้ว +1

    Nic video

  • @khushnoorali456
    @khushnoorali456 4 ปีที่แล้ว +1

    Assalam walaikum

  • @cherry-ml7tx
    @cherry-ml7tx ปีที่แล้ว

    Kya har mahine jakar de sakte hai? Please jisko pta hai bta do bhai😔

  • @Sana-yn4ih
    @Sana-yn4ih ปีที่แล้ว

    Alhamdulillah

  • @ayanayan6640
    @ayanayan6640 6 ปีที่แล้ว

    Hamarey shoar tho real-estate bussiness karthey hy .enke jakat kysa deyna hy.hamey es par aney valey profit say ech jeena chala they hy .es par kysa deyna chaheye

  • @irsadalam9479
    @irsadalam9479 5 ปีที่แล้ว +1

    Fayej Bhai Agar mere pass 40.000 rupees Hain to kitni rupees JAKAT likali jayegi??? Please Bataiye...????

    • @irsadalam9479
      @irsadalam9479 5 ปีที่แล้ว

      Kiya JAKAT likali jayegi??