Dada Jee Namaskaar. Baba Nam Kevalam. Dada Jee, ve Lalan Prasad Singh kahin vahi shakhsh toh nahin jinhone ek kitaab likhi hai, jiska title - 'Tantra And It's Mystic Basis', jo 'Doctor of Literature' Degree (D. Lit.) ke liye kiya huaa ek publication hai. Uss kitaab mein Bhagvaan Sadashiv kee vaesi vaesi hee baatein kahin gayiin hain jo hum kitaab 'Namah Shivaya Shantaya' mein paate hain. Ve, Lalan Prasad Singh, Ranchi University ke shaayad Professor reh chuke hain, kuchh aisa andaaz milta hai uss kitaab se. Aur yah baat bhee maalum hoti hai ki vah kitaab Indian Institute of Advanced Studies, Shimla mein poori kee gayi ho, 1974 san mein. Uss kitaab mein Vedon, Tantra, Hindu Tantra aur Boadh Tantra kee khoob charcha hai. Kahin, ve Lalan Prasad Singh Jee vahi shakhs toh nahin, uss kitaab ke author. Vah kitaab maine Himachal Pradesh kee ek University kee Central Library mein pardhii thii. Andaaz toh mujhe kuchh aisa mil raha tha ki, ve author shaayad, Baba ke literature se vaakif hai, varna vaesi hoob-hoo baatein unki kitaab mein kaise?
आनंद मार्ग अमर है❤❤❤❤❤❤
Bhut sunder dada 👌👌Param pita baba ki jay🙏🙏
Baba Nam kevalam baba Nam kevalam 🙏🏻 Tripura 👍
Bahut sundar kahani sunaye dada je ne
BABA Nam Kevalam 🙏🙏🙏
Namaskar dada. Bahut accha laga. Dhanyabad.
Namaskar dadaji,parampita Baba ki jy
Parampita Baba Kee Jai.
Namaskaar Dada Jee.
I love you baba❤❤
ਬਾਬਾ ਨਾਮ ਕੇਵਲਮ
Baba nam kevlam
BABA NAM KEVALAM
Namaskar dada, please upload more & more story of Baba
Baba Nam Kevalam.
Parampita BABA ki Jay 🙏🙏🙏
Dada Jee Namaskaar.
Baba Nam Kevalam.
Dada Jee, ve Lalan Prasad Singh kahin vahi shakhsh toh nahin jinhone ek kitaab likhi hai, jiska title - 'Tantra And It's Mystic Basis', jo 'Doctor of Literature' Degree (D. Lit.) ke liye kiya huaa ek publication hai. Uss kitaab mein Bhagvaan Sadashiv kee vaesi vaesi hee baatein kahin gayiin hain jo hum kitaab 'Namah Shivaya Shantaya' mein paate hain. Ve, Lalan Prasad Singh, Ranchi University ke shaayad Professor reh chuke hain, kuchh aisa andaaz milta hai uss kitaab se. Aur yah baat bhee maalum hoti hai ki vah kitaab Indian Institute of Advanced Studies, Shimla mein poori kee gayi ho, 1974 san mein. Uss kitaab mein Vedon, Tantra, Hindu Tantra aur Boadh Tantra kee khoob charcha hai. Kahin, ve Lalan Prasad Singh Jee vahi shakhs toh nahin, uss kitaab ke author. Vah kitaab maine Himachal Pradesh kee ek University kee Central Library mein pardhii thii. Andaaz toh mujhe kuchh aisa mil raha tha ki, ve author shaayad, Baba ke literature se vaakif hai, varna vaesi hoob-hoo baatein unki kitaab mein kaise?
English subs or audio please!
Wonderful seminar. Please arrange more seminars of Kishan ji