Bhai mere pe ola S1 pro hai. 46000 kilometre chala di hai. Ab battery ki problem aa rahi hai. 60000 ki battery badalni padegi. Ola s1 pro ki body bahut halki quality ki hai. Jiska insurance karwana padta hai. Saal ka 3000 rupee. Or 15-30 din showroom me padi rehti hai. Baarish me baar baar break kharab ho jata hai. Jiske 500 rupee lagte hai. Ya saal ka 4500 rupee dene padhte hai. Or service bahut ghatiya hai. Agar aapke scooty me choti si bhi problem aati hai to. Appointment nahi milti. Appointment ke bina aapki gaadi check nahi karte. Or agar appointment mil bhi gaya to pura din waste. Baaki sab badhiya hai😂.
भईया बाइक टैक्सी में भी इलेक्ट्रिक में कोई दिक्कत नहीं है अगर आप टियर 2 या टीयर 3 शहरों में हो, हमारे आगरा में ज्यादा से ज्यादा 10 किलो मीटर तक की राइड आती है एक बार चार्ज में 700 का काम हो जाता हैं फिर आराम से घर आकर रेस्ट करो शाम को मूड हो तो फूड डिलिवरी कर लो उसमें भी 300 का काम हो जाता है।
Munna Bhai, aap ki video hamesha achii rahi hai.. Lekin 2 baat .. Pehli ye aap ne jinse pucha wo sab free wali chala rahe hai, ishliye sahi jankari nahi hai.. 2nd, nayi wali ola ki cost sirf 1 battery k saath hai, dusri ki alag hai.. Aur antim bhaat, ev se bhailog 2000+ bhi kama rahe hai.. jo jitna mehnati hota hai woh utha kamata hai
Nopssss porter ke liye ek dm mat... Build achaaa nahi hota... Excessive load dal diye to gaya samjho 🤣🤣... Hero ki vida to hatt se tut jai aisa quality..
Bhai mere pe ola S1 pro hai. 46000 kilometre chala di hai. Ab battery ki problem aa rahi hai. 60000 ki battery badalni padegi. Ola s1 pro ki body bahut halki quality ki hai. Jiska insurance karwana padta hai. Saal ka 3000 rupee. Or 15-30 din showroom me padi rehti hai. Baarish me baar baar break kharab ho jata hai. Jiske 500 rupee lagte hai. Ya saal ka 4500 rupee dene padhte hai. Or service bahut ghatiya hai. Agar aapke scooty me choti si bhi problem aati hai to. Appointment nahi milti. Appointment ke bina aapki gaadi check nahi karte. Or agar appointment mil bhi gaya to pura din waste. Baaki sab badhiya hai😂.
Ye ola ka problem h aage jake sayd sahi kre
warranty me badalwao battery
भईया बाइक टैक्सी में भी इलेक्ट्रिक में कोई दिक्कत नहीं है अगर आप टियर 2 या टीयर 3 शहरों में हो, हमारे आगरा में ज्यादा से ज्यादा 10 किलो मीटर तक की राइड आती है एक बार चार्ज में 700 का काम हो जाता हैं फिर आराम से घर आकर रेस्ट करो शाम को मूड हो तो फूड डिलिवरी कर लो उसमें भी 300 का काम हो जाता है।
Bat sahi h
Munna Bhai, aap ki video hamesha achii rahi hai..
Lekin 2 baat ..
Pehli ye aap ne jinse pucha wo sab free wali chala rahe hai, ishliye sahi jankari nahi hai..
2nd, nayi wali ola ki cost sirf 1 battery k saath hai, dusri ki alag hai..
Aur antim bhaat, ev se bhailog 2000+ bhi kama rahe hai.. jo jitna mehnati hota hai woh utha kamata hai
Next video koshis krenge jinka khud ka scooty ho unse bat krenge
बहुत बढ़िया गुड्डू भाई ❤❤❤❤❤
Thanks sir
150+ range minimum honi chahiye munna bhai 😢😢😢 jbi ev sahi h
300 range mil jaye fir to bale bale
@TechManJi 200rs hi Mila muskhil hh 🤣🤣🤣🤣 300rs kah hogyi mere munna bhai 🥺🥺🥺 ev service center bhi sb jaaga hone chiye jbi kaamiyab h
Meri ola 160+ deti h
Very good Explained
Good Job bro
Very good information
Thanks sir
Good😊😊😊❤❤
Thanks 😄
VIDA V2 Best Hai
Ha bhai sahi kha
Matlab aapas me hi bnate raho video
Ather ka bhi batao
❤❤
Battery new price kya hoskta
Pta nhi
Tum logo ko koi gyan nhi hai bs apna faayda ho😅😅
Munna bhaiya jab Talak 300 km ki range wala Nahin a jata jab tak success Nahin Hai
Parcel delivery hi achcha lagta hai
Sb ki apni pasand h
1 st views😂
Dhakka deke le Ana parta hai
Ye problem hoti to h
Porter mein ev lena sahi hai kya
130 range dene wala
Vida v2
Nopssss porter ke liye ek dm mat... Build achaaa nahi hota... Excessive load dal diye to gaya samjho 🤣🤣... Hero ki vida to hatt se tut jai aisa quality..
Same ola bhi.. Ather or simple energy ka nahi pata ek br dekhlo