@@The-Celestial wild wing riders, wheelie boy bunny agar yeh amateur riders hain phir to sabhi rider noob category mein aa jayenge bhai. Yeh bikes light weight hain isliye high speed per front wheel road se chipak ker nahin chalta isliye unstable ho jaati hain. Kuch bhi modification karlo. Ache ache riders ka yahi review hai infact jo sellers hain woh khud yahi baat bolte hain. Please dont mind bhai maine bhi 10r sale karke busa pe switch kiya. Vishal bhai se hi li busa (cruiser's planet).👍👍❤️❤️
@@Rahul_yadav401 theek hai bhai... maine overall saare video dekhe hain s1000rr n 10r ownership pe yahan ke aur bahar ke bhi usme maine to kahin nhi suna ki ye gaadiyan unstable hain, haan weight kam hoga to windblast zyada affect karta hai par unstable to nahi hain. Baki wild wing rider ka to pata nahi par wheelie boy bunny ko pro rider nahi pro chhapri keh sakte hain... Busa will always be stable kyuki wo heavy hai aur straight speed ke liye bani hai aur low to the ground hai.
@@The-Celestial bhai aap to bura maan gaye shayad. Bhai jo bhi cheez hum own karte hain usko kabhi bura nahin kehte. But jo use kar chuke hain un logon ka review hai un logon ka kehna hai. But koi baat nahin sabki apni pasand hoti hai 👍👍
Are usko bhi bolne de bhai kuch... Bechara jesse hi kuch bolne ko hota h you cut his way.... 😂
Next time diYAn rkhunga bhai
@@throttle3662 bhai you sniffed a little na before this vlog?
@@quetzapollo next tYm diyan rkhunga bhai
Bhai thora shanth Raha kr bhai usko toh baat complete krne do bhai 😂😂
Thanks for your informative video... please make one about tuning for bikes....
Bhai which company manual steering is best? plz let me know
Ohlins
#bhai 150 cc chalane wale ZX10R chala sakte hai kya
Bro he knows more abt his bike so let him speak 😮💨
Next tym diyan rkhunga bhai
Bhai unko baath karnedho, ya pura tunhi baath karo.
Km bola kro bhai samne vale ko bhi bolne do
10r and s1krr dono hi bikes above 200 unstable hain sabhi bike owners yahi kehte hain. Only busa is the best 👍👍❤️❤️
unstable nahi electronic settings ki dikkat hai, thik se set karo to sab sahi and amateur riders rehte hain koi bhi bike unstable hi lagegi unko
@@The-Celestial wild wing riders, wheelie boy bunny agar yeh amateur riders hain phir to sabhi rider noob category mein aa jayenge bhai. Yeh bikes light weight hain isliye high speed per front wheel road se chipak ker nahin chalta isliye unstable ho jaati hain. Kuch bhi modification karlo. Ache ache riders ka yahi review hai infact jo sellers hain woh khud yahi baat bolte hain. Please dont mind bhai maine bhi 10r sale karke busa pe switch kiya. Vishal bhai se hi li busa (cruiser's planet).👍👍❤️❤️
@@Rahul_yadav401 theek hai bhai... maine overall saare video dekhe hain s1000rr n 10r ownership pe yahan ke aur bahar ke bhi usme maine to kahin nhi suna ki ye gaadiyan unstable hain, haan weight kam hoga to windblast zyada affect karta hai par unstable to nahi hain. Baki wild wing rider ka to pata nahi par wheelie boy bunny ko pro rider nahi pro chhapri keh sakte hain... Busa will always be stable kyuki wo heavy hai aur straight speed ke liye bani hai aur low to the ground hai.
@@The-Celestial bhai aap to bura maan gaye shayad. Bhai jo bhi cheez hum own karte hain usko kabhi bura nahin kehte. But jo use kar chuke hain un logon ka review hai un logon ka kehna hai. But koi baat nahin sabki apni pasand hoti hai 👍👍
Marte aur expire mien bhot antar hota hai be🙁🙁
bolne toh de usko lovelay
This guy talks too mch.. let ppl talk too🤣🤣
tu khud hi bol le bhai usko kyun hi bulaya are usko bolne toh de mand
10r wale chapri hote hai, views ke liye lete hai bike riding widing se koi matlab nahi hota😑
Itna bak2 karta hai bey!
Bhai usko to bolne dee uski bike hai tere se zyada wo janta hai uski bike ko 😂
So irritating 🤦♂
Next time diyan rkhunga bhai
bhk unko bolne do
Sabse bakwas and unstable bike hai ye , busa best hai high speed ke liye
chalana theek se aata nahi, power sambhalni aati nahi baat kar rahe 😂😂