Brother 2017 model civic..without ac ky radiator fan kuch kuch dair bad chalta ha.is ki waja kya ha..corrola ka nahi hota aisa...ac chalain to samjh ata ha fan chal pra..pr ac k bagiar fan kyun chalta ha 10 sy 15 mint bad
Brother civic 2017 ha usko high rev karain zyada to heat hoti ha thori bohot race kam karain to theek ho jati ha radiator bhi saaf karwa liya ha coolent bhi dalwaya ha gas kit bhi sai ha or 200 pay jaa kay bhi heat hoti ha problem samajh ni ari ?
Awais bhai, mene 2017 Civic 1.8 53000 km kharedi hai. Oil / Oil Filter / Air filter / Spark plugs sab change ki hein. Mujhe yun lagta hai key radiator bohot bohot heat generate kerta hai. Bonnet ko hath lagana mushkil hota hai. Aaj Radiator bhi clean kerwaya hai aur safai ke baad Collant dala hai. AC ki jali bhi pani se wash ki hai. Please guide ke aur kya wajha ho sakti hai? AC ON keren to ye hota hai. Heat guage bhi middle me hota hai.. yani theek hai. Heat bardash se bahir hai.
@@awaisurrehman2123 bhai, guage to theek dikhata hai magar heat bohot hoti hai aur bonnet bhi kaafi garam ho jata hai. Kaafi garam hawa hoti hai radiator ki.
@@awaisurrehman2123 Awais bhai, mera problem thora sa theek ho gaya hai. Aap se share bhi kerna tha aur ek baat bhi poochni thi.. AC technician ne check kia aur kaha ke Gas ka High pressure zyada hai. Thori gas kam ki aur Radiator ab full speed pe har waqt nahi chalta. Trip bhi kerta hai aur heat bhi guzare laik hoti hai. Poochna ye hainkeh Civic 2017 1800cc me High aur Low pressure kitna hona chahiye?
Brother mery pass 2018 civic hai heat up ho gai thi but ab drive karte huwe gari band ho jati hai or phir use side pr roke kr start karna parta hai ap bata sakten han esa Q ho raha hai
Brother jab heat up hoi tu radiator chock tha radiator service karwaya is ka phir bhi car long self pr start ho rahi hai or drive karte waqt band ho rahi hai Ap ka service center kaha pr hai ap bateen ma visit karta hon car ke sath
Bhai meri Civic X pani pr chal rhi hy meny last month pani ko Collant sy repace kea tu gari over heat ho gai or leakage ki vga sy sara cooland waste hogya ab k pass la kr coolant dalwana chahta ho, es pr kitna expense aay ga
bhai civic 16 hai. usy agar zyada accelerator de dyn ya tezz chlain to heat hony lg jati hai phr slow krni prti hai 2000 sy 3000 rpm p sai chlti hai is se opr jaye to heat hony lg jati hai Ac ky sath boht pressure prta hai us py ab utni pick bhe ni pkrti. msla heat hony ka hai zra sa accelrator do heat hony lgti hai or pani bhe kam krti hai. jb aik dam accelerator den to andr bethy pani ky flow ki awaz bhe ati hai long route ni ja skta bnda kch pta ni lgta iska. kia issue ho skta ha bhai guide kr den bht tang a chuka hn 3 bar head gaskit dalwaya heat hony ki wja se. radiator bhe saaf krwa lia phr b wahi msla
g bhai abhi 4 mah hwy head gaskit dalwai thi heat hogai thi 4 bar hoi hai. usky bad se ye msla arha hai phly heat hoi thi usky bad head chng krny py asa kbhi ni aya msla. ab waly py arha mtlb head ma khrabi ha ?
Bhai civic 2017 modal hai sirf 12km without dakan k drive hoi hai pta hi ni chla heatup or phir start hi ni ho rahi thi phir 1 ganty wait kia or jab normal py ai pani dalny k bad tu start ki ho gai or phir khari kr di ab kia krain pani dala hai or ab normal py hai kia krna chyae start ho jati hai agr dubara heatup hoi tu kia krna chaye plz reply plz
@@awaisurrehman2123 sir dakan ni tha opr wo pani dalny k liye khola or phir band ni kiya or 12 km chalai os k bad start ni hoi phir bonat open kiya dekha tu dakan side py para tha phir normal pani dala or 1 ganty bad start ki

Thermostat valve kitny ka ata aur konsa lgwana chahiye
Sir g thermostat 5k se 6k tak ho gha or ham to honda ka genuine he lghty hen
Bhai mera honda civic 2017 , collent kum kr rhi hai but heat up nahi ho rhi ?
Sir ap usy diagonal karway ku coolant kam kar rhi he khai se koi leak ho ghi
Bhai ji…AC cooling nhi kr rha, hwa de rha h lkn cooling nhi..kya problem hogi? Gas khatm ya kch or..Honda civic 2016
Sir aghr ac ni chl rha phly ap koi fuse dekh len or aghr wo thik hen fir gas ka ho skta he
Or GAS diagnose karny ky bad dalna ye na ho ap gas daly or wo fir zaya ho jay
AC chl rha h lkn cooling nhi kr rha
Gas diagnose Kya mtlb..?
Sir ye fir chek karna pary gha ky gas nikal ghi he ya kuch or problem he es me
Brother 2017 model civic..without ac ky radiator fan kuch kuch dair bad chalta ha.is ki waja kya ha..corrola ka nahi hota aisa...ac chalain to samjh ata ha fan chal pra..pr ac k bagiar fan kyun chalta ha 10 sy 15 mint bad
Sir jab ghari apny temperature par ati he to fir fan kuch kuch time bad chlata he aghr esy ni chly gha to ap ki ghari ka engine heat up ho jay gha
Great ! Very informative thanks
Thanks sir ❤️
Brother civic 2017 ha usko high rev karain zyada to heat hoti ha thori bohot race kam karain to theek ho jati ha radiator bhi saaf karwa liya ha coolent bhi dalwaya ha gas kit bhi sai ha or 200 pay jaa kay bhi heat hoti ha problem samajh ni ari ?
Sir g kesy hen ap sir ap es ky the muster vol chk kary or AC wala cadansr be chk kary
Good information
Thanks ❤️
Bhai mere pas 6 model hai saudia mey honda civic auto hai but kbhi smoth chlti hai to kbhi hard aisa q???
Sir g kesy hen ap sir wo to fir dekhna pary gha ky engine tuning ka masla he ye kuch or
Awais bhai, mene 2017 Civic 1.8 53000 km kharedi hai. Oil / Oil Filter / Air filter / Spark plugs sab change ki hein.
Mujhe yun lagta hai key radiator bohot bohot heat generate kerta hai.
Bonnet ko hath lagana mushkil hota hai. Aaj Radiator bhi clean kerwaya hai aur safai ke baad Collant dala hai. AC ki jali bhi pani se wash ki hai.
Please guide ke aur kya wajha ho sakti hai?
AC ON keren to ye hota hai.
Heat guage bhi middle me hota hai.. yani theek hai. Heat bardash se bahir hai.
Sir g aghr ye zyda heatup ho ghi sab se phly guage upr jay ghy aghr guage upr ni ja rhi matlb car thik he
@@awaisurrehman2123 bhai, guage to theek dikhata hai magar heat bohot hoti hai aur bonnet bhi kaafi garam ho jata hai. Kaafi garam hawa hoti hai radiator ki.
Sir g aghr gauge upar ni ja rhi to ap ki car thik he liken aj kal ap ko pata he garmi ketni par rhi he
@@awaisurrehman2123 Awais bhai, mera problem thora sa theek ho gaya hai. Aap se share bhi kerna tha aur ek baat bhi poochni thi..
AC technician ne check kia aur kaha ke Gas ka High pressure zyada hai. Thori gas kam ki aur Radiator ab full speed pe har waqt nahi chalta. Trip bhi kerta hai aur heat bhi guzare laik hoti hai.
Poochna ye hainkeh Civic 2017 1800cc me High aur Low pressure kitna hona chahiye?
Sir g ye mujy electric department se confirm krna pary gha
Brother mery pass 2018 civic hai heat up ho gai thi but ab drive karte huwe gari band ho jati hai or phir use side pr roke kr start karna parta hai ap bata sakten han esa Q ho raha hai
Sir g ap ne jab hetup hoi is ky bad es ka kam krwai ya ni ho sakta he engine me problem ho
Brother jab heat up hoi tu radiator chock tha radiator service karwaya is ka phir bhi car long self pr start ho rahi hai or drive karte waqt band ho rahi hai
Ap ka service center kaha pr hai ap bateen ma visit karta hon car ke sath
Sir g me Honda Avenue Islamabad me hota hun or aghr ye zyada hetup hoi he to fir es ky engine ka masla he
@@awaisurrehman2123 Thek hai brother ma visit karta hon Apke showroom pr
Ok sir most welcome
Bhai meri Civic X pani pr chal rhi hy meny last month pani ko Collant sy repace kea tu gari over heat ho gai or leakage ki vga sy sara cooland waste hogya
ab k pass la kr coolant dalwana chahta ho, es pr kitna expense aay ga
Sir ek botal colant ki 1110 ki he or baki dekhna pary gha ky kuch bi problem he
@@awaisurrehman2123 esmy 4.5 litter dalty hy
Ni sir aghr sara chengh kary to 6 botal dal jati han
Mera car Hyundai Sonata heater meeter automatic heat hora ha hi car running karega down horaha hi meeter
Sir g kesy hen ap
Me ap ki bat ni smja
Price of headgasket honda civic 2017
G sir 5270
bhai civic 16 hai. usy agar zyada accelerator de dyn ya tezz chlain to heat hony lg jati hai phr slow krni prti hai 2000 sy 3000 rpm p sai chlti hai is se opr jaye to heat hony lg jati hai Ac ky sath boht pressure prta hai us py ab utni pick bhe ni pkrti.
msla heat hony ka hai zra sa accelrator do heat hony lgti hai or pani bhe kam krti hai. jb aik dam accelerator den to andr bethy pani ky flow ki awaz bhe ati hai long route ni ja skta bnda kch pta ni lgta iska. kia issue ho skta ha bhai guide kr den bht tang a chuka hn 3 bar head gaskit dalwaya heat hony ki wja se. radiator bhe saaf krwa lia phr b wahi msla
Sir g kesy hen ap
Sir g es candesn me radiator bi ho skta he thermostat wall bi ho skta he had gasket bi ho skti he head ka fess bi khrab ho skta he
g bhai abhi 4 mah hwy head gaskit dalwai thi heat hogai thi 4 bar hoi hai. usky bad se ye msla arha hai phly heat hoi thi usky bad head chng krny py asa kbhi ni aya msla. ab waly py arha mtlb head ma khrabi ha ?
Yes sir bilkul ap ka ye he malsa he fir
Hamare samajhdaar logo ko ab tak coolant aur paani mein fark ni pata chal saka ye technical maloomat samajhna mushkil hai
Sir ye bat ap ki Bilkul thik he
Bhai civic 2017 modal hai sirf 12km without dakan k drive hoi hai pta hi ni chla heatup or phir start hi ni ho rahi thi phir 1 ganty wait kia or jab normal py ai pani dalny k bad tu start ki ho gai or phir khari kr di ab kia krain pani dala hai or ab normal py hai kia krna chyae start ho jati hai agr dubara heatup hoi tu kia krna chaye plz reply plz
Sir ab dekhna pary gha ky heat up ki wja ki bani ku heatup hoi
Ap ek bar es ko Honda me dekha dy taky ye dubara heatup na ho
@@awaisurrehman2123 sir dakan ni tha opr wo pani dalny k liye khola or phir band ni kiya or 12 km chalai os k bad start ni hoi phir bonat open kiya dekha tu dakan side py para tha phir normal pani dala or 1 ganty bad start ki
Ok ab wo heatup to ni ho rhi ya abi bi ho rhi
@@awaisurrehman2123 ni sir aj 1 ganta chalti rahi hai AC b sath chlta rha heatup ni hoi
❤👍
Menay apni civic x may kixx 10w-40 oil dalwaya hay ye 240k chal chuki hay ye oil semi synthetic hay. Ye meri civic k liye theek hay?
Sm 10-30 would be best?
Sir phli bat to he ky ap ki ghari new model he ham es me 0w20 dalty hen ye 10w40 to purany engine kely hota he
Ek or bat ap phly es me kun sa wala oil dalty thy
@@awaisurrehman2123 new model to hay lekin 240000 kilometres chali hoi hay to mechanics kehtay hain k 10w-40 daalna chahiye
@@awaisurrehman2123 pehlay may zic x9 5w-40 daalta tha