Hello sir, is geyser mein jo inlet pipe mein jo already valve hota hai uska kya naam hota hai aur uska kya kaam hai sir please jaldi bataye kya usko safety valve kehte hai ?
Continuity check krte samey sb wire ko alag Nahi Kiya to wo ek dusre men connect hi btaega Sahi check krne k liye wire nikalne k bad alag alag check ktna Hoga. Kya main Sahi hoon...
Sir ap ap kaha se hai aur apka trening institute hai ya soap hai Mujhe AC freeze washing machin va geezer ripearing Ka work seekhna hai My Name is Dileep Kumar iti kiya hoon Elce. I live in Ayodhya Faizabad UP se
Bhaiya,venus splash 10ltr geyser ka bhee batao,usme tco different laga hua hai .ek baar on karne par paani garam ho raha hai par fir geyser on he nahi ho raha ,thermostat ko 2-3 baar badhaane ghataane k baad light on ho raha hai,thermostat change karna padega ya thermal cut off switch ?
Sir, Mera geyser , sphere hot , batliboi kaa hey. Koi problem Nahi hey.lekin , electric board ki 3 pin mey , earthing waley pin mey ,switch ON karte hey toe , tester Mey light batata hey. Bandh switch Mey , earthing pin mey light Nahi batati hey. Kyaa problem ho saktaa hey ? Kyaa all 3 wires Saath Mey insulated hone ki vajah se ye hotaa hogaa ? Plug lagaane se geyser thik Tarah se kaam BHI kartaa hey.koi problem ho Sakti hey ? Plz answer.
Sr Maine Crompton ka arno neo model hai 25l ka. 10 to 12 ltr hot water ane k baad paani normal ho jata hai jab ki geyser ki capacity 25l hai, mere neighbour mein usha ka model hai mene check kiya hai wo poora hot water nikalta hai 20 litr or uske baad warm water. Jab ki Crompton hai model poora hot water nhi nikal rha, kya fault hai gyser mein??
सर गिजरके बारेमे आपने बहोतही अछी तरहे समझाया और बताया मैने वायरींग डायग्रामभी डाऊनलोड किया थेंक्स.
भाई आपका व्हिडिओ बहुत सही है धन्यवाद
Sir aap itna badhiya samjhate ho ki koi dought nahi rahta thanks sir ji
Sir aap ke samjane ka tarika bahut achchha hai
गुरु जी बहुत आसान तरीके से बताया है अपने
Dill khus kar dia sr...jay mata di🙏🙏🙏⛳⛳
thank you jay mata di 🙏💐
Main bahut sara video dikhao per aapka video bahut hi achcha Laga thank you
🙏🙏🙏🙏
Paas jee👍👍👍👍👍 good. Job
Sir aap bhout achey se smjaty ha very nice tnxxx so much sirr
bhut.badhiya bhai 👍🏻👍🏻👍🏻
Bahut bahut sukriya sar.. jab aapne bataya to Sach me bahut simple hai
Sir aap ka video me full information hai ❤️❤️🙏
Bahut Sahi Bhai Saheb.👍
Bahut badhiya aap ki video hai abhi aap bataiye bahut badhiya aap ki video hai guruji aap mere guruji ho gaye ho
Thankyou bhaiya bahut acche se bataya Sahi aur dusra video banana thank you
Video bhut achi thi apki
Thanks
Super sir ji thankyou sir ji 🙏🙏
Sandar 👌 trika he
Thanks 😊
bahut hi wadiya video bnai paaji bare hi wadiya tareeke naal samjhaya tusi ... very nice ..
Thank you
Daigarm chahiy
Nice video sar aap ki
Sir aapka videos bahut achha hota h aap kis jagah se h
Sir, Maharaja whiteline ka warmist neo model 15 ltr. lena chah raha hu. Aapka kya suggestion h. Pl tell me.
bahut badhiya hai Maharaja ke geyser bahut acche Aate Hain
@@technicalaroraji Thanks 😊
Super explanation
Very good brother
thanks 🙏sir ji aap itni acche se smjate hii
Sir mere pass haier ka model no ES25v _ E1(H). Geyser hai isko repair k liye kaise khole pl reply de
Sar sukriya 👍👍👍💞
Aap ye video dekh kar achchha laga
good presentation
Thank you. Very well explained.
Aap bahut achchhi tarah se batate ho tkanks maine apka chennal sabcrib kiya hai
Bhai
2 thermometer hai dono kaha kaha pe lagna hai
Dono kahi bhe laga sakte hai kya
Electric geyser me pani ke ane mcb trip karata hai?
अंदर शोटेज हे
Thanks sir itni achi knowledge dene ke liye 🙏🙏🙏🙏 happy diwali sir 🙏🙏🙏🙏
Thanks sir super video
Bhaiejan element pe jo yellow 🟡yellow jum jatahahai usko kaise safaie kare please reply mai apki sari video dekhtahu
Acid se hatega acid se saaf karo 15 se 20 minute acid Mein Duba ke Rakho aur FIR Safai kar do saaf ho jaega
Paaji sabse aacha gyser kis brand ka or kon sa h
Thanks ji from Assam
Welcome 🙏
Hello sir, is geyser mein jo inlet pipe mein jo already valve hota hai uska kya naam hota hai aur uska kya kaam hai sir please jaldi bataye kya usko safety valve kehte hai ?
Clam meter me continuity check kar sakte ha
Sir how to clean from inside.? In hard water case
Good explained tks
Sir tarmostste krab hone par indigater kam karte h kya light dete h
Nhi dete light
I liked it 😊
kya saare geyser ki wiring ek jaisi hoti hai
Element ya thermostat agar short hai toh bhi continuity tester glow karega...
Good 👍
Sar mayni Naya gyser lagaya hai ak hafta baad aawaz aana shuru hogaya resan Keya hai
Kantinioti sirij bulb se check kar sakte hai
Han ji series bulb se check kar sakte hain
Sir washing machine or geysers ke home scarves ke leye kya kya lekar ke jaye or kitane number ka goti rench le
Thank you for posting this excellent and informative video.
.;;
Element or thermostat ka size sabhi gyzer k liye ek hi hota hai ?
नही
Safety wall opposite fit Karen se kuch problem to nhi hogi na ?
Your description is very clear and without unnecessary talk. If possible, try to focus the camera on the point you are describing.
Very very Nice
mast mare bhay
Thanks 🙏 😊
Element kaun si company ka acha hai
Sir ye cantinute chek meter kha milega please
Arora ji, agar off position mein green indicator glow kare to kaise theek kare
Pl revert
Main lead शॉर्ट होगी तब भी प्लग पर continuti दिखायेगा
Jio dada, thanks problem solve krar jno
Sir best thermostat or best hiting aliment konsa h plz bataeye
Sir gyser ka thermostat or element dono replace kr diya h fir bhi pani kam garm kar raha h kya problem ho sakti h
V Guard pepple Gyser 25 LT,me lite nahi jal rha aur pani garam nahi ho rha hai iska ojah kya hai bataiy
Koi sa bhi thermostat kisi bhi point pe laga sakte hai?
Thermostat ka size depend karta hai aur thermostat Mein face ki wire lagti hai aur thermostat se jo out wire Hoti Hai vah element Road per Lagti Hai
Continuity check krte samey sb wire ko alag Nahi Kiya to wo ek dusre men connect hi btaega Sahi check krne k liye wire nikalne k bad alag alag check ktna Hoga.
Kya main Sahi hoon...
Sir ap ap kaha se hai aur apka trening institute hai ya soap hai Mujhe AC freeze washing machin va geezer ripearing Ka work seekhna hai My Name is Dileep Kumar iti kiya hoon Elce. I live in Ayodhya Faizabad UP se
Usefully video
very very good
Bhaiya,venus splash 10ltr geyser ka bhee batao,usme tco different laga hua hai .ek baar on karne par paani garam ho raha hai par fir geyser on he nahi ho raha ,thermostat ko 2-3 baar badhaane ghataane k baad light on ho raha hai,thermostat change karna padega ya thermal cut off switch ?
Sir 30 liter ka geyser hai uska element jayeda hot nahi ho raha hai kiya Karein bata dijiye?
Nice video sir.
Mera indo ka 10 ya 15 liter ka hai geyser on kere toh chalra pani garam hora per cut out ki light nahi aari
In paep me likej he vo kese karna he
Hello sir, v-guard k geyser ko without water on krne k bad se na switch on ki light aa rhi h or na hi Pani grm ho rha h.... Kya problem ho skti h?
Mja agya veer ji
Think you sir
Sir, Pl. Make a video on how to repair Electric kettle.
Sir ji15 liter gyzer Ka elements or thermostat thik hai Pani garm Nahi ker Raha ha Hakka gunguna ho ra kya problem ho ra hoga
mera bhi same problem h
Sir rsoi me nal pr carnt kyu aata h
Sir, Mera geyser , sphere hot , batliboi kaa hey. Koi problem Nahi hey.lekin , electric board ki 3 pin mey , earthing waley pin mey ,switch ON karte hey toe , tester Mey light batata hey. Bandh switch Mey , earthing pin mey light Nahi batati hey. Kyaa problem ho saktaa hey ? Kyaa all 3 wires Saath Mey insulated hone ki vajah se ye hotaa hogaa ? Plug lagaane se geyser thik Tarah se kaam BHI kartaa hey.koi problem ho Sakti hey ? Plz answer.
Sir ji mere geyser may on karate hi sound Jor dar PatKha jasi aati he why problem ji .reply me.
Sir, Gyser me coil aur thermostat bhi change kiya fir bhi hot water nahi aa raha hai sir please solution batao
Hi sir I have indo geyzer red light on but not heating what should I do
Check manual thermostate
Excellent explanation veer 👌👍
Nice sar but aap ne parts ke name or btana thaa
Sir hamara gyser Bajaj ka hai...gyezer chalu karte hi sirf red light ati hai green light nahi ati...kya problem ho sakta hai..plz reply
Sr Maine Crompton ka arno neo model hai 25l ka. 10 to 12 ltr hot water ane k baad paani normal ho jata hai jab ki geyser ki capacity 25l hai, mere neighbour mein usha ka model hai mene check kiya hai wo poora hot water nikalta hai 20 litr or uske baad warm water.
Jab ki Crompton hai model poora hot water nhi nikal rha, kya fault hai gyser mein??
Uske thermostat ka temperature check karo 75 Celsius Hona chahie
@@technicalaroraji already full hai sr
Very nice sir
Thank you..
Jo apky pass tester hai khud bnaya hai sir apny kya
Nahin readymade mil Jaega Amazon per continuity tester Kahate Hain
@@technicalarorajithanks sir
Very nice
Pa ji aap jis wire se check kar rahe waha kaha se milega
Geyser mein agar valve(in-pipe valve) mein current aa raha ho Raha hai to kya kharab ho sakta hai ??
Iske chamber nut or do ched kis liye hota hi
Sir if heat loss starts from geyser in let water line.what is the reason and its remedy.
Check element road and thermostat and servicing
Quality miter kitnaay ka hai
Thanks bhai..❤️
Bhai zra wiring ka 1 bar samja do aur thermostat par kaisi karni h 1 bar
Sir ji jis se aap ne testr se chak Kya us ka naam Kya h jis se aap ne 3pin top check Kya ke shi h ya nhi
Jaldi
6377749557 is number pe watsup kr skte ho
@@salmanrangrez9631 continuity tester
Best sir
Thanks