Sir jee ek geyser me asembly bilkul thik hal. Heating road yani eliment badal diya hai. Dono thermostate change kar diye hai. Main kabil se dire t copper ki tar geyser ke board tak le li hai. Phir bhi pani thoda garam ho raha hai. Voltej 195 hai. Geyser on hone par eliment par ampier 7 hai. Aur eliment par voltej 195 jyo ki tyo hai. Phir bhi pani garam nahi hota hai. Sir jee bataye. Fault kya hai
Sir best vaccum pump aur drill machine aur washer pump ye tino abhi latest sabse acche konse hai regnable price me online is par video banaye muje buy karna hai
17 ,18 ka temperature select karo AC mein fir outdoor chal Jana chahie. yadi thand bahut jyada hai to Kamre ke andar 25 se 30 ka temperature banao heater chalakar banaa sakte ho
Sir appke bataye tarike se geyser ki service ki problem yeh hai ki pani ki sply nahi ho rahi ab bhi.inlet wali side se pani geyser mai bhout Kam Jaa Raha hai. Kya kare ? Please bataye 🙏
Water heater k heating element pr salt ki jam gya hai to pani let garam ho Jayega , heating element flange k nut remove kry phir acid se clean kr k return lgaye , pani jald garam ho Jayega, but power disconnect kr k krna hoga
Sir evaporator section mein upar wali side barf jam rahi hai aur niche wali side nahin jam rahi hai, choking ki problem hai to Kahan hai?, Evaporator mein, filter mein, capillary mein etc etc????
ਬਹੁਤ ਵਧੀਆ ਜਾਣਕਾਰੀ ਮਿਲੀ ਹੈ।
Wha paaji maza aa gaya
Aapko Naye Sal ki mubarakbad बहुत-बहुत Mubarak happy New Year
Sar namaste aapko aur aapke Parivar ko Naye Sal ki shubhkamnaen
Love from Nepal paaji.
Very Very happy new year
Sir Mai aapki video se bahut kuch sikhta hoon
Ustaad g😘💯😘💯🤟
Good
नये साल की हार्दिक शुभकामनाये
great gru ji
Thanks 👍
Thank you sar ji
सर आज ही हमने न् या गिझर लगाया है 3 लीटर का ओरईऐंट का पाणी गरम करणे मे 15 मिनिट लग ते है क्या करे
Bhai aap ko bhe Happy New year dil sa
Nice video
Good sar Ji
Very Very Happy New year bro
Happy new year
gijar ke Aupar jo mitar jesa lga hotahe whase watar lik hotahe kese ripeyar kare
Happy new year sir ji
Happy New Year sir
ISI Tarah aap apni shop ka ek video banaen kaun se state se kaun se Gaon Se aur aapka adress
Sir jee ek geyser me asembly bilkul thik hal. Heating road yani eliment badal diya hai. Dono thermostate change kar diye hai. Main kabil se dire t copper ki tar geyser ke board tak le li hai. Phir bhi pani thoda garam ho raha hai. Voltej 195 hai. Geyser on hone par eliment par ampier 7 hai. Aur eliment par voltej 195 jyo ki tyo hai. Phir bhi pani garam nahi hota hai. Sir jee bataye. Fault kya hai
Ek Bar thermostate ko acche se check karo aapka Pani garm hota hai use dauran thermostate cut off ho raha hai ya nahin
Sir best vaccum pump aur drill machine aur washer pump ye tino abhi latest sabse acche konse hai regnable price me online is par video banaye muje buy karna hai
Sem to you
👍👍👍
New alement ke bad thermostat trip karna
HAPPY New year 2023
Sir aap bhi pathaan🔥🔥 movie dekhoge
Nahi
खुद की सलाह पास मे ऐसे वीडियो नहीं
Sir ap ye btyye customer k ghar kaise Check kre ki yha scaling jyada hai.....btyye
Hi
Bheya ges gijar ke baare me batavvo
New sal. Kee ram ram sir
Sir voltas inverter AC r32 ka gas store karna hai thand ke wajah se outdoor start nahi ho raha h kya room heater chala kar outdoor start kar skte hai
17 ,18 ka temperature select karo AC mein fir outdoor chal Jana chahie. yadi thand bahut jyada hai to Kamre ke andar 25 se 30 ka temperature banao heater chalakar banaa sakte ho
Tripar girneka Karan kyaa hosakta hai
Sir appke bataye tarike se geyser ki service ki problem yeh hai ki pani ki sply nahi ho rahi ab bhi.inlet wali side se pani geyser mai bhout Kam Jaa Raha hai. Kya kare ? Please bataye 🙏
geyser ki service karte samay fluoride Jo andar hoti hai vah agar ke pipe mein Gai Hogi to Pani dhire se ayega acche se clean karo pipe ke sath
@@technicalaroraji thanku sir
Apko bhi sir ji happy new year
Best angle grinder k video banao bro
Low voltes ki vajah se pani kam garm hota
Aliment ki carban kaise saf kren
Arora ji. Thermostat ka temp 55 degree set hai. Usse 65 degree pe adjust kar sakte hai?
Thermostat to kharab ni hota.
55 digree hi sahi setting hai , ap 65 digree rkhny se water heater ki Life kum ho jayegi
dono lights on horahi hy but pani garam nhi horaha. Bhai My geyser candes 15ltrs
Sir ji electric shock proof hand gloves ka link bhej do
Water leakage kaise solved hota hai woh bata dijiye
Water heater k body se leaking ho rha hai ❓
Sir road bhi change kr di or tharmostate bhi tb bhi paani km grm ho rha h
Sir gayser garm kar raha per Hari light Nahin jal rahi
Usmein Hari light kharab ho gai Hogi Kuchh Dinon bad light kharab ho Jaati Hai
Ak dabal door ka fridge hai us me ice bahut ho rha aur auto cut nhi ho rha us me kya kharab ho sakta hai
Sir Namaste aap ko aur aap परिवार ko bhi 2023 mubark ho ,sir...
Sabhi nlo me garam pani arja hai return geyser se
Nrv chang kardo
light jaane par geaser apne aap kese band hota h
Ap jis digree pr set krngy apny ap cutoff ho Jayega , jaisy hi ap hot water istemal krngy apny ap light ON ho jayegi pani garam hota rehga
Wire cut hone pe
Pani garam tu hota hai par garam paani 2 hour ke baad garam aata hai
Water heater k heating element pr salt ki jam gya hai to pani let garam ho Jayega , heating element flange k nut remove kry phir acid se clean kr k return lgaye , pani jald garam ho Jayega, but power disconnect kr k krna hoga
Pani me earthing bhi aata hai pani bhi dhiree garm hota hai
Wiring ek supply ek nutle aur ek earthing hoti hai , ap earthing wire ko heater k Body ko connect kre ,
Code kaha hai
G00dsarje
Sir evaporator section mein upar wali side barf jam rahi hai aur niche wali side nahin jam rahi hai, choking ki problem hai to Kahan hai?, Evaporator mein, filter mein, capillary mein etc etc????
Sar Mera dukaan Goregaon west mein hai Mumbai Maharashtra mujhe aapka contact number mil sakta hai
Good vedio
❤
Happy new year
Nice vedeo
Happy new year sir
Happy new year sir
Happy new year sir 🙏