Thanks bro for the demo. I am planing to buy inverter. Extra solar controller is required if we installed this LUMINOUS NXG 1450 PRO. Pls reply this is helpful for me for purchase.
Video badhiy ahai but misinformation hai. Kuch pad like lo aur logon ko plus khud ko bewkoof mat banao. note kar lo ki 1. chote system like 1 kw or so mein mppt aur pwm ka koi khaas fark nahin padta. 2. Mppt power Kabhi nahin badha sakta. Agar volt 100 aa rhein hain aur amp 0 hain to mppt zero amp se hi charge karega. P = V x I 3. Mppt kaam aata hai jab aap 24 volt panel ko 12 volt system mein use karna chahte hain ya 12 volt panel 24 volt system mein. 4. Mppt current increase ke kaam nahin aaya 5. Mppt high voltage wire ke through less loss ke saath bhejne ke kaam aata hai. Thoda solar experts ke video dekh lo example below. th-cam.com/video/vyOSt3OJMQ4/w-d-xo.html All the best.
Bhai galti se pwm liya Maine aap ka video dhekr
220Ah battery ke liye mppt wala koun sa inverter sahi hoga, Jo Battery ko Grid se charge karne pe jaldi charge kar de, Please Suggest karen
No load shutdown kise hataye
Useful information, bro can i use 455-530watt bifacial 2 solar panel with this inverter it cross more that 1kw is it good?
😅
Luminous solar poly aur mono perk me kya hai
Ampere ka fark h mono Jada ampere deta h Polly se
Thanks bro for the demo. I am planing to buy inverter. Extra solar controller is required if we installed this LUMINOUS NXG 1450 PRO. Pls reply this is helpful for me for purchase.
Kitna Watt ka solar lagana hai
Kya इंडक्शन भी 1850पर चलता जा सकता है
Uske liye Bara system chaye
Sir mujhe solar se direct loed chalana hai
Uske liye aapko on gride system lgana hoga
Nice information
nxg 1450 model bhi pwm inverter h
Right
Nxg pro 1kva mppt hai
Kon sa solar mono poly le
Mono Jada best Hota hain
Where to buy
Online
Bhai isme deep freeze chlega kya
1000 watt tk ka koi v freezer chala sakta h yadi 1000 watt se jada h to utna capacity ka solar invater lgana parega
Isme battery kitne amp se charge karega
10 A se
Iski cost kya h....
10000 invater ka
Sare system ka ....cost
60 Ah tubular lga sakte hn?
Ha Lakin chota system ke sath
एकल बॅटरी पर चल क्या 1450 ये बता दे मुझे लेने हे 1450 व्हीए तो ये सिगल बेत्री पे चलेगा 250 की बॅटरी पे
Aap kahna chahte ho 1450 nxg solar invater par 250 ah battery chal payega to ha
Price
Nxg 1450 is mppt or pwm
Pwm, nxg pro is mppt
Loom solar aur Luminous dono costly hai bhai... 😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭
ha costly to h but best v h
Esme kaise pta chalega ki battery full chargeh
Jab dhup hote hue v ampere Kam ho jayega
Bhai iska price kitna h
Invater ka 6000
Bhai 1450 na to filpkart a raha hai n amajon par fir kaha se kharide
Market me aapko aasani se mil jayega
Me me online check karke aapko btata hu
Hii
Hii
Mera nam ravi he
Kaise ho ravi
Luminas nxg 1450 pwm hi galat ku batarhi ho
Mppt h kya
Solar battery to bekar he becup nahi milta he
Video badhiy ahai but misinformation hai. Kuch pad like lo aur logon ko plus khud ko bewkoof mat banao. note kar lo ki
1. chote system like 1 kw or so mein mppt aur pwm ka koi khaas fark nahin padta.
2. Mppt power Kabhi nahin badha sakta. Agar volt 100 aa rhein hain aur amp 0 hain to mppt zero amp se hi charge karega. P = V x I
3. Mppt kaam aata hai jab aap 24 volt panel ko 12 volt system mein use karna chahte hain ya 12 volt panel 24 volt system mein.
4. Mppt current increase ke kaam nahin aaya
5. Mppt high voltage wire ke through less loss ke saath bhejne ke kaam aata hai.
Thoda solar experts ke video dekh lo example below.
th-cam.com/video/vyOSt3OJMQ4/w-d-xo.html
All the best.
Tum padh lo bhai mene experiment kiya hu mera pass dono technology h h to me mppt pwm kyu na bolu jab dono me bahut fark h
@@skyshivam27 th-cam.com/video/vyOSt3OJMQ4/w-d-xo.html
Nice information
Thanks