Uncle ji aapne multi meter ka circuit banaya aur use banane ka tarika bhi seekhaya thanks iske sath hi aap current, resistance aur volt kaise multi meter ke probe se in hote hain aur fir circuit aur rotary switch se hote hue kaise ic ki pin par in hote hain iska path bhi bata den jisse multi meter kaise work karta hai iski sampurna jankaari aapke subscribers ko milegi ye aapse meri request hai please isi vishay ko aage badhate hue is par bhi ek video banayen ,🙏🙏 dhanyawad sirji
Sir parnam, aap ke video mein samjhane ka Tarika ATI Sundar hai aur aap kahan se ho main Barmer Rajasthan se hun aapse Milana chahta hun aap ka talent dekhkar beyhadh Khushi Hui hai maini ek mechanic hun
uncle yeh jo coupller ke saath pf laga hua hai is ke baray ya pf,s ke baray mei detail video banayen taakay kuh naya seekh sakain . jaise pf picofarad nf nanofarad aur uf. jaise ke 222. jaise ke 472. yani ke 2200 pf 2.2nf isi tarhaan 4700pf 4.7nf 0.0047uf waghaira aur in ki capacitance ke kitni capacitance ka kis jagah par lage ga
Dear uncle ji mere pas mastech (MAS830L) ka multimeter jo continuity to bata rha he per voltage sahi nhi show kr rha he so aap use repair ker sakte ho to me aapke pass bhej sakta hu ji b charge ho ga me pay kr dunga and send me your contact details thanks sir ji
Bahut acha se samjate hai, nayi knowledge dete hai. Mehnati hain
Thanks.
Bhut mehenit kee hai app ne tnx
Uncle ji aapne multi meter ka circuit banaya aur use banane ka tarika bhi seekhaya thanks iske sath hi aap current, resistance aur volt kaise multi meter ke probe se in hote hain aur fir circuit aur rotary switch se hote hue kaise ic ki pin par in hote hain iska path bhi bata den jisse multi meter kaise work karta hai iski sampurna jankaari aapke subscribers ko milegi ye aapse meri request hai please isi vishay ko aage badhate hue is par bhi ek video banayen ,🙏🙏 dhanyawad sirji
Sir u r genius 😎😎. thank you 🙏🙏🙏
Sir parnam, aap ke video mein samjhane ka Tarika ATI Sundar hai aur aap kahan se ho main Barmer Rajasthan se hun aapse Milana chahta hun aap ka talent dekhkar beyhadh Khushi Hui hai maini ek mechanic hun
मैं भी जिला गंगानगर राजस्थान से हूं। धन्यवाद
❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
uncle yeh jo coupller ke saath pf laga hua hai is ke baray ya pf,s ke baray mei detail video banayen taakay kuh naya seekh sakain . jaise pf picofarad nf nanofarad aur uf. jaise ke 222. jaise ke 472. yani ke 2200 pf 2.2nf isi tarhaan 4700pf 4.7nf 0.0047uf waghaira aur in ki capacitance ke kitni capacitance ka kis jagah par lage ga
Dear uncle ji mere pas mastech (MAS830L) ka multimeter jo continuity to bata rha he per voltage sahi nhi show kr rha he so aap use repair ker sakte ho to me aapke pass bhej sakta hu ji b charge ho ga me pay kr dunga and send me your contact details thanks sir ji
Dear uncle ji mere pas mastech(MAS830L)ka multimeter jo buzzer reng par continuasli buzzer bajaraha hi