sir mera havells gas geyser wash basin tap mein sirf 45 seconds hot pani deta hai phir thanda pani aana chalu kar deta hai ......contnious hot water nahi aa raha hai .....
Bhai reply dena geyser fiting karne time drill machine se hol karne time kaise pata kare ki pipe bhic me tho nhi hmaraha hai karke kaise pata kar please reply bhai ❤️
Jo plumber Hota Hai hai vah geyser ki jagah per pipe Nahin Deta Hai Fir Bhi Kai bar aisa hota hai ki vahan per Koi pipe hota hai to iske liye aap sabse pahle Jahan per aap hol Karenge vahan per Halka Halka Sa Gaddha khodne aur FIR vahan per Dekhe agar koi pipe vagaira To nahi hai vahan per aap surak Karle aur Agar pipe hoga to plaster ke bad vah dikh Jaega aapko
Mera pass Surya company Ka geyser hai uski power light band ho jati hai to ma us Ka mennul button KO prees Karne baad Apne app chalo ho jata hai power light ok ho jati hai
Iske andar bahut jyada floride hone se yah problem Aati Hai iska ek hi solution hai ki geyser ko pura kholkar Andar Se uski Tanki Ki Safai hogi uske bad yah problem Nahin Aaegi
Iski khul kar pure Tanki ki Safai Hogi Iske andar bahut jyada floride Jab Jata Hai tab yah problem Aati Hai bahut hi jald message per pura detail Se video Banaunga
Agar trip hone k karan baar-2 band hota hai to kya usko geaser k pas wali button se on kark use karne me koi problem hoti hai? Jab tak repair nahi karwa pa rahe to kya usko use kar skte hai on kark ??
Mera geyser auto cut ho ja raha hai. 4-5 times chek karwaya ..shop me on kar kar deta hai.light bhi proper jalti hai lekin jaise hi 5 minute water thoda garam hua to phir band ho jata hai aur phir on hi nahi hota..uski andar ki Rod bhi change kar diya hai but phir bhi problem aa rhi hai..aut kya problem.ho sakti hai??
Thankyou Humne Kiya To Ho Gaya
Thank for. Shareing your knowledge it's is very helpful
Bahut Badhiya Janakari 👍
Thank you so much sir 🙏🏻✌🏻
Thank you for this video Sir
Awesome video bhaie rod ka khaar to hatane ka tarika batadiye hai but andar ka khar kaise nikalenge please reply
जब गीजर पूरा खुल जाए तो आप उसमें नमक वाला तेज़ाब डाले कुछ देर बाद अंदर का खार हट जायेगा
sir mera havells gas geyser wash basin tap mein sirf 45 seconds hot pani deta hai phir thanda pani aana chalu kar deta hai ......contnious hot water nahi aa raha hai .....
Sir plz iss geyser ka complete wiring with diagram mai batane ki kripa kare taki hum log bhi kuch sikh sake
Aap channel per jaen abhi Kuchh Din pahle Maine geyser ki video Dali Hai diagram ke through Jiske connection Maine Bataye Hain
Mera ccropton ka naya gyzer hai bar bar trip ho raha hai,to uska karan n upai kiya hoga
Iski wearing check Karen ismein Koi Na Koi fault hota hai ya FIR Giza had hota hai to yah condition Aati Hai
Bhai reply dena geyser fiting karne time drill machine se hol karne time kaise pata kare ki pipe bhic me tho nhi hmaraha hai karke kaise pata kar please reply bhai ❤️
Jo plumber Hota Hai hai vah geyser ki jagah per pipe Nahin Deta Hai Fir Bhi Kai bar aisa hota hai ki vahan per Koi pipe hota hai to iske liye aap sabse pahle Jahan per aap hol Karenge vahan per Halka Halka Sa Gaddha khodne aur FIR vahan per Dekhe agar koi pipe vagaira To nahi hai vahan per aap surak Karle aur Agar pipe hoga to plaster ke bad vah dikh Jaega aapko
@@Technicalsamayofficial ok thanks bhai
Bilkul sahi
Awesome👍👏😊😊 video
Mere pass isi model ka geyser but uska display hi nhi aa rha he
Hello sir ji mere paas Usha ka gijar hai jo ki baar baar cut off ho jata hai kata karu
Mera pass Surya company Ka geyser hai uski power light band ho jati hai to ma us Ka mennul button KO prees Karne baad Apne app chalo ho jata hai power light ok ho jati hai
Apne on off nahi hota kya har bar karna padta hai ek bataye
Sir mere wale gyser me bhi heating and cutout light ek saath on hai aur pani nahi garan ho raha
Iski Road kharab ho sakti hai
Sir 12sall Purna havel ka geysar ha thrmostat on of ho Raha lakin main lead par Laga re sat switch bar bar trip ho rha kya uski sarvice kar Da
G bilkul karwaye
Tesu kya parts hota hai sir plzz reply
कहा मिलेगा थोड़ा मदद करे
Sir my geyser keeps tripping all the time at the plug when ever we on the switch it makes a tap sound even after resetting it..? What is the reason??
Iske andar bahut jyada floride hone se yah problem Aati Hai iska ek hi solution hai ki geyser ko pura kholkar Andar Se uski Tanki Ki Safai hogi uske bad yah problem Nahin Aaegi
Very informative thanks
Nice video very nice
Maine apne gizer ko pipe laga wash kiya ab ye gizer on nahi ho raha hai ye kaise thik hoga
Water ki pipe se dho di
Koi indicator a raha hai ya nahin aur kaun sa geyser hai aapka
Thank
Good
Gizar kon sa kharide
Local ko chhodkar company ka koi bhi khareed sakte hain
Sir eska rod or kit kaha melega
thank you sir
Pawor Caybal tikk hh
Sar AO Smith ka geyser Hai 15 litre ka temperature 30 40 per jaane ke bad cut ho jata hai kya problem ho sakti hai batao Sar please
Sir ji mene abhi new element lagaya h red light nahi jal rahi h Or Yellow light cut nahi ho rahi h or pani Garam ho raha h kya karoon
Gyeser बहुत heat होता है.
8दिन me ही नया power प्लग जल रहा है. 2plug change किये.क्या fault होगा.
Brother
hot water ke pvc pipe mein laga Barsil pighal rha hain isko kese thik kre????
Ismein Pani bahut jyada Garam ho raha hai iska autocut set Karen aur ismein PVC connection hai jo acchi quality ka lagaen
Mene pura clean kar diya geyser, phir bhi auto cutt hota hai, temperature control wala thermostat bhi kaam kar rha hai barabar, kya problem hai?
Pani ka temperature kitna ho kr cutoff hota hai ?
Sir My ak Havel's ka 10later lgayaa hu usme to gijarr Me koy response nhi Ho rhaa ashaa Q Pilzz batvo thodaa
Uske Palak Mein Ek switch hai usko reset Karen aur board Mein light check Karen a rahi hai ya nahin a rahi hai
Senzo ka pcb kahan milega sir plz plz details de aur kitne me ayega pcb
Bhai Iske service centre per hi pata karna padega alag se market Mein Mushkil Chand Hain
1600 rupe bolre service center me
Offline try kar lo Kahin Milta Hai To
Temperature control kaise kre ☹️☹️ye to btw
next video mein jarur bataunga
Good.
Mera New Havels puro dx 25 letters on Karen Per fat fat sound q hota hai
Iske ander jab jyada Floride aa jata tab awaj aati hai ya iski rod khrab hoti to
Mera Crompton ka guyser hai ohhh automatically off Ho jata hai bar bar, iska permanent solution plz?
Iski khul kar pure Tanki ki Safai Hogi Iske andar bahut jyada floride Jab Jata Hai tab yah problem Aati Hai bahut hi jald message per pura detail Se video Banaunga
Iska pcb kharb hoga to milega yaa nahi
Milta lakin service centre per
My geser does not have any light to show
अगर खाली गीजर चल जाए और फिर चालू ना हो रहा हो तो क्या करें
Cat out ka price kya hi
Agar trip hone k karan baar-2 band hota hai to kya usko geaser k pas wali button se on kark use karne me koi problem hoti hai? Jab tak repair nahi karwa pa rahe to kya usko use kar skte hai on kark ??
Kar sakte hain lakin repyer karwa le to thik rahga
Mere pass shaf krne ka.power hi jis se Floraid shaf hoga
P. C. B. Kharab ho to kaise chek kare
Hey I found a small autocut with in a second please solve this geyser prombles which is Havells - trumpdrum geyser. Tq
Aap apne number de Le Main aapko call kar lunga
Lekin aapane bataya nahin Safai kaise karen😂
Iski road nikal kar isko ulta kar le iske andar floride hogi vah nikal jayegi FIR wapas fit ka de
What is meaning of 55 ;75 ;66 in the left side in the front where is five fingers symbol
Heating temperature
Bajaj m kaise kre
सबका बेसिक एक होता है
Pani garam hone ke bad geyser ka board me 25A mcb trip kyu krta hai?
Mcb change kar de koi problem nahi hogi
@@Technicalsamayofficial new geyser hai 1 month hua. Mcb bhi new hai
Where is ki wiring check Karen ismein Koi Na Koi fault Hai Jiski vajah se MCB trip ho rahi hai ya FIR uski Road bhi kharab ho sakti hai
Thanks
Mera geyser auto cut ho ja raha hai. 4-5 times chek karwaya ..shop me on kar kar deta hai.light bhi proper jalti hai lekin jaise hi 5 minute water thoda garam hua to phir band ho jata hai aur phir on hi nahi hota..uski andar ki Rod bhi change kar diya hai but phir bhi problem aa rhi hai..aut kya problem.ho sakti hai??
Iske auto cut change kar do Uske bad yah problem aapko Nahin Aaegi
@@Technicalsamayofficial changed..now working ..thanks
Mere geyser ka new element hai aur usme carbon bhi nhi hai lekin baar baar cut ho jaata hai
Kaise thik kre
Iska auto cut change kar do Uske bad yah problem Nahin Aaegi
गीजर को काम नहीं होने पर स्विच बंद कर देना चाहिए कि ओन ही रहने दे कोई प्रॉब्लम नहीं होगी बताए
Band karde to banter hai baki on rah jata hai to koi problem nahi
Sir Auto cut not restart
Autocut Ko Ek Bar check Karen vah current Nikal Raha hai ya nahin aur FIR naya autocut lagakar Dekhen
Element khola or fir lga diya kese saaf kiya btaya public ka chu.. kyu bna raha
Sir aapka number kya hai
Sir eska rod kaha milega plz मदद करे
Aap apna number send Karen main aapko call kar lunga
Thank you sir