Sir, aap ka video bahot bahot achchhi hoti hai magar upload ed video bahot hi kam hai, kochh, video tarah tarah ka circuite animation ke sath upload kiya karen badi meharbaani hogi.
Aapke Samjhane Ka Tarika behtarin hai Ek Aur yah chij hai ki ismein agar 30 empier ya 20 empier ki power supply Banani ho to usmein kaun kaun se changes karne Hote Hain aur Transformer kitne empier ka samay lagega
Sir mai uc3843 ic se smps bna rha hu usme humming bahut hota hai.kya karn ho skta hai. Aur soft start resistor(56k 2w) bhi bahut heat hota hai value bdhane pe sps kam nahi karta
Good tips❤. ( Anuj)
really great video.
वेरी गुड नॉलेज
Sir, aap ka video bahot bahot achchhi hoti hai magar upload ed video bahot hi kam hai, kochh, video tarah tarah ka circuite animation ke sath upload kiya karen badi meharbaani hogi.
nice
Super
It's really awesome sir. Thank you so much sir
Aapke Samjhane Ka Tarika behtarin hai Ek Aur yah chij hai ki ismein agar 30 empier ya 20 empier ki power supply Banani ho to usmein kaun kaun se changes karne Hote Hain aur Transformer kitne empier ka samay lagega
Jai Hind 🇮🇳
Sir ji, smps ki ek series bnayo, zero se le kar advance level tak, circuit diagram ke sath component ki value ke sath, thanks brother ji
Pahle basic concept clear kar de smps ka fir advance level pe diagram or values batayi jayengi.
Thanks for watching video.
@@animationwiringworld thanks brother ji
Sir 7 mahine ho aage ki video jaldi banao aur dalo
Sar dc 24 voltage se 12 voltage kaise banate
7812 ic for 1 amp load
Sir mai uc3843 ic se smps bna rha hu usme humming bahut hota hai.kya karn ho skta hai. Aur soft start resistor(56k 2w) bhi bahut heat hota hai value bdhane pe sps kam nahi karta
Ye smps kis purpose ke liye banayi hai, details bataiye.
@@animationwiringworld battery charging ke liye. 12v 5amp
@@yogeshkumardewangan7438 viper 22 a use karke dekho
@@animationwiringworld sir viper22 ic 5amp nahi de payega
@@yogeshkumardewangan7438 ic ke sath mosfet use karo
Ic name sir