Koi roads par tag lagate hai unhone ne loot macha rakhi hai koi sarkari office toh hai Nahi jis se janta vaha ja kar tag lagwa sake road par 500 ya manmarji k passey lete hai aor Keval 100 Rs balance hota hai
Sir mera icici ka fastag hai, aaj tak negative balance nhi gya abhi bhi 1000₹/- hai, fir bhi blacklist ho gya, customer care walay phone bhi nhi utha rahay
Sir Ji App is link pe click karke chacke karo ki aapko kya error fir uske hisab se aage contact kijiye ok Link: www.npci.org.in/what-we-do/netc-fastag/check-your-netc-fastag-status
aapne jab icici ka fastag liya hoga to aapne gadi ki RC copy submit ki hogi ...to aapko koi activate karne ki jarurat nahi padegi ye activated rahta hai bus aap usme recharge kar lena ....kyoki balance nahi g=hone ki vajh se fastag blacklist ho jate hai yadi aap toll 4 se 5 bar cross karte hai low balace pe ..
www.npci.org.in/what-we-do/netc-fastag/check-your-netc-fastag-status is NPCI Website ko login karke aap car number se check kar sakte hai ki kon sa fastag hai ok
isme aap try karo ki sbi ke fastag ka KYC Kara lo online login karke ye fir toll free pe bat karke ...aapka fastag ka kyc nahi hua hoga aur rc details update karna padega ji
@@nileshsingh5854 sir ji iske liye aapko SBI Fastag me Toll free pe call karna padega aur aapka kam ho jayega but SBI very slow proccess ho sakta hai ki aapka iske pahle wale fastag ka koi balance pending hoga ....
Koi bat nahi aap Fastag login karke vaha menu me vheecal service pe car ki details update kar do aur kyc bhi complete karle ya ICICI WhatsApp pe kar le : 8640086400 aapka Fastag white list ho jayega sir ji
Sir main dealer se second hand car kharid ki hai to huspar hdfc fastag hotlist dikha raha hai maine mail hai kiya hdfc wale kuch reply hi nahi kya plz sir kuch baatye kya karoon
Fastag go 500 ka recharge karke rakhe aur 2 ya tin bar warking days me toll cross karenge to NPCI Ke server me update hoga account detail jisase aapka kam ban jayega ji 7 se 10 Working days lagaenge normal hone me
Appke pass me agar old fastag ka access hai to aap BUs Fastag ka balance mainten karo ji kam ho jayega ...Rs. 1000 balance mainten karo 1 month ke liye normal ho jayega
Sir Paytm fasttag use kar raha tha,,, uske Baad closure initiate Kara Hu or closed b huwa hai,,,, Ab me na naya wala fastag online le raha Hu….. lekin Ab blacklist , hotlist by npci Karke dika raha hai
Koi roads par tag lagate hai unhone ne loot macha rakhi hai koi sarkari office toh hai Nahi jis se janta vaha ja kar tag lagwa sake road par 500 ya manmarji k passey lete hai aor Keval 100 Rs balance hota hai
Nhai Tag ke 250 Final amount hai itna he dena chahiye nahi to aap bank se process kar sakte hai online 4 to 5 days me aa jata hai curiear se
@@technicalramji555 Abhi kitne mei ban rha jaa ke check Karo aur bank ke customer care mei pucho 400 bank le rha 500 toh lega he na ladka
More car par Airtel Fastag ka first owner black listed he solute me new Fastag issue hi ho tha , plz suggest my help
Use card me balance negative hone ki vajah se hua hoga usko recharge karke Black list hataye pahle
Fastag balance 500/- Rs ha g
Airtel Last updated today Refresh
IMPORTANT: Please maintain sufficient balance to avoid getting
blacklisted.
Mera SBI ka fastag hai recharj nahi ho raha h kya kare
Meri car ka first owner ka fastag blacklisted he, esiliye me new fastag issue nhi ho rha.
please suggest way forward.
Mail me car number rampyare29@gmail.com
Sbi fast tag hotlisted recharge kaytho b amount rerten atha. Kay karoo
My Baroda fastag blocked because my fastag made by chassis number now what I can do to close or active which is better
update car details against your fastag then its working bro call bob fastag toll free
Sir mera icici ka fastag hai, aaj tak negative balance nhi gya abhi bhi 1000₹/- hai, fir bhi blacklist ho gya, customer care walay phone bhi nhi utha rahay
Sir Ji App is link pe click karke chacke karo ki aapko kya error fir uske hisab se aage contact kijiye ok
Link: www.npci.org.in/what-we-do/netc-fastag/check-your-netc-fastag-status
Mere pass do tag hai icici ka chalana hai kese kru
Mera ICICI ka fastag h aur hotlisted dilha raha h aur usme balance bhi h 1000 rupay ..pr gadi second hand le h abhi kuch din pehle help me
Online login karke vheecal details me Jake car ki details update karde 2 se 3 din me details update hote he Hotlist hat jayega
Sir, maine phone pe se icici ka fastag liya h toh usko activate krna pdta h ya vo activated aata h ?
aapne jab icici ka fastag liya hoga to aapne gadi ki RC copy submit ki hogi ...to aapko koi activate karne ki jarurat nahi padegi ye activated rahta hai bus aap usme recharge kar lena ....kyoki balance nahi g=hone ki vajh se fastag blacklist ho jate hai yadi aap toll 4 se 5 bar cross karte hai low balace pe ..
Thanks
min kyc enough hai ya full kyc krna jaruri h
icici bank ka fastag h
dono karna hai Car pluse owner ka
Aur humko kaise pta chlega ki humara fastag kis bank ka hai
www.npci.org.in/what-we-do/netc-fastag/check-your-netc-fastag-status
is NPCI Website ko login karke aap car number se check kar sakte hai ki kon sa fastag hai ok
Mere SBI FASTAG mein 730 rupees balance hai lakin fir bhi blocking aa raha hai,,,,???
isme aap try karo ki sbi ke fastag ka KYC Kara lo online login karke ye fir toll free pe bat karke ...aapka fastag ka kyc nahi hua hoga aur rc details update karna padega
ji
Same problem with SBI fastag. mere paas 800 balance hai par blacklist dikha raha hai. aapka kaise solve hua?
@@nileshsingh5854 sir ji iske liye aapko SBI Fastag me Toll free pe call karna padega aur aapka kam ho jayega but SBI very slow proccess ho sakta hai ki aapka iske pahle wale fastag ka koi balance pending hoga ....
Mera ICICI ka faststag hai
Balance hone ke baad bhi blacklisted dekhatata hai
Koi bat nahi aap Fastag login karke vaha menu me vheecal service pe car ki details update kar do aur kyc bhi complete karle ya ICICI WhatsApp pe kar le : 8640086400 aapka Fastag white list ho jayega sir ji
Sir main dealer se second hand car kharid ki hai to huspar hdfc fastag hotlist dikha raha hai maine mail hai kiya hdfc wale kuch reply hi nahi kya plz sir kuch baatye kya karoon
Fastag go 500 ka recharge karke rakhe aur 2 ya tin bar warking days me toll cross karenge to NPCI Ke server me update hoga account detail jisase aapka kam ban jayega ji
7 se 10 Working days lagaenge normal hone me
Sir sbi bank ka fast tag hot listed hai gadi 2nd hand car hai to use kaise nikale
Appke pass me agar old fastag ka access hai to aap BUs Fastag ka balance mainten karo ji kam ho jayega ...Rs. 1000 balance mainten karo 1 month ke liye normal ho jayega
Good
Welcome
Dev raj singh br01pj1121black list h hm second hand liye h sckarpi kaise styega fastag
@@devrajsinghbr01pj112 ok kal batate hai
Mera account frezz krdiya sir ..help kro...one month se preshan h hm
Kon sa Fastag hai aapka
Aaj kl car number se paise deduct kar lete hai
Aisa nahi hai
Sir mera fastag may be blacklist ho gya hai to kaise usko remove kru aur kyc kaise ho sakti hai please reply
Sir muje aapka number mil sakta he ?
kuch kam hai to aap mail kar do rampyare29@gmail.com
Sir Paytm fasttag use kar raha tha,,, uske Baad closure initiate Kara Hu or closed b huwa hai,,,, Ab me na naya wala fastag online le raha Hu….. lekin Ab blacklist , hotlist by npci Karke dika raha hai
Plz let me know what steps can I take