Thank you so much Varun G.. 2 din se apke channel pe Sare video dekh ri thi bartanon k liye... Aap ne to kaam aasan kar diya mahoday 🙏🙏🍎🍎Saroj Jaipur 🙏🙏
Ji garmiyo mei khaa skte hain, par sardiyo mei keval dopahar ka khana khana hi theek rahega. chandi ki taseer thandi hoti hai,isliye sardiyo mei upyog thoda kam karenge toh achcha rahega
Varun ji agar aisa kiya jaye ki kalai utarne par ham vakshi ko unhe courier kar de fir aap use fir kalai karke hame de... Aur apne jo ghar me kalai ki bat kahi vo kisi tarah possible ho jaye tab to usase badhiya aur kuch ho hi nahi sakta
Acha yeh rahega ji, paani doosre bartan mei garm kiya jaaye, taambe mei paani rakhna bataya gya, kisi bhi dravya ko tambe mei garm karna , aisa kahin likha nahi hai
And one more your information really best thks
Bhai Wah
Bahut hi badhiya information di aapne .Dhanyawad aapka .
This video is beneficial to everyone in the society
Nice information
Wao very nice. Super knowledge 👌🏻🙏🏻
Excellent guidance provided thanks so much
Thank you so much Varun G.. 2 din se apke channel pe Sare video dekh ri thi bartanon k liye... Aap ne to kaam aasan kar diya mahoday 🙏🙏🍎🍎Saroj Jaipur 🙏🙏
Thanku 🎉
Apka समृद्ध भारत ka sapna jarur sach hoga
Sir bronze ka bartan bhi use kar sakte h
दिल्ली में अच्छी कलई कहा करवाई जा सकती है ??
Very very informative video for today's India because now days Indian people forget their traditional values. 🙏🙏🙏
What is kalai made off .I want to know the metal
@@meetukumar3622 Its tin - रंगा
1. Kansa ko hi gilat kahte hai kya
2. Gilat ki kadhai me sabzi bana sakte hai kya
Namaste sir meri dadi Kasa ke barton mein dal banate thi kya abhi waist barton mel sakatahai lpz reply me
Can we use bronze utensil everyday in our daily cooking?
Sir , nityanandam shree ji ki ek video dekhi thi unhone btaya ki kanse k bartan me ghee nhi dalna cahiye . Us condition me me kya kare?
Bronze ke glass ke liye order karana hai
Ye jo vinod or meyer ki cast iron kadhai hai o bhi pure ni hai kya bhaiya ji..
Can cook food in kasya bartan
Aap bartan provide karte he...?
Thanks
2se 3 ghante agar dal ban ne main lag rahe hai pital main toh isse gas kitna kharch hoga yeh toh loss hua naa apna?
Chaandi ka plate Mei bhi khasakthi hai?
Ji garmiyo mei khaa skte hain, par sardiyo mei keval dopahar ka khana khana hi theek rahega.
chandi ki taseer thandi hoti hai,isliye sardiyo mei upyog thoda kam karenge toh achcha rahega
Pure kitna hai depend karta hai
Nowadays kalai karnewale bahut Kam log milte hain city main aur bahut expensive hote hain
It is good substitute of ceramic coating cookware.
Sir Vakshi se yeh bartan order kaise kiye jaye
Can we store cooked food in bronze?
Not really....you can store maximum for 1 Hour.
What is the composition of brass , the utensils u are selling?
Brass is approx 60% Copper , 40% zinc.
Sir muje bartan lena hai
Gilit ke bartan kaise hote hai
कौन शि जग्गा से हो।
@@TheTwoCutieSisters4031 जी वैशाली गाजियाबाद _/\_
Varun ji agar aisa kiya jaye ki kalai utarne par ham vakshi ko unhe courier kar de fir aap use fir kalai karke hame de... Aur apne jo ghar me kalai ki bat kahi vo kisi tarah possible ho jaye tab to usase badhiya aur kuch ho hi nahi sakta
Agr inka rate bta dete to vadia hota khas kr braas ki handi ka
Vande Matram Ji,
Bartano ka rate har 3-4 mahine mei badal jata hai ... Iske liye 9718361061 par kripya whatsapp karein
Cleaning and maintenance is difficult with these utensils.
सर आपकी बात से सहमत हूँ, लेकिन आजकल कलई करने वाले कारीगर नहीं है,सर कया तांबे के बर्तन में पानी गरम करके पी सकते हैं।
Acha yeh rahega ji, paani doosre bartan mei garm kiya jaaye, taambe mei paani rakhna bataya gya, kisi bhi dravya ko tambe mei garm karna , aisa kahin likha nahi hai
@@VakshiOrganics धन्यवाद सर
काम की कम बात करते हैं
Agr inka rate bta dete to vadia hota khas kr braas ki handi ka