Bhai mere pass Yehi kent maxx model hai Or usme hollow fiber UF lagaa huaa hai. Uske karan pani bahut hi dheere dheere Aata hai. Kyaa mein bhi UF filter ko hataa sakta hu.?? UF hataane ke baad pani ki quality down ho jaati hai kya?? UF ko hattau ya nahi please suggest me???
Bhai ap hata na chaho to haata sakte ho Kyon ki uf filter 5 micron se bi chota hota is liye vo bari kh gandgee paktne ka kam krta hai So ager apka pani bahut saf ata hai to ap haata sakte ho ager thoda jada ganda ata hai nhi So ap dekho apke pani ki candison kya hai
Bhai sahab mujhe ye poochhna hai k agar iska autocut khrab ho gya hai toh pani ooper se andar choke mein Jane se choke khrab ho skti hai kya? Hamare saath aisa huya hai Kent Maxx purifier mein. Pehle koi problem nhi thi Banda service krne Aya. Uske baad autocut nhi huya aur pani overflow hone lga aur beep sound aane lgi. Hamein lgta hai k service vale ne kuchh khrab Kiya hai
Ho sakta hai usse esa ho gaya Ho Yaa ye bi hosakta hai ki usne sahi se chek nhi kiya Service krte time Service krne ke bad me ek bar automatic shut ko chek kr naa chahiye Jab ki jada tr log jaldi me hote hai Or sahi se dekhte nhi hai Koi nhi ek bar or Service krlo
Dekho Kent maximum jo hai ek water purifier hai to ye Tds ko kam nhi krta hai Ye bas pani ki dhool matti ko hatataa hai or becteriya marta hai to ap ko ager Tds kam krna hai to apko RO purifier hi lagana hoga
How much cost takes. This kind of issues
UV kitne din ke baad change krna padta hai? Price kitna hai?
Cost kya hai candal ki our konsi use ki hai
can anyone use 8 inch UF filter instead of 4 Inch in Kent maxx ?
Bhai mere pass Yehi kent maxx model hai Or usme hollow fiber UF lagaa huaa hai. Uske karan pani bahut hi dheere dheere Aata hai.
Kyaa mein bhi UF filter ko hataa sakta hu.?? UF hataane ke baad pani ki quality down ho jaati hai kya?? UF ko hattau ya nahi please suggest me???
Bhai ap hata na chaho to haata sakte ho
Kyon ki uf filter 5 micron se bi chota hota is liye vo bari kh gandgee paktne ka kam krta hai
So ager apka pani bahut saf ata hai to ap haata sakte ho ager thoda jada ganda ata hai nhi
So ap dekho apke pani ki candison kya hai
@@KAKEEXPERIMENT thanks for your valuable support🙏🙏🙏
Ohh beta tune moje kar di tum to bade heavy driver nikle
Bhai sahab mujhe ye poochhna hai k agar iska autocut khrab ho gya hai toh pani ooper se andar choke mein Jane se choke khrab ho skti hai kya? Hamare saath aisa huya hai Kent Maxx purifier mein. Pehle koi problem nhi thi Banda service krne Aya. Uske baad autocut nhi huya aur pani overflow hone lga aur beep sound aane lgi. Hamein lgta hai k service vale ne kuchh khrab Kiya hai
Ho sakta hai usse esa ho gaya
Ho
Yaa ye bi hosakta hai ki usne sahi se chek nhi kiya Service krte time
Service krne ke bad me ek bar automatic shut ko chek kr naa chahiye
Jab ki jada tr log jaldi me hote hai
Or sahi se dekhte nhi hai
Koi nhi ek bar or
Service krlo
Bhai isme UV ke baad hollow fibre UF filter nahi lagaaya ??? Please reason bataaye????
Bro isme pelhe se nhi laga ata vo dura modal hota ha jis me laga hota hai
@@KAKEEXPERIMENT thanks...
Sir isme intank UV kaise lgaya ?
Bhai..membrane cartridge kahan hai??
Abe raju tu yha per hai aj kam pe kyu na aya
Wholesale price bataye AquaFlow Sediment aur Carbon filter ka.
Mere ghar me pani ke tds 330 hay..... Kent Maxx ..kitne kam sakti hay??
Dekho Kent maximum jo hai ek water purifier hai to ye Tds ko kam nhi krta hai
Ye bas pani ki dhool matti ko hatataa hai or becteriya marta hai to ap ko ager Tds kam krna hai to apko RO purifier hi lagana hoga
Cant Max purifier Mein Lal aur Hari Batti Lag Rahi Hai Magar Pani Nahin a raha kya Karan hai
Bhai filter blocked ho gai hai
bhai mere model me to red wali light bhi nahi jal rahi hai
A company service man chor hea
Are bhi sub noche noche kar fek rahe ho
Thik se oe dhire dhire batvo