Aoa .sis mian Abi apni machine ko tub clean krny lage te to socha U tune pr check Kari hon method.pely koi aur video dehke pher apke ke serch ke tub clean ke video tb apny start m he bata dya k isko jaldi tub clean nahe krty iske life km ho jati ha.aur mjy abi 4 month howay hn use krty.really apke video sy boht help hoi ha.jazakallha.apke pely b machine k related sari videos dekti rahe hon.
AH, BH & CH are hexadecimal numbers. These are base 16. For example: 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F. Here A is equals to 10, B equals to 11, C equals to 12 and so on. CH means 12 hours.
Dear Hina meri washing machine ko kharide Abhi 17 din hue Hain lekin uska Tub BHT Ganda or greasy ho Gaya th to mene Scotch Brite se manually hi fho dia. Is se machine ko koi nuqsan to nhi hoga na mam.
AOA mayray pas be haier kee automatic machine ha jis k model no. HWM 150-1708 ha. es k tap kaysay saf Kary. es k function change ha ap kee machine se. plz plz reply Kar de.
Aoa, thanks of information api mary pass same machine ha haier ki ye wala model lkin mri machine m problm ye a rahi ha k wo clothes damage kr rahi(means kapray phar rahi ha) ha please agar apk pas koi information ha to batae
Walaikum assalam sister kapde phate ki waja maine is video mein detail se batae hai th-cam.com/video/0i79I5328IU/w-d-xo.html th-cam.com/video/s17nPK85m_4/w-d-xo.html lekin agar aap aise nh krti hain aur phir bhi ye issue aapko face krna pad raha hai to aap company call kr k complain krein wo check kr k batayein ge
Jazakillah sister. V.informative video... Just tell me one thing k kia haier ki hr model ki washing machine ka tub clean krny ka yahi tareeka hy?? Ya different models ka tareeka different hy??
Assalam u alaikum Jazak Allah for your valuable comment sister aap cleaning agent to yehi use kr sakti hain baqi hours aur buttons different companies ki machines mein different hi hote hain haier ki models mein zyada tar same hi hai
Assalam u alaikum ji sister kar sakte hain lekin ab market mein itne products aa gaye hain aap wo zaror try krein aap meri ye video dekh sakti hain th-cam.com/video/6TbbQSnlvBM/w-d-xo.html
Assalam u alaikum sister maine haier walon se confrim kiya hai phir ye video banae hai maine 1.5 year k baad apna tub clean kiya tha aur haier walon ne kaha tha k year mein 1 dafa krna theak hai lekin months k baad nh kyun k ye ek hard process hai machine k liye lekin agar aap machine mein zyada tar starch use krti hain jese har week aapko starch use krna hota hai to bhi aap 6-7 months mein ye option use krein 4 months bohat kam time hai
sister aisa koi program nh hai aap ko alag se paak krne hain phir aap machine mein daal kr wash kr lein aap ye videos dekh sakti hain th-cam.com/video/WcgBXQt2y9A/w-d-xo.html 10 min mein 3 baar nh hota kyun ke machine pani bhar rhi hoti hai aur utna hi time leti hai aap ye videos dekh sakti hain >> Slow Water Intake Issue th-cam.com/video/Bo9eJ_Yw-Og/w-d-xo.html th-cam.com/video/tUA1RKBqRII/w-d-xo.html aap meri ye live stream bhi dekh sakti hain aapko andaza ho jaye ga th-cam.com/users/liveut198FYZWoY
Jazak Allah for your comment sister maine b same model ki 12 kg new machine purchase ki hai th-cam.com/video/_C9FszH6NYc/w-d-xo.html insha Allah main us pe b video zaror banaon gi aap is model se related meri baqi videos b zaror watch krein Jazak Allah 1) th-cam.com/video/1OY4yJhvse0/w-d-xo.html 2) th-cam.com/video/1Kx7O0ZMFxQ/w-d-xo.html 3) th-cam.com/video/14jpjYVCilw/w-d-xo.html
Assalam u alaikum sister jab voltage issue ho to aap avoid krein kuch din is function ko use krne se light chali jaye gi to shayad wahin se start ho jahan stop huwa ho ya again dobara aapko set krna hoga maine bhi ye option 1 baar hi use kiya tha ab mere paas ye machine nh hai werna main aapko iska bhi demo de kr dikha deti
nahin sister aap nahin daal sakti kyun k ye process start hote hi machine totally lock ho jati hai aur phir poore process mein apne hisaab se pani leti hai process bohat lamba hai to aapko nhin pata k kab pani le gi aur kab nh lekin agar aap start mein daalna chahein liquid soap k saath to daal sakti hain lekin pipe ko lazmi cover ki jiye ga ta k koi impurities machine k andar na jaye werna machine k parts kharaab ho sakte hain
Assalam u alaikum sister ye maine khud hi purchase ki hai company ka mujh se koi raabta nh hai main khud hi housewives ko in functions k bare mein bata rahi hun aur maine ye machine change kyun ki maine uska reason bhi bataya tha aap dekh sakti hain th-cam.com/video/wL7rHK7YY_A/w-d-xo.html aur new machine purchase krte waqt bhi video banae thi to kuch bhi achanak nh huwa th-cam.com/video/RWpeS66Pkjc/w-d-xo.html
Jazak Allah for comment Sister blanket nhi kr skte wash qk wo wet ho kr Apne weight se 5 guna ziayada heavy ho jata h Motor itna weight nhi carry kr skti Ap s machine me blanket k ilawa sb kch wash kr skte hn insha'Allah bht jald me video upload krne wali hn apko easily smjh a jaye ga Plz stay connected
Assalaam u alaikum aap pareshaan na hon meri jo new machine hai us mein bhi mere paas 2 hi pockets hain liquid detergent k liye nh hai aap ussi pocket mein add krdein is video mein maine liquid detergent use kiya hai aap zaror watch krein th-cam.com/video/2qcTpvCRSmw/w-d-xo.html th-cam.com/video/zpO8WfwoKOY/w-d-xo.html main insha Allah is pe bhi video banaon gi next week tak main liquid detergent k elawa istemaal hone wale tamaam products k bare mein series banaon gi aap bell icon lazmi press krein ta k bar waqt aap ko update mil sake
A.o.A Api ksi hn Hmri machine m msla hua h Haire company ki h k pani thk lyti h kpry rise bi thk krti h Spain bi krti h but wash nh krti jb wash ka time strt hota h phr pani lny shuro ho jati h kindly guide me
Walaikum assalaam Main theak hun Alhamdulillah aap batayein aap kesi hain sister ye issue agar aapko pehle nahin tha lekin ab ho raha to ye 1 technical error hai electronic machine hai sensors mein ye issue aa jata hai aap Haier company ko call krein aur complain krein wo technician ko bhej kr aapka ye issue solve kr dein ge Aap meri ye video lazmi dekhiye ga ta k aapko theak se maaloom ho jaye th-cam.com/video/oAfl_Cbv6MU/w-d-xo.html
Aoa sis meri machine may machine start krtay hi normal pay ata hy button,tub clean ka option hy but kesay ho button ikhatay press kiye hain but machine on krtay hi normal washing pay hay wo
Assalamoalaikum ,sister ..mujhy pta ni tha k liquid dishwasher use krty hain tub cleaning m..is leya m ny detergent (surf) use kiya tha tub cleaning m..tu is sy machine ko koe Nuksan tu ni ho ga..?
Walaikum assalam sister koi nuqsaan nahin hoga kyun ke normal bhi aap kapron k saath surf hi dalti hain lekin next time aap khayaal rakhein ta k machine proper clean ho aur aap ye 3 products bhi use krein ya in mein se koi 1 jo maine is video mein bataya hai th-cam.com/video/6TbbQSnlvBM/w-d-xo.html
Assalam u alaikum sister maine is pe 1 detail video banae hai aap zaror watch krein th-cam.com/video/jHYlhcqM7qE/w-d-xo.html mere paas ab ye model nh hai
Sister maine to bohat saari videos main dekha hai ke 2months main tub clean krna bohat zruri hai agr yeh glt hai to Kiya main 1year bad Kiya krun.....plzzzzzz reply me sister
Assalam u alaikum sister aapne video mein dekha hoga k mjhe pehle is option k bare mein pata bhi nh tha maine to 1.5 year se kuch kiya bhi nh tha phir bhi meri machine bilkul proper work kr rhi thi lekin jab maine help center call kr k confirm kiya k mjhe 2-6 months baad krna chahiye? to unhon yehi reply kiya k 1 year mein 1 hi time krein har dafa krne se machine ki working mein issues ho sakte hain aap apni confirmation k liye help center se zaror raabta krein
Sis maa app ki video bhot shoq saay watch karti hoo mari bhi hair ki machine ha 2years ho gay ha lakin tub cleaning ka option nehe ha maa kasay clean karo kindly reply me thanks
Assalam o Alaikum sis mere pass bhi yahi Automatic washing machine hai derh saal bilkul acha work kia but 5 month se FA Error Araha water sensor bhi chenge krwa liya 2din bad Phir error ajata
Assalam u alaikum sister hmein kuch nh krna machine apna poora cycle wahin se start kare gi jahan se wo stop huwi hogi q k is doraan koi button press nh hota machine automatically work krti hai
I hav 4qustion ... Jb hm kapry wash kr rahy hun to... 1) Agr washing k beach mai light chali jay to ya autoo on ho ga❓ 2) kia namaq waly pani mai wash ho jaen gy kapry r is sy koe nuqsan to nai ho ga nasheen ko mtlb zang lg jana ya matel khrb ho jana ❓ 3) hmari azat hai k kaproo ko hm pahly sarf waly pani mai kch time rakhty hen then usy machine mai dalty hen to acha clean ho jata hai .. Kia hm is mai bi asa kr sakty hen❓ 4) koe asy kapry jis mai zib ho ya pardy ho gay us mai rings hoty hen can be wash❓ Agr is pai bi kch details mil jaen to will thankful to u ❤
Assalam u alaikum sister main aap k tamaam questions k answer krti hun aise hi numberwise ok 1) Wash krte huwe mere saath aisa 1 baar aisa hi huwa tha meri machine wash aur 1st rinse k baad 2nd rinse k liye pani le rhi thi aur light chali gae. Light aane k baad jab machine khud hi on huwi to wahin se start huwi. Lekin kaafi logon ne bataya k un k saath aisa nh huwa unhein again select krna pada. To ye machine hai iska kuch nh pata. Aur tub cleaning process mein aisa huwa nh to ye nh pata k start se again process start hoga ya nh. Aap try krein insha Allah kuch nh hoga zyada se zyada dobara hi select krna hoga machine ko kuch nh hoga.
2) is topic pe maine video banae hai aap zaror watch krein th-cam.com/video/8Rx8y0WxKmM/w-d-xo.html 3) Aap soak krne ki baat kr rhi hain shayad. Maine jo ab new machine li hai us mein soak function mojood hai lekin kyun k is model mein nh hai to maine soak krne ka method bhi bataya hai is model k liye aap dono videos watch kr sakti hain >>Soak Function th-cam.com/video/ojQMDl9_OXY/w-d-xo.html >>Soak Function for other models th-cam.com/video/iHsqsq3xy7c/w-d-xo.html 4) ji bohat easily wash ho sakte hain is model mein delicate function isi liye use hota hai. Maine ring wale curtains wash bhi kiye hain aap watch kr sakti hain >>Delicate Function: th-cam.com/video/IFJ7aICzzSg/w-d-xo.html Aur bhi koi sawaal ho to zaror poochein
Fill the washer with HOT water. Add 1 quart of chlorine bleach - no detergent. Let the machine agitate for a minute, then let it sit for one hour. After one hour, allow the washer to run through its longest wash and spin cycle. Continue by immediately filling the washer with HOT water again Add 1 quart distilled white vinegar. Let agitate for a minute, and again, let it sit for one hour.
Jazak Allah for comment No bhai ye already fix timing h machine ki... Me ne video me dikhaya h k koi b button press nhi ho rha to manually ap khd se time set nhi kr skte
Agr ap tub clean function use kiye bgher normal ya quick function py jaa k apni mrzi ki timing k sath every month viniger or baking soda dal k khali machine wash krty hn to wo bht useful rhta hy zyada tim b ni lgta or machine deeply clean b hojati hy. Jb machine water drain krti hy to us me kafi maela pani niklta hy dats mean k andr sy sfai hui hy
nice...ek bt bta den sister k agr rat lga k so jaen is doran to light jane se koi msla to ni hga process to ruk jae ga or dusra k bijli kafi le gi ye kya ?
Assalam u alaikum sister light chali jaye gi to process wahin se start hoga jahan pe stop huwa hoga aur ye machine bijli save krti hai isse bill pe koi issue nh hota maine bhi raat mein hi ye process kiya tha aur phir bill ki bhi video banae thi aap proof dekh skti hain th-cam.com/video/MUUicoRVI9k/w-d-xo.html
Assalam u alaikum yes you can but recommended are tub cleaning products like this liquid dishwasher and 3 more products which I have discussed in this video th-cam.com/video/6TbbQSnlvBM/w-d-xo.html
15kg wali machine ke tub cleaning kisy kary aor dosra yeh ka tub ke upper wali surface kisy clean kary kyun k is model main to tub cleaning function nahi hai
Sis mare machine ma tub clean ke option nh ha mare machine ka modle 150 1708 ha ap khate hain k haier ke company sa rabty ma hn to plz un sa poch kr mujy guide kr dn ma kasy kro phr tub clran plz plz plz zror poch kr baty ga
Assalam u alaikum sister iski bohat sari wajoohaat ho sakti hain maine is topic pe bohat sari videos banae hain aap inhein watch krein aapko idea ho jaye ga >>Rinse Issue th-cam.com/video/1Kx7O0ZMFxQ/w-d-xo.html th-cam.com/video/4qntvF_fy44/w-d-xo.html th-cam.com/video/jQ2c1kQ_-8g/w-d-xo.html th-cam.com/video/oAfl_Cbv6MU/w-d-xo.html >> Best Solution th-cam.com/video/R6hIZq9TzvM/w-d-xo.html
Assalam u alaikum sister maine video mein bohat detail mein bataya hai aap zaror watch krein baqi 1 year mein 1 dafa krein gi to life barhe gi aur agar aap 1 year mein 2-3 dafa krein gi to life kam ho jaye gi
Assalam u alaikum sister aap company call kar k technician ko ghar bulwayein ta ke wo is issue ko resolve krein aap meri ye video dekh sakti hain th-cam.com/video/0d_YY7kVdkk/w-d-xo.html
A.a kindly tell me....MRI machine ko 6 month hoay hn....bt tb sy m Kpry daal k tub clean py hi wash krti the ....MRI dawlance ki washing machine hy ...Kia MRI machine khraab ho jaay gi?
Assalam u alaikum sister tub clean year mein 1 time hi krni hoti hai ab tak to aapne wash kr liye ab kuch nh ho sakta lekin ab nh ki jiye ga please maine dawlance machine pe video banae hai aap zaror watch krein bohat help hogi aapko th-cam.com/video/6j-tkB7wYqM/w-d-xo.html
sister automatic washing machine sab k liye new hi hai unhein b shayad itni knowledge nh hogi tabhi unhon ne aapko kaha khair ab aap sahi place pe aaein hain aap mera channel visit krein maine bohat sare functions pe video banae hai meri machine Haier ki hai lekin tamaam machines mein functions taqreeban same hi hote hain aapko kuch idea ho jaye ga
mari same asi machine hai but switch on kr rahi hn but on ni ho rahi ...ek bar pahly b asa howa check krwaya to company walo ny kaha k jal gaya ander sy koi purza ...wo 5k main thk howa. .ab agaun asa ho gaya....kya isi waja sy howa k light kam zayada hony k waja sy jal gaya hai purza koi??
main machine ko start krtay he time jo normal wash ka 53 mints ajatay hain wo remove he nai hoaty beshak 2no buton akhtay dba lun tub clean k lay wo time rahta ha or smpil chalti ha jesy kapray wash krne hun plz help me
Assalam u alaikum sister agar switch on off krne k bawajood nahin hat rahe hain 53 minutes to ye koi error hai sensor ka aap pareshaan na hon aap haier help center call krein wo ya to aapko phone pe hi solution batadein ge ya phir aap k ghar technician bhejein ge ta k wo sahi kr k dein aapka ye issue aap call pe hi technician ki fees pooch li jiye ga 500-1000 tak hi hogi ya agar unhon ne badha di to uska mujhe maaloom nh aap pehle hi confirm kr li jiye ga machine ka tub clean krna bhi zarori hai aur jab aap k button press krne k bawajood kuch nh ho raha to ye technical error technician hi theak krein ge
Assalam u alaikum sister phir aapki machine mein drum clean ka option hoga wo use krein aur agar wo bhi nh hai to aap haier company call krein wo technician ko ghar bhej kr krwa dein ge ye option new updated versions mein hai old versions mein nh hai
Assalam u alaikum light chali jane se koi problem nh hogi machine ko light chali jaye gi to shayad wahin se start ho jahan stop huwa ho ya again dobara aapko set krna hoga maine bhi ye option 1 baar hi use kiya tha ab mere paas ye machine nh hai werna main aapko iska bhi demo de kr dikha deti
Me ne clean pe lgaya tha to AH pe aa k ruk gya kafi dair tak Me ne replay Kia phir b nai hua Mene phir se se dono button ek sath press Kia to CH se start hogya or ab phir ruk gai
Assalam u alaikum sister ye process ka part hai machine rukti hai 2-3 hours ya isse zyada bhi aap poore 13 hours ka process complete hone dein leikin agar phir bhi aapko kuch galat lag raha ho to aap company call kr ke pooch lein ya technician ko ghar bulwa lein wo aapko behter guide kr dein ge
Thanks for sharing this video because i need to learn how i wash my machine it is really useful tips thanks alot dear
Aoa .sis mian Abi apni machine ko tub clean krny lage te to socha U tune pr check Kari hon method.pely koi aur video dehke pher apke ke serch ke tub clean ke video tb apny start m he bata dya k isko jaldi tub clean nahe krty iske life km ho jati ha.aur mjy abi 4 month howay hn use krty.really apke video sy boht help hoi ha.jazakallha.apke pely b machine k related sari videos dekti rahe hon.
Jazak Allah sister
Mera maqsad hi yehi h k housewives ko sikhaun qk hmare Han s tarhan se koi b institute nhi hn
Mam agr light chali jae is ke darmian???
Assalam u alaikum
to process wahin se start hoga sister
Good information...Thanks .. Hasnat Bugvi , Islamabad
Hina ji amazing kia treeqa btanay ka bht acha
AH, BH & CH are hexadecimal numbers. These are base 16. For example: 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F. Here A is equals to 10, B equals to 11, C equals to 12 and so on. CH means 12 hours.
thanks for guidance
highly appreciated
Mri mchn m AH aara aur ruki v kya kru
Dear Hina meri washing machine ko kharide Abhi 17 din hue Hain lekin uska Tub BHT Ganda or greasy ho Gaya th to mene Scotch Brite se manually hi fho dia.
Is se machine ko koi nuqsan to nhi hoga na mam.
Zaberdast video banai ap ny good work
Jazak Allah sister
Mam..front load washing machine ko kitny time baad tub cleaning krty hain??
Assalam u alaikum
after 35-36 washing means 6 months to 1 year
Mam me ne ye puchna tha machine KY filter k pichy wali jaga kese saf krni hi
AOA mayray pas be haier kee automatic machine ha jis k model no. HWM 150-1708 ha. es k tap kaysay saf Kary. es k function change ha ap kee machine se. plz plz reply Kar de.
Front load washing machine ma dispenser drawer k uper waly hissy ma jo pani k yellow staain hain wo kaisy remove hn gy kindly is k bary ma b bta dain
Plz stay connected
insha'Allah bht jald s topic pr video upload hogi
Good information
Is main manual setting hoti h kya ? I mean agr wuick was select krain and minutes 10 show hon to hum minutes ko less kr skty hain ?
Assalam u alaikum
nahin sister is mein aap less nh kar sakti is mein automatically set hain minutes
Aoa, thanks of information api mary pass same machine ha haier ki ye wala model lkin mri machine m problm ye a rahi ha k wo clothes damage kr rahi(means kapray phar rahi ha) ha please agar apk pas koi information ha to batae
Walaikum assalam
sister kapde phate ki waja maine is video mein detail se batae hai
th-cam.com/video/0i79I5328IU/w-d-xo.html
th-cam.com/video/s17nPK85m_4/w-d-xo.html
lekin agar aap aise nh krti hain aur phir bhi ye issue aapko face krna pad raha hai to aap company call kr k complain krein wo check kr k batayein ge
Jazakillah sister. V.informative video... Just tell me one thing k kia haier ki hr model ki washing machine ka tub clean krny ka yahi tareeka hy?? Ya different models ka tareeka different hy??
Assalam u alaikum
Jazak Allah for your valuable comment
sister aap cleaning agent to yehi use kr sakti hain
baqi hours aur buttons different companies ki machines mein different hi hote hain
haier ki models mein zyada tar same hi hai
وعلیکم اسلام
زبردست
عمدہ معلومات
Jazak Allah sister ❤️
@@hinasheaven ایاک 😇
Please mujhay guide krain,mairi Haier HWM85-7288
hyus my tub cleaning ka option nhi,m7jhay kia krna chaheay
Assalam u alaikum
aapko company call kr k poochna chahiye wo aapko guide krein ge
Bartan done wala Liquid bhi use kr sakthe hai Reply kre?
Assalam u alaikum
ji sister kar sakte hain lekin ab market mein itne products aa gaye hain aap wo zaror try krein
aap meri ye video dekh sakti hain
th-cam.com/video/6TbbQSnlvBM/w-d-xo.html
Kya is main is ki tubes or sides bhi clean kry ga???
Assalam u alaikum
nh sister wo aapko khud clean krni padein gi
ye video dekh sakti hain
th-cam.com/video/5gmbEqVU4dE/w-d-xo.html
Should we clean these net before every wash for example once a week???
Assalam u alaikum
no sister wash the nets of filter once a week
Detergent wali kit ni ho to kia,Karen please reply
thanks alot Allah aap ko khush aur abad rakay Ameen
Aoa Hina g agr washer kay tub ke neechay pani kyun ruck jata hai aur iss pani ko kaise nikala ja sakta hai
Walaikum assalam
sister wo pani nh hai jel hai
aap ye video dekh sakti hain
th-cam.com/video/babtVgddq88/w-d-xo.html
Assalamo alikum sister ya bata day plz is masheen ma lone ka kapray dulh jatay hai?
Walaikum assalaam
ji sister easily dhul jate hain
maine video banae hai aap zaror watch krein
th-cam.com/video/eKeNM7a0efQ/w-d-xo.html
or ek video mne dekhi ti us m keh rhe the k after 4 month tub clean krna chye so kya bhtr h ap bta dne
Assalam u alaikum
sister maine haier walon se confrim kiya hai phir ye video banae hai
maine 1.5 year k baad apna tub clean kiya tha
aur haier walon ne kaha tha k year mein 1 dafa krna theak hai
lekin months k baad nh kyun k ye ek hard process hai machine k liye
lekin agar aap machine mein zyada tar starch use krti hain jese har week aapko starch use krna hota hai to bhi aap 6-7 months mein ye option use krein 4 months bohat kam time hai
Aslamulikam kissy han aap agar automatic washing machine main tup cleaning ka option na ho to kaise tub clean Karen please reply jarur kijiega
Assalam u alaikum
sister maine is topic pe video banae huwi hai aap zaror watch krein
th-cam.com/video/6TbbQSnlvBM/w-d-xo.html
Agr kapry saaf hon mgr serif paak krny hon to kon sa prg chose karain...10 min main 3 Baar pani say rins nhi hota???
sister aisa koi program nh hai
aap ko alag se paak krne hain phir aap machine mein daal kr wash kr lein
aap ye videos dekh sakti hain
th-cam.com/video/WcgBXQt2y9A/w-d-xo.html
10 min mein 3 baar nh hota kyun ke machine pani bhar rhi hoti hai aur utna hi time leti hai aap ye videos dekh sakti hain
>> Slow Water Intake Issue
th-cam.com/video/Bo9eJ_Yw-Og/w-d-xo.html
th-cam.com/video/tUA1RKBqRII/w-d-xo.html
aap meri ye live stream bhi dekh sakti hain aapko andaza ho jaye ga
th-cam.com/users/liveut198FYZWoY
plz hwm 150-826 modal me only spin ka tarika bata dyn
Jazak Allah for your comment
sister maine b same model ki 12 kg new machine purchase ki hai
th-cam.com/video/_C9FszH6NYc/w-d-xo.html
insha Allah main us pe b video zaror banaon gi
aap is model se related meri baqi videos b zaror watch krein
Jazak Allah
1) th-cam.com/video/1OY4yJhvse0/w-d-xo.html
2) th-cam.com/video/1Kx7O0ZMFxQ/w-d-xo.html
3) th-cam.com/video/14jpjYVCilw/w-d-xo.html
Watch more videos:
1) th-cam.com/video/1OY4yJhvse0/w-d-xo.html
2) th-cam.com/video/1Kx7O0ZMFxQ/w-d-xo.html
3) th-cam.com/video/14jpjYVCilw/w-d-xo.html
4) th-cam.com/video/bvJ_YnuS-fY/w-d-xo.html
5) th-cam.com/video/FpfmRIzfQ9E/w-d-xo.html
6) th-cam.com/video/ojQMDl9_OXY/w-d-xo.html
7) th-cam.com/video/pTnq1ZesREs/w-d-xo.html
8) th-cam.com/video/7JkbYRW08dI/w-d-xo.html
9) th-cam.com/video/IN4OJLIlFQA/w-d-xo.html
Sister,agar lite chali jy tub clean ma ya voltage problem ho to kiya kiya jy?
Assalam u alaikum
sister jab voltage issue ho to aap avoid krein kuch din is function ko use krne se
light chali jaye gi to shayad wahin se start ho jahan stop huwa ho
ya again dobara aapko set krna hoga
maine bhi ye option 1 baar hi use kiya tha
ab mere paas ye machine nh hai werna main aapko iska bhi demo de kr dikha deti
or kia pani oupr se khud dal sakty hain ta k tub jaldi bahr jay
nahin sister aap nahin daal sakti kyun k ye process start hote hi machine totally lock ho jati hai aur phir poore process mein apne hisaab se pani leti hai
process bohat lamba hai to aapko nhin pata k kab pani le gi aur kab nh
lekin agar aap start mein daalna chahein liquid soap k saath to daal sakti hain
lekin pipe ko lazmi cover ki jiye ga ta k koi impurities machine k andar na jaye
werna machine k parts kharaab ho sakte hain
Aoa, Mri machine tub clean ky Doran thotri dar chalny ky baid tub ki movement bnd ho jathi ha. Kindly guide me, thn
Tube clean krny k bad jis jga net Hy wahn still wali jga pr Mari ki layer jam gai Hy usy Kesy saff krty hen plz bta den
Assalam u alaikum
sister aap ka comment samajh nh aa raha hai aap please picture k saath mere insta ki id pe message krein main check krti hun
Many thanks dear.great help.jazakallah.
Wa iyyakum sister
Aoa...dear i hv haier auto 12kg... usmn liquid wala option nhi hai softener r detergent ka hai toe phr kis mn dalu liquid
Mary Macha to tub cln function hi nai ha,ma khud hathon sy kaisay clean kron ,even bahir sy b saaf. Krny Ka tariqa btain.
Thnx
Ap aye Roz machine Chang krti hn ap HUD Leti hn ya company free dti ha ap ko kindly reply my zroor btana?
Assalam u alaikum
sister ye maine khud hi purchase ki hai
company ka mujh se koi raabta nh hai main khud hi housewives ko in functions k bare mein bata rahi hun
aur maine ye machine change kyun ki maine uska reason bhi bataya tha aap dekh sakti hain
th-cam.com/video/wL7rHK7YY_A/w-d-xo.html
aur new machine purchase krte waqt bhi video banae thi to kuch bhi achanak nh huwa
th-cam.com/video/RWpeS66Pkjc/w-d-xo.html
Hina please aap ye Bata De is Main blanket wash kar sakte hain...
Jazak Allah for comment
Sister blanket nhi kr skte wash qk wo wet ho kr Apne weight se 5 guna ziayada heavy ho jata h
Motor itna weight nhi carry kr skti
Ap s machine me blanket k ilawa sb kch wash kr skte hn
insha'Allah bht jald me video upload krne wali hn apko easily smjh a jaye ga
Plz stay connected
@@hinasheaven g thk h thanks okay
Meri machine me liquid detergent k lie alg se koi pocket nhi ha tu ma liquid detergent kis trh use krun?
Assalaam u alaikum
aap pareshaan na hon meri jo new machine hai us mein bhi mere paas 2 hi pockets hain liquid detergent k liye nh hai
aap ussi pocket mein add krdein
is video mein maine liquid detergent use kiya hai aap zaror watch krein
th-cam.com/video/2qcTpvCRSmw/w-d-xo.html
th-cam.com/video/zpO8WfwoKOY/w-d-xo.html
main insha Allah is pe bhi video banaon gi
next week tak main liquid detergent k elawa istemaal hone wale tamaam products k bare mein series banaon gi
aap bell icon lazmi press krein ta k bar waqt aap ko update mil sake
@@hinasheaven thx
Machine ko otny months l bad use KR k tub clean krni chahye
Assalam u alaikum
after 6 months or once in a year
th-cam.com/video/6TbbQSnlvBM/w-d-xo.html
A.o.A
Api ksi hn
Hmri machine m msla hua h Haire company ki h k pani thk lyti h kpry rise bi thk krti h Spain bi krti h but wash nh krti jb wash ka time strt hota h phr pani lny shuro ho jati h kindly guide me
Walaikum assalaam
Main theak hun Alhamdulillah aap batayein aap kesi hain
sister ye issue agar aapko pehle nahin tha lekin ab ho raha to ye 1 technical error hai
electronic machine hai sensors mein ye issue aa jata hai
aap Haier company ko call krein aur complain krein wo technician ko bhej kr aapka ye issue solve kr dein ge
Aap meri ye video lazmi dekhiye ga ta k aapko theak se maaloom ho jaye
th-cam.com/video/oAfl_Cbv6MU/w-d-xo.html
Is process mn machine kitni dafa pani leti hey?
Assalam u alaikum
2 times
1 baar wash k liye aur 1 baar rinse k liye
Api tub clean me machine kitni dafa 10 or Pani laity he. Is ly poch ry hon k ye na ho k Tanki me Pani hi na ry plz answer me
2 time Pani leti h
@@hinasheaven lakin api tub cleaning me rise kitny dafa ho ga 2 time agar ho tu 10 Tak two times Pani hi full ho ga machine me ?
Aoa sis meri machine may machine start krtay hi normal pay ata hy button,tub clean ka option hy but kesay ho button ikhatay press kiye hain but machine on krtay hi normal washing pay hay wo
Assalamoalaikum ,sister ..mujhy pta ni tha k liquid dishwasher use krty hain tub cleaning m..is leya m ny detergent (surf) use kiya tha tub cleaning m..tu is sy machine ko koe Nuksan tu ni ho ga..?
Walaikum assalam
sister koi nuqsaan nahin hoga kyun ke normal bhi aap kapron k saath surf hi dalti hain
lekin next time aap khayaal rakhein ta k machine proper clean ho
aur aap ye 3 products bhi use krein ya in mein se koi 1 jo maine is video mein bataya hai
th-cam.com/video/6TbbQSnlvBM/w-d-xo.html
@@hinasheaven thank you soo much sister ❣
aap ki automatic mechine ki price kaya ha or kon sa model ha?
Assalam u alaikum
sister maine is pe 1 detail video banae hai aap zaror watch krein
th-cam.com/video/jHYlhcqM7qE/w-d-xo.html
mere paas ab ye model nh hai
Sister maine to bohat saari videos main dekha hai ke 2months main tub clean krna bohat zruri hai agr yeh glt hai to Kiya main 1year bad Kiya krun.....plzzzzzz reply me sister
Assalam u alaikum
sister aapne video mein dekha hoga k mjhe pehle is option k bare mein pata bhi nh tha maine to 1.5 year se kuch kiya bhi nh tha phir bhi meri machine bilkul proper work kr rhi thi
lekin jab maine help center call kr k confirm kiya k mjhe 2-6 months baad krna chahiye?
to unhon yehi reply kiya k 1 year mein 1 hi time krein
har dafa krne se machine ki working mein issues ho sakte hain
aap apni confirmation k liye help center se zaror raabta krein
Aoa Mari machine Samsung 11kg ha same method sy tub clean karna ha plz duide ma
Jazak Allah for comment
Sister agr apko 1 year ho gya h to zarur krn tub clean
Otherwise zaruri nhi h
Samsung machine me option h tub cleaning ka me every month krti hn wd out detergent or liquid soap 30 min me ho jati h ....
Rehana Nadeem API meri machine clean k liay set Nahi ho rahi please guide Ker dey opshion Nahi a reha tub clean Ka merhbani ho gi
Ap n koi replay Nahi Kia
Filters bhi isi procedure main clean hoty hain ye wo Alag se krny party Hain plz btadain
Jazak Allah for comment
G sister alag se saaf krte hn
Plz watch this video
th-cam.com/video/ZNhKk8JmFL4/w-d-xo.html
Sis maa app ki video bhot shoq saay watch karti hoo mari bhi hair ki machine ha 2years ho gay ha lakin tub cleaning ka option nehe ha maa kasay clean karo kindly reply me thanks
Jazak Allah for comment
Plz send me model number
Of your washing machine
Thanks for quick reply HWM85-1708
Please sis reply me
Assalam o Alaikum sis mere pass bhi yahi Automatic washing machine hai derh saal bilkul acha work kia but 5 month se FA Error Araha water sensor bhi chenge krwa liya 2din bad Phir error ajata
Walaikum assalam sister
sister aapne ye water sensor haier k technician se hi change krwaya tha?
Machine to floor py he rkhain ya Kisi b choki vgera py rkhny sy koi nuksan to nhe ho ga plz rply
jazak allah for comment
th-cam.com/video/2PbdyXQRp0M/w-d-xo.html
plz watch this video
main dehar sal se use kr rahi hun ab tub clein ka time ha but muj se set up nai ho rah
Agr tub cleaning krty howy matchine off ho gi hy to phr kya krynn
Assalam u alaikum
sister hmein kuch nh krna
machine apna poora cycle wahin se start kare gi jahan se wo stop huwi hogi
q k is doraan koi button press nh hota
machine automatically work krti hai
I hav 4qustion ...
Jb hm kapry wash kr rahy hun to...
1) Agr washing k beach mai light chali jay to ya autoo on ho ga❓
2) kia namaq waly pani mai wash ho jaen gy kapry r is sy koe nuqsan to nai ho ga nasheen ko mtlb zang lg jana ya matel khrb ho jana ❓
3) hmari azat hai k kaproo ko hm pahly sarf waly pani mai kch time rakhty hen then usy machine mai dalty hen to acha clean ho jata hai .. Kia hm is mai bi asa kr sakty hen❓
4) koe asy kapry jis mai zib ho ya pardy ho gay us mai rings hoty hen can be wash❓
Agr is pai bi kch details mil jaen to will thankful to u ❤
Assalam u alaikum
sister main aap k tamaam questions k answer krti hun aise hi numberwise ok
1) Wash krte huwe mere saath aisa 1 baar aisa hi huwa tha meri machine wash aur 1st rinse k baad 2nd rinse k liye pani le rhi thi aur light chali gae. Light aane k baad jab machine khud hi on huwi to wahin se start huwi. Lekin kaafi logon ne bataya k un k saath aisa nh huwa unhein again select krna pada. To ye machine hai iska kuch nh pata. Aur tub cleaning process mein aisa huwa nh to ye nh pata k start se again process start hoga ya nh. Aap try krein insha Allah kuch nh hoga zyada se zyada dobara hi select krna hoga machine ko kuch nh hoga.
2) is topic pe maine video banae hai aap zaror watch krein
th-cam.com/video/8Rx8y0WxKmM/w-d-xo.html
3) Aap soak krne ki baat kr rhi hain shayad. Maine jo ab new machine li hai us mein soak function mojood hai lekin kyun k is model mein nh hai to maine soak krne ka method bhi bataya hai is model k liye
aap dono videos watch kr sakti hain
>>Soak Function
th-cam.com/video/ojQMDl9_OXY/w-d-xo.html
>>Soak Function for other models
th-cam.com/video/iHsqsq3xy7c/w-d-xo.html
4) ji bohat easily wash ho sakte hain is model mein delicate function isi liye use hota hai. Maine ring wale curtains wash bhi kiye hain aap watch kr sakti hain
>>Delicate Function:
th-cam.com/video/IFJ7aICzzSg/w-d-xo.html
Aur bhi koi sawaal ho to zaror poochein
Fill the washer with HOT water.
Add 1 quart of chlorine bleach - no detergent.
Let the machine agitate for a minute, then let it sit for one hour.
After one hour, allow the washer to run through its longest wash and spin cycle.
Continue by immediately filling the washer with HOT water again
Add 1 quart distilled white vinegar.
Let agitate for a minute, and again, let it sit for one hour.
Mam g agr hm 13 hours na b wash kry mean jisy hm kapry wash krty h osi tahra ak 2ganty lga kr wash kry to kya Aisa b kam chl jye ga kya
Jazak Allah for comment
No bhai ye already fix timing h machine ki...
Me ne video me dikhaya h k koi b button press nhi ho rha to manually ap khd se time set nhi kr skte
Agr ap tub clean function use kiye bgher normal ya quick function py jaa k apni mrzi ki timing k sath every month viniger or baking soda dal k khali machine wash krty hn to wo bht useful rhta hy zyada tim b ni lgta or machine deeply clean b hojati hy.
Jb machine water drain krti hy to us me kafi maela pani niklta hy dats mean k andr sy sfai hui hy
nice...ek bt bta den sister k agr rat lga k so jaen is doran to light jane se koi msla to ni hga process to ruk jae ga or dusra k bijli kafi le gi ye kya ?
Assalam u alaikum
sister light chali jaye gi to process wahin se start hoga jahan pe stop huwa hoga
aur ye machine bijli save krti hai isse bill pe koi issue nh hota
maine bhi raat mein hi ye process kiya tha
aur phir bill ki bhi video banae thi aap proof dekh skti hain
th-cam.com/video/MUUicoRVI9k/w-d-xo.html
Superb videooo boht khooob
Can we clean with liquid surf?
Assalam u alaikum
yes you can
but recommended are tub cleaning products like this liquid dishwasher
and 3 more products which I have discussed in this video
th-cam.com/video/6TbbQSnlvBM/w-d-xo.html
Thank you
Haier ki washing machine
85-7288 us main tub cleaning kaysay hogi.
Sis mujy btayee k tub cleaning main machine sief ek bar pani leti ha?
Nhi bhai 2 baar leti h
15kg wali machine ke tub cleaning kisy kary aor dosra yeh ka tub ke upper wali surface kisy clean kary kyun k is model main to tub cleaning function nahi hai
Assalam u alaikum
aap in videos se help le sakte hain
th-cam.com/video/5gmbEqVU4dE/w-d-xo.html
th-cam.com/video/RWpeS66Pkjc/w-d-xo.html
Sis mare machine ma tub clean ke option nh ha mare machine ka modle 150 1708 ha ap khate hain k haier ke company sa rabty ma hn to plz un sa poch kr mujy guide kr dn ma kasy kro phr tub clran plz plz plz zror poch kr baty ga
Jazak Allah for comment
G sister theek h
Plz stay connected
Agr drmyan mn light chali jaye to...??
Sister ap again program setting kr Len
Machine me Jo Pani mojood hoga washing machine usi se agy process start kr de gi
Plz tel me mari machine bar bar rinse pa chali jati ha spin pa ja k phir pani lany laghti ha ya kyun hota ha
Assalam u alaikum
sister iski bohat sari wajoohaat ho sakti hain
maine is topic pe bohat sari videos banae hain
aap inhein watch krein aapko idea ho jaye ga
>>Rinse Issue
th-cam.com/video/1Kx7O0ZMFxQ/w-d-xo.html
th-cam.com/video/4qntvF_fy44/w-d-xo.html
th-cam.com/video/jQ2c1kQ_-8g/w-d-xo.html
th-cam.com/video/oAfl_Cbv6MU/w-d-xo.html
>> Best Solution
th-cam.com/video/R6hIZq9TzvM/w-d-xo.html
very nice video
Pani 13 ghantay main Pani kitni baar Le gi??
Hm without tap Kaise clean kren plz tell me
Thank you so much Hina........😊😊
Meri machine me tub clean ki option nai h HWM 150-1708 Ab kese tub clean kry
Sister apki machine ki tub cleaning company me hogi
Ap technician ko call krn wo krn gn
good information, thanks for sharing
very usefull
Useful tip I will try
its really informative video mam
Zaber 10 ♥️ video
thanks
Meri same ap wali machine ha but set program press krny k bad CH ka option nae a rha
Aata h dba k rkhain thori dair aik sath
Ya nhi BATA dain k Mera tub kapry dhoty waqat neechy ho jata hy...ya bht jata hy???.aysa kyon hota hy??or is Ka kya hl hy????
sister is topic pe maine video banae huwi hai aap zaror watch krein
th-cam.com/video/1gnivnGJ_ZY/w-d-xo.html
Very nice
Thanks
Assalam alaikum
Sister meri machine haier 8.5 kg h is ko kise clean kro plz bata dy
W/salam sister
Washing machine me option hoga ap dekhen
Tub clean karnay say machine ke life kis tarha kum hotye hai ?
Assalam u alaikum
sister maine video mein bohat detail mein bataya hai aap zaror watch krein
baqi 1 year mein 1 dafa krein gi to life barhe gi
aur agar aap 1 year mein 2-3 dafa krein gi to life kam ho jaye gi
Mri lg ki machine h kaya ma bi asy hi tub clean kr sakti hun is ma khanhan max liquid dalun
Jazak Allah for comment
Sister washing machine ko clean krna h to apko dishwasher hi use krna hoga
Ap detergent box me daal skti hn
Apiii 9.5 kg me to option ni h,to s ka kc kre tp clean
Assalam u alaikum
sister aap company call kar k technician ko ghar bulwayein
ta ke wo is issue ko resolve krein
aap meri ye video dekh sakti hain
th-cam.com/video/0d_YY7kVdkk/w-d-xo.html
Informative video very nice
Ya hydrohen peroxide solution Kia shope sy mily ga
G sister ye easily medical shop se mil jata h
Different colors k suit tu EK sath NH dal sakhty machine Mein us k Lia Kia krun
Jazak Allah for comment
insha'Allah bht jald video upload hogi
Plz stay connected
Is par bijli kitni lagygi
13 hours kitni electricity use ho gy?
Plz watch this video
th-cam.com/video/MUUicoRVI9k/w-d-xo.html
A.a kindly tell me....MRI machine ko 6 month hoay hn....bt tb sy m Kpry daal k tub clean py hi wash krti the ....MRI dawlance ki washing machine hy ...Kia MRI machine khraab ho jaay gi?
Mjy Ksi ny Kaha tha k tub clean py Kpry wash krn ...achy wash hoty ...mjy ap Ka channel ab Mila ..
Kindly tell me ....ab Kia kron
Assalam u alaikum
sister tub clean year mein 1 time hi krni hoti hai
ab tak to aapne wash kr liye ab kuch nh ho sakta lekin ab nh ki jiye ga please
maine dawlance machine pe video banae hai aap zaror watch krein bohat help hogi aapko
th-cam.com/video/6j-tkB7wYqM/w-d-xo.html
sister automatic washing machine sab k liye new hi hai unhein b shayad itni knowledge nh hogi tabhi unhon ne aapko kaha
khair ab aap sahi place pe aaein hain
aap mera channel visit krein maine bohat sare functions pe video banae hai
meri machine Haier ki hai
lekin tamaam machines mein functions taqreeban same hi hote hain
aapko kuch idea ho jaye ga
bas sister ab next 6 months tak aapne tub cleaning nh krni
tub cleaning ka option use na krein
mari same asi machine hai but switch on kr rahi hn but on ni ho rahi ...ek bar pahly b asa howa check krwaya to company walo ny kaha k jal gaya ander sy koi purza ...wo 5k main thk howa. .ab agaun asa ho gaya....kya isi waja sy howa k light kam zayada hony k waja sy jal gaya hai purza koi??
main machine ko start krtay he time jo normal wash ka 53 mints ajatay hain wo remove he nai hoaty beshak 2no buton akhtay dba lun tub clean k lay wo time rahta ha or smpil chalti ha jesy kapray wash krne hun plz help me
Assalam u alaikum
sister agar switch on off krne k bawajood nahin hat rahe hain 53 minutes to ye koi error hai sensor ka aap pareshaan na hon aap haier help center call krein
wo ya to aapko phone pe hi solution batadein ge ya phir aap k ghar technician bhejein ge ta k wo sahi kr k dein aapka ye issue
aap call pe hi technician ki fees pooch li jiye ga 500-1000 tak hi hogi ya agar unhon ne badha di to uska mujhe maaloom nh aap pehle hi confirm kr li jiye ga
machine ka tub clean krna bhi zarori hai
aur jab aap k button press krne k bawajood kuch nh ho raha to ye technical error technician hi theak krein ge
Thanx🌹
Welcome
Mari machine tub dry ka option ha tub clean ka nae what should I do
Assalam u alaikum
sister phir aapki machine mein drum clean ka option hoga
wo use krein
aur agar wo bhi nh hai to aap haier company call krein wo technician ko ghar bhej kr krwa dein ge
ye option new updated versions mein hai old versions mein nh hai
Tub clean karte bakth electricity cut huwa to kuch problem hoga ma'am
Assalam u alaikum
light chali jane se koi problem nh hogi machine ko
light chali jaye gi to shayad wahin se start ho jahan stop huwa ho
ya again dobara aapko set krna hoga
maine bhi ye option 1 baar hi use kiya tha
ab mere paas ye machine nh hai werna main aapko iska bhi demo de kr dikha deti
Thankuh 💫
Me ne clean pe lgaya tha to AH pe aa k ruk gya kafi dair tak
Me ne replay Kia phir b nai hua Mene phir se se dono button ek sath press Kia to CH se start hogya or ab phir ruk gai
Assalam u alaikum
sister ye process ka part hai machine rukti hai 2-3 hours ya isse zyada bhi
aap poore 13 hours ka process complete hone dein leikin agar phir bhi aapko kuch galat lag raha ho to aap company call kr ke pooch lein ya technician ko ghar bulwa lein wo aapko behter guide kr dein ge
Haier 12 1678 ka tub cleaning btain
G insha'Allah zarur sister plz stay connected
Video uploading soon
great info
Thank you so much Hina
Yh 11 hours ma 2 br pani lay gi kia
Jazak Allah for comment
G 2 time Pani le gi
@@hinasheaven thanks api