logo ki perwah kerna chhorr dei sis, ek se zyada bar surf use kerna na kerna apni choice hai, agar use ker lei tau kifayat shiyari koi buri chez nhi. rizq halal kmana asan kam nhi.
السلام عليكم بہت اچھا لگا یہ سن کر میں نے یہ وڈیو کافی لوگوں کے کہنے کے بعد بنائی تھی۔ لیکن بہت سے لوگوں نے اس پہ اعتراض کیا ہے۔ لیکن میں جانتی ہوں کہ یہ طریقہ بہت سے لوگوں کے لیے بے حد مدد گار ہے۔ جزاک اللہ آپ کے اتنے اچھے کمنٹ کے لیے۔
Apnay to boht acha treka bta dya ha ab to hmra saraf zaya ni ho ga boht acha idea daya ha apnay thank u so much Allah pak apko saht day wrna man to boht press the sarf boht zaya hota tha ur sarfexcel wasay b boht manga ha gya ha mujy boht soon mila apki is video say again thanks
Wah piyari sister ap ne to Meri bohot Bari problem hi solve Kar li hai apka bohot shukriya MashaAllah ap bohot samajhdar ho Allah Pak Apko hamesha khush rakhe dono jahano me kamyabiyan ata farmaye Ameen sum Ameen 🤲 jazkAllah kher
When house wives get fully automatic machine,they think about these jugars to save detergent but still they have the headache to stay on machine 🙈 But after six months they will go with the flow😉
Is se bhtr hy k manual machine ly li jae.. Last 15 years se use kr rhi hon automatic washing machine koe surf ziyada ni leti.. Use krny ka tariqa aana chahiye..
Jazak Allah sister mjhe pata hai kaafi logon k liye ye method bohat helpful hoga aur is mein kuch burai nahi hai agar aap kar sakte hain aur satisfy hain to jo method theak lage wohi krein kyun k ye aapki hi responsibility hai kisi aur ne kaam nh krna hamara
Salam sis apki video buht achi hy 😇😇 muje is video ka part 2 nai mil raha kindly link send kar dain ta k muje pata chal jaye k phele wale kapron ka kia kiya ap ne... Allah apko hamesha khush rakhy k ap hamari madad karti hyn
Jazak Allah for your comment yes sister I have also done tub cleaning please watch this video th-cam.com/video/B3vR6sGhEUo/w-d-xo.html and "F2 error "This is an error message signaling the unit's inability to drain properly within a time . Extract the pump filter and clean it.
Assalam o alikum Hina kassy hain Mujy ap ki videos bhot helpful lghti hain My machine ye problem kr rhy ha rinse or spin stop ho pher b surf drain kr dati ha Kindly guide me
Ye last me apki video samj nahi ai ap bata sakti he k apne akhiri bar spin time or rinse time kitna set kiya .plzz ye samja de baqi apki video bhot zabardast he ache se samj agaya tariqa
Nice , ma agar sarf saf ho to rinse karta waqt pipe tub ma kar dati hon and phir jab sarf nikal jata ha to phir cloth new water ma rinse and spin ho jata hain ,
Assalam u alaikum ji sister aap us mein bhi aise kr sakti hain rinse aur spin function off kr dein sirf wash option on rakhein maine is topic pe video banae hai aap zaror watch krein th-cam.com/video/FmxsEkICaZA/w-d-xo.html
@@hinasheaven Mam kya ye surf saving ki technique apne jo new machine li hai 120-1678 mei use kr sakty hain...mei ne bary chah se Walida k liye 120-1678 machine li hai but unfortunately isk back draws samny aa re hain....qeemat itmi zyda or fuctions braye naam hain...120-1678 mei ek baar wash kr k donara wash pe lagao toh water lena start kr deti hai 😒, agr sokhay kapre rinse or spin krny hon toh pehly sokhay kapree spin krti hai phir water ly k rinse or phir dobara spin 😣
Assalam u alaikum sister maine video mein bataya hai k main bhi ye method use nh krti lekin kaafi log jinhon ne ye purchase krli hai aur ab unhein surf ki waja se apne budget mein issues ho rhe hain to wo ye method use kr sakte hain agar kapre zyada gande na hon to same pani mein thoda aur surf daal kr kapre wash ho jate hain
Nhi sister qk ap ne Baar Baar pause nhi Kia Baar Baar machine ko pause krne se motor kharab hoti h Jbk me ne automatic washing machine ki programming set krna btaya hai jis se ap easily ye method use kr skti hn
Sister ek baat bataden kapre dhulna k bad Haier ki jo machine hai us k drum me thora sa pani rehjata hai poori tara drain nai hota pipe me paani nai hota but drum ko move kro hath s to nazr ata hai andr paani kia ap bata skti hain k poori tara paani ku drain nai horaha ??
Sister main aapka ye tarika Dekha mujhe bahut achcha Laga lekin Meri machine orant Ki Hai To usmein yah rinse wala button band Nahin ho raha hai jise aapane bataya ki rinse ko 0 per kre Meri mashen me rims time zero Nahin ho raha to mein kis tarike se chalo Jaise serf zaya Na Jaye
Jazak Allah sister sister main aapko apni is video ka link deti hun is mein maine 2nd method bhi bataya hai aap wo try kr lein shayad us se ho jaye th-cam.com/video/FmxsEkICaZA/w-d-xo.html
Tip bohat achi hay but dawlance automatic machine main 0 option nahi spin ka But ager itni mehnat kerni hay tou normal machine hi use karain ess terhan tou 50000 ki machine ,surf bachatay bachatay kharab hojaye gi ess kay buttons bohat sensitive hotay hain touch main Pani bhi ja sakta hay ore machine ki life bhi kam hosakti hay .kahi apki kafayat shuari apkay galay bhi persakti hay
Jazak Allah for your comment ji sister jinhon ne abi purchase krni hai wo zaror 1 baar sooch sakte hain agar unhon ne surf ki bachat krni hai to baqi jo log purchase kr chuke hain wo isse bohat pareshaan hote hain is waja se maine ye method bataya hai machine ka button ya touch pannel water proof hi bana hota hai bas ye ehtiyaat zarori hai k jaan kr aap us pe pani na daleein kapre dosri side se nikaal lein is tarhan easy ho jaye ga
Dawlance ki washing machine pe maine 1 video banae hai aap zaror watch krein th-cam.com/video/6j-tkB7wYqM/w-d-xo.html aur rinse aur spin 0 dawlance mein kese kr sakte hain is video ko b lazmi dekhein th-cam.com/video/FmxsEkICaZA/w-d-xo.html
Assalam u alaikum sister phir bhi aap apne hisaab se zyada rakhein means aapko thoda idea to hoga k 3 level pe kitna pani hota hai drum mein nahin hai idea to bhi koi issue nahin hai zyada water level hoga to machine ne agar remove karna hoga to kar degi lakin aap half se thoda zyada drum fill krein aur level 5 pe set krein koi issue nahin hoga
Jazak Allah for your comment 1.5 years huwe the but ab ye machine mere paas nh hai th-cam.com/video/wL7rHK7YY_A/w-d-xo.html theak kr dete hain aap help centre zaror call krein maine ab new washing machine purchase ki hai th-cam.com/video/xBaNqBfLcPQ/w-d-xo.html
Assalam u alaikum brother this was my previous machine Haier HWM 90-1789---- 9 kg washing machine But now I am using Haier HWM 120-1678----- 12 kg washing machine
logo ki perwah kerna chhorr dei sis, ek se zyada bar surf use kerna na kerna apni choice hai, agar use ker lei tau kifayat shiyari koi buri chez nhi. rizq halal kmana asan kam nhi.
Jazak Allah sister
@@hinasheaven kitny ki hu
Kitny ki hy y
@@iqrasohail6243 agreed
@@skgroup6980 سامسنگ 12کلو والی 100000 کی ہے
بہترین واقعی جادو ہو گیا پہے کسی نے نہیں بتایا بہت شکریہ
Main yeh already krti hun apni automatic washing machine main and aj apki video bhe deakh le, good.
Jazak Allah sister
آپ نے میری بہت بڑی مشکل آسان کردی ٹھیک سے سمجھ نہیں آرہا تھا آپ کی اس ویڈیو کی وجہ سے سب سمجھ آگیا آپ کا بہت بہت شکریہ
السلام عليكم
بہت اچھا لگا یہ سن کر
میں نے یہ وڈیو کافی لوگوں کے کہنے کے بعد بنائی تھی۔ لیکن بہت سے لوگوں نے اس پہ اعتراض کیا ہے۔
لیکن میں جانتی ہوں کہ یہ طریقہ بہت سے لوگوں کے لیے بے حد مدد گار ہے۔
جزاک اللہ آپ کے اتنے اچھے کمنٹ کے لیے۔
Apnay to boht acha treka bta dya ha ab to hmra saraf zaya ni ho ga boht acha idea daya ha apnay thank u so much Allah pak apko saht day wrna man to boht press the sarf boht zaya hota tha ur sarfexcel wasay b boht manga ha gya ha mujy boht soon mila apki is video say again thanks
Your most welcome sister
Maine ye video isi liye banae hai ta k log jitna ho sake bachat krein
Sorry mam phly ma smjhi nhi thi apki bt or glat comnts krdiya tha lkn ab smjh aai ap ny bht achi bt btai h good
Thnkx
Wah piyari sister ap ne to Meri bohot Bari problem hi solve Kar li hai apka bohot shukriya MashaAllah ap bohot samajhdar ho Allah Pak Apko hamesha khush rakhe dono jahano me kamyabiyan ata farmaye Ameen sum Ameen 🤲 jazkAllah kher
Assalam u alaikum
jazak Allah sister Allah paak aap pe apna karam hamesha rakhe Ameen
Bohat acha laga k ye method aap k kaam aya
Walekumsalam. Hamesha khush raho Meri piyari behen Ameen 🤲apka bohot bohot shukriya 🌹💓
Good ...ap ny Allah ky fazal sy muskil asaan kr di....
Jazak Allah sister
appriciated...ap ny meri bht brri mushkil asan krdi...i hv same machine
Jazak Allah sister
Thank you for your positive appreciation
It is literally very helpful video for me .............Mujhe bht mushkil hote thii phle per ab. Me bht mutmain hoo😍
ماشاءاللہ بہت خوب ۔زبردست کیا کہنے
When house wives get fully automatic machine,they think about these jugars to save detergent but still they have the headache to stay on machine 🙈
But after six months they will go with the flow😉
yes it is
Automatic washing machine basket demage hone se bchaen
Or repair krne ka tariqa
th-cam.com/video/SWdGMGQi7hg/w-d-xo.html
True.. it is difficult to take out clothes from machine without rinse.. It is like non auto machines..
Is se bhtr hy k manual machine ly li jae..
Last 15 years se use kr rhi hon automatic washing machine koe surf ziyada ni leti..
Use krny ka tariqa aana chahiye..
Jazak Allah sister
Sister ye video unk lye h Jo bachat krna chahte hn.....
Ap use na krn
I agree
Yar jin ko surf Bachna wo ye masheeen afford nhi kr sakti unk lye purani e thk h
Hi m b asy he krte hon already or mjhy kch relative khty thy y Kya new mathod nkal Lea h apny but it's amazing
Jazak Allah sister
mjhe pata hai kaafi logon k liye ye method bohat helpful hoga
aur is mein kuch burai nahi hai
agar aap kar sakte hain aur satisfy hain to jo method theak lage wohi krein
kyun k ye aapki hi responsibility hai
kisi aur ne kaam nh krna hamara
i tried it...n the results were amazing
Salam sis apki video buht achi hy 😇😇 muje is video ka part 2 nai mil raha kindly link send kar dain ta k muje pata chal jaye k phele wale kapron ka kia kiya ap ne...
Allah apko hamesha khush rakhy k ap hamari madad karti hyn
Walaikum assalam
Ameen
JAzak Allah
ok sister main de deti hun
>>part 2
th-cam.com/video/xR_DZNqslmg/w-d-xo.html
Masha Allah bouhat helpful videos hoti hain aap ki.
Softner kis prosses main dalna chaheay.
Jazak Allah for comment
Plz watch this video
th-cam.com/video/wiBmVW7hU1Y/w-d-xo.html
@@hinasheaven Jazak Allah. Allah always bless you and your family. Aameen
Simply drain pipe ko bucket mein rakh dein aur reuse ker dein next clothes k liya
Sahe kaha agar aisa he krna ha Nikal na nichorna to phir automatic ka kia Kam daboul wali ly lain phir semi automatic
Apki video sy pahle hi ma method use kar chuki hn
Very good. How to clean the tub. Why mashine give f2 error
Jazak Allah for your comment
yes sister I have also done tub cleaning
please watch this video
th-cam.com/video/B3vR6sGhEUo/w-d-xo.html
and "F2 error "This is an error message signaling the unit's inability to drain properly within a time . Extract the pump filter and clean it.
Bht useful information di sister.. khush rahiye
Jazak Allah sister
kmalll video...ma to khush he ho gai such ma😘
Washing machine ka brand aur model bata den plz
Hina ! U did grt job..it was much needed
Jazak Allah
nice video, i hv 90-1708S4 model, in this there is no option to rinse time 0? What should i do ?
MASHAALLAH bahot achy se bataya
Wow amazing..
But where is 2nd part of this video..?
Assalam u alaikum
here is the 2nd part
th-cam.com/video/xR_DZNqslmg/w-d-xo.html
Best channel mashallah ❤ 😍
Allah apko khub taraqi dy
Ap ny hr mushkil hal kr di mashallah
Jazak Allah
Assalam o alikum
Hina kassy hain
Mujy ap ki videos bhot helpful lghti hain
My machine ye problem kr rhy ha rinse or spin stop ho pher b surf drain kr dati ha
Kindly guide me
Ma'am Meri Haier ki hwm 80-1269y Ka model h us m hum kis tarha 3 TYM use karskty plz is Ka bhi solution bataiye
DHAMAKAY DAAR 😊 This is already in our washing machine ... I mean we know that trick...but yea ur Quick Vs Normal function point was useful
Jazak Allah sister
Beautiful sharing
thank you
Ma'am dawlance automatic washing machine mei b aisa hi surf save krygye???
Iska next part share kr den plzzz jo karhy bucket m nikal kr rakhy thy unko dobara machine m dal kr spin kaise kiya
sister comment me link pin kia hua h
but phir b apko send kr rhi hn
th-cam.com/video/xR_DZNqslmg/w-d-xo.html
Ye last me apki video samj nahi ai ap bata sakti he k apne akhiri bar spin time or rinse time kitna set kiya .plzz ye samja de baqi apki video bhot zabardast he ache se samj agaya tariqa
Jazak Allah sister
Plz watch this video
th-cam.com/video/xR_DZNqslmg/w-d-xo.html
Masha_Allah
Explained very well
Keep it up
Thanks
Thanks and welcome
Wah agr yahi krna h tu normal mashine use kro itnay paisay pehaknay ki Kiya zarort h
Itna Pani ni hota k balti m Ajay ...
Ji bahot bahot shukriya aapka jazak Allah hu khair ❤️❤️
Jazak Allah
@@hinasheaven Allah paak aapko hamesha khush rakhe aur har bimari se mahfooz rakhe Aameen summa aameen 😭😭
Nice , ma agar sarf saf ho to rinse karta waqt pipe tub ma kar dati hon and phir jab sarf nikal jata ha to phir cloth new water ma rinse and spin ho jata hain ,
Itna taradud karna hai to auto matic ka kia faida baji
Jazak Allah sister
Bs viewers choice pr video bnae h
Video k end me yehi Kaha h me ne
Qk me b ye method use nhi krti
Very good very nice video good job thanks maidam ❤️❤️
Mam plz dawlance 155tb ka b btay kesy surf bobara use kr skty ha... Us k functions chng ha... Plz
Assalam u alaikum
ji sister aap us mein bhi aise kr sakti hain
rinse aur spin function off kr dein sirf wash option on rakhein
maine is topic pe video banae hai aap zaror watch krein
th-cam.com/video/FmxsEkICaZA/w-d-xo.html
@@hinasheaven thanks aloot... Jazaakllah
Baki kpra jo bucket ma nkaly wo by hand rinse kya tha??
Thanks ms for saving deterget jazak Allah you really gives us amaizing tips
Mashallah zabardast sharing
Very nice videos
Helpful easily for us
Jazak Allah
Wa iyyakum
Thanks!
Machine main just Rinse and Spin ki option hai.Dry ki option nhi hai Haier Machine main?
Kya ap ke koe video oven ke usebpr bhe haa???
Tell about Dawlance?
How to reuse saurf?
very nice video and really important to know these things especially for daily routine
amazing video
keep sharing more great videos
Jazak Allah sister
Salam ap sab kp reply krte han ye buhat achi bat h mujy ye btay k es k leye garam pany ka conecstion zarory hota h ya nai
Plz watch this video
th-cam.com/video/wJOkdv6P7UE/w-d-xo.html
App surf ki bachat krni hy to semi automatic machine use kr sakty Jin k pass automatic machine hy woh semi automatic ky mzy es tra ly sakty hain
Ye tou hai.. semi automatic k maze
Wowww your videos are time saver... I must appericiate youuuu😘😘😘😘
Jazak Allah
@@hinasheaven Mam kya ye surf saving ki technique apne jo new machine li hai 120-1678 mei use kr sakty hain...mei ne bary chah se Walida k liye 120-1678 machine li hai but unfortunately isk back draws samny aa re hain....qeemat itmi zyda or fuctions braye naam hain...120-1678 mei ek baar wash kr k donara wash pe lagao toh water lena start kr deti hai 😒, agr sokhay kapre rinse or spin krny hon toh pehly sokhay kapree spin krti hai phir water ly k rinse or phir dobara spin 😣
Boht acha smjaya. Thank you mam
But yeh jo ap karahi hain isse faida kya automatic machine ka?
Assalam u alaikum
sister maine video mein bataya hai k main bhi ye method use nh krti
lekin kaafi log jinhon ne ye purchase krli hai aur ab unhein surf ki waja se apne budget mein issues ho rhe hain to wo ye method use kr sakte hain
agar kapre zyada gande na hon to same pani mein thoda aur surf daal kr kapre wash ho jate hain
Plz machine ki capacity ka bhi btain k kitne kg wali machine men ek wash men kitne kapray wash kr sakte hen
Assalam u alaikum
sister mian aisi videos bohat pehle bana chuki hun aap mere channel ka visit kr sakti hain
th-cam.com/video/ts006zlUMbA/w-d-xo.html
Agr norml machain me kapry dho le r automatic me khengaly ..kea aisa mumken h?agr h to tarika sikha de
Thanku so much but jb kary khud hi wash krny hn tu is machine ka kia faida phir doosri theekhy u r right k hr bar new surf dala jaye
Assalam u alaikum
ji sister jinhein ye method nh passand to wo pehle hi sooch lein purchase krne se pehle ta k itni mehnat na krni pade
Samsung machine m b yeh use ho skta kia???
Plz Samsung machine ka b bta dein
Assalam u alaikum
ji zaror ho sakta hai
please stay connected
@@hinasheaven samsung 7 kg ka b complete function bta dein plz
insha'Allah sister jese hi mile gi zarur btaun gi
@@hinasheaven thanks 😊😊😊
Ur videos are really helpful for us
Thank you soo much!
Thanks mam easy process ❤
Your videos really very helpful for us thnx for sharing JazakAllah
WOOow...Amaaazingg Maaam...finally. i gOt👍👍👍👍
Aap konsa surf use karti hain, kindly tell me
Plz watch this video
th-cam.com/video/weRuGki6Clo/w-d-xo.html
Aoa ye detergent save kernay ka tarika use kernay say machine kharab to nahi hogi ?
Nhi sister qk ap ne Baar Baar pause nhi Kia
Baar Baar machine ko pause krne se motor kharab hoti h
Jbk me ne automatic washing machine ki programming set krna btaya hai jis se ap easily ye method use kr skti hn
آ قا جان ﷺ انظر حالنا
یاحبیب اللّٰہ ﷺ اسمع قالنا 🙏
Very intelligent lady to normal machine hi use kerti ap auto matic machine kyon li jub khod hi rinse kerna hey
Wow.. amazing trick
Sister ek baat bataden kapre dhulna k bad Haier ki jo machine hai us k drum me thora sa pani rehjata hai poori tara drain nai hota pipe me paani nai hota but drum ko move kro hath s to nazr ata hai andr paani kia ap bata skti hain k poori tara paani ku drain nai horaha ??
Plz watch this video
th-cam.com/video/babtVgddq88/w-d-xo.html
aur dertagen kon sa use karain aur zarori hota ha kea
Sister main aapka ye tarika Dekha mujhe bahut achcha Laga lekin Meri machine orant Ki Hai To usmein yah rinse wala button band Nahin ho raha hai jise aapane bataya ki rinse ko 0 per kre Meri mashen me rims time zero Nahin ho raha to mein kis tarike se chalo Jaise serf zaya Na Jaye
Jazak Allah sister
sister main aapko apni is video ka link deti hun is mein maine 2nd method bhi bataya hai aap wo try kr lein shayad us se ho jaye
th-cam.com/video/FmxsEkICaZA/w-d-xo.html
Perfect explanation about automatic machine
Sister HAEIR K model 85-1708 me to option ni set ka to usme to hn rinse or spin Tym kese zero krein???? Plz plz reply
Assalam u alaikum
sister aap zero na krein off kr dein
jese is video mein maine bataya hai
th-cam.com/video/FmxsEkICaZA/w-d-xo.html
Tip bohat achi hay but dawlance automatic machine main 0 option nahi spin ka
But ager itni mehnat kerni hay tou normal machine hi use karain ess terhan tou 50000 ki machine ,surf bachatay bachatay kharab hojaye gi ess kay buttons bohat sensitive hotay hain touch main Pani bhi ja sakta hay ore machine ki life bhi kam hosakti hay .kahi apki kafayat shuari apkay galay bhi persakti hay
Jazak Allah for your comment
ji sister jinhon ne abi purchase krni hai wo zaror 1 baar sooch sakte hain
agar unhon ne surf ki bachat krni hai to
baqi jo log purchase kr chuke hain wo isse bohat pareshaan hote hain is waja se maine ye method bataya hai
machine ka button ya touch pannel water proof hi bana hota hai
bas ye ehtiyaat zarori hai k jaan kr aap us pe pani na daleein kapre dosri side se nikaal lein is tarhan easy ho jaye ga
Dawlance ki washing machine pe maine 1 video banae hai aap zaror watch krein
th-cam.com/video/6j-tkB7wYqM/w-d-xo.html
aur rinse aur spin 0 dawlance mein kese kr sakte hain
is video ko b lazmi dekhein
th-cam.com/video/FmxsEkICaZA/w-d-xo.html
Kia is ko commercial k liaey bhe use kar saktey hain. Plz tell me.
Means...? Me smjhi nhi kon se commercial k liye
Sister kya faida automatic ka ager bar bar kapry khud nikalny or dalny hain
Jazak Allah for comment
Sister ap na dalen
Ye video unk lye h Jo aisa krna chahte hn
kia sb kapry wash kr k phr alag rinse or spin kr skty han??
automatic machine ka pir kia maqsad jab na kapray rinse kernay hain aur na spin kernay hain
Very nice sharing
Gr8. جزاك اللهُ
Wa iyyakum
U have explained very well very informative videos thanx for sharing 👍❤️
Wow very nice explanation
Api i have haier auto matic machine the one with the round button at right,
Guide me how can i safe detergent in that machine !!
So simple sister
Plz watch this video
th-cam.com/video/IN4OJLIlFQA/w-d-xo.html
Great idea good job
Thank you! 😊
Buht zaberdust.
Sister apki machine ka model no kya h.???
Haier HWM90-1789
Amazing tricks to save detergent
Its really helpful n well explained sharing
i have to use pel automatic washing machine. us ke according bi btaen
Zbardast👍👍
Waooooooo best of luck
Thank you sister
Kya ya tariqa hr machine ka lya hosaqta ha
very nice and easy tips for saving
Ager machine mein gram pani dalna ho to kaise dalein plz bta dein
Is machine me water upr s ksy dalygy r phr water level ks number pe rkhy gy
Assalam u alaikum
sister phir bhi aap apne hisaab se zyada rakhein means aapko thoda idea to hoga k 3 level pe kitna pani hota hai drum mein
nahin hai idea to bhi koi issue nahin hai
zyada water level hoga to machine ne agar remove karna hoga to kar degi
lakin aap half se thoda zyada drum fill krein aur level 5 pe set krein
koi issue nahin hoga
Sister ye wali video ap Haier ki 95-1678 machine py bana sakti hain? Meri wo machine hai or main b surf zaya ni krna chahti
Assalam u alaikum
ji sister main bana chuki hun aap zaror watch krein
th-cam.com/video/IN4OJLIlFQA/w-d-xo.html
Apko ye masheen liy kitna arsa howa hy? Kiya ye khraab hony k baad dheek krdaty hen
Jazak Allah for your comment
1.5 years huwe the
but ab ye machine mere paas nh hai
th-cam.com/video/wL7rHK7YY_A/w-d-xo.html
theak kr dete hain aap help centre zaror call krein
maine ab new washing machine purchase ki hai
th-cam.com/video/xBaNqBfLcPQ/w-d-xo.html
Jo kapry 1st and 2nd me wash keay thy . Un ko rins and spin kesy kia?
Wao so energy
Mam which Haier machine you are using?
Assalam u alaikum
brother this was my previous machine
Haier HWM 90-1789---- 9 kg washing machine
But now I am using
Haier HWM 120-1678----- 12 kg washing machine
Mjjye 1708 8.5 kg hair ki washing machine ME surf bar bar use karne ka tariqa batein plzzz
Assalam u alaikum
sister us model mein bhi aap yehi same method try krein
ho jayein ge wash
Zaberdast
wow... clearly explained all the things