Single subject me apne subject ka paper name ke anusar, uprtou.ac.in site pr ja kar click kariye Examination ka schedule dikha rha hai usme chck kr ligiye
Okay mai authentic source se jaankari krke message krunga ya is topic pr video upload kr dunga , aap is channel ko subscribe kr le jisse aap tak jaankari pahuch sake , dhanyawad
No aap kyonki aap ka MA 2021 me complete ho gya hai ye session complete ho gya hai , agar ab ko number badhaana hai to phir se admission lekar dobara course Krna padega , dhanyawad please subscribe to this channel for useful educational information
Sir mere BA me subject hai Hindi Sanskrit aur Shiksha Shastra kya mai math single subject se ba kar sakata hu ??aur kya tgt ke liye eligible hai yah ???
Friend Kuchh baate written mode me openly nahi bol skta, bahut log misguide ho jayenge baaki Centre par agar suvidha sulk agar lete hai to help dete hai , mai exam ke 2 din pahle 25 December ko 8pm par live aaunga aap sara doubt clear kr sakte hai , please subscribe and support to this channel thanks
Nice video sir ❤
Very nice information
Thanks
Dec 2024 se centr jane lga
Regular vs open degree me kya difference hai.
Kya dono degree same hai.
Sare paper lagatar hota hai ya alg alg date Ko
Nahi sabhi paper continue nahi hota kisi kisi me Gap milta hai
Sir ji एकल विषय का एग्जाम 27 dec से है या semester
Single subject me apne subject ka paper name ke anusar, uprtou.ac.in site pr ja kar click kariye Examination ka schedule dikha rha hai usme chck kr ligiye
Sir M.A.2021 me final hua hai kya improvement ka form fill kar sakte hai please bataiye 🙏🙏🙏..
V.B S.P.U. se kiya hu
Improvement ka form, matlab thoda clear kriye poori baat ko
Dear viewers please subscribe this educational channel for authentic information
Sir number bhadhene ke liye form fill karna hai
Okay mai authentic source se jaankari krke message krunga ya is topic pr video upload kr dunga , aap is channel ko subscribe kr le jisse aap tak jaankari pahuch sake , dhanyawad
No aap kyonki aap ka MA 2021 me complete ho gya hai ye session complete ho gya hai , agar ab ko number badhaana hai to phir se admission lekar dobara course Krna padega , dhanyawad please subscribe to this channel for useful educational information
Sir mere BA me subject hai Hindi Sanskrit aur Shiksha Shastra kya mai math single subject se ba kar sakata hu ??aur kya tgt ke liye eligible hai yah ???
Friends wait jaldi hi reply krunga, authentic source se jaankari milte hi,
@@RSPcreativetutorialpoint ok sir please 🙏
Friends aap jo jaankari chahate hai , aap hi ki tarah ek friend aur yahi baat pucche the is topic par detailed me video bana with proof
Friends is topic par video bana detailed me aap usko dekh kar samgh sakte hai
Friends is problem par video bana chuka hu aap dekh kar samgh sakte hai , agar dekhne ke baad bhi koi doubt ho to aap message kre
Aapse comment par heart nhi maange hai chori chalta hai ya nhi ye batao
Chori clear kriye aap puchha kya chahte hai
Friend Kuchh baate written mode me openly nahi bol skta, bahut log misguide ho jayenge baaki Centre par agar suvidha sulk agar lete hai to help dete hai , mai exam ke 2 din pahle 25 December ko 8pm par live aaunga aap sara doubt clear kr sakte hai , please subscribe and support to this channel thanks
Project MAED PW -02 and MAED pw-03 send topic
It's okay
Bhai chori chalta hai ya padhna padta hai
Good question