admission online hi hota hai uprtou.ac.in par saal me do bar hota hai july aur january session online admission lene ke baad print study centre par jama karna jota hai aur exam se pahle assignment bhi jama karna hota hai. baki chize app admission ke baad apne study centre par sabho doubt puchh sakte hai ham apko salah denge app apne kiso nazdiki uprtou centre pr jakr puchh le sabhi prkriya fir admission le le koi dikkt nhi hoga
Hello sir Mera B.A first year hai aur aekal subject sanskrit hai Please btaye mera exam kis kis date ko hai Kitne paper hoga Eski book kha se milega Ghazipur me Ydi Book nhi melegi to kis site se tayari kare
@manisharajbhar3300 app uprtou ki website par jaye studen wale option me jakar slm par click karke apna study material online download kar sakti hai yaa fir app nazdiki shar ke dukan me jakar uprtou ki book ka pata kare yaa banaras city jakar pata kare yadi pake jile me nahi mil raha hai tab yahi option hai waise apka exam kab hai dec 24 yaa jun 25?
Telegram का लिंक ये हैं-
t.me/sahityadarshanlife यहा जुड़े और जरूरी सूचना pdf के साथ अपने सवाल जवाब भी करे
Blis ka
Samajshastra ka time table bataie
Sir new admission kb se hoga
@@sumanyadav8528 january 2025
M.A
Blis ka
Exam ke kitne din baad result ayega political science final year ka ekal subject hai
@@SaurabhYadav-wj6wv 1 se 1.5 mahine baad
Sir BA ka time table
sab usi me hai
ap apna enrollment dalkar admit card download kar lijiye
yadi nahi kar paa rahe hai to telegram se judkar msg kare apna enrollment no.
Sir uprtou me admission kb hota hi kya process hi hme pg maths me admission lena hi please reply
@@rubymaurya316june and december
admission online hi hota hai uprtou.ac.in par
saal me do bar hota hai july aur january session
online admission lene ke baad print study centre par jama karna jota hai
aur exam se pahle assignment bhi jama karna hota hai.
baki chize app admission ke baad apne study centre par sabho doubt puchh sakte hai
ham apko salah denge app apne kiso nazdiki uprtou centre pr jakr puchh le sabhi prkriya fir admission le le koi dikkt nhi hoga
Hello sir
Mera B.A first year hai aur aekal subject sanskrit hai
Please btaye mera exam kis kis date ko hai
Kitne paper hoga
Eski book kha se milega Ghazipur me
Ydi
Book nhi melegi to kis site se tayari kare
book to apko mili hogi.
3 paper hoga
@manisharajbhar3300 app uprtou ki website par jaye studen wale option me jakar slm par click karke apna study material online download kar sakti hai
yaa fir app nazdiki shar ke dukan me jakar uprtou ki book ka pata kare yaa banaras city jakar pata kare yadi pake jile me nahi mil raha hai tab yahi option hai
waise apka exam kab hai dec 24 yaa jun 25?
Mere bhi h esi subject ka 1 year hai
abhi hoga ya June me?
@EditExpense1 apna check kar le enrollment dalkar khud show kar dega
Sir mera exam form nahi bhara paya h aur mera exam January se h sir meri problem ka solution aapke paas ho to btaaye please sir help me 🙏
Sir please iss problem ka solution btaaye
@@AartiHimeshChaurasiya bina exam form bhare admit card jari nahi hota hai ek bar study xentre par baat kare