सर मुझे एक बात पूछनी थी मेरे un नंबर में 5 मेंबर आईडी है मैंने एक मेंबर आईडी में पिताजी का नाम ठीक कर और वह ठीक भी हो गया है तो क्या मुझे सारी मेंबर आईडी में पिताजी का नाम चेंज करना होगा
Sir Ek update aur hona chahiye jo sabse important hai jiska bina n pf nikal sakte hai n hi transfer wo bhi bina employers ke approve hona chahiye. Jiska naam hai KYC
Sir mera pehle wala password expired bata raha hai. Me change karne ke liye kahin baar kashis Kiya par nahi ho raha hai. Krupaya is se related video banayen.
You just answer easy and old query but not new or little bit hard. In your last video I asked how can we transfer the PF amount in case of trustee PF account.
Pradeep bhai mere pf account me as per adhar self surname correction nahi ho raha hai employer ke pass request ja rahi hai or transfer request bhi employer ke pass ja Rahi hai abhi mene check Kiya
Delinking issue I have one company in which i have never worked with when trying to de link it shows Contribution is available against member ID XXXX Delinking is not allowed.
@ bhai kam he nak kiya kabhi us company mai maine kabhi.. na paper mil sakte na kuch .. epfo paise lele jitne dale hai company ne dale bhi kya hai 1050 rupe ab us company ne to government se insensitive leliya apna yaha life kharab ho jati hai carrier mai cz aj kal sab uan check chal raha hai grow kar nai paogay carrier mai cz puri company paper nai deti na record hai inke pass and Nai company ko uan se service history dekh ke paper chahiye banda jae go jae kaha
Bhai Maine pf account se ek id de link ki hai Kya Mai full pf nikal sakta hu Kyoki Mai Apna pf nahi to nikal paa raha tha or na transfer ho raha tha Lekin passbook me ab bhi company Show ho rahi hai
Bhai mere pitaji ka naam submit karne ke liye request Dali hai to usmein documents mang raha hai do teen aur aap kah rahe ho ki ek bhi documents nahin mang raha hai
Dada mera 3 member id hain lekin ek ma koi contribution jama nahi kiya lekin o member id present hogeya.. Jisme contribution joma ho rahain o id privouse dikharaha hain.. Or ek hain purana wala o thik exit date update kardiya.. Jo id present hain d link karneke bat jo privouse o president ho jayega
Mera Old UAN _no. Me. 5 member 🆔 he . our DOB/Father name mis mash he. Company Bandh ho gai he. To KYC kese kare. Me new Uan me login hu. Lekin Old UAN me mobil no, bhi galat dalagaya he,iski bajase OTP nahi aa raha he. To kya karu Please help me 🙏 🙏
Sir mera 2016 se pele ka mene jont declaration from ki revest lagai he member ne approve kar diya hai but employee approved nahin Karega ho jaye ga ki nahi hoga dono approval Karega tabhi hoga
दोस्तों कौन सा PF अपडेट आपको सबसे बेस्ट लगा जरूर बताना कमेंट बॉक्स में कमेंट करके
From my side all 3 pf new update is best 👌👌
Pdf transfer wala bahut achha hai
सर मुझे एक बात पूछनी थी मेरे un नंबर में 5 मेंबर आईडी है मैंने एक मेंबर आईडी में पिताजी का नाम ठीक कर और वह ठीक भी हो गया है तो क्या मुझे सारी मेंबर आईडी में पिताजी का नाम चेंज करना होगा
@@pintu1984 जी हा सभी मै करना होगा
जिसका पैसा अभी ट्रांसफर नहीं क्या उसमें करना होगा
@@pintu1984Nahi baki ID mai nahi karna padega
Pending with Employer for digital signing. Bank kyc 30 din se Employer ke pass pending hai kya kare...
Kyc ki bahut pareshani hai esko bhi employer ke bina hona chahiye Bhaya ji
Yeh ho jaega self attestation kr sath 2025 me ho jaega......govt ne kha hai 2025 mein ho jaega
Ha bhai
Thank Bhai aap great hai... bahut sunder tarike se samajhate hai 🙏🙏👍
बहुत बहुत थैंक यूं भईया
Very good information bhai ji aapka teh dil se dhanyawad ❤❤❤❤❤
Thank u sir 👌👌🌹 3 update Mast h
Bank kyc ki bahut paresani hai sir , employer approval nahi kar raha hai, Majdoor bahut paresani hai
Thank you Pradeep vai 🙏🙏🙏
N. 1❤❤❤❤❤❤
🎉 Thank you 🙏 Sir
Bahut bahut badhiya 🙏👍👍
Thanks to you and epfo😊
Very good news pradeep sir👌👌
Ye jo update hai jindagibhar tak rehna chahiye,hum rahe na rahe
Good 👍 Pardeep bhai
Thank you Bai love you 💘💘💘
Good information sir 👍
Thank you sir ❤
Uan active nehi hua to keyse active karna
teeno update achchha laga thanks pradeep bhaiya
Very very nice sar
Pradeep bhai trust to epfo transfer hoga kya.. Plese bataia
Sir ji namaskar UAN DISEBAL par koi khabar ho to bataiyega 🙏❤️
Very nice sir
Ek I'd add ho gai thi jiske vajah se mera Paisa fansa tha
Bank account change kark pf nikal sakte h kya
Sir
Ek update aur hona chahiye jo sabse important hai jiska bina n pf nikal sakte hai n hi transfer wo bhi bina employers ke approve hona chahiye.
Jiska naam hai KYC
Sir jo request pending hai waha delete option nahi show kar raha hai to kese kare
Thinking you Pardeep Bhai ji,
thank u sir
Sir agr new member id ko de link krte h to purana member id se full & final pf withdraw kar skte h?
Bhai kiya service overlap bhi thik ho jayega kiya
Same problem bro 😞
Agar haum paisa teransfar karke member id ko delink karenge to kay paisa cutega ya nahi sahi samjay ser please thoda jalde replly
Hlo pradeep bhai pf login mobile se desktop mode me uppar me phele option aarhethi abhi nehi aarehi service or manage or online option
I request for you login mobile se video watch service history or online claim option video watch please 🙏🏾🙏🏾🙏🏾
Very good 👍 sir
Date of leaving karne ke liye documents chahiye kya sir
Kuch nhi chahiye vo aap andaze me khud edit kr sakte ho.
Bhaiya ek hi company me 2 members id ho gai hai paisa kaise transfer kare please reply ASAP
Sir mera pehle wala password expired bata raha hai. Me change karne ke liye kahin baar kashis Kiya par nahi ho raha hai. Krupaya is se related video banayen.
Member Remove nhi ho rhe hai edit me sirf add ka hi option aa rha hai.. kaise hoga?
Sir mai name change ka try kya tha but ducomet mag raha hai
Bhai 2011 wala pf kaise nikal te hai exiting allotment wale se ho jayega kya ?
Bahi Last chance kiya fund Lene ke Liye CEA ja AdvocTe madad Le sakte hai ja nahi
You just answer easy and old query but not new or little bit hard.
In your last video I asked how can we transfer the PF amount in case of trustee PF account.
Good update sir ji,
Thank you bhaiya very good
Tq dada❤❤❤❤❤
Sir Account Disable h. ABRY m aadhar link h.
Kya kre sir... 🙏🙏
Good job sir
Thanks
Bank kyc ke bina transfer ho sakta hai kya???
Sir pension contribution bhi transfer hota hai kya new company k uan number me
Mahin
sir bank kyc approved nahi horah
kafi dino perasan hu
State Bank me account khulwao uske baad try kro 3 days me automatic verify ho jayegi kyc
Bank KYC ko lekar bahaut samsya hai bhaiya ji
Thekedar paisa mang rahe hai KYC approval karne ka
Ye band ho jata to bahut sukun milta
Pradeep bhai mere pf account me as per adhar self surname correction nahi ho raha hai employer ke pass request ja rahi hai or transfer request bhi employer ke pass ja Rahi hai abhi mene check Kiya
Please reply
Good 🎉🎉🎉
Sir mera UAN active nahin hai Aadhar update nahin hai data mismatch bata raha hai KIS PRAKAR SE APNA UN AUR APNA DATE OFF BIRTH SAHI KARUN
DOE ko update karne samay documents mang raha hai sir
Very good
Dob mismatch rehta hai to password nahi banta peaj kaise khulega
Sar date off birth to meri change ho gai lekin message aata hai PF ka usmein purane wali DOB dikhata hai Kya Karen
Pradip bhai dost ka aadhaar card link uan me link nahi he 3 shal ho gaya company nahi kar Rahi he kya kare
Very nice bro
Mera data of joining and date of exit wrong hai. Khud karne se documents magtaa hai kya karna
Sir pan card approval keise kare kyc request vej vej ke parisan ho gye he, ky karna padega sir any solution please reply me
Bhai kya date of leaving correction ho jayega ??
Bhai pf pension ka paisa transfer ho jayega plz reply
Pradip bhai app ka tabiyat thik nhi hai kya
Pradeep bhai. Meri present company dusri hai lekin PF koi aur company mei jama ho raha hai vah company kaise hategi
Agar me id delete kardu to saevse overlap ki samsay khatm ho gi kay
Delinking issue
I have one company in which i have never worked with when trying to de link it shows Contribution is available against member ID XXXX
Delinking is not allowed.
Bhai same issue hai mera
Kyuki unhone apke us of member id (pf account) mei paise dal diye honge is wajah se
@ bhai kam he nak kiya kabhi us company mai maine kabhi.. na paper mil sakte na kuch .. epfo paise lele jitne dale hai company ne dale bhi kya hai 1050 rupe ab us company ne to government se insensitive leliya apna yaha life kharab ho jati hai carrier mai cz aj kal sab uan check chal raha hai grow kar nai paogay carrier mai cz puri company paper nai deti na record hai inke pass and Nai company ko uan se service history dekh ke paper chahiye banda jae go jae kaha
Bhai Maine pf account se ek id de link ki hai Kya Mai full pf nikal sakta hu Kyoki Mai Apna pf nahi to nikal paa raha tha or na transfer ho raha tha
Lekin passbook me ab bhi company Show ho rahi hai
Thank you sir
Think u sir
Bro ik request ha ma na clam kite c sunday oh haje tak under process nai hoe show clam submitted at portal show kar rah ha dus lazmi is bare
Pradeep bhai PF me date off birth name galat hai aur Aadhar Card update nahi hai to kaise Sahi hoga
Good update❤❤
Sir employer k bina nhi hoga
Bhai ye documents maangata hai date of joining / date of leaving ko agar change karna hai toh.
Good Bhai
Bahi name mis match bta raha he plz help😢😢😢😢😢😢
Bhai mere pitaji ka naam submit karne ke liye request Dali hai to usmein documents mang raha hai do teen aur aap kah rahe ho ki ek bhi documents nahin mang raha hai
Dada mera 3 member id hain lekin ek ma koi contribution jama nahi kiya lekin o member id present hogeya.. Jisme contribution joma ho rahain o id privouse dikharaha hain.. Or ek hain purana wala o thik exit date update kardiya.. Jo id present hain d link karneke bat jo privouse o president ho jayega
Bhai kal se a rha aj bhi ye kya h👇 error
unable to submit claim data due to some technical error. please try again later
Bhai, Date of Joining correct kaise karen
Documents kon se attached honge
Ya nahi karne
Sir me pf me name change karne ka time me document upload kar ne keliye bol ra hai kya kare me
sir mera una me aadhar pan card active nhi ho rha hai kaise hoga
🙏Sar Jay somnath 🙏
Mera Old UAN _no. Me. 5 member 🆔 he . our DOB/Father name mis mash he. Company Bandh ho gai he.
To KYC kese kare.
Me new Uan me login hu.
Lekin Old UAN me mobil no, bhi galat dalagaya he,iski bajase OTP nahi aa raha he. To kya karu
Please help me 🙏 🙏
Sir mera 1 days ka contribution kiya hai isliye di link nahi ho raha koi solutions hai
Super sir
Pending with Employer for digital signing. Bank kyc 30 din se Employer ke pass pending hai kya kare...
Jo employee abhi work period me hai uska father name correction karne me leaving date kun maag raha hai please bataaye
Mera lekin option aa rha previous employer or present employer a direct nhi aar rha Pradip Bhai help me
Sir mera UAN active nahin ho rha hai mismatch bata raha hai date of birth kaise active kare
field office sent your application back to employer father name not available hai 2015 ka uan hai reply sir aaj kai date ka problem hai
Date of birth agar rong rahega to uan active Nehi hoga kese correction hoga .
uan Disabled video kab ayega pradepi bhai
Iss update ka intezar tha
Sir jiska aadhar update nhi hai woh kaise krenge name change? Dobara aadhar KYC kaise krey??
Sir mera 2016 se pele ka mene jont declaration from ki revest lagai he member ne approve kar diya hai but employee approved nahin Karega ho jaye ga ki nahi hoga dono approval Karega tabhi hoga
Sir mera pf ka pension jab withdrawal karne ja raha hu tab benifit has been already taken by the member asa error a raha hai iska solution kya hai sir
Bhai mera request to employers k pass pending ho rha 2 baar try kiya tha mane