Sir Mere paas same geyser hai 25L ka!! Lekin iske side mai se and top mai se pani nikal raha hai. Maine security valve bhi new change kar diya and pura khol kar salt and rust bhi clean bhi kar diya. Jab geyser full hone lagta hai tab side se aur top par ke water overflow ho kar nikal raha hai.
Safety valve kholke dakhna parega kahipe koi blockage hai ya nahi. Or geyser ko flash karna hoga agar 1- 2 sal se nahi kiya he to. Khudse agar thik na ho to ek mistri/ plumber/ technician ko bulake thik karlo
Apne thik bola but , inlet pipe tank ke niche ake attach hota hain , but outlet pipe tank ke middle se suru hota hai yeni normally gyser ka tank kabibhi 100% Khali nahi hota hai, 40-50% water hamesa raheta hi hain , heating element agar niche se lekar 1feet tak hain to hot water outlet suru hoga 1.3" se . Is liye niche ka stagnant water level me gandegi accumulation hota hain, is liye gyser ko flash karna zaruri hai.
generally we continuously use the geyser in the whole winter season. after the end of winter generally we do not use the geyser for next 5 to 6 months due to summer season. when the geyser is not in use it's better to empty the tank by flashing the water, to prevent corrosion and iron built up in the tank wall
Jab geyser nya lagwayea tha ton mechanic ne galat connection kar diya tha inlet mein outlet pipe lga diya fir geyser on kar diya. Us se kuch hoga to nahi
@@palwindersingh0555 Agar connection galat hai to apka garam Pani ka tap se to Pani nahi nikle ga. Gyser tank me agar Pani nahi Gaya aur apne gyser ko power on kar Diya to apka gyser ka heating element kharab ho jayga . Isliye ap pehle connection ko thik Karo , uske bad inlet connection tap and garam Pani ka tap dono ko on kardo , dhire dhire gyser tank water se fill hoga , jab outle tap/ garam Pani ka tap se water nikalna suru hojai uske bad ap tap ko band karke Gyser ka power on Karo.
Finally, a quality heater - no leaks
Helped me a lot ! Thank u !
Very nice and helpful video 👌
Nicely explained.
Thank you so much very helpful keep it up
You're welcome!
25 liter geyser fitting chage keta kar naa
Nicely explained
Thanks for liking
Very useful. Thank you
Thank u
NRV m screw lagana h ya kholke rkhna h? Agr laga dia to safety kaise hogi tight ho jyega na.
@@SauravGurjarWWE You have a valid point , actually I am also not sure about this.
Sir Mere paas same geyser hai 25L ka!! Lekin iske side mai se and top mai se pani nikal raha hai. Maine security valve bhi new change kar diya and pura khol kar salt and rust bhi clean bhi kar diya. Jab geyser full hone lagta hai tab side se aur top par ke water overflow ho kar nikal raha hai.
inside tank me leakage ho sakta hai, ya fir koi rubber gasket kharab ho sakta hai. Ap koi local technican ko dikhao.
Heater ke pani wala tap hamesha on rakhna he ya off
Inlet tap hamesa on rakhna hoga.
How to flush water from havells renato geyser?
Mere pas Havells ka koi gyser nahi hain abhi.
Thanku
Is it because of the pipe cause there is leak
Good job o
Thanks
Mere garam paani wale nal me bahut kam paani aata h ky karun
Safety valve kholke dakhna parega kahipe koi blockage hai ya nahi.
Or geyser ko flash karna hoga agar 1- 2 sal se nahi kiya he to.
Khudse agar thik na ho to ek mistri/ plumber/ technician ko bulake thik karlo
If water is present in outer then how to remove
Dada ak gyger ma water grom horha
No sound but output tap on karte hi big sound hota hai keya karu
source of sound? inside gyser or in the tap ? due to water pressure or trapped air bubbles inside gyser rank ?
Lakin sir gyesr main to tank ka paani continue aata hai please reply
Apne thik bola but , inlet pipe tank ke niche ake attach hota hain , but outlet pipe tank ke middle se suru hota hai yeni normally gyser ka tank kabibhi 100% Khali nahi hota hai, 40-50% water hamesa raheta hi hain , heating element agar niche se lekar 1feet tak hain to hot water outlet suru hoga 1.3" se . Is liye niche ka stagnant water level me gandegi accumulation hota hain, is liye gyser ko flash karna zaruri hai.
images.app.goo.gl/QYHmGwChEVVbSZBa6
Iss link me ja ke gyser ka internal structure dakh lo sab clear ho jayega.
Why to flush after winter season, whats the reason
generally we continuously use the geyser in the whole winter season. after the end of winter generally we do not use the geyser for next 5 to 6 months due to summer season.
when the geyser is not in use it's better to empty the tank by flashing the water, to prevent corrosion and iron built up in the tank wall
Better you can remove safty valve so very soon water has drain.
Thank you sir
Screw hamesha nikal k rakhna chahiye
Ye question hain ya suggestion?
@@ADHELPLINE questions
@@vikashvikash6346 nahi.
@@ADHELPLINE bhi ..tab agr screw kasa hua rahega to high pressure hone pr wo valve khulega kaise ... Pressures kaise release hoga?
Scrow निकालना h ki nahi
Jab geyser nya lagwayea tha ton mechanic ne galat connection kar diya tha inlet mein outlet pipe lga diya fir geyser on kar diya. Us se kuch hoga to nahi
kinte din pehle connection kiya tha ? Abhi Tak waisa hi galat connection hai ya correction kar liya ?
@@ADHELPLINE hafta pehle kiya tha lekin uske baad use nhi kiya waise hi hae. Usdin hi use kiya tha bss wo bhi chla ke dekha tha bss
@@palwindersingh0555 Agar connection galat hai to apka garam Pani ka tap se to Pani nahi nikle ga.
Gyser tank me agar Pani nahi Gaya aur apne gyser ko power on kar Diya to apka gyser ka heating element kharab ho jayga
.
Isliye ap pehle connection ko thik Karo , uske bad inlet connection tap and garam Pani ka tap dono ko on kardo , dhire dhire gyser tank water se fill hoga , jab outle tap/ garam Pani ka tap se water nikalna suru hojai uske bad ap tap ko band karke Gyser ka power on Karo.
th-cam.com/video/fVWkaw7q8Lg/w-d-xo.htmlsi=MDw5KiNS9JR36cdO
Ap ye video dekho
@@ADHELPLINE aisa hi kiya tha light bhi change ho gai thi but baad mein paani kamm ho geya or tap se hwa niklne lagi or wo band ho geya