I'm leaving this comment here so that after a month or a year later when someone likes it.i get reminded of listening this song again..thank you the one who liked this comment and i get to listen to this masterpiece once again.god bless u dear friend.
नुसरत फतेह खान साहब सिर्फ नाम ही काफी है सूनने की लिये, उनकी गायीकी सूनने के बाद खुमारी आ जाती है , इस महान गायक और इन्सान को लाखो सलाम, अपने अलग अंदाज और गायन शैलीसे वो सबसे अलग थे ,.. लोग डरते है कातिल की परछाई से, हमने कातिल के दिलमे घर बना लिया.... बेहतरीन लिरिक्स.... Simlpicity is the unique and great quality of human beings... एक बेहतरीन प्रस्तुती... 🙏🙏🙏🙏.
Sarhad paar ek aisa shaks hai Jo apko tahe dil se yaad karta hai. Jo sukoon khin ni milaa wo apki awaz mein hai . """ Baat to sirf ek raat ki magar intzaar apka umar bhar Kar liya"""
Whole song is a masterpiece.....But as a reader, this line has a special place in my heart...."Log darte hain Qaatil ki parchayi se,, hamne kaatil ke dil mein bhi ghar kar liya".....🥺💗🔥🔥 (31st January 2024)
Every one felt that line when they said: ज़िन्दगी भर के शिकवे गीले थे बहौत, वक्त इतना कहा था कि दोहराते हम, एक हिचकी में कह डाली सब दास्तां, हमने किस्से को यूं मुख़्तसर कर लिया। ❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️
God !! Why do I not have friends who love Nusrat Sahab Saare jahan ka Sangeet ek taraf or Nusrat sahab ek taraf !! Everytime I listen to him, I feel so complete, ki lagta hai "Aaj marr bhi jaayein to koi gham nahi " Inki tareef shabdo me bayaan karna bhi tauheen hogi Kambakkht aise lafz hi nahi jo inki taarif ke qabil ho ❤️
Luckily I have one bro.... Gane sunkar mehfil jama dete hai bhai..... Mashallah NFAK k Awaaz pe jhum Jane ko maan krta hai.... Jiss tarah se aalfaaz ko istmal krte hai jaise motiyo ko maala mai bna dete hai....
Jo bhi is time mera comment padh rhe hai 🤗 mai or ap ek dusre se anjaan hai🥰 Fir bhi main bhagwan se pray krti hu ki apki life 😊 me koi tension chal rhi hai to khatam ho jaye or ap hmesha khush rho ❤️❤️
लोग डरते हैं कातिल की परछाई से हमने कातिल के दिल मैं भी घर कर लिया बेहतरीन लिरिक्स। उस्ताद नुसरत फतेह अली खान साहब का कोई जवाब नहीं। उस्ताद सैल्यूट यू।।
Aap to Bewafa aur Sitamgar nahi Aapne apna Munh kyun udhar kar liya An immortal ghazal written by Saba Akbarabadi and sung by all time Legend Ustaad Nusrat Fateh Ali Khan.....even after listening hundred times, desires remain the same.. what a magical voice. God bless all who promote these types of positive listening.
Dude I have been listening to every genre.m, but this one hits right into the feels. Zikar ek bewafa aur sitamgar ka tha aapka aisi baton se kya wasta. Aap to bewafa aur sitamgar nahi... Aapne kisliye munh udhr kr liya, these lines hits different.
@@saffronpriyam2502 dear sir, apke vicharo ka bhi welcome hai. Waise urdu Arab ki nhi, Indian continent me paida huyi language hai. Muslims ise zyada use krte hai isliye is se nafrat krna chahe to kr skte hai. But isme nafrat krne jaisa kuch hai nhi. Mere vichar se.
It is said that "Culture divides, but Songs and Music unites".... it is one of the weapon to unite India and Pakistan and hence there feeling of oneness....Love from India.
Ustaad ji ki awaaj ♥♥♥♥♥ Ustad ji ke shabd♥♥♥♥♥ Ustad ji ki ghazle♥♥♥♥♥ Totally full singer-artist-great greatest or greatest or greatest ........................................................।...........................।....................................no words for describe ustad ji
Saadagi to hamari zara dekhiye aitbaar aapke vaade per kar liya Saadgi to hamari zara dekhiye Saadgi to hamari zara dekhiye Masti mein ik haseen ko khuda kah gaye hain hum jo kuch bhi keh gaye hein baja keh gaye hain hum Saadgi to hamari zara dekhiye aaa saadgi to hamari zara dekhiye Charofadgi to dekhu hamare khaloos ki kis saadgi say tujhko khuda keh gaye hain hum saadgi to hamari zara dekhiye saadgi to hamari zara dekhiye Kiss chop kiss tamanna kis darja sadgi se hum aap ki shikayat karte hain aap hi se saadgi to hamari zara dekhiye saadgi to hamari zara dekhiye Ik tere ata ki rodaad ho gaye hain hum tere ata ki rodaad ho gaye hain hum badhe khuloos se barbaad ho gaye hain hum zara dekhiye saadgi to hamari zara dekhiye saadgi to hamari zara dekhiyeh Saadgi to hamari zara daikh'iyeh aitbaar aapke vaade par kar liya Baat to sirf ik raat ki thi magar intzaar aap ka umar bhar kar lia Ishq mein uljhane pehle hi kam na thi aur paida naya dard-e-sir kar lia Log darte hain kaatil ki parchaayi se humne qatil ke dil mein bhi ghar kar lia Zikkar ik bewafa aur sitamgar ka tha shikwa kia sitam ka to namdida ho gaye tum to zara si baat par ranjida ho gaye zikkar ik bewafa aur sitamgar ka tha Tera zulam nahi hai shamil gar meri barbadi mein phir yeh aankhein bheeg rahi hain kyun mere afsaane se zikkar ik bewafa aur sitamgar ka tha zikakr ik bewafa aur sitamgar ka tha meri halat daikh ker tum kyun pareshan ho gaye zikakr ik bewafa aur sitamgar ka tha Zikkar ik bewafa aur sitamgar ka tha aap ka aise baaton se kya waasta Aap to bewafa aur sitamgar nahi aap ne kis liye muh udhar kar lia Jab tulu aaftab hota hai gham ke sagar uchaal deta hoon tazkara jab wafa ka hota hai mein tumhari misaal deta hoon aap to bewafa aur sitamgar nahi aap to bewafa aur sitamgar nahi kyun aankh milayi thi kyun aag lagai thi ub rukh kyun chupa baithe kar ke mujhe deewana aap to bewafa aur sitamgar nahi aap to bewafa aur sitamgar nahi zindagi-bhar ke shikwe-gile the bahot waqt itna kahan tha ke dohratay hum ek hijki mein keh dali sub dastaan hum kisse ko yun mukhtasar kar lia beqarari milay gi mitega sukoon chain chin jayega neend urh jayegi apna anjaam sub hum ko maloom tha aapse dil ka sauda magar kar lia zindagi ke safar mein bahot dur tak jab koi dost aaya na humko nazar humne ghabra ke tanhaaiyon se sada ek dushman ko khud humsafar kar lia Saadagi To Hamari Zara Dekhiye aitbaar Aapke Waday Per Kar Liya Saadagi To Hamari Zara Dekhiye aitebar Aapke Waade Per Kar Liya Love nfak sahab ❤️🥀
Zindagi k safar mein bohot dooooor tak.... Jab koi dost aya na hmko nazar... Hmne ghbra k tnhayion se saba.... Ek dusham ko khud hamsafar kr liya..... You are above death man..... U'll live forever in your artwork... Listening to this guy is nothing else but blessing ✌👏
No one can replace him . he was the real legend that's why I love Pakistan ... these songs make me cry. sometime I think he made these all song only for me nd i'm sure u must feel same that's the magic of NUSRAT FATE ALI KHAN. miss uhh love uhh
Seriously the words are just amazing that I have no words to express it's beautiness and the legend Nusrat fateh Ali Khan is the only one who can make it one piece like others of him.....
Original toh original hai aur Ustaad toh Ustaad Par Team Sukhan tried well to give their best. Atleast because of Team Sukhan and Jashne rekhta most of us come to know about this gem of qwaali.
Best line.... Baat toh sirf ek raat ki thi magar.... Intezaar aapka umar bhar kar liya.... But No one can wait for their lifetime.... Who agree with me.....😊😊😊
Jab tulu aaftaab hota hai, gham k sagar uchaal deta hun. Jab leta hai wafa ka naam Koi, mai tumhari misaal deta hun. Awesome a real arrow to the broken heart..
i have never commented on a youtube video before but this time i had to. I cried while listening to this divine voice ..every word pierced my heart making me feel again every bit of her left in me!
Zikr ek Bewafa aur sitamgar ka thaa .... Aapka aisi baaton se kya waasta ... Aap to beewafa aur sitamgar nahi .... Aapne kis liye mu udhar kar liaa 💕💕💕💕💕💕 ❤️
Listen to Evergreen Songs here 👉 th-cam.com/play/PLPkzS8pOVQOM7F1v6F262qsyxQxSFNzlJ.html
1:32
¹@@rajivking2131
@@rajivking2131😢
@@rajivking2131❤❤
❤❤❤❤❤
I'm leaving this comment here so that after a month or a year later when someone likes it.i get reminded of listening this song again..thank you the one who liked this comment and i get to listen to this masterpiece once again.god bless u dear friend.
Likes paane ki ninja technique
Now listen again
Aja bhai. Fr se
Firse sun bhaii
P
"Apna anjam Sab humko malum tha ,
Aapse Dil Ka sauda magar Kar liya"....
Waaaaahhhhhhhh incredible...just no words for Nusrat Sahab ..
Ladkiyo ko yhi lines smjh a rhi h kya?
Sbhi bs yhi 2 lines likh rhi hain
Same to you
@@sarvindersingh7490ha
नुसरत फतेह खान साहब सिर्फ नाम ही काफी है सूनने की लिये, उनकी गायीकी सूनने के बाद खुमारी आ जाती है , इस महान गायक और इन्सान को लाखो सलाम, अपने अलग अंदाज और गायन शैलीसे वो सबसे अलग थे ,.. लोग डरते है कातिल की परछाई से, हमने कातिल के दिलमे घर बना लिया.... बेहतरीन लिरिक्स.... Simlpicity is the unique and great quality of human beings... एक बेहतरीन प्रस्तुती... 🙏🙏🙏🙏.
लाजवाब।
इस कव्वाली को ना जाने कितने लोगो ने अपनी आवाज़ में गाने की कोशिश की, लेकिन कोई इस लहजे में कभी नहीं कर पाएगा।
Beshaq bhai apne sahi kaha
Right
Good
correct bhai jaan bilkul shi kaha aap ne 👍😘
Bapo Baap Hota h
आप तो बेवफा और सितमगर नहीं..
आपने किस लिए मुंह उधर कर लिया❤️❤️
Great yr
5.17🔥🔥
Hii
😂
aapka aisi baato se kya wasta 😂
Sarhad paar ek aisa shaks hai
Jo apko tahe dil se yaad karta hai.
Jo sukoon khin ni milaa wo apki awaz mein hai .
""" Baat to sirf ek raat ki magar intzaar apka umar bhar Kar liya"""
Lovely
Same to you
Whole song is a masterpiece.....But as a reader, this line has a special place in my heart...."Log darte hain Qaatil ki parchayi se,, hamne kaatil ke dil mein bhi ghar kar liya".....🥺💗🔥🔥 (31st January 2024)
Rooh e yaram (yaram kazmi) ❤
Every one felt that line when they said:
ज़िन्दगी भर के शिकवे गीले थे बहौत,
वक्त इतना कहा था कि दोहराते हम,
एक हिचकी में कह डाली सब दास्तां,
हमने किस्से को यूं मुख़्तसर कर लिया।
❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️
Legends
pls find out in which song “unke dil se nikal kar bhi ae humnasheen ek gehra nishaan chchod aaya hoon main” have been sung
@@AbhinavKumarSahai teri kaafi nigaahon se waqif hoon
kaqmat hi dhadi yr tum ne
JINDAGI K SAFAR MEIÑ BAHUT DUR TK
JB KOI DOST AAYA NA HAM KO NAJAR
HUM NE GHABRA K TANHAYIYOÑ SE SABA
EK DUSMAN KO KHUD HAMSAFAR KR LIYA!
Jab koi dost aya na humko nazar,
Humne ghabra ke tanhayion se saba,
Ek dushman ko khud humsafar krliya! ❤️❤️❤️
God !! Why do I not have friends who love Nusrat Sahab
Saare jahan ka Sangeet ek taraf or Nusrat sahab ek taraf !!
Everytime I listen to him, I feel so complete, ki lagta hai
"Aaj marr bhi jaayein to koi gham nahi "
Inki tareef shabdo me bayaan karna bhi tauheen hogi
Kambakkht aise lafz hi nahi jo inki taarif ke qabil ho ❤️
Luckily I have one ❤
Absolutely right 👍
People reject precious thing coz they can't afford it.
Dont worry u have one now.
Luckily I have one bro.... Gane sunkar mehfil jama dete hai bhai..... Mashallah NFAK k Awaaz pe jhum Jane ko maan krta hai.... Jiss tarah se aalfaaz ko istmal krte hai jaise motiyo ko maala mai bna dete hai....
Jo bhi is time mera comment padh rhe hai 🤗 mai or ap ek dusre se anjaan hai🥰 Fir bhi main bhagwan se pray krti hu ki apki life 😊 me koi tension chal rhi hai to khatam ho jaye or ap hmesha khush rho ❤️❤️
same goes for u
Same to you
हिंदी व्यवहार की
अंग्रेजी व्यापार की
और उर्दू प्यार की.........भाषा है.!☺️
Be_shaq
True that👍
👌👍
This is the beauty of india
@@RPG_Gaming_world भाषा ,किसी देश की हो सकती है ,देश की कोई भाषा नही होती..!☺️
(राज्यों की भाषा होती है)
वाह, वाह, वाह, मज़ा आ गया सुनकर नुसरत साहब को।। आप हमेशा के लिए महान हो।।
आप तो बेवफा और सितमगर नही...आप ने क्यूं मुंह उधर कर लिया...what a line❤️✌️
लोग डरते हैं क़ातिल की परछाई से,
हमने क़ातिल के दिल में भी घर कर लिया
👏👏👏👏
🔥🔥😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😎😎😭😭😭💘💘💝💝💝 God bless 🙏🙏 dear
Atikraman waalo ku bulao koi
Km p
@@SandeepSingh-ub8bn 5
Is line ka matlab kya hai?
Lockdown period, evening time, dim lights, alone in balcony, and NFAK Sahab🙌 on playlist. Ufff💕, literally jannat ka ehsas h ye.
Feeling me?
I can totally feel you!!!!!!! It's like heaven
daaru bhi jod le
@@KARMHIDHARMH na bhai wo tum rakhlo. Hume NFAK sahab k gano ka nasha hi bohot hai✌️❣️
Dard duniyaa
I felt it really heaven♥️♥️
एक हिचकी में कह डाली सब दास्ताँ
हमने किस्से को यूं मुख्तसर कर लिया
Lv from india nusrat shb
Wah wah
Waah
Osm
Mukhtsar means??😅
Tushar Pawar mukhtasar : chota ( small )
There is no need of drugs, when u have Nusrat Fateh Ali Khan 😍😍
Hmm u r right
U r very beautiful
Agree completely mam
mashaallah ji
Take drug and listen...😅😅😅
Jo mera Comment prh Raha hai ALLAH kry ucki tamam mushkilaaat asaan ho jyein❤
Ameen
Ameen
Aur apki bhi
Ameen
Aameen
Khansaab... Apko humne apne Dil m zinda rkha h.. apki wjh se dhadkane h 😍❤️
🙏
Hi
Good
In muddat hui tumko dekha nhi aik zamanan huaa muskarate huye
Mohabat ka jununn
उसकी सादगी के आगे ,
लाखों के श्रृंगार भी फीके थे...!
⚡🌺🤍🖤💥⭐🖤
Apna anjaam sab humko maloom tha,
apse dil ka sauda magar kr liya💙
😍👌👌
Isha Yadav love you sexy
Bemishal line
Love you
Baat तो सिर्फ एक रात की थी मगर इंतज़ार aap का उम्र भर kar लिया
Maashallah, Subhaanallah... Bhai, maza aa gaya!!!
Wakayi URDU jaisi mohabbat bhari bhasha koi nahi ho sakti...
बेक्रारी मिलेगी लूटेगा सुकून चैन छीन जाएगा नींद उड जाएगी अपना अंजाम सब हमको मालूम था आपसे दिल का सौदा मगर कर लिया❤️❤️
लोग डरते हैं कातिल की परछाई से
हमने कातिल के दिल मैं भी घर कर लिया
बेहतरीन लिरिक्स।
उस्ताद नुसरत फतेह अली खान साहब का कोई जवाब नहीं। उस्ताद सैल्यूट यू।।
How century goes on??
How's era??
Does not mean... Ustad is forever ❤....... Bina daru ka nasha hota hai... 🙏
Sach mei nasha to itna hai ki daru b fiki padh jati hai
Finally, i’ve come up to a comment that i was realising by myself while sitting alone during camping in mountains
"मुझे अपने किरदार पे इतना यकीन है की, कोई मुझे छोड़ सकता है लेकिन भूल नहीं सकता" 🖤 🐷
Nice ji
Comment to thik hai bhai lekin ye khud ko comment me q laga diya ye heart ke pass aap hi hona...😁😁😁😂😂😂🤣🤣🤣
@@sahzankhan6086 hahaha bhai op.. 😂
Bahut khub🌹
Tera Zulm Nahi Hai shamil
Gar mere barbaadi mein
Phir ye aankhe Bheeg Rhi Hai
Kyun Mere Afsane se...
Top Lines..❤❤
NFAK is A Brand 💚💚
Aap to Bewafa aur Sitamgar nahi
Aapne apna Munh kyun udhar kar liya
An immortal ghazal written by Saba Akbarabadi and sung by all time Legend Ustaad Nusrat Fateh Ali Khan.....even after listening hundred times, desires remain the same.. what a magical voice. God bless all who promote these types of positive listening.
योग्यता अपनी उच्चाइयो पर ❤️❤️
-Legend for a reason 🔥👌
Qyaamat bekhabar
I am melted with this writing and delivery. He's Ustaad for a reason. 🙌
“बात तो सिर्फ एक रात की थी मगर,
इंतज़ार आपका उम्र भर कर लिया” ❤️
Sahi
is ek pankti ne dil nikaal liya seene se
thanks
kya kadi dhodhi hai aapne
वह
That line " Baat toh sirf Ek raat ki thi Magar, Intazaar apka Umar bhal kr liya"😭💔💔
Watching in March month of 2020 Its 3:00 AM.
Ek tarfa mohhabat or NFAK sahab ki qawali..is se jyada sukoon or kaha?
Dude I have been listening to every genre.m, but this one hits right into the feels. Zikar ek bewafa aur sitamgar ka tha aapka aisi baton se kya wasta. Aap to bewafa aur sitamgar nahi...
Aapne kisliye munh udhr kr liya, these lines hits different.
Baat toh ik raat ki thi magar intezar apka umar bhar kr lia...... Waah waah ustad 💫❣💙
Break up k bead nasha aur nusrat Sahab key ghazal sukoon deta hai
The best part starts with 00:01 and ends at 14:47
Very true
True ☺️
Pandey ji bahut sundar conclusion hai
@@rupinderkapoor6700 :)
*_AGAR TUM USTAD JI KO SUNA PSAND KRTE HO ,TO AJJ SE HUM DOST HUYE 😍_*
@@AdilKhan-cd1yr qsseee2s
☺☺😇
Hi
Zarur 😊
😊😊😊
1 AM at night and alone in room,full volume and NFAK sahab on playlist.
Have no words to describe my feelings
Ya right
same here bhai ❤🌸❤
Me too
These makes to feel sometime bacpan ka pyar
Same
2024 me kaun kaun sun rahe ho 😅
bhai sahab yah to akele 2024 m2 nhi 4220 me bhi suna jayega
✌
Hm sun rahe hai
Hum sun rahe hain
Jab tak jinda hu tab tak sununga ❤❤❤
Sangeet ki duniya ke sabse nayab tohfo me se ek .........ustad Nusrat Fateh Ali Khan 💓
خوب کہا 💞
When it comes to love...No language can beat Urdu poetry.
Yes sister, it's true. Urdu is language of love and tahzib
Yeah??? Absolutely ŕýť
Arabic, Farsi, Turkish and Spanish.
घंटा, ब्रज भाषा के आगे ये रेगिस्तानी कबीलों की भाषा कुछ नहीं।
@@saffronpriyam2502 dear sir, apke vicharo ka bhi welcome hai. Waise urdu Arab ki nhi, Indian continent me paida huyi language hai. Muslims ise zyada use krte hai isliye is se nafrat krna chahe to kr skte hai. But isme nafrat krne jaisa kuch hai nhi. Mere vichar se.
Zikr ek bewafa Aur
Sitmgar ka tha
Apka Aisi bato se
Kya wasta
Aap to Bewafa aur
Sitmagar nahi
Aap ne kisliye muhh udhar karliya
Wahh wahhh
One of my favorite lines 😍
Magic hai yar ye magic lines. Likhne wale ko salute hai.
Superb
Kitne Sade Alfaz he magar kitna Mana he usme
जिक्र एक बेवफा और सितमगर का था,
आपका ऐसी बातों से क्या वास्ता,
आप तो बेवफा और सितमगर नहीं,
आपने किसलिए मुंह उधर कर लिया।।
.
.
.
best lines
It is said that "Culture divides, but Songs and Music unites".... it is one of the weapon to unite India and Pakistan and hence there feeling of oneness....Love from India.
love and respect from pakistan
If Adnan Sami deserve Padm Shri then Nusrat Saheb definatley deserves Bharat Ratna💚
Papers dikhao???
@@ruturajravindra6095 😂🤣😂😂🤣😂😂🤣
@@ruturajravindra6095nusrat saab kay gaano ka remake "papers" dekh krr krtay hein? 😶😏
No chance.... still Rafi Sahab in waiting for that
I agreee
Children - Honey Sing, Baadshah
Men - Normal songs
Legends - Nusrat Fateh Ali Khan
Bhai children me Sidhu moose aala v add krlo...
Bhai honey Singh ne music industry ko bohot uppar tak pochaya hai usko children mein mt jod he is legend and NFAK SAHAB is ultra legend 🙌😌⚡
Jubin ko bhi sun kr dekho
Then me also legend 🤫😅
@@ShamsherSingh-xg1fn legend sunte hh sidhu moose wala
Nfak sir ka gazal jitni baar sunta hoon utni baar Dil ko sukoon milta hai
Bhagwan aapko swarg me asthaan De 💕🙏
Big hug to pakistani brothers and sisters with love from India 😊
Love from Holland to you too bro!
ek fankaar sabhi desh ka hota hai --------- ham uski kalao ki kadra karte hai
+Rahul Pandey you are right. ..bro. artist is not Hindu and Muslim
Agree
Ashish Dhami,, good work bro,, atleast Koi hai Jo mohabbat ka paigam pahucha raha hai
Best line I caught -- "Aap toh bewafa aur sitamgar nahi, Aap ne kyun muh udhar kar liya..?"
تیرے آداب کے روداد ہو گئے ہیں ہم
بڑے خلوص سے برباد ہو گئے ہیں ہم❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Zindagi bhar ke shikwe gile the magar waqt itna kahan tha ke dohrate ham
Ek hichki me kehdali sub dastan
Hamne kissey ko youn Mukhtasar karliya
How easily he takes these "Aalaap". One word Magical. His voice is matchless!
Yes sir, master of master mucians
लोग डरते है क़ातिल की परछाई से,
हमने क़ातिल के दिल में भी घर कर लिया।🥀💫
Ustaad ji ki awaaj ♥♥♥♥♥
Ustad ji ke shabd♥♥♥♥♥
Ustad ji ki ghazle♥♥♥♥♥
Totally full singer-artist-great greatest or greatest or greatest ........................................................।...........................।....................................no words for describe ustad ji
Log Darte Hain Kaatil ki Parchaayi se, Humne Qtil ke Dil pe bhi Ghar kar liye👍
My favourite lines
Wha! kya line boli hai sir 👏🏻👏🏻👍🏻
Wah
Apna anjam sb hmko maloom tha
Aapse dil ka sauda magar kr liya...
Great yr
"Zikr ek bewafa aur sitamgar ka tha ap ka ase baaton se kya vaasta
Ap toh bewafa aur sitamgar nahi
ap nai kis liye muuh udr kar liya"
इस शख्सियत को भी नापसंद करने वाले है दुनिया में, शायद वो संगीत की परिभाषा नहीं जानते
You are right
Very good👍😘
उस परमशक्ति का धन्यवाद जिसने मुझे कान और सुनने की शक्ति दी।
❤❤❤
If someone listening in 2020 please do like, and dieheart fan of Nushrat Sb
Intezar aapka umr bhr kr lia👌🏻humne qatil ke dil mein bhi ghr kr lia..🔥
Tum aagr dekhna chhod to batau har sakhass tumhi ko dekhta hai hamare dil mai bhi jha kar dekho samnese chehara najae nahi aata
It doesn't matter in which year you born this song make you swim in the ocean of love .
Each and every line means alot .
Shukriya Nusrat sahab
Absolutely right!
मैंने जब से उस्ताद को सुनना शुरू किया है, मैं खुद को रोक नहीं पा रहा। शत् शत् नमन।
Apna anjaam sab humko maloom tha,
Aapse dil ka sauda magar karliya!
💔💔💔
Hiii
Marai sth pyaar karai ge
@@akashgautam4196 well answered
@@akashgautam4196 savage 🙌
sahi pakde hai aap ji
Saadagi to hamari zara dekhiye
aitbaar aapke vaade per kar liya
Saadgi to hamari zara dekhiye
Saadgi to hamari zara dekhiye
Masti mein ik haseen ko khuda kah gaye hain hum
jo kuch bhi keh gaye hein baja keh gaye hain hum
Saadgi to hamari zara dekhiye
aaa saadgi to hamari zara dekhiye
Charofadgi to dekhu hamare khaloos ki
kis saadgi say tujhko khuda keh gaye hain hum
saadgi to hamari zara dekhiye
saadgi to hamari zara dekhiye
Kiss chop kiss tamanna kis darja sadgi se
hum aap ki shikayat karte hain aap hi se
saadgi to hamari zara dekhiye
saadgi to hamari zara dekhiye
Ik tere ata ki rodaad ho gaye hain hum
tere ata ki rodaad ho gaye hain hum
badhe khuloos se barbaad ho gaye hain hum
zara dekhiye
saadgi to hamari zara dekhiye
saadgi to hamari zara dekhiyeh
Saadgi to hamari zara daikh'iyeh
aitbaar aapke vaade par kar liya
Baat to sirf ik raat ki thi magar
intzaar aap ka umar bhar kar lia
Ishq mein uljhane pehle hi kam na thi
aur paida naya dard-e-sir kar lia
Log darte hain kaatil ki parchaayi se
humne qatil ke dil mein bhi ghar kar lia
Zikkar ik bewafa aur sitamgar ka tha
shikwa kia sitam ka to namdida ho gaye
tum to zara si baat par ranjida ho gaye
zikkar ik bewafa aur sitamgar ka tha
Tera zulam nahi hai shamil gar meri barbadi mein
phir yeh aankhein bheeg rahi hain kyun mere afsaane se
zikkar ik bewafa aur sitamgar ka tha
zikakr ik bewafa aur sitamgar ka tha
meri halat daikh ker tum kyun pareshan ho gaye
zikakr ik bewafa aur sitamgar ka tha
Zikkar ik bewafa aur sitamgar ka tha
aap ka aise baaton se kya waasta
Aap to bewafa aur sitamgar nahi
aap ne kis liye muh udhar kar lia
Jab tulu aaftab hota hai gham ke sagar uchaal deta hoon
tazkara jab wafa ka hota hai mein tumhari misaal deta hoon
aap to bewafa aur sitamgar nahi
aap to bewafa aur sitamgar nahi
kyun aankh milayi thi kyun aag lagai thi
ub rukh kyun chupa baithe kar ke mujhe deewana
aap to bewafa aur sitamgar nahi
aap to bewafa aur sitamgar nahi
zindagi-bhar ke shikwe-gile the bahot
waqt itna kahan tha ke dohratay hum
ek hijki mein keh dali sub dastaan
hum kisse ko yun mukhtasar kar lia
beqarari milay gi mitega sukoon
chain chin jayega neend urh jayegi
apna anjaam sub hum ko maloom tha
aapse dil ka sauda magar kar lia
zindagi ke safar mein bahot dur tak
jab koi dost aaya na humko nazar
humne ghabra ke tanhaaiyon se sada
ek dushman ko khud humsafar kar lia
Saadagi To Hamari Zara Dekhiye
aitbaar Aapke Waday Per Kar Liya
Saadagi To Hamari Zara Dekhiye
aitebar Aapke Waade Per Kar Liya
Love nfak sahab ❤️🥀
Waooo great bhai.
pls find out in which song “unke dil se nikal kar bhi ae humnasheen ek gehra nishaan chchod aaya hoon main” have been sung
Thanks
Waah ustad
i wish i could go back and see this legend performing live 😭😭😭
Same feeling here..
@@gabbars180 same
One day,when my time machine work properly i will give it to you,
@@imraninamdar1758 Abey saaley 🤣
@@imraninamdar1758 🤣
Log Darte hai Katil ki parchai se... Humne Katil ke Dil me bhi ghar krliya... 😉😉😉
Best part starts from 00:01 and ends at 14:47
Wah ji wah
veer ji sahi kaha aapne
😂😂😂
Well said
Wah ji Wah.
ज़िन्दगी के सफ़र में बोहोत दूर तक,
जब कोई दोस्त आया न हमको नजर,
हमने गभरा के तन्हाइयो से सबा,
एक दुश्मन को खुद हमसफ़र कर लिया।
❤️💞😍
Whaaa
Op ❣️
I drove 600kms non stop with NUSRAT Ustads quwalli's. I didnt come to know how i reached destination... what a voice😘😘
NAVEEN SINGH
Bhai mai 2yrs jiyaa hu breakup k baad but abi theek hu
it's incredible
Bhai, I feel you.. what a beaut !
Osm
You have good tyres
Na Hindustan na pakistan yeh sab lakire khud insano ne banai hai us rab ne toh ek hi bana ke bheja hai
Nobody can beat NFAK ♥
Bhai kya bath hai😃😃😃..
Sahi kaha apne
Right
agreed no one is this world compare to nfak
Sab darta hai katil ki parchayi sa ..,.hmnai katil k Dil Mai v Ghar kar Liya💟
Baat toh sirf ik raat ki thi magr,
Intizaar aap ka umar bar kar liya ...
This line 🥺🥺🥺🥺😭😭😭😭
Heart touching lyrics
and Nusrat sahab's Voice
🥀😍
This qawwali is criminally underrated ❤️
Qawwali
Thts true..it is underrated
I am hearing it for the first time today
No way... Aajkl logo ke taste kharab ho gya hai...
Everything by NFAK is underrated. That's how brilliant he was.
लोग डरते है कातिल के परछाई से,
हमने कातिल के दिल में भी घर कर लिया।।
जबरदस्त लाइन वाह साहब आपकी आवाज का एडिक्शन हो गया है मुझे क्या कहे,,,,,,,,
Zindagi k safar mein bohot dooooor tak....
Jab koi dost aya na hmko nazar...
Hmne ghbra k tnhayion se saba....
Ek dusham ko khud hamsafar kr liya.....
You are above death man.....
U'll live forever in your artwork...
Listening to this guy is nothing else but blessing ✌👏
इश्क़ में उलझने पहले ही कम ना थी
और पैदा नया , दर्दे- ए- सर कर लिया ❤️
Ek.bar enko.sunlene se aadmi enka deewana ho jata hai aur bar bar.sunne k liye majbur ho jata hai
Really
Bilkul theek kaha bhai Sahab, Mai khud addict Ho gaya inka
Beshak
Ek dam shi baat h jo enko sunta h wo Khan sahab ka diwana ho jata h
Ye toh bilkul sahi baat bole bhai apne
*Kon kon 2024 sun raha h *
Me 🙋❤❤
Mein
Mai 👍🏻
Always listen till end of world
Me 😁
No one can replace him . he was the real legend that's why I love Pakistan ... these songs make me cry. sometime I think he made these all song only for me nd i'm sure u must feel same that's the magic of NUSRAT FATE ALI KHAN. miss uhh love uhh
jab ksi ko chot lagti hai sab ko Legend Fateh Ali Khan yaad ata hai jaisy kisi bachy ko dard mai maa yaad ati hai💔 💔 💔
Right 100
Sahi kaha
@@shabnamshaikh2130 shabnam Shaikh yu. riyt
Right
100000000%
Seriously the words are just amazing that I have no words to express it's beautiness and the legend Nusrat fateh Ali Khan is the only one who can make it one piece like others of him.....
I m listening this song from Kashmir ✋
❤️ vo lafz nhi jinmein bayan kr saku... Kya khoob likha gaya hai❤️
Original toh original hai aur Ustaad toh Ustaad
Par Team Sukhan tried well to give their best. Atleast because of Team Sukhan and Jashne rekhta most of us come to know about this gem of qwaali.
Yes
Ur right. .unki wajah se aaj ustad ji se mulakat hogai aab to hum dewane ho gaue hai nusart sahab ki
absolutely right buddy 🙂🙂
You are right..great new source
Tnx
I don't kow the full meaning of the qawali but it took me to other world, respect from Finland 🇫🇮 😘
I can tell you each and every meaning of it. He always take me also to another world 🤩
@@9anchit thank you much, finally I found someone who can translate me this qawalli, looking forward to hear from you back ASAP ☺️
U don't need to understand meaning 🙂. The message of love and peace must had reached u..
@@Wood.bridge sir, you got the translation?
@@Wood.bridge i can translate for you dm on insta @qamar.zyx
In love this ❤listening back to back ... fell in love this❣ Saadhi tho Humari zara Dekhiye
It's saadgi (simplicity)😁😁😁
Hi Jyoti what's up
It's saadgi not saadhi..
Ishq me uljhane pahle hi kam na thi, Or paida naya dard-e-sir krliya..😁😁 Superrrb.. sir
Kids: Weed
Men: Cocaine
Legends: Nusrat Fateh Ali Khan
Ultra legend Nustar sahab + weed+ rainy+mountains ❤️
Kids : Drugs
Men : Weed
Legends : NFAK
what are you? 10??
Kids + men + legends + ultralegends = free thinking nusrat sahab .....
Well said. Once intoxicated by music, no other substance will give you a better high!
this is drug ❣️❣️❣️
Yes tru❤🙏🙏
not so....
Rj naaz and you are a snake bite
disagree. Music Is something else. ❤️
Better than drug 💊
Ishq mein uljhane phele hi kam na thi🌝❤️
Best line....
Baat toh sirf ek raat ki thi magar....
Intezaar aapka umar bhar kar liya....
But No one can wait for their lifetime....
Who agree with me.....😊😊😊
भूख ना देखय कच्चा भात"
नींद ना देखय उल्टी खाट"
इश्क ना देखय जात कुजात"
Kadak, but I didn't understand exactly.
Jab tulu aaftaab hota hai, gham k sagar uchaal deta hun.
Jab leta hai wafa ka naam Koi, mai tumhari misaal deta hun. Awesome a real arrow to the broken heart..
Plz bro first line ka hindi mtlb bta do bahut महरबानी hogi
@@chandrabhanpatel5877 when sun rising in the morning, I throw my all sadness to sky. Meaning of the first line
@@chandrabhanpatel5877 tulu e aaftaab means rising sun in early morning
Azad bhai bahut bahut dhanybad
i have never commented on a youtube video before but this time i had to. I cried while listening to this divine voice ..every word pierced my heart making me feel again every bit of her left in me!
Sadgi too hmari dekhiye
😞Hmme maloom tha kii app kisi orr kii hoo
Mgar apka intzar omr bhar kar liya
😊😄
Log darte hai qatil k parchayen se..
Humne qatil k dil main b ghr kr liya❤❤
Wah wahhh👏👏
Koy sak nhy
Hiii
Na ishq baa adab rha
Na husun Mai haya rhi
Havas kee dhoom dhaam hai
Nagar nagar gali gali
हमने तानसेन को नहीं सुना और देखा पर नुसरत जी को देखे और सुने भी ।
ऐसा लगता है की उनसे तो ये कम नहीं है।
Jo log jashne rekhta dekhne ke bad original pe aaye hit like😊😃
Me
Dilshad shaikh jashne rekhta is not even close to this and heard it long way back tho Lol
Me
🤣🤣
Bakvass gaya h rekhta walo n nusrat ji k saamne sab kam h
Zikr ek Bewafa aur sitamgar ka thaa ....
Aapka aisi baaton se kya waasta ...
Aap to beewafa aur sitamgar nahi ....
Aapne kis liye mu udhar kar liaa 💕💕💕💕💕💕
❤️