Hey bro,aaapne aka aur ek video me bola tha ki iridescent shark fish ke body me scales nahi hoti he toh isse white spot hone se salt solution par nahi daal sakte,toh abhi app salt solution me keise daal rahe ho..?? Issise iridescent shark fish ko kuch khatra problem to nahi hoga..???😅
Amazing brother....iska matlub aap mera video bahut dihan se dakho ho....😊Aysa bus tab karna hai jab aapko Lage aysa na Karu toh....fish mar jayegi...warna aap abhi bus temperature 30 degree kar do and Thora bahut salts daal do....wo sahi ho jayegi
Bhayi mere aquariam me jo stone h usme neeche bht jada ab food or poops jma ho gyi h to usko saaf krne k liye kya me poore aquariam k water ko nikal kr stone wash plants wash kr skta hu kya or esa krne k liue mujhe fir poore hi water ko chenge krna pdega to kya me poore aquarim ki accesrs ko wash kr skta hu kya .....filter h lkn wo itna poops saaf nhi kr pata h ...abhi 100 litter water h aqrm me or 8 molly fish h abhi bhi
Bhaiya mere paas 2 black aur ek white iridescent sharks hai..white wali ke eye ke around red flesh bhi dikh raha hai.. Kuch din pehle unka white spots methyl blue dalne se chala gaya tha.. but ab fir aa gaya hai aur woh bhi bahut sara..kya karu!?? And ha woh laga feed bhi utna nhi khate..tank size unka sufficient hai.. please reply bhaiya🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Bhai aap apne tank mein rock salt dalo and heater laga raha usko set kar do 30 degree centigrade.... Aur kyon kya hua pani ka quality bahut jyada ganda hai isliye fish ka eyes mein vah problem a Gaya.... Isliye koshish karo Pani clean rakhne ka...
Bhai mere paas 1 iridescent shark hai aur kuch goldfish hai to kya me ek akeli fish ko bina kisi problem ke inke saath akele rakh sakta hun kyunki bhai meri mom ab mujhe aur fish nhi lene dengi
Meri gold fish ke par or guppy fish par ya disease ho gaya hai At home mera pas koi medicine nahi hai Maine apne fishes par ye video deki or unka illj kiya tha but koi fish ko kush huaa nahi Unka jo parr hai vo be tuti ja rahe Mujhe koi or tarika batao jisa mai inka ilaaj kar sku Plz
No bro....if you drop that boiling water in your aquarium....the temperature of water will rise all of a sudden....and fish won't be able to take it and can die....so it is better to use a heater
Thanks of you so much brother Fineally my fish recover apko pta Maine apne bhaiya se 4fish mangai unhone dhyaan nhi diya aur shopkeeper bimar fish dedi usme bahut white spots the bimar fish de di 1 fish 🐠 usmi din meri death ho gyi be carefully guys dhayaan rakhna lete samay warna shop keppper wale kuch bimar fish bhi de dete hai But aap ke whaja se meri fish recover ho gyi hai but ab aquarium ke water 💦 ka kya karna hai full change karna hai ??? please tell me
Hey can you help me please? Ye treatment k liye heater its compulsory hai filal raat hai shop close hai to Milegaa nahi or unko white spots hai to ye treatment de saktaa hu please response???
bro meri shark fish ke upper or gills wing ke pass aaj 1,2 white spot sai dekhe hai maine or vo apne aap ko marble se ragd rhi hai to usko fungus ho gyi hai kiya? ➡️or agr ho gyi hai to ye vala cure sahi hai uske liye? ➡️mere pass rock salt hai pr vo is cure se died na ho jaye☹️ ➡️or feed dena hai usse ya nhi? please reply krna!
I know that shark fish don't have scales in their body so too much salt might harm their skin....but to save your fish from disease we have to take steps...and as per my experience maximum fish got saved by doing this...
Hii bro Meri iridescent shark kuch kha bhi nhi rhi hai to ye trick kaam karengi waise to abhi meri fish me 2 se 3 hi white spots to kya mujhe ye karna chahiye ya bhi nhi karu pls bro jldi bata do mujhe bahut darr lag rha hai pls bhai bata do
Bro kuch logo ki fish isiliye mari hain kyuki unhone bhi tata salt use kiya jismein iodine hai usse fish survive nhi kar pats rock salt yah sendha namak use karein or anti ich dalein
Bro meri aquarium me 2 shark catfish hai or ek gold or 2 Turtle hai agr ye ilaaz krne ke naad salt water aquarium me dala to turtle ko kuch problem to nhi hogi
Bhai everyday 5 to 10 percent Pani change Karo and rock salt dalo tank pe...1 month ke andar sahi ho jayega... Aur abhi Aisa nahin karne se uska aankh melt ho jaega aur hamesha ke liye khatm ho jaega
Bhai mere tank mine milky koi fish hai or vo ekdum active hai par meri Shark ko white spot hai to unko solution mine duba kar tank mine dal du aur jo solution hai huse bhi tank mine dal du usse Milky koi ko koy dikkat to nhi hoghi Pls reply me 🥺
Mera pass v 4 Milky White Koi hai and 1 Iridescent Shark. Iridescent Shark me meko white spot dikh raha hai and usska me avi treatment start karunga. But I'm not sure about my koi fish wo log active hai and white color k karan me unmse spots nai dekh pa raha hu. Aap ko kya solution mila and meko avi kya krna chaiye ? And should I change my tank water completely ?
I have discussed everything in this video please watch this video carefully...there are many other videos related to this topic you can watch those videos too from my channel playlists
main agar sirf usse garlic juice mix karke khana du to woh kitne din mein thik hogi?? Aur ek sawal ki main ek naram kapda leke uske uss white spot jagah ko poch sakti hu??
When fish was not moving I literally panicked🤣🤣.... Bro question:- after boiling water do we have to let it cool down or directly start putting fish in it....
@@ehteshamkhan01 cannot disagree with that.... I tried all the medicines for my fish but white spot instead of going keep increasing, now I am gonna try your method today...
Aap akle ho madam....and by the way me kya magician hu? Video pe meri fish ko kyu kuch nahi hua? Aap dekhoge bahut log ka comments hai it worked for them...aapka galti hai ki aap pura video dakhe nai ho and apne fish ke sat try kar diye
Ye solution me lockdown ke time Diya tha...kyuki uss time pe koi shop khula nai tha....and bar bar video me bola hu ki rock salt ka use karne...kya aapne dakha hai wo sab? So apna galti mere upar mat dalo....
Mujhe kya pata aap salt ka over dose use kiye ho ya blue liquid ka over dose kiye ho....pata nahi ye log aysa sensitive video pura kyu nahi dakh kar apne fish pe try kyu nahi karte....and video ke start me hi bola hu...agar aapke pas koi option na ho tabhi kare aysa...kyuki wo lockdown ke time apne fish ko bachane ka tha...and ki abhi ke time ke liye
Hey bro,aaapne aka aur ek video me bola tha ki iridescent shark fish ke body me scales nahi hoti he toh isse white spot hone se salt solution par nahi daal sakte,toh abhi app salt solution me keise daal rahe ho..?? Issise iridescent shark fish ko kuch khatra problem to nahi hoga..???😅
Amazing brother....iska matlub aap mera video bahut dihan se dakho ho....😊Aysa bus tab karna hai jab aapko Lage aysa na Karu toh....fish mar jayegi...warna aap abhi bus temperature 30 degree kar do and Thora bahut salts daal do....wo sahi ho jayegi
Me apka sara videos dekhta hu
Hey bro upar wala comment me alag id se Kiya tha, now this is my new account on yt
Tata sult use kar sakte hai ki nahi
Not at all
Bhayi mere aquariam me jo stone h usme neeche bht jada ab food or poops jma ho gyi h to usko saaf krne k liye kya me poore aquariam k water ko nikal kr stone wash plants wash kr skta hu kya or esa krne k liue mujhe fir poore hi water ko chenge krna pdega to kya me poore aquarim ki accesrs ko wash kr skta hu kya .....filter h lkn wo itna poops saaf nhi kr pata h ...abhi 100 litter water h aqrm me or 8 molly fish h abhi bhi
Aapke tank pe power filter hai?
@ehteshamkhan01 ha filter h lkn wo itna saaf nhi kr pata h
Is proses me 5 feet by 2 feet aquarium me kitna solt dena jarurat hay..
Is topic se related mera ek new latest video please woh video ko dekhiae bahut hi jyada help milega
Bhai pani garm karne ke baad bilkul thanda karna he ya halka garm rehne dena he
pani ka temperature same rahna chahiye...
bhai meri goldfish ko bohat jada white spot he kya me is ko par day use karo ya 1 day chod kar
Same kariye recover ho jaayegi mei bhi ho gyi hai shark 🦈 fish 🥰
एक-एक din chhodkar karna hai..... Aisa nahin karne se salt fishes ka body mein bahut jyada nuksan Karega aur fishes mar jaenge
Bhai kya ham koi bhi namak use kar sakte hai
Bhai ye video ache se pura dakho bahut help milegi
th-cam.com/video/zspE2-M1f28/w-d-xo.html
Bhaiya mere paas 2 black aur ek white iridescent sharks hai..white wali ke eye ke around red flesh bhi dikh raha hai..
Kuch din pehle unka white spots methyl blue dalne se chala gaya tha.. but ab fir aa gaya hai aur woh bhi bahut sara..kya karu!??
And ha woh laga feed bhi utna nhi khate..tank size unka sufficient hai.. please reply bhaiya🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Bhai aap apne tank mein rock salt dalo and heater laga raha usko set kar do 30 degree centigrade.... Aur kyon kya hua pani ka quality bahut jyada ganda hai isliye fish ka eyes mein vah problem a Gaya.... Isliye koshish karo Pani clean rakhne ka...
@@ehteshamkhan01 thank you so much bhaiya 🙏🙏
Bhaiya je usai hot water mai he daal dena hai kya ??
Bhai maine aisa kuchh video mein bola hai kya?
Please video ko Dhyan se dekhiae
Maine cold water mein bola hai
😂 ha Phir khalenaa hai
rock salt use kare to water boil karna padega kya ?
No bro
Bhai mere paas 1 iridescent shark hai aur kuch goldfish hai to kya me ek akeli fish ko bina kisi problem ke inke saath akele rakh sakta hun kyunki bhai meri mom ab mujhe aur fish nhi lene dengi
Yes me bhi aapko yehi suggest karunga kam hi fish tank pe rakho...tank size kya hai aapka?
Bro isse meri GloFish Tetra bhi thik ho jayegi ?
Yes...ye video dakhye bahut help milegi
th-cam.com/video/dQi2YSqo9lA/w-d-xo.html
Bhai fish ko kitne bar salt water main dip karna hai?
har ek din ka gap me...3bar me hi fish thik ho jati hai...
Fish mar toh nahi jayega na ?
bhai ye video dakho....
th-cam.com/video/zspE2-M1f28/w-d-xo.html
Bro Meri white shark aapki shark jaisi hai par usme bahot white spot hai Kya karu please reply 😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭
is video me jesa bola hu kijye bahut help milega aapko
th-cam.com/video/zspE2-M1f28/w-d-xo.html
@@ehteshamkhan01 very very thanks
Kitne din tak yeh process karna pls reply
every alternate day me karna hai....and 3bar me hi max thik ho jata hai...
Very informative video. Please make video on how to treat white spots in planted aquarium with small fishes like guppies
Vai e treatment Kya ma daily karu ya akdin? Please answer
ek din ka gap me
Meri fish b black or gold shark hai un dono PE do din se bade bade white round ho gaye hai😢 plz kuch bataye na kya karu me .......😢😢
Bhai video dakho Jo bola hu wohi solution hai....ya aap mera is topic se related new video dakho aapko bahut help milegi
Hello brother hamare fish ko aasa ho gaya hai Maine yah TRAI Kiya per uski skin ukad kar rahi hai
ye video dakho bahut help milega aapko
th-cam.com/video/zspE2-M1f28/w-d-xo.html
Meri gold fish ke par or guppy fish par ya disease ho gaya hai
At home mera pas koi medicine nahi hai
Maine apne fishes par ye video deki or unka illj kiya tha but koi fish ko kush huaa nahi
Unka jo parr hai vo be tuti ja rahe
Mujhe koi or tarika batao jisa mai inka ilaaj kar sku
Plz
Ye video dakho aapko bahut help milegi
th-cam.com/video/12sb6OpTPa8/w-d-xo.html
Agar uske baad bhi kuch puchna ho toh comment kare
Bhai mene problem boli h pls vata dijiye kaise hogi thi
Me samjha nahi aap kya bolna chahte ho
Bhai apne jo bataya vo mene same kiya aur just 5 second me mere fish ke upar white spot tha vo gayab hogaya
Thanks bro
welcome brother....kafi jaldi hi sahi hogi aapki fish
Can we do this with pragnant fish???
Not at all brother
Bro can we boil the water in high temperature ?? Plz reply 🥺
No bro....if you drop that boiling water in your aquarium....the temperature of water will rise all of a sudden....and fish won't be able to take it and can die....so it is better to use a heater
@@ehteshamkhan01 thankyou for your reply
Brother aapke wajah se meri fish ko jeewan dan mil gya
TQ brother ❣️
Kya Kiya Bhai whitespot k liye ?
Brother jo bhai ne btaya he wahi kada namak fish tank me daalne ka
Bhayi ne fish ko paani me daal kr or usme salt daal kr water ko 15 mnt tk ubaal diya hoga 😂😂😂😂😂😂😂😂@@shreyanshgupta9522
Thanks of you so much brother Fineally my fish recover apko pta Maine apne bhaiya se 4fish mangai unhone dhyaan nhi diya aur shopkeeper bimar fish dedi usme bahut white spots the bimar fish de di 1 fish 🐠 usmi din meri death ho gyi be carefully guys dhayaan rakhna lete samay warna shop keppper wale kuch bimar fish bhi de dete hai
But aap ke whaja se meri fish recover ho gyi hai but ab aquarium ke water 💦 ka kya karna hai full change karna hai ??? please tell me
Nai ful change mat karna 50% Pani change karna aur abhi kyunki bahut hi jyada Thanda hai isliye tank mein heater ran karo 27 28 degree centigrade mein
Hey can you help me please? Ye treatment k liye heater its compulsory hai filal raat hai shop close hai to
Milegaa nahi or unko white spots hai to ye treatment de saktaa hu please response???
yes zarurat hai...kyuki season change ho raha....pani warm rahega jaldi sahi hoga
Kitna gram rock salt dalu?
Join to my WhatsApp group for fish related help
chat.whatsapp.com/Lj4SdCxJiJB7QLgDDiBCb1
bro meri shark fish ke upper or gills wing ke pass aaj 1,2 white spot sai dekhe hai maine or vo apne aap ko marble se ragd rhi hai to usko fungus ho gyi hai kiya?
➡️or agr ho gyi hai to ye vala cure sahi hai uske liye?
➡️mere pass rock salt hai pr vo is cure se died na ho jaye☹️
➡️or feed dena hai usse ya nhi?
please reply krna!
brother aapka pani ka temperature kitna hai?
@@ehteshamkhan01 bro 26 degree
tab aapko heater lagana hoga and rock Salt dalna hoga...
@@ehteshamkhan01 maine abhi anti itc or genral aid or rock salt dala hai 2 feet ke tank mai 5 ml usse sahi ho jayega?
@@ehteshamkhan01 vaise temperature hona kitna chahiye?
Nirma namk use kr skte hai ky please btay
Nahin bhai sirf rock salt use kar sakta hai
Cold water or warm water
Iridescent shark no salt nahi use karna chaie😢😢😢uunko acha nahee lakra he
I know that shark fish don't have scales in their body so too much salt might harm their skin....but to save your fish from disease we have to take steps...and as per my experience maximum fish got saved by doing this...
Does this work for red spot also?
Yes it works
Hii bro
Meri iridescent shark kuch kha bhi nhi rhi hai to ye trick kaam karengi waise to abhi meri fish me 2 se 3 hi white spots to kya mujhe ye karna chahiye ya bhi nhi karu pls bro jldi bata do mujhe bahut darr lag rha hai pls bhai bata do
Iss topic se related mera bahut sara videos hai please mere wo Sara videos dekhiae bahut jyada help milega
For how many days we have to do this??
1 to 2 days when your fish is in recovery situation but do this 3 to 4 days when critical situation
Vai ma rock salt water ko jitne din Mera fish recover nahi ho jata o Rock salt water ko ma aquarium me nahi dala to kuch hoga?
Join to my WhatsApp group for fish related help
chat.whatsapp.com/Lj4SdCxJiJB7QLgDDiBCb1
mere Shark fish ko cloudy eyes ho gaya hai to usko kaise clean Karen
Salts use kijiye and almond leaves use kijiye bahut help milegi
Bhai water kitna garam hona chaiye
29to 30°C
Bhai meri fish mar gai yaar asa karne se Pani pura tandha hone Dena ta kyaa
Han yes Pani ko room temperature tak ayne ke liye chor dena tha uske baad treatment start karna tha...aap mera video pura nai dakhe the?
E rock salt water ko Mera jintne din fish recover nahi ho jata o Rock salt aquarium me nahi dala to kuch hoga? please answer
Or can i use Cure all to remove white spots, from fish?? ??? ?????
first of all you add a best quality anti itc in water they remove the itc within 3 to 4 days guaranteed.
Bro Please let me tell some Tips gor a three Geet tank
*Feet
Samjha nahi aap kya bol rahe ho
Bro kuch logo ki fish isiliye mari hain kyuki unhone bhi tata salt use kiya jismein iodine hai usse fish survive nhi kar pats rock salt yah sendha namak use karein or anti ich dalein
Bro pls mera reply Dena meri shark niche bethi h subha se kya karu corner m bethi
tank size kitna hai and apka pani ka temperature kitna hai?
and kuch bhi feed pe mat dijye ga...jab tak me na bolu
Bhai iske liye heater mandatory hai kya mere paas nahi hai to kya karu
Heater bahut hi important hai bro
Heater bahut hi important hai bro
After you put salt water in acqurium we should change water
yes you are right change water 10to15 % after every 2nd day...☺
Bro I did what you told but fishes are ded I am so sad ☹️
Bro you have heater
what...😱
You have heater in acqurium
Mera red cap ka tail mein red colour hogaya toh kya karoon
Heater run karo bhai and 50 percent Pani change karna
@@ehteshamkhan01 heater toh all time chalta hai aur abhi toh summer hai
Kuch improvement dikha?
Bro meri aquarium me 2 shark catfish hai or ek gold or 2 Turtle hai agr ye ilaaz krne ke naad salt water aquarium me dala to turtle ko kuch problem to nhi hogi
Bhaut problem hoga please aysa na kare...aapka tank size kya hai?
Please aap bata sakte hain main apni tiger fish ki ek aankh kaise theek Karun uski Aankhen band hai aur aankh suji Hui hai
Bhai everyday 5 to 10 percent Pani change Karo and rock salt dalo tank pe...1 month ke andar sahi ho jayega... Aur abhi Aisa nahin karne se uska aankh melt ho jaega aur hamesha ke liye khatm ho jaega
Bhaiya meri gold fish ko white spot ho gya he mene thoda salt dala but kitne quantity me dalna he vo bhi batiye n
Ye video me sab kuch bataya hai.... please ye video dakhye bahut help milegi
th-cam.com/video/zspE2-M1f28/w-d-xo.html
Thankyou bro very informative video
Meri tiger Shroff ki ek aankh band hai vah kaise
Aapki tank pe kitne fish hai?
Aap apna tank ka water regular change nai karte ho isliye
Bro meri fish shock mein hii nhi gyi.... Vo normally active Rahi salt water mein daal ke nikal ne ke bade bhi....
No problem brother....kya uska disease sahi hua?
@@ehteshamkhan01 yup bro it's recovering.... Lot of white spots disappeared.... Little bit of them are left😇 thanks bro♥️
Bhai yrr voh tank mai bhot gandi poop k chote chote dust ghumti rehti hai pura tank ganda dikhta hai kyu aisa stones kam hai usme
Rock 🪨 salt daal du aquarium main aur kitna ? Ya bowl 🥣 main Rock salt daalu ? Salt water main kitne der rakhe ?
Aap video dakhe ho? Please video pura dakho...and agar rock salt hai toh dalo kitna gallon ka tank hai?
Bro Mera 7.5 gallon ka tank hai aur rock salt bhi hai kya directly daaldu rock salt tank mein
Bro pls reply fast
Pani complete thanda hona chahiyai
not at all...
@@ehteshamkhan01 thnq bhaiya batanai Kai liya
@@ehteshamkhan01 isai kitnai dino tak karna hai
Kitne second faih ko salt water solution me rakhna hai.... 5 second ya 10 second.. Ya 20 second??????plz replyyy😓
max 4 to 5 second
Bhai mere tank mine milky koi fish hai or vo ekdum active hai par meri Shark ko white spot hai to unko solution mine duba kar tank mine dal du aur jo solution hai huse bhi tank mine dal du usse Milky koi ko koy dikkat to nhi hoghi
Pls reply me 🥺
Mera pass v 4 Milky White Koi hai and 1 Iridescent Shark. Iridescent Shark me meko white spot dikh raha hai and usska me avi treatment start karunga. But I'm not sure about my koi fish wo log active hai and white color k karan me unmse spots nai dekh pa raha hu. Aap ko kya solution mila and meko avi kya krna chaiye ? And should I change my tank water completely ?
@sumesh_majhi Bhai rock salt Pani me daalo and heater ko run karo
Thik hai thanku ❤
How to clean aquarium white sports
I have discussed everything in this video please watch this video carefully...there are many other videos related to this topic you can watch those videos too from my channel playlists
Meri black shark he uski ek eye me injury k vajah se hang up ho gai he koi solution ho to plz bataiye.
tank size kya hai?
tank pe koi sharp chiz hai kya?
@@ehteshamkhan01 na koi sharp chiz nai he shark unchal kar Bahar gir gai to ek eye thodi out side aa gai he
ye toh permanent damage ho giya hai....pani me thora rock Salt daal do jaldi recover hone me fish ko help milega
main agar sirf usse garlic juice mix karke khana du to woh kitne din mein thik hogi??
Aur ek sawal ki main ek naram kapda leke uske uss white spot jagah ko poch sakti hu??
🤗🤗🤗👍👍👍👍
aaj meri bhi ak shark margai bhai.. ak aur bachi hai uske upar my a aazmaaunga
When fish was not moving I literally panicked🤣🤣.... Bro question:- after boiling water do we have to let it cool down or directly start putting fish in it....
Please stop doing that brother....it can kill your fish because of sudden temperature change
@@ehteshamkhan01 ok I got it.... I saw video another time and you said let it cool down😅 other wise I was gonna put my fish in boiling water...lol
Yup brother.... please watch my video very carefully it will be very helpful for you
@@ehteshamkhan01 cannot disagree with that.... I tried all the medicines for my fish but white spot instead of going keep increasing, now I am gonna try your method today...
Do you have a heater in your aquarium?
Kon sa salt use karye??
rock Salt
@@ehteshamkhan01 hamra ghar ka salt use karsakta hu?
ek dam bhi nai....usme iodine hota hai...jo aapki fish ka mar sakta hai
@@ehteshamkhan01 okay thank you ❤️
Meri shark fish bdi h usko nikalna aquarium s easy nh hota kya hm main tank aquarium m salt daal skte h???
Kya sendha namak use kr skte h
heated always run kijye and 30 degree centigrade me set kar dijye....and han tab aap ye treatment tank pe hi kijye
You could have directly put salt into your aqarium and put the heater at 30 degree. Works fine
yes you are right....but doing that also if it not work then last solution is this
great then brother...☺️
@@ehteshamkhan01 bro if i take half litre aquarium water than put 2 to 3 table spoon rock salt and then treat the fish it will work or not plzz tell
bhai ye video dakho bahut help milegi
th-cam.com/video/zspE2-M1f28/w-d-xo.html
Thank you so much bro
Ye boil m dalna h ky anyone reply me plz
Bhai boiling water me nai dalna hai normal temperature water me dalna hai
This all fish suit a le
not understood brother
Thanks a lot! My fish is doing much better now.
Tumhara technique maine apni gold fish par try kia lakin oh mar gaya😢😢😢😢😢😢
Aysa toh possible nahi hai...aap salt water me kitna der Tak daal ke rakhe the
Mera fish khana nehi kha raha he or to or fungus ho geya kaya kare
pagal Hamari Sab Machhali mar gai Namak Ke Pani Mein dip karne se
Which water
mean?
Thanks bro ❤️
Bhai heater laga lete
Samaj nai aya bhai
1 bar morning and 2 bar Sam ko kare to chele ga
Bro rock salt dalne se fish maar gyi ek meri oscar baki sab to abhi thik swim kr rhi h I am Sad😢
Thanks
Fish tank mein salt water dale baad pani badalna
yes....after every alternate day....agar aap fish ko medication pe rakhe ho toh....
Bhi mera shark k bhot jada ho gaya
Good info 👍👍💯
thanks alot....😊
Thanks bro really very very thanks
please if you like watching my video do like share and Subscribe brother....
Thank you
Bhaiji 4 fish me white spot the jaisa apne bataya vaisa kara ek marr gai😢 baaki teen theek hai abhi tak
Bhaiya
Yes brother bolye kya baat hai
@@ehteshamkhan01 rid all anti ich vala Pani change kab krna he kitne din rkhna he filter lgaya he ab change kab kru
Every 2 days me pani change karna hai
Hey bro my black shark died of your method what should I d
do you have heater?
@@ehteshamkhan01 nope bro
bro heater bhi chahiye hota hai....and may be aapne jada salt use kar liya hoga....
Bro this trick used to black spots for gold fish also
My black shark become white colour what is the solution bro please help me if you I am so glad to you bro please
buy rock Salt....how big your tank is?
3 feet
heater ko 30 degree centigrade pe set kardo and tank pe rock Salt dalo....6 to 7 days me sahi ho jayega
Thank you bro
Meri fish ko hua hai ye abhi 😢
Means tank pe heater nai hoga aapka
@@ehteshamkhan01 sab hai per water change jyada ho gaya tha.......
Konsi fish mar gai aapka?
@@ehteshamkhan01 koi mari nahi per white spot hua tha blue liquid, rock salt n hiter se acha ho gaya aj water change karunga 30%
White spot disease ka treatment ke liye Mera bahut sara videos hai please wo Sara videos dekhiae bahut hi jyada help milega
I'm going to do this. I was very worried
Tq
Tumhere is therpy ke chhakr meri 3 fish ki death hogyi hai... plz aise gyan mt diyaa kro .....plzzzz👎👎👎
😢plz sendha namak aur blue liquid dalo .pr ye ni..shyed mar jar
@@innocentgirl7385 ab agye se dhyan rkhunga .....aise youtube gyaniyo se dur rhunga ....video ke naam kuch bhi nhi bnana hota hai
Aap akle ho madam....and by the way me kya magician hu? Video pe meri fish ko kyu kuch nahi hua? Aap dekhoge bahut log ka comments hai it worked for them...aapka galti hai ki aap pura video dakhe nai ho and apne fish ke sat try kar diye
Ye solution me lockdown ke time Diya tha...kyuki uss time pe koi shop khula nai tha....and bar bar video me bola hu ki rock salt ka use karne...kya aapne dakha hai wo sab?
So apna galti mere upar mat dalo....
Mujhe kya pata aap salt ka over dose use kiye ho ya blue liquid ka over dose kiye ho....pata nahi ye log aysa sensitive video pura kyu nahi dakh kar apne fish pe try kyu nahi karte....and video ke start me hi bola hu...agar aapke pas koi option na ho tabhi kare aysa...kyuki wo lockdown ke time apne fish ko bachane ka tha...and ki abhi ke time ke liye
Bhai meri fish mar gayi😢
Kese bhai hua tha kya unhe?
Maine b kiya bt meri machhi to mer gai
I had tried with my fishes but it did not work
Wtf my fish died 😢
Water take small heating Saltlt missed fish take salt water mixed correct idont know Hindi
if you don't know hindi then don't follow the things I have done on this video
Magic ho gaya
Bro can we heat water and keeping rock salt in hot water and can we touch up the fish ,does it works
It is not successful