Sir yadi s-w ke paschimside toilet ka gaddha ghar k bahar chabootre par ho to kya tab bhi dosh lagega athwa nahi gadha main gate k bahar h joki west of south-west corner par h
Sir anya vastukar septic tank ke liye proper North ya proper East recomand nahi krte balki WNW aur ESE recommends krte hei to aap bhi inhi disha ki baat kr rahe hein kya
mein aapne anubhav ke aadhar par mein centre of the north aur centre of the east mai septic tank banane ki salah deta hu. drive.google.com/file/d/1kYlYfxm02ce4dFPpqD_ltwHZ6OKPrUYT/view?usp=drive_link
Namaste sir mera main gate east me hai and mera ghar bhi east facing hai and north me koi jaga nahi hai to kia hum east me septic tank main gate k samne bana sakte hai
east of the NE mai septic tank na ho to achchi baat hai, lekin yadi hai to isse vaastudosh nahi aata hai, ise hatwane ki jarurat nahi hai. yadi aapke jeevan mai kuch samasya chal rahi hai to aapke ghar mai anya vaastudosh hoga, yeh nahi hai
Namaskar Guruji. Mera thik north me septic tank h. Uske upar 2 toilet h , north east ke trf bathroom h. Sab septic tank ke upar h. Kya ye sahi h guruji. Pls reply 🙏🙏🙏
Namasteji,sir mera toilet SW main hain,waha se drainage line SE ko jata hain,waha se NE jata hain,aur waha se septic tank main jata hain joki NW main hain,kya ye sahi hain?chota makan hain 10*40 ka
Pehli baat to yeh dhyan rakhiye aapka south-west mai toilet hai to waha ka floor level baki ghar ke floor level ke barabar rakhiye ya 4"-6'' uncha kar dijiye. Septic tank madhya uttar mai hota to jyada sahi tha. Septic tank ke liye aapko ek article bhej raha hu. Please read it- drive.google.com/file/d/1O-gm1Op8AT1ecbsRMjVgHe5FLRxbYcRo/view?usp=sharing
@@vaastugurukuldeepsaluja1654 Ji Agar madya uttar main septic tank rakha hota toh uska aadha bhag north east main gaya hota (8feet by 2 feet ka septic tank hain)
ब्रह्मस्थान से कोई ड्रेनेज लाइन जाये तो ऐसा कोई वास्तुदोष नहीं होता क्योंकि यह पाइप लाइन ज्यादा से ज्यादा 4-6 इंच मोटी होगी. ब्रह्मस्थान मैं कोई गड्ढा नहीं होना चाहिए
Dear Sir, Thanks for the clarification. I have my house constructed in the SW zone of my plot which is East facing. It has compound wall from East, west and North side. West and North side compound wall is 4ft away from house. East side compound wall have a distance of 23 ft from constructed house. Can I get a septic tank constructed in the North of North east section in the compound?
NE mai septic tank na ho to achchi baat hai, yadi aapko ghar mai koi gambhir samasya chal rahi hai, to woh is tank ke karan nahi hai, woh aur koi vaastudosh hoga.
सर नमस्कार, मैं गांव में एक नया मकान बनवा रहा हूं जो पूर्व मुखी है और मेरे प्लाट के सामने 40 फीट ओपन एरिया है मैं मकान में सेप्टिक टैंक ना बनवा कर बाहर सामने बनवा सकता हूं, बहुत बहुत कंफ्यूज हूं प्लीज प्लीज रिप्लाई
Uncle ji gaddhe bhi bahot tareeke k hote Pani ka gadhha water tank hota hai, lekin septic tank gandgi ka gadhha hota hai usko hum north to East nahi bna sakte hain, baki aap barde ho aap jyada jante hain 🙏
सर अगर प्लॉट 10 बाय 30 का हो और ईस्ट फेसिंग हो और तीनों तरफ से घर बने हो तो सेप्टिक टैंक मध्य पूर्व में कितना बड़ा बनेगा और किचन कहां बनेगा और वाटर टैंक कहां बनेगा और कैसे बनेगा क्या 30 फिट में 10 फीट छोड़कर निर्माण करें घर का कृपया सर जी रिप्लाई करने का कष्ट करें नमस्कार
6 फिट छोड़ दीजियेगा पीछे और मध्य पूर्व मे सेप्टिक टैंक और ईशान कोण मे वाटर टैंक बना लीजियेगा. और प्लाट छोटा है तो फर्स्ट फ्लोर 3 फिट की बालकनी कमरे मे कवर कर लीजियेगा. किचन मध्य उत्तर में रख लीजिये. और भविष्य मे इसके ऊपर विडियो बना कर बता देंगे.
@@vaastugurukuldeepsaluja1654 thanks sir sar mein aapko do nakshe bhejunga banakar ek 10 bye 30 ka aur ek 45 by 40 ka 45 lambai hai 40 chaudi hai donon purchase karne hain humko donon hi East facing hai kaise Nirman karna hai ghar ka kripya aap Samadhan Karen
Ashok Ji, vaastu mei disposal zone ya dipression zone konsa hota hai, mujhe iski bilkul bhi jankari nahi hai, vaastu mei yeh dono shabd pehli bar hi meri jankari mei aa rahe hai. Me pichle 30 saalon se vaastu salah de raha hu, meine har jagah madhya uttar ya madhya purva disha mai hi septic tank banwaye hai, mera ghar, meri industries, mere showrooms sabhi jagah madhya uttar ya madhya purva disha mai hi septic tank bane hai. Parbhu ki kripa se sabhi jagah sahi results milne ke sath-sath, parivaar mei sukh, shanti aur smriddhi ke sath parmatma ki kripa se chotarfa tarakki ho rahi hai. Mera anubhav yahi hai ki yahi disha iske liye sahi hai.
Bhai jitni meri samajh aur anubhav hai mein us aadhar par jankari deta hun, aap bhi vidwan hai, aapke anubhav alag hai aap apne vivek se nirnay le lijiye.
Sir me apna plan bhej saku watsup number bheje 🙏 Me south face home bana raha hu ye janana hai ki sabhi tarah ka pani kaha se nikale Kichan ka toilet ka bathroom ka or barish ka 🙏
Sir thank u aap ne mere man ki presani dur kar di thank u sir 😊
Sir,
You have explained very logically and cleared my doubt. Thank you
Sabka apna apna vastu mai to noth m bhul kr bhi nhi bnana aise bolte kon shi hai kya pta
Very nice guru ji 😊 very well explained
Your advice is useful for me,so you are great sir 🙏
Very clear concept about septic tank position in a plot by our respected vastu guru.
Namaste sir good clear advise
Thank you Very simple and clear suggestion
Thank you guruji
Thank you🙏
Sir mere ghar par north east mein safety tank hai par ghar ke bahar hai jo society ka area kaha jata hai, ghar east facing hai..pl suggest
is septick TANK se koi vaastudosh nahi aa raha balki isse aapke ghar mai 2 paisO ki aawak aati-rehti hai.
Sir yadi s-w ke paschimside toilet ka gaddha ghar k bahar chabootre par ho to kya tab bhi dosh lagega athwa nahi gadha main gate k bahar h joki west of south-west corner par h
Yadi gate ke bahar hai, to iska asar kam rahega, lekin iska prabhav padega jarur.
Thanks sir 👍
Sir anya vastukar septic tank ke liye proper North ya proper East recomand nahi krte balki WNW aur ESE recommends krte hei to aap bhi inhi disha ki baat kr rahe hein kya
mein aapne anubhav ke aadhar par mein centre of the north aur centre of the east mai septic tank banane ki salah deta hu.
drive.google.com/file/d/1kYlYfxm02ce4dFPpqD_ltwHZ6OKPrUYT/view?usp=drive_link
👍
Namaste sir mera main gate east me hai and mera ghar bhi east facing hai and north me koi jaga nahi hai to kia hum east me septic tank main gate k samne bana sakte hai
Septic tank Centre of the East mai bana sakte hai.
Plot k agni kon m gov ki line ja rahi h jiske karan agni m chamber bn gaya h kya kr sakte h
CHAMBER HATA TO NAHI SAKTE LEKIN ISE MINIMISE KAR SAKTE HO TO KAR DIJIYEGA, AUR KOI UPAAY NAHI HAI
Hello sir ji Mera makaan pachim disa ka bana rha he isme saftay tank kis disha me banana sahi rahega
Septic banane ki sahi disha madhya purv ya madhya uttar mai hai.
Sir namaskar, kya hum east facing, south road house me uttar disha sidi ke niche septic tank bana sakte hein ?
Krupaya suggest kijiye.
Kisi bhi disha ka plot ho aap Uttar disha mai septic tank bana sakte hai.
Uttar disha ka septic tank kangal bna dega
Sir vastu k anusar n/w me sahi jagah hai
Nahi iske liye aap is article ko padhiye-
drive.google.com/file/d/1kYlYfxm02ce4dFPpqD_ltwHZ6OKPrUYT/view?usp=share_link
Thanks
Sir please batye ishan kon Mai septic tank ban Gaya hai kya kare please bataye
itna chintit mat hoiyye isse ko
Sir... Ishany or uchattr ke bich mai chalega kay septic tank
Han bana sakte hai, aur Septic tank ke is article ko padh lijiye-
drive.google.com/file/d/1O-gm1Op8AT1ecbsRMjVgHe5FLRxbYcRo/view?usp=sharing
Mere east north east me septic tank hai sir but ghar se 2 fit bahar hai kya isko hatwa dena chahiye
east of the NE mai septic tank na ho to achchi baat hai, lekin yadi hai to isse vaastudosh nahi aata hai, ise hatwane ki jarurat nahi hai. yadi aapke jeevan mai kuch samasya chal rahi hai to aapke ghar mai anya vaastudosh hoga, yeh nahi hai
@@vaastugurukuldeepsaluja1654 charan sparsh aur aapka bhut bhut dhanyawad Sir 🙏🙏🙏
Namaskar Guruji. Mera thik north me septic tank h. Uske upar 2 toilet h , north east ke trf bathroom h. Sab septic tank ke upar h. Kya ye sahi h guruji. Pls reply 🙏🙏🙏
North mai septic tank hai, yeh bilkul sahi hai, aur iske upar toilet bana sakte hai.
@@vaastugurukuldeepsaluja1654 Guruji sab bolte h north kuber ji ka place h. Yha toilet bnana bilkul galat h. Mein kya toilet ko torwa du. Pls reply
Sir mere gar me bee utter disha me saptic tank ban gaya h plz aap batao y sahi h ya galt Isa upay bataye
Yeh bilkul sahi hai. aap is article ko padhiye
drive.google.com/file/d/1VRSWxlJpGRJpb4yguNSaRnhagTsBfUkr/view?usp=drive_link
Namasteji,sir mera toilet SW main hain,waha se drainage line SE ko jata hain,waha se NE jata hain,aur waha se septic tank main jata hain joki NW main hain,kya ye sahi hain?chota makan hain 10*40 ka
Pehli baat to yeh dhyan rakhiye aapka south-west mai toilet hai to waha ka floor level baki ghar ke floor level ke barabar rakhiye ya 4"-6'' uncha kar dijiye.
Septic tank madhya uttar mai hota to jyada sahi tha. Septic tank ke liye aapko ek article bhej raha hu. Please read it-
drive.google.com/file/d/1O-gm1Op8AT1ecbsRMjVgHe5FLRxbYcRo/view?usp=sharing
@@vaastugurukuldeepsaluja1654 Ji Agar madya uttar main septic tank rakha hota toh uska aadha bhag north east main gaya hota (8feet by 2 feet ka septic tank hain)
Half Vidisha plot me septic tank or starcase kaha de sir please bataye
Sir namaste east k middle 90 degree East me bana sakte hai septic tank ki sir south east aur east k bich (ESE)bana sakte hai septic tank?? Plz reply 🙏
Aap Centre of the East mai Septic tank bana sakte hai, South-East mai septic bnane se ghar mai vivaad aur kalah rahenge.
Sir mere ghar ke brahsthan se kitchen ki aur washing area ki pipeline jaa rhi hai....kyaa ye sahi hai...
ब्रह्मस्थान से कोई ड्रेनेज लाइन जाये तो ऐसा कोई वास्तुदोष नहीं होता क्योंकि यह पाइप लाइन ज्यादा से ज्यादा 4-6 इंच मोटी होगी. ब्रह्मस्थान मैं कोई गड्ढा नहीं होना चाहिए
Ghar ki bahar north west Kone mein toilet Kiya hai to koi problem nahi hai na sir please please reply me sir Namaskar
Plan dekhe bina sahi salah dena sambhav nahi hai, aap hamare whatsapp number ghar ka plan bhej dijiye.
Dear Sir, Thanks for the clarification. I have my house constructed in the SW zone of my plot which is East facing. It has compound wall from East, west and North side. West and North side compound wall is 4ft away from house. East side compound wall have a distance of 23 ft from constructed house. Can I get a septic tank constructed in the North of North east section in the compound?
Aap Septic tank North-East chhodkar Centre of the North mai rakhe to jyada sahi hoga.
North East me safety tank hai guruji
Aab kya kare guru ji
NE mai septic tank na ho to achchi baat hai, yadi aapko ghar mai koi gambhir samasya chal rahi hai, to woh is tank ke karan nahi hai, woh aur koi vaastudosh hoga.
सर नमस्कार,
मैं गांव में एक नया मकान बनवा रहा हूं जो पूर्व मुखी है और मेरे प्लाट के सामने 40 फीट ओपन एरिया है मैं मकान में सेप्टिक टैंक ना बनवा कर बाहर सामने बनवा सकता हूं, बहुत बहुत कंफ्यूज हूं प्लीज प्लीज रिप्लाई
Purv ki compound wall ke pas madhya purv mai bana sakte hai.
Uncle ji gaddhe bhi bahot tareeke k hote Pani ka gadhha water tank hota hai, lekin septic tank gandgi ka gadhha hota hai usko hum north to East nahi bna sakte hain, baki aap barde ho aap jyada jante hain 🙏
Aap is article ko padh lijiye-
drive.google.com/file/d/1O-gm1Op8AT1ecbsRMjVgHe5FLRxbYcRo/view?usp=share_link
सर अगर प्लॉट 10 बाय 30 का हो और ईस्ट फेसिंग हो और तीनों तरफ से घर बने हो तो सेप्टिक टैंक मध्य पूर्व में कितना बड़ा बनेगा और किचन कहां बनेगा और वाटर टैंक कहां बनेगा और कैसे बनेगा क्या 30 फिट में 10 फीट छोड़कर निर्माण करें घर का कृपया सर जी रिप्लाई करने का कष्ट करें नमस्कार
6 फिट छोड़ दीजियेगा पीछे और मध्य पूर्व मे सेप्टिक टैंक और ईशान कोण मे वाटर टैंक बना लीजियेगा. और प्लाट छोटा है तो फर्स्ट फ्लोर 3 फिट की बालकनी कमरे मे कवर कर लीजियेगा. किचन मध्य उत्तर में रख लीजिये.
और भविष्य मे इसके ऊपर विडियो बना कर बता देंगे.
@@vaastugurukuldeepsaluja1654 thanks sir sar mein aapko do nakshe bhejunga banakar ek 10 bye 30 ka aur ek 45 by 40 ka 45 lambai hai 40 chaudi hai donon purchase karne hain humko donon hi East facing hai kaise Nirman karna hai ghar ka kripya aap Samadhan Karen
Sir thodi prectic ki jarurat or h apko
Han ji, mai aur practice karunga, Aapne jo salah di, uske liye aapka bahut-bahut dhanyawaad.
भारत के लगभग 90% वास्तुविद Septic Tank को या तो डिस्पोजल जोन या डिप्रेशन जोन में बनाने की सलाह देते हैं. क्या यह सही नहीं है?
Ashok Ji, vaastu mei disposal zone ya dipression zone konsa hota hai, mujhe iski bilkul bhi jankari nahi hai, vaastu mei yeh dono shabd pehli bar hi meri jankari mei aa rahe hai. Me pichle 30 saalon se vaastu salah de raha hu, meine har jagah madhya uttar ya madhya purva disha mai hi septic tank banwaye hai, mera ghar, meri industries, mere showrooms sabhi jagah madhya uttar ya madhya purva disha mai hi septic tank bane hai. Parbhu ki kripa se sabhi jagah sahi results milne ke sath-sath, parivaar mei sukh, shanti aur smriddhi ke sath parmatma ki kripa se chotarfa tarakki ho rahi hai. Mera anubhav yahi hai ki yahi disha iske liye sahi hai.
Apki jankari galat hai kuchh had tak.
Bhai jitni meri samajh aur anubhav hai mein us aadhar par jankari deta hun, aap bhi vidwan hai, aapke anubhav alag hai aap apne vivek se nirnay le lijiye.
आप कुबेर के स्थान पर सेप्टिक टैंक बनाने के लिए बोले हैं। क्या धन हानि नहीं होगी
Mere anubhav se yaha dhan hani to nahi hoti, lekin parsiddhi jarur badhti hai.
@@vaastugurukuldeepsaluja1654sir ji dhan Hani hoti h
Sir me apna plan bhej saku watsup number bheje 🙏
Me south face home bana raha hu ye janana hai ki sabhi tarah ka pani kaha se nikale
Kichan ka toilet ka bathroom ka or barish ka 🙏
94250 91601