Thks bhai, but adhura raha video, demo pura nahi kiya. At least joh tank K filter may activated Karbon dala tha or use kiya usi ko Khol K demo Dena tha. Or water change kitne time baad honga.. Or agar Karbon ki potli bana k tank may rakh diya toh?
Wese media jitna purana ho utna hi badiya hai pr jab apko lage ki pani sahi se saaf nhi ho rha ,yani ki pani mai smell or peela pan hai tab change kar sakte ho or jab filter clean karo tab thoda wash kar lo ok
Thank you bhai carona kay vajay say online pay be activevat carbon order nai kar saka kal my aap bolay so proses say try karkay result batavunga thank you bhayya
My second channel th-cam.com/channels/Eirbj408E_EPQDNU4oBpLA.html ye hai new mobile ke banaya hu or instagram pe bhi ajana usme sandeeproli name se id hai instagram.com/sandeeproli my facebookpage facebook.com/pariaquariumrewa/
hi. you are doing good job keep it up, your videos are very informational, i am having a aquarium from last 24 years, now i will try to make a new filter with activated carbon.
Superb Bhaiya bahut hi informative video hai filter Ka sath media wala filter bhi aata hai vo konsa filter hai? Konsa types media's use Kar Sakta hai?? Plz baateya
Kya mujhe aap ye carbon bana k vj sakte hai. Maine josh me ake ak bahut he bara aquarium le lea hai jo ki 5 feet lamba aur 2 feet ucha hai but mere ghar pe deep boring ka pani 3 din me pila par jata hai mai jaise aapko contact karu plz btayea
Thank you sir bhot achchhi jankari di aapne...... Sir ek cheez or bata dijiye jo aquarium light hoti hai jise aquarium water me use karte hai..... Kya use bina pani me duboye use kar sakte hai... Light kharab to nhi hogi
Bhaijaan aquarium me live plants lagane ke lie kon kon sa sand use hota hai aur kitne proportion me use hota hai aur live plant kaise lagana hai ..plssss make video on this topic plzz
bht hi informative video sandeep bhai zindabad ,good excellent muje yehi topic pochna tha thanks for video.
Bahut accha lage mujhe aap ka video😊😋😎😍😘
Bhai bohot badiya aese👌👌👌👌hi video upload karo
Ji
Bahut accha Asar hua
thanks
Bhai kaha se liye
Bhai kon sa koyla use kiya
Ek no Sandeep Bhai....U R THE BEST....
thanks share bhi kar do
Sidha point ke baad Karo bhai
Bhai aap bahut acha video banate hai aap sabke barey mai sochte ho Ameer or garib dono 💥💯
Thanks
Only video which showed how to use in filter..everyone else only talking. Thanks bro!
sir ek WhatsApp group banao jisme hm log aap se question puch paye
ok
8420997067 it's my number
Plz add me yours group
Because I am a fish lover
@@djigaming4240
Is there any cost for group join
@@pramodmishra8059 plz add me
Your group
Mujhe is video ki bht jarurat thi thanks bhaiya jiii.....mere aquarium m b bht badabu ati h
Thanks
Sir aquarium lights pe ek video bnayei with buying link plz like guyz if u also want ☺
Ok
@@freedomaquarium thanku boss 😁
Sir mere aquiram ke stone pile se ho gay h kya kare
Sir aquiram ke stone khata se ho gay h kya kare
bohot sahi upay bataya bhai apne
ye jarur kaam karega👌👌👌👌👌👌👌👌
Thanks
Thks bhai, but adhura raha video, demo pura nahi kiya. At least joh tank K filter may activated Karbon dala tha or use kiya usi ko Khol K demo Dena tha. Or water change kitne time baad honga.. Or agar Karbon ki potli bana k tank may rakh diya toh?
Gravel. K under rakh do
Bhai aapka charcoal wala Idea bahut accha tha
asar hua kuch
Good video bhai
Froom .GUJRAT BHAVNAGAR
Thenku bro mere topik pe video bnane ke liye mne isi ke liye kha ta apse Facebook pe
bahi app ky vedio bohat achy hoty hn....
Bhaiya What's app group banao Jis me ham log ap se kuch question puch sake.
ok
It's very nice vedio
Thank you bro Aapke wajah se mujhe Kuch sikhne ko mila
Good
Kitne time bad change karna padega..!?
One thanks
@@freedomaquarium carbon change bhi karna hai
Kitne time k bad carbon change karna hai
Han g batain k carbon kitne time bd change kerna h
Wese media jitna purana ho utna hi badiya hai pr jab apko lage ki pani sahi se saaf nhi ho rha ,yani ki pani mai smell or peela pan hai tab change kar sakte ho or jab filter clean karo tab thoda wash kar lo ok
👌👌👌bhai aap bahut saral tarike se batate h, very nice👌👌👌
3 fit ke aquarium mein sobo ka 1000f filter laga wa hai usme 2 parrot or 2 Oscar hai usme dal sakte hai koila jisse fish ko persani na ho
Ha
Bohot badhiya active t carbon dalne ki information thaks
Greate video sir...Acha tha video...bahut sare video simple aur undersstable hai..thanks for sharing😃
Yar time bht pass krte ho dimaag kharab kr diya sari video me
sandeep bhai ek requst h ek whatsapp group banao plzz yrr
kosish karta hu
Plz sir banaoaap aachi video Banati Ho
Plz 1 video Arwona held & best food ke Bari me
Yes sir pls banayiye
Very nice keep going sir
Goldfish tank me kitne time tak power filter chalana chahiye ekdin me jisse goldfish ko koi problem na ho ....?
8 hour lekin air pump hona chahiye
Ok thanks bhaiya....
Thanks bro sap kids jankari se mera fish tank bilkul saf or janturhit hogaya hey
Aapka base dilse dhanyavad
thanks
apka pichewala tanka ak machli margaya ha
Nahi mari jabrjasti
@@freedomaquarium 😂😂
Thanks bhaia
1
Thanks
bahut achi video bai
thanks
Apna phone number do na bhai please.
Instagram pe aao
Thank you bhai carona kay vajay say online pay be activevat carbon order nai kar saka kal my aap bolay so proses say try karkay result batavunga thank you bhayya
It’s working it reduces the 90% bad smell thank you
Nice information
सुपर भाय
thanks
Bhai ap ho to bht sarri jaankari milte rahegi thank you bhai.
My second channel th-cam.com/channels/Eirbj408E_EPQDNU4oBpLA.html ye hai new mobile ke banaya hu
or instagram pe bhi ajana usme sandeeproli name se id hai
instagram.com/sandeeproli
my facebookpage facebook.com/pariaquariumrewa/
Bahut achha h bhaiya
Thanks
Thanks for information
Thanks
Bahot useful video he.
Badiya video
wow Bhai most important video
Kya mast informative aur jaruri videos hote hai sir aap ke...
bahot badhiya...
Kripaya karke Whatsapp Group banaiye aur members ko add kijiye...
Accha rahega 👍👍👌
Add 7020942038 if aap whatsapp group banaye to.
Thanks 😊
Very nice
Sandeep bhai mera 3 ft ka aquriame he mene usame sibo ka 1400 pawer ka top filter lagaya he kya usame activeted karbon youse kar sakata hu kya
Haa
Ek no
Sir aap shi baat bata te ho
Thanks
Nice video
Activeted corban filtar me dalne ke bad use continu kitna ganta chalana padega
Saras bahut hi Accha video
hi. you are doing good job keep it up, your videos are very informational, i am having a aquarium from last 24 years, now i will try to make a new filter with activated carbon.
thanks
Very nice 👍
mere tank size 23×13×hight16he mere pas subo ka wp 950f he ye chalega ya bada filter lena padega pls help
Nice
Nice. Vido
thanks
I like your idea of using coal and I will try it thank you soon
Thank you,😑🙏🙏🙏🙏
Superb Bhaiya bahut hi informative video hai filter Ka sath media wala filter bhi aata hai vo konsa filter hai? Konsa types media's use Kar Sakta hai?? Plz baateya
Sobo 1503
Good job bhai
Love you from pakistan
Thanks
यह कच्चे कोले कहां मिलेंगे। मुझे चाहिए में दिल्ली में अशोक विहार में रहता हूं
Bhai camera hath k samne rkha kro
Ok
Ok
bhai fish ko nuksan to nahi hogs
Nice vedio
Thanks
Plz beginers ke liye ek video banavo ki kya karna or knsi fish rakhe?
Sandeep bhai Abhi winter session mai bhi water chang karna caheye ya nahi
Ha
@@freedomaquarium water change karne k bad readall dena padta hain kaya
Useful
Thanks
Awesome Video Brother. Mere pass 3FT ka fresh water tank hai .. usme kaun kaun si fish combine karke rakh sakta hu or kitni quantity ?
Emli ki lakdi ka khoyla daal skte hai
Pleco fish aquarium me kya kam karti hei...sir
ha
Bhai aapke piche jo tank h usme jo setup h use kya kehte h is setup ka nam btayi plz plz plz
Bhai jo piche tank setup h us setup ko kya bolte h plz plz reply sir plz m aapke all video dekhta hu plz iska reply do
Kya mujhe aap ye carbon bana k vj sakte hai. Maine josh me ake ak bahut he bara aquarium le lea hai jo ki 5 feet lamba aur 2 feet ucha hai but mere ghar pe deep boring ka pani 3 din me pila par jata hai mai jaise aapko contact karu plz btayea
View my new video
Bhai pure it mai jo carbon h wo agr purana pda ho to use use kr skte h?
yes
khudh Aaquriam kitne din mein saaf kare ji aur pump kab karna hai kite di
Sandeep Bhai Sabse acchai filter Ka video banaye or kis fish may Konsa filter lagaye ASA video banaye please
ok
Sir light par ek vedio baniye kyo ki ham log confiuj ho jate h Kaun SA light lagana chahiye Kaun SA nahi
Nice video bhia Next video
Gold fish k liye filter kitna jaruri h
Thank you sir bhot achchhi jankari di aapne......
Sir ek cheez or bata dijiye jo aquarium light hoti hai jise aquarium water me use karte hai.....
Kya use bina pani me duboye use kar sakte hai...
Light kharab to nhi hogi
ha
@@freedomaquarium okkk thank you bhai
Bhaijaan aquarium me live plants lagane ke lie kon kon sa sand use hota hai aur kitne proportion me use hota hai aur live plant kaise lagana hai ..plssss make video on this topic plzz
Sandip aqwarium ke white pattar kale pad jate hein kya koi camical he
VERY informative vodeo
thanks
Sir ro k filter ka carbon use kar sakta hai quarium mai?
yes
Sir mera ro ka filter kharab ho gaya hai to carbon ki koi expire date to ni hoti?
Bhai yeh kis trha ki shop pr milega????
sar m jhanshi se hu yha shardi bhut jyada h mene 30 pe set kiya h kam krdu kya
sahi hi bhai
Dukano ke koile se Kar sakte hai
Ha
Konsi lakdi ko jlakr kolsa bnaaye.? Carbon bnaye.?
Sobo ka chota filter Hai Bada Lena chahiye kya
jarurt ho tab
Thanks brother
Brother Betta fish keyliya ek video banao
ok
Kya hum isse planted fish bowl Mein laga sakte hai ?
Sir इस कार्बन को spunz filter मे भी use कर सकते है?
Good job .bhai cerimec media or dosre media kia kaam kerty hain or kitne time bd in ko change kia jayeye .yay b batain
ok
Bhaiya toinfil bar gold fish ke sath rah sakti h kya .
no
Bhaiya ye shop vahdevi ( tihra) me hai kiya
no
Too kha hai
Properly working
thanks
Sandeep Bhaiya video to bohot acha tha par me aap ko bolraha tha ki filter ke upar video banao place😉😊👍👍👍👍👍👍👍👍
Ok
Sir ye filter thoda pani ke level se thoda upar rakhega toh chalega thoda pani ke undar aur thoda baar toh chalega
Yes
Bhai mujhe ko aquarium ka walpeper chahiye aap ke paas hai aap de sakte ho
Bhai ek video ispe bnao ke activated carbon ko hum khud gar pe kaise banye
Kitne din tak ye carbon kam krega