How to fix bluetooth on windows 7 || How to fix Bluetooth Device not Working on windows 7 🔥🔥

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 3 ม.ค. 2023
  • Jai Hind Dosto, Mai Umesh Kumar aapka hamare is channel Riyansh Tech par swagat hai.
    ============================================================================
    👉 दोस्तों मेरे इस Social Work चैनल को जरूर Subscribe कर ले।
    1) Umesh Helping Hand :- / @umeshhelpinghand
    Dosto is video me mai baat karne wala hu ki missing Bluetooth ko computer aur laptop me Kaise lana hai. bahut sare logo ka Bluetooth jo hai vah missing dikhta Hai so hi nahi karta hai aur bahut sare logo ka to Bluetooth error batate rahata hai. To is video me mai dono fix karne wala hu missing Bluetooth bhi aur bluetooth ka error bhi chahe aapka operating system windows 7 Ho windows 8 Ho ya windows 8.1 ho ya windows 10 Ho sabhi windows ke bare me mai aapko bataunga tu Jaanne ke liye is video ko complete dekhe dhanyvad dosto.
    Queries Solved in this Video :-
    1) 7 Way to find missing Bluetooth 2) How to fix bluetooth on windows 7
    3) bluetooth not showing, bluetooth not working
    4) How to fix Bluetooth Device not Working on windows 7
    5) bluetooth icon not showing
    6) Bluetooth not connecting, bluetooth error fix
    7) bluetooth show kyou nahi kar raha
    8) fix not working bluetooth
    Bluetooth All Videos Pc & Laptop ( हिंदी में ) :- • Bluetooth All Videos P...
    #bluetootherror #bluetoothmissing #bluetooth #bluetoothnotwork #Riyanshtech
    ========================================================================
    My mike Boya by m1 amzn.to/3BJtzxA
    My Tripod
    1) amzn.to/3LNcIP9
    2) amzn.to/3BKfCQb
    My Camera 📷 :- amzn.to/3R4gYuI
    ==========================================================================
    👍👍👍👍👍👍 Dosto video dekhne ke bad channel ko subscribe jarur kar lena or video ko like kar dena or comment karna na bhule Dosto. mai hamesa aap logo ke liyea is tarah ki video lata rahuga Dosto 👍👍👍👍👍👍
    ================================================================================
    Follow me On :-
    Instagram :- / umeshkumar5877
    My facebook page
    / riyanshtechi
    My facebook / umeshkumar.kumar.5621149
    Google plus
    goo.gl/4b23P5
    Twitter :- / riyanshtech
    ===============================================================================
    DISCLAIMER :-
    This Channel DOES NOT Promote or encourage Any illegal activities , all contents provided by This Channel is meant for EDUCATIONAL PURPOSE only .
    This video is for educational purpose only.Copyright Disclaimer Under Section 107 of the Copyright Act 1976, allowance is made for "fair use" for purposes such as criticism, comment, news reporting, teaching, scholarship, and research. Fair use is a use permitted by copyright statute that might otherwise be infringing. Non-profit, educational or personal use tips the balance in favor of fair use.
    =========================================================
    "Riyansh Tech" -- Thanks for watching this video Dosto.
  • วิทยาศาสตร์และเทคโนโลยี

ความคิดเห็น • 89

  • @bishnumahatostatus
    @bishnumahatostatus 4 หลายเดือนก่อน +2

    bhai ka 10 se 12 video dekha but not working

    • @RiyanshTech
      @RiyanshTech  4 หลายเดือนก่อน

      Operating system ko update kijiye latest version me or bluetooth support services on kijiye aur new & latest version ke bluetooth driver ko install kijiye ho jaega

  • @Brijeshsaxenaagra
    @Brijeshsaxenaagra ปีที่แล้ว +6

    Nhi ho rha bhai ppls make a video on manualy driver

  • @indanimefan4909
    @indanimefan4909 ปีที่แล้ว

    Thank you bhai 👍👍

  • @manmohanmadnesh2959
    @manmohanmadnesh2959 ปีที่แล้ว

    Yes Sir I want manualy driver plz inform and update this type of video thank you

  • @motivatonal_007
    @motivatonal_007 ปีที่แล้ว +1

    thanks sir

  • @seeking_success
    @seeking_success ปีที่แล้ว +1

    Manual driver ke liye bhi video bana do...Mene try kiya downloading driver manually...but did not work

    • @RiyanshTech
      @RiyanshTech  ปีที่แล้ว

      Yadi aapka processor Intel ka hai to aap Intel assistant install kijiye Intel assistant aapke computer ke liye jo bhi best bluetooth driver rahega use lakar aapko de dega bus aapko install per click karke install kar lena yah Tarika sabse best rahata hai bluetooth driver install karne ka

  • @kaizar_malitya
    @kaizar_malitya 3 หลายเดือนก่อน

    Sir Maine usb speaker lagakar Song sun Raha tha thori der baad computer on kar ke yotube pe Gaya to sound nahi a raha tha, abhi bhi nahi a raha hai, speaker Mera thik hai aur aux cable bhi middle jack mei laga hai phibhi sound nahi a raha hai, kya problem hai aur solution??

    • @RiyanshTech
      @RiyanshTech  3 หลายเดือนก่อน

      Aap yah bataen ki Keval TH-cam mein nahin sunai deta hai ya computer mein koi bhi video ya music play karne per sound Nahin aata Hai

  • @AKASHKASERAARTS
    @AKASHKASERAARTS 11 หลายเดือนก่อน +1

    Mere me services.msc me start wala option hide h ?

    • @RiyanshTech
      @RiyanshTech  11 หลายเดือนก่อน

      Aur bhi baki tarikon se theek Nahin hua kya

    • @AKASHKASERAARTS
      @AKASHKASERAARTS 11 หลายเดือนก่อน

      @@RiyanshTech start wala option bhi open ho gya or bhi sab sahi hai but devices show nhi hoti

    • @RiyanshTech
      @RiyanshTech  11 หลายเดือนก่อน

      Apni old bluetooth driver ko uninstall kijiye aur new aur latest varjan ke Bluetooth ke driver ko install kijiye

  • @Raajbosam2001
    @Raajbosam2001 7 หลายเดือนก่อน

    Bhiya ye sb krke dekh liyaa kuch nahi horaa cmd se blutooth on off missing theek kare is topice pr video banaye

    • @RiyanshTech
      @RiyanshTech  7 หลายเดือนก่อน

      Ji jarur

  • @Brijeshsaxenaagra
    @Brijeshsaxenaagra ปีที่แล้ว

    Bhai mere leptop mevsow nhi kar rha blutooth bhai

  • @Mdkabirhossain-vq4gx
    @Mdkabirhossain-vq4gx ปีที่แล้ว

    Toshiba satellite c640 laptop Mein Bluetooth Kam Nahin kar raha hai. Koi solution batao bhaiya.

    • @RiyanshTech
      @RiyanshTech  ปีที่แล้ว

      Ye yah laptop to mere pass nahin hai dost aap yah bataen ki aapka processor kaun sa hai Ryzon ka hai ya Intel ka hai ????

  • @bhanuchaudhary5800
    @bhanuchaudhary5800 ปีที่แล้ว

    Sir Bluetooth peripheral devices driver not found likha aata hai kese connect kare wireless earphone ko

    • @RiyanshTech
      @RiyanshTech  ปีที่แล้ว

      Jo driver pahle se install hai usko hatakar naya latest varjan ke driver ko install kijiye aur apne system mein Jo bhi update aaya hoga usko update kijiye computer update nahin Rahane se bhi Bluetooth mein kuchh hai problem aane lagta hai isliye system mein Jo bhi update aaya hoga use bhi update rakhiye

    • @bhanuchaudhary5800
      @bhanuchaudhary5800 ปีที่แล้ว

      @@RiyanshTech peripheral ki nai video bna de sach bta Raha hu problem solve ho gayi toh 5000 subscribe kara hua meri taraf se

    • @bhanuchaudhary5800
      @bhanuchaudhary5800 ปีที่แล้ว

      @@RiyanshTech sab kuch update hai sir

    • @RiyanshTech
      @RiyanshTech  ปีที่แล้ว

      Laptop hai ya desktop hai yadi laptop Hai To operating system kaun sa hai beat kitna hai windows update to hai na windows mein kisi tarah ka koi problem nahin hona chahie jitne bhi update Hai sare update hone chahie iske alava bluetooth ka driver update hona chahie iske alava aap jis bhi device ko connect karna chahte hain vah laptop mein Bluetooth supported hona chahie uske bad connect kijiye connect ho jaega yadi fir bhi nahin ho raha hai to driver ko change karna padega purane wale driver ko hatakar naya driver install karna padega driver change karne se bhi nahin ho raha hai to setting se koi problem hoga to fir troubleshoot se theek karna padega aur yadi PC hai To pahle yah check karna padega ki usmein bluetooth ka support diya hai ya nahin diya yadi bluetooth ka support Diya Hai To theek hai nahin diya hai To fir Bluetooth adapter lagakar usmein bolo to chalana padega usmein bhi bahut sara adapter aata Hai to aap jo bhi adaptor purchase karenge usi ka aapko driver install karna padega uske bad hi adapter ko lagana padega tab adapter kam Karega adaptor lagane ke bad driver install karne ke bad bhi nahin kam kar raha hai to fir usmein bhi setting mein koi problem hoga to use bhi trouble suit se theek karna padega

    • @bhanuchaudhary5800
      @bhanuchaudhary5800 ปีที่แล้ว

      @@RiyanshTech apke me bhi peripheral devices driver not found aa raha tha use kese thik kiya ye btao bas

  • @laxmimurmu2371
    @laxmimurmu2371 ปีที่แล้ว

    Manual kaise kare jaldi iska video banayeya

    • @RiyanshTech
      @RiyanshTech  ปีที่แล้ว

      Mere channel per jaaiye na Bluetooth wale playlist mein video aapko mil jaega

  • @bhanuchaudhary5800
    @bhanuchaudhary5800 ปีที่แล้ว

    Sir ji 3:45 par dekh yellow icon nhi hata or niche unsuccessful likha aa raha hai

    • @RiyanshTech
      @RiyanshTech  ปีที่แล้ว

      Driver phir se install kiye ab kam kar raha hai

    • @bhanuchaudhary5800
      @bhanuchaudhary5800 ปีที่แล้ว

      @@RiyanshTech driver kaha se install kare sir

    • @RiyanshTech
      @RiyanshTech  ปีที่แล้ว

      Mere channel per jaaiye Bluetooth wale playlist mein uske bad aapka jo bhi company ka laptop hoga usi ke video ko dekh lijiye aur bluetooth driver ko install kar lijiye

  • @kaizar_malitya
    @kaizar_malitya 3 หลายเดือนก่อน

    Sir mere me Bluetooth csr chip laga huwa hai yeh Kam nahi kar Raha hai

    • @RiyanshTech
      @RiyanshTech  3 หลายเดือนก่อน +1

      Driver update kijiye ya new or latest version ke driver ko install kijiye

  • @RAJESHMEENA-pw7lx
    @RAJESHMEENA-pw7lx ปีที่แล้ว

    Bluetooth Kam nahi kar Raha h manual installation batye

    • @RiyanshTech
      @RiyanshTech  ปีที่แล้ว

      Iska video aapko mere channel ke blutooth Wale playlist me mil jayega

  • @djgautamproductionofdelhi0001
    @djgautamproductionofdelhi0001 ปีที่แล้ว

    Bhai meri earphone connect ho rhi hai but sound nhi aa rha hai ye problem window 7 me hai

    • @RiyanshTech
      @RiyanshTech  ปีที่แล้ว

      Iske bare mein to maine bataya hai mere channel per jaaiye Bluetooth wale playlist mein aapko iska video mil jaega

    • @djgautamproductionofdelhi0001
      @djgautamproductionofdelhi0001 ปีที่แล้ว

      @@RiyanshTech bhai mere pass Bluetooth dogla nhi hai

    • @RiyanshTech
      @RiyanshTech  ปีที่แล้ว

      Aapko laptop mein Bluetooth chalana hai ya PC mein Bluetooth chalana hai yadi laptop mein Bluetooth chalana Hai To dongle aapko nahin Lena padega aur yadi PC mein chalana hai To fir aapko Bluetooth dongle Lena padega

    • @djgautamproductionofdelhi0001
      @djgautamproductionofdelhi0001 ปีที่แล้ว

      @@RiyanshTech laptop me

    • @djgautamproductionofdelhi0001
      @djgautamproductionofdelhi0001 ปีที่แล้ว

      Bro apse ke kise contact karu

  • @chandshaikh4712
    @chandshaikh4712 10 หลายเดือนก่อน

    Bluetooth settings show nhi ho rahi h high sped on nhi ho raha h

    • @RiyanshTech
      @RiyanshTech  10 หลายเดือนก่อน

      Driver ko change kijiye na ho jayega

  • @lil_hindi_
    @lil_hindi_ ปีที่แล้ว

    Dongle bhi lga diya fir bhi

  • @bhanuchaudhary5800
    @bhanuchaudhary5800 ปีที่แล้ว +1

    Apka bhi 3 type se kaha connect hua hai

    • @RiyanshTech
      @RiyanshTech  ปีที่แล้ว

      Kaise nahi

    • @bhanuchaudhary5800
      @bhanuchaudhary5800 ปีที่แล้ว

      @@RiyanshTech phone se troubleshoot ka icon nhi hata tha apke me bhi peripheral ka icon aa raha tha connect kar ke video bnaye

    • @RiyanshTech
      @RiyanshTech  ปีที่แล้ว

      Jis system mein Maine bataya tha vah system kafi purana tha uska driver bhi purana ho chuka tha maine driver ko hatakar fir se install Kiya To fir connect ho gaya

    • @bhanuchaudhary5800
      @bhanuchaudhary5800 ปีที่แล้ว

      @@RiyanshTech fir se install kaha se kare or kese hata ye windows 7 32 bit ka hai

    • @RiyanshTech
      @RiyanshTech  ปีที่แล้ว

      Device manager mein jakar uninstall kijiye aur Google se download kijiye ab install kar lijiye

  • @mundachamarada4134
    @mundachamarada4134 7 หลายเดือนก่อน

    Sir mera homethtaer me cocnet ni ho rha iske sath sound nhi ata bhai kise kro bhai

    • @RiyanshTech
      @RiyanshTech  7 หลายเดือนก่อน +1

      Aap apne Windows ko update kijiye aur Bluetooth ke driver ko bhi update kiye uske bad connect Karke dekhiae connect ho jaega

    • @mundachamarada4134
      @mundachamarada4134 7 หลายเดือนก่อน

      @@RiyanshTech sir windows meine new se krwa lyi fr v aise hi aa rha ha mujhe bol rhe ha k 7 ultimate windows me Bluetooth nhi chlta sab bol rhe mger usne Bluetooth ha to mere hom thater me concant nhi hona chahiye jb conent krta hu to usme drivers update mgta ha mger mne new windows krwa lya fr v aise ho rha uska kuch ho skta ha bta dao

    • @RiyanshTech
      @RiyanshTech  7 หลายเดือนก่อน

      Yadi aapke computer mein Bluetooth hardware ka support Diya Hai To fir aap ek computer mein Bluetooth jarur chalega aap mere channel per jaaiye Bluetooth wale playlist mein vahan per Maine bataya Hai 7 tarike bluetooth problem ko fix karne ka use video ko aap dekhiae

  • @shubhamaagre5965
    @shubhamaagre5965 ปีที่แล้ว

    Manually kaise krte obatao sirji

  • @muniramyadav5439
    @muniramyadav5439 9 หลายเดือนก่อน

    Sir. G. Bluetooth Search Nahi ho kar raha hai

    • @RiyanshTech
      @RiyanshTech  9 หลายเดือนก่อน

      Ek bar driver ko update karke dekhiye

  • @satyendrakumar-sp5no
    @satyendrakumar-sp5no 8 หลายเดือนก่อน

    Sir mere pc windows 7 hai show ho raha h but connect nahi ho raha h.

    • @RiyanshTech
      @RiyanshTech  8 หลายเดือนก่อน

      Apne driver ko update kijiye ya to use uninstall Karke new driver ko install kijiye FIR connect kijiye ho jaega

  • @acersmarttvsupport1636
    @acersmarttvsupport1636 ปีที่แล้ว

    Dell d830 laptop bluetooth not showing

    • @RiyanshTech
      @RiyanshTech  ปีที่แล้ว +1

      Mere channel per jaen Bluetooth wale playlist mein aur Bluetooth error ko fix karne wala video dekhiae

  • @bhagsingh2495
    @bhagsingh2495 ปีที่แล้ว

    Sir Ni hora h Samsung K laptop pe

    • @RiyanshTech
      @RiyanshTech  ปีที่แล้ว

      Driver install karne ke bad bhi nahin ho raha hai iska matlab hai ki setting se koi bhi problem ho sakta hai aap mere channel per jaen Bluetooth wale playlist mein vahan per Maine Bluetooth error ko fix karne ke bare mein bataya hai use video ko aap dekh lijiye or problem ko fix Kar lijiye

  • @shubhampandey2677
    @shubhampandey2677 6 หลายเดือนก่อน

    Bluetooth setting nhi dikha rha h 😢

    • @RiyanshTech
      @RiyanshTech  6 หลายเดือนก่อน

      Mere channel per jaaiye Bluetooth wale playlist mein vahan per Bluetooth problem ko fix karne ka 7 Tarika milega wo video aap dekh lijiye

  • @user-kd9jp6cx4r
    @user-kd9jp6cx4r 7 หลายเดือนก่อน

    bhai my problem is not fix

    • @RiyanshTech
      @RiyanshTech  7 หลายเดือนก่อน

      Driver install kiye the....or operating system latest version me update to hai na

  • @subhogamer589
    @subhogamer589 9 หลายเดือนก่อน

    Give the video link

    • @RiyanshTech
      @RiyanshTech  9 หลายเดือนก่อน

      Video link in the description box

  • @HostlerDevendra444
    @HostlerDevendra444 ปีที่แล้ว

    Bhai maine sab karke dekh liya phir bhi nhi chal rha hai

    • @RiyanshTech
      @RiyanshTech  ปีที่แล้ว

      Device manager me check kijiye ki vahan per Bluetooth show kar raha hai ya nahin show kar raha hai

  • @lil_hindi_
    @lil_hindi_ ปีที่แล้ว

    Mera bhi nhi ho rha h

    • @RiyanshTech
      @RiyanshTech  ปีที่แล้ว +1

      Kya nahi ho raha mere channel per jaaiye Bluetooth wale playlist mein Bluetooth se related lagbhag sare problem Maine solve Kiya Hai

  • @kamtaprasadsante9503
    @kamtaprasadsante9503 ปีที่แล้ว

    blutooth driver na instal ho raha hai na pc me dikha raha hai

    • @RiyanshTech
      @RiyanshTech  ปีที่แล้ว

      Processor kaun sa hai aap yadi Intel ka processor hai to aap Intel ke official website per jaaiye vahan se bluetooth driver Ko download karke install kijiye work kar jaega jab tak bluetooth driver download nahin hoga tab tak Device manager mein Bluetooth show nahin Karega aur jab tak Device manager mein Bluetooth show nahin Karega tab tak aapka Bluetooth work nahin Karega okay

    • @kamtaprasadsante9503
      @kamtaprasadsante9503 ปีที่แล้ว

      Intal ka install nahi ho raha hai

    • @kamtaprasadsante9503
      @kamtaprasadsante9503 ปีที่แล้ว

      Koi bhi install nahi ho raha hai

    • @RiyanshTech
      @RiyanshTech  ปีที่แล้ว

      Kaise nahin hoga aap kar nahin pa rahe hain

    • @khimnegi8073
      @khimnegi8073 ปีที่แล้ว +1

      @@RiyanshTech bhai maira sb download hai driver bhi lekin jb mai connect krne ja rha hu toh operations aa ja rha hai like listen to music or forward voip krke

  • @rakeshp8834
    @rakeshp8834 ปีที่แล้ว

    Not working at all

    • @RiyanshTech
      @RiyanshTech  ปีที่แล้ว

      Aap Intel assistant install kijiye Intel assistant aapki computer ke liye jo bhi best bluetooth driver rahega aapko de dega bus aapko install per click karke Install kar lena hai uske bad aapko check karna hai Device manager mein jakar ki vahan per Bluetooth show kar raha hai ya nahin yadi vahan per Bluetooth show kar jaega To fir aapka bluetooth ka problem solve ho jaega

    • @abhaykumarmaurya1235
      @abhaykumarmaurya1235 11 หลายเดือนก่อน

      ​@@RiyanshTech disk driver not installed...
      Doungle bhi lagaye hai kai din se pareshan hai...
      Shop par bhi le gaye to tb bhi nahi ho raha hai
      Please help me.